Skip to playerSkip to main content
गोड्डा से लोकसभा सांसद निशिकांत दुबे ने लोकसभा में ओबीसी का मुद्दा उठाते हुए कहा कि "पूरे देश भर में कांग्रेस पार्टी और विपक्ष जातिगत जनगणना की बात करती है और पिछड़ों के साथ वर्षों से अन्याय करती आ रहा है। पीएम मोदी ने ओबीसी आयोग की स्थापना करके संवैधानिक दर्जा भी दिलाया। एक तरफ जहां पूरे देश में ओबीसी को 27% आरक्षण मिलता है वहीं झारखंड में 14% आरक्षण दिया जाता है जिसके कारण पूरा पिछड़ा वर्ग परेशान है। कई जातियां जिन्हे एससी एसटी में होना चाहिए था उन्हें ओबीसी में रखा गया है जैसे खेतौरी और घटवाल। निशिकांत दुबे ने कहा कि वो कई समय से मांग कर रहे हैं लेकिन झारखंड सरकार इस पर कोई कदम नहीं उठा रही है।"

#Nishikant Dubey #Loksabha #Godda #SC #ST #Trending #Reservation #OBCReservation #OBC #आरक्षण

Category

🗞
News
Transcript
00:00Sabapati mahude, poore desh bhar mein Congress party aur vipaksh jatigat janganna ki baat
00:10kar rahi hai, pichadon ke saath varson se anyaay hota raha, maane Pradhan Mantri ji,
00:19jab desh ke pahle pichade Pradhan Mantri bane, to OBC aayog ki unhone asthaapna ki, jisko
00:24ki unhone sambhedhanik darja diye, jis tarah se SC commission hai, ST commission hai, ST
00:31aayog hai, SC aayog hai, us tarah se ab OBC aayog hai, Sabapati mahude, aap humare yaha
00:36Jharkhand mein prabhari bhi rahe, Jharkhand ki jo istithi hai, ki poore desh bhar mein
00:43OBC ko 27% reservation, lekin Jharkhand mein, wo keval aur keval 14% hai, jiske karan poora
00:52ka poora pichada samaj jo hai, wo pareshan hai, kayi ek aisi jatiya hai, jo schedule
00:57tribe mein huni chahiye thi, lekin unko OBC quota kaatne ke karan unko OBC mein de diya,
01:02jaise khetodi aur ghatwal, aur barson se main maang kar raha ho, ki khetodi aur ghatwal
01:07ko ST mein daaliye, jisse ki OBC ka jo haq hai, wo OBC ka haq nahi mara jaa, lekin aaj
01:15tak waha ki sarkar ne kisi prakaar ka koi proposal, na Bharat Sarkar ko bheja hai, na
01:19OBC ko reservation mila hai, mera aapke madhyam se, Bharat Sarkar se aagrah hai, ki jab sab
01:26jagah 27% reservation hai, jatigarh jandanna ki baat ho rahi hai, Congress socio-economic
01:33census ko lagu nahi karna chahati hai, jistra Karnataka mein, committee ki report aane ke
01:38baad bhi na usko disclose kar rahi hai, na lagu kar rahi hai, to Congress aur JMM ke
01:42upar dabab daale, aur kisi bhi keemat par, OBC ko Jharkhand mein 27% reservation de,
01:49yahi aapke madhyam se, mera Bharat Sarkar se aagrah hai.

Recommended