00:00Bholu Pitruji Maharaj ki
00:07Keval paise se shukh mil jaye aisa nahi
00:10Maharaj maine dekha arpati nahi kharpati parivaar
00:14Bangalore ke paas ek baar hamari karta thi
00:17Kharpati parivaar Maharaj itna paisa itna paisa
00:20Jab uski ghar mein entry kare to lage Maharaj yehi swarg hai
00:24Chale to chaar chaar bodyguards saathne chale
00:27Chaar chaar paanch paanch bete, pote, parivaar
00:29Chaar hazaar naukar kaam karne wale factory mein
00:32Ek nahi teen teen chaar chaar factory ya
00:35Maharaj wo uski naukar bhojan karte hain
00:37To five star jaisa bhojan
00:42Lekin
00:44Sab kripa hai Maharaj, dukaan makaan bohot achha
00:47Factory ya set hai, chaar chaar bete hain, pote hain, parivaar hai
00:51Lekin
00:52Unki naukar bhojan karte hain, five star jaisa bhojan karte hain
00:56Lekin
00:57Maini dekha wo set ji bhojan kar rahe the
01:01Koi chappan pakwan nahi kha rahe the
01:03Kya tha?
01:05Maharaj, do phulki
01:07Bilkul patli patli do phulki ya
01:09Wo bhi bagayar ghee lagaye
01:11Do phulki ya aur daal ka chana hua paani
01:15Daal bhi nahi kha rahe
01:17Maini dekha re set ji
01:19Yeh kya?
01:20Are aapke to naukar bhi itna chaar bhojan karte hain
01:23Aur aap yeh kya kha rahe hai?
01:26Jaisa hi maine kaha
01:29Set ji ki aankhon mein aasu aage
01:31Kehne lage Maharaj ji
01:36Main nahi kha sakta
01:38Are kyon?
01:40Are aapke to naukaron ke paas bhi bahot achha bhojan hai
01:43Five star jaisa bhojan karte hain
01:45Aur aap yeh do phulki bina ghee lagay
01:47Aur daal ka chana hua paani
01:51Khoda awaaz kar karo
01:54Padi khalo
01:59Maharaj kha nahi sakta
02:00Kyon nahi kha sakte?
02:01Bhole doctor ne mera ghee bandh kiya hai
02:04Doctor ne tel bandh kiya hai
02:06Doctor ne mirch bhi bandh kar di
02:08Bolte hain meetha bhi nahi kha na
02:10Tumhare liye jehar hai
02:12Meetha main nahi kha sakta
02:13Mirch main nahi kha sakta
02:14Tel main nahi kha sakta
02:16Aur ghee bhi main nahi kha sakta
02:19Sab kuch hai lah Maharaj
02:21Lekin tan se dhukhi
02:24Koi tan dhukhi to koi man dhukhi
02:27Kisi ke paas sab kuch hai, sab set hai
02:30Lekin usko yehi tension hai
02:32Mere paas to ek
02:33Aur padosi ke paas do
02:36Are apne paas to choti gadi hai
02:38Uske paas to badi wali gadi
02:41Koi tan se dhukhi hai koi
02:42Man se dhukhi hai
02:44Aaj sansaar mein log apne sukh se sukhi nahi hai
02:47Balki doosre ke sukh se dhukhi hai
02:51Khud ke sukh se sukhi nahi
02:52Doosre ke sukh se dhukhi hai
02:54Koi tan dhukhi to koi man dhukhi
02:56Koi dhan bin firat roodas
02:58Kisi ke paas Maharaj itna paisa
03:01Jiska varnan kiya nahi ja sakta
03:03Aur kisi ke paas itna bhi nahi
03:05Ke subhe khaya to shyam ko khayega
03:08Iska bhi aas nahi hai
03:10Ek vakti badam ke halwa ka naashta karta hai
03:13Usme bhi dosh nikal karke thali ko phaik deta hai
03:16Aur ek ghar mein sabji ban jati hai
03:18Poora parivaar prasand ho jata hai
03:20Ke aaj hamare ghar mein sabji bani hai
03:24Koi dhan bin firat roodas
03:26Ke thode thode sab dhukhi
03:29Sukhi Ram ke baas hai
03:31Jisne yeh soch liya
