• 12 years ago
Is Drama mein Insaaf ki paasdari ke bare mein bataya gaya hai jaha aik Gaon mein aik Saien logo ka Insaaf ka faisla karta tha.. Waha aik admi ne hari ki beti ke sath badtameezi ki tou Saien ne usko Police ke hawale karwadiya. Par Saein ka beta bhi us hari ki beti ke peecha para hai aur woh us bandi ke sath badtameezi karta hai . Kiya Saein apne bete ko bhi Police ke hawale karta hai yeh nahe ?

Mazeed Janne ke liye dekhiye Hamara Program Insaaf sirf KTN TV per

Category

🎈
Fun

Recommended