00:00Barsane ki galiyon mein aaj jamkar holi ke rang hoye, vishwa prasidh barsane ki lathmar
00:06holi ki bade utsah aur umang ke shahad survath ho gaye.
00:09Krishna roopi huriyaro ne rang dalne ki koshish ki, to Radha Rani roopi gopiyon ne jamkar
00:14lathiyon barsaayi.
00:15Hansi theetholi, Abeer gulal aur lathiyon se kheli jaane wali iss lathmar holi ka anand
00:20lene desh videsh se lakhon pariyatak aur shraddhalu pahunche.
00:24Nandgaon ke Krishna roopi huriyaro aur Barsana ki Radha roopi gopiyon ki lathmar holi ki
00:30yeh parampara saikadon saalon se chali aa rahi hai.
00:33Iss parampara ke teht Nandgaon ke huriyare peeli pokhar par aate hain jaha unka bhavye
00:38swagat Barsana ke log thandai aur bhang se karte hain.
00:41Yahaan se ye huriyare rangili gali pahunchte hain jaha yeh Barsana ki huriyarinon ko holi
00:47ke geet ga kare jaate hain aur holi ke geet aur galiyon ke baad hota hai naach gaana aur
00:52fir kheli jaate hai lathmar holi.
00:55Barsana ki huriyare ne Nandgaon ke huriyaro par lathiyon ki baarish karte hain jiska bachao
01:00huriyare apne saath laai dhal se karte hain.
01:02Barsana ki iss anokhi lathmar holi ko dekhne ke liye shraddhalu des ke kone kone se aate
01:23hain aur Radha Krishna ki prem sroop holi ko dekhkar anandit ho utte hain.
01:29Nandgaon bhi bahut naha jaata hai ki iss Holi ko dekhne ke liye swayam devta bhi Braj me
01:35aate hain.
01:35Braj me 40 din tak chalne wala Holi utsav lathmar holi ke bina adhoora hain.
01:59I was afraid that if I fall, I will get hurt.
02:02But it's a different kind of fun.
02:04Holi is celebrated with wet clothes.
02:06It's a different kind of fun.
02:07I saw how they are hitting with sticks.
02:09They are handling it with love.
02:11It was very nice to see.
02:12Every time Holi will be celebrated,
02:14they will come here at least a week before.
02:16It was very nice.
02:17My father used to come here before.
02:18He told me to definitely come.
02:19Today I got a chance.
02:21So I came.
02:22And it was fun.