03:33Ke Bhagwan ne hamari okaat se zyada diya hai
03:36Ei Prabhu maine itna accha nahi kiya
03:38Lekin Tune mujhe diya
03:40Tera shukriya hai
03:42To jeevan mein shukh milega
03:45Nahi Maharaj, ichhaye to badti rehti hai na
03:48To likha sabhi dhukho ko dur karne ka upay hai Bhagwan ka naam
03:53Ek
03:59Sant ne kaha hai
04:01Ek bahot bade sant hai
04:03Main ek bhi sunra tha katha mein
04:05To unhone kaha
04:07Ke ek haathi
04:09Sui ki nok ke pichle hisne mein se nikal sakta hai
04:14Lekin jeev
04:16Bhagwan ke naam ke bina paar ho jaye
04:19Aisa nahi ho sakta
04:21Maharaj, Delhi, Mumbai, Chennai, Mangalore
04:24Aapko jaana hai
04:25To train se chale jaayenge
04:26Bus se chal jaayenge
04:27Ya
04:28Flight se chal jaayenge
04:29Aapko America jaana hai
04:31Australia jaana hai
04:32Germany jaana hai
04:33To flight jaayegi
04:35Lekin
04:36Is bhav sagar se paar jaana hai
04:39To koi flight
04:40Nahi jaati
04:43Koi Surendra bhaiya koi jaati hai
04:45Koi train jaati ho
04:46Koi express ho
04:47Jo seeda bhav sagar se paar le jaave
04:51Ya koi jet airway jaisa ho
04:52Koi company ho
04:53Jo wo le jaave
04:54Koi train nahi jaati
04:55Koi bus nahi jaati
04:56Koi flight nahi jaati
04:59Jisi bhav sagar se paar ho na hai
05:01Sansaar mein
05:05Dekho
05:06Do baate hoti hai
05:07Jeev ke saath
05:08Ya to wo mar jaata hai
05:10Ya wo tar jaata hai
05:12Marna hai ke tarna hai
05:14Haan
05:15Tarna hai na
05:17To tarna hai to ek kaam hai
05:19Kya
05:20Ramcharitmanas me bhi likha
05:21Yahi baat Bhagwat me hai
05:23Kya
05:24Ke bhav sagar chah
05:27Paar jo paawa
05:31Bhav sagar chah
05:34Paar jo paawa
05:37Bhav sagar chah
05:41Paar jo paawa
05:44Bhav sagar chah
05:47Paar jo paawa
05:50Jaav mein katha ta
05:53Kah drida naava
05:56Ram mein katha ta
05:59Kah drida naava
06:02Krishna mein katha ta
06:05Kah drida naava
06:09Krishna mein katha ta
06:11Kah drida naava
06:14Kal Yug Keval Naam Aadhaara Sumir Sumir Nar Utt Rahi Paara
06:39Jo Smaran Kar Lega, Jo Bhagwan Ka Naam Jap Lega, Jo Ye Dhani Khatta Kar Lega,
06:45Wo Paar Ho Jaayega, Wo Tar Jaayega.
06:50Jo Bhagwan Ka Naam Ka Dhani Khatta Kar Lega,
06:54Jo Bhagwan Ka Smaran Kar Lega, Wo Paar Ho Jaayega,
06:58Wo Tar Jaayega, Nahi To, Nahi To,
07:03To Marna Nahi Hai, Tarna Hai.
07:06Ek Sant Bolte Hai, Ke Kuch Kaam Karke Jaana, Duniya Se Jaane Wale.
07:12Ke Kuch Kaam Karke Jaana, Duniya Se Jaane Wale,
07:15Are Jaate Hain Log Lakho Bekaar Khane Wale.
07:21Main Is Parivar Ko Pranam Karta Hoon Maharaj,
07:23Dekho Ye Aapne Kitna Achha Yojan Rakha Bhagwat Ki Katha,
07:27Aur Gayasraad Tarpan,
07:29Maharaj, Ye Pitra Devta Pratiksha Karte Hain,
07:32Humare Parivar Mein Khandaan Mein Koi Aisa Ho Jaaye,
07:35Jo Humein Gayasraad Kar De, Humara Tarpan Kar De,
07:37Humare Liye Katha Kara De,
07:42Kyuki Bhagwan Ki Naam Ke Bagar Paar Nahi Ho Sakta Hai Bikti,
07:46Yadi Jeete Jeete Lenge To Paar Ho Jaayenge,
07:51Yadi Kisi Kaaran Se Mittu Bhi Ho Jaaye,
07:54To Uske Baad Mein Bhi Bhagwan Ka Naam Le Liya Jaaye,
07:56To Wo Bhi Paar Ho Jaata Hai,
07:58Likha Hain.