00:00 Maharashtra Sarkar bhi kaam kare aur Anna Bhau sathe ka naam ka Bharat Ratna title dene
00:11 ke liye.
00:12 Maharashtra Sarkar nominate karke beze aur yaha ke Mukyamantri, Mukyamantri ji ko mai
00:21 batara hu ki hum bhi Telangana Sarkar bhi Anna Bhau sathe ka naam bhej dete hai Delhi
00:32 ko.
00:33 Mai khud bhi Pradhan Mantri ko mai chitti likunga.
00:34 Kyon mai khud yaha aaya hu Hathe Gaon mein dekh chuka hu.
00:40 Aapka josh bhi dekh raha hu.
00:43 Isliye aapse praartana hai.
00:44 To yeh hai baat agar aap sahay mat ho mere baat se sabha ek jut hokar ek mutti se taliyan
01:06 bajay aur prastav ko parit kare.
01:13 Aap logon ka dhanyavad aur yeh prastav banake mehmani Deshmukh ji ko Shankar Anna Dhondi
01:21 ji ko praartana karenga.
01:22 Is prastav ka darur banake laaye aur hum Pradhan Mantri ko chitti ke saath isko bhejte
01:28 hai.
01:29 Aage chelte hai dekhte hai kya hota hai.
01:31 Pradhan Mantri Modi ji se bhi mai anurodh karta hu.
01:34 Anna Bhau sathe ko identify karna, unka samman karna, unko sammanit karna.
01:38 Yeh desh ka samman hoga, kuch aur nahi hoga.
01:41 Isliye Pradhan Mantri ji se bhi mai appeal karta hu ki Anna Bhau sathe ko Bharat Ratna
01:46 title dena chahiye.
01:47 Wo bilkul isliye eligible hai.
01:48 Yeh humare bhavana hai.
01:49 Anna Bhau sathe ka kaam hai, mai kitna bhi kahu kam hai.
01:56 Kal yeh time tak bhi kahai sakte unki samman me.
02:01 Lekin yeh ek baat mai zarur kahaana chahunga.
02:04 Sachin ne aapke saamne jo rakha hai, Maatang Samaj ka sahi aadar nahi hai Maharashtra Raj
02:10 me.
02:11 Yeh bhi jaanta hu.
02:12 MLS me, MPs me, jane ke aamdaar, khasdaar me, kuch aanya cheezon me, jo position milna
02:18 chahiye, jo dardar milna chahiye, nahi mil para hai, sahi nahi mil para hai.
02:22 Yeh aap logon ka tadapa hai, mai samajh gaya hu.
02:25 Mai aapko aashwasan deta hu, jab kabhi aisi bhakta aata hai, Maatang Samaj ko nazarandaz
02:31 nahi karega BRS party aur Maatang Samaj ko saath liye chalna ka pura pura prayas karega.
02:38 Mai aur details Sachin bahu se le lunga, kaha kaha kis jagah hum apne pratiniti bana sakte
02:44 hain, jinn ko aamdaar, khasdaar bana sakte hain, pura leunga.
02:47 Aur mai sachhe dil se, niyat se kehta hu, mai purna prayas karunga, taako aapko sahi
02:53 jagah mile, pehle jaisa nazarandaz nahi kia jayega, yeh mere aapke saath aashwasan hai.
03:04 Aur sabha mein aankar aaj sabhi se milne ka, aapse darshan karne ka mujhe saubhagya mila
03:09 hai.
03:10 Iske liye mai abari hu Sachin satay ka, jinnon ne mujhe aamantan diya hai yahaane ka.
03:16 Phir ek baar aap tamam baaiyon ko, bhaeinon ko pranam karte huye, mai Sachin bahu satay
03:21 ko dhanyavaad dete huye, apne shabd ko samaab karta hu.
03:24 Jai Bheem!
03:25 Jai Anna Bahu Satay!
03:27 Jai Maharashtra!
03:28 Jai Bharat!
03:30 Unhone pahichana aur khas yahaan ke Pradhan Mantri ko italla karke, unko Russia bhi bula
03:42 liya, sammanit kiya aur All Russia Library mein aaj Anna Bahu Satay ka murti ko bhi pratishtapan
03:51 kiya.
03:52 Russia Communist Party ke member jo Maxim Gorky te, unka vishesh novel hai Maa, hum Telugu
04:02 mein kahete hai Amma.
04:04 Us Maa ke naam ka jo novel hai Maxim Gorky ka, wo poore duniya mein mashoor hai.
04:09 Kahin bashaon mein uska translation bhi hua hai, har desh mein uska upalabh di hai.
04:15 Lekin bada dukkhi baat yeh hai, Russia Sarkar ne Anna Bahu Satay ko Indian Maxim Gorky kaha
04:23 hai, Bharat ke Maxim Gorky.
04:25 Itne mahaan hasti, jo vanchit ke liye, peedit ke liye, apni kalam se kaafi likh chuke hai,
04:34 kaafi kahe chuke hai, kaafi ladaiyan ladh chuke hai, unke prati is desh mein koi samman
04:41 ka bhavna nahi hai.
04:42 Yeh badi dukkhi baat hai.
04:43 Sachin bahu mere paath jab aaye the, mere saath tajneeti ka kaam karne ke ichha le kar
04:51 ke, kuch kitab mujhe diye the, jo Anna Bahu Satay ke likhe hue the.