00:00Ashq-e-nadaan se kaho baad mein pachtaayenge
00:06Aap girkar meri aankhon se kidhar jaayenge
00:11Apne lafzon ko takallum se birakar jaana
00:15Apne lahje ki thakawat mein bikhar jaayenge
00:19Tum se le jaayenge hum cheen ke baade apne
00:23Ap to kasamon ki sadaqat se bhi dar jaayenge
00:27Ek tera ghar tha meri hadde musafat lekin
00:31Ab ye socha hai ki hum had se guzar jaayenge
00:35Apne afkaar jala daalenge kawaz kawaz
00:39Soch mar jaayegi to hum aap bhi mar jaayenge
00:43Iss se pehle ki judai ki khabar tum se mile
00:47Iss se pehle ki judai ki khabar tum se mile
00:51Iss se pehle ki judai ki khabar tum se mile
00:55Iss se pehle ki judai ki khabar tum se mile
00:59Hum ye socha hai ki hum tum se bichad jaayenge