Skip to playerSkip to main content
  • 2 years ago
Ghusl e Janabat ka ek ahem masla: Agar sir mein tel laga ho ya baalon mein oiling ki ho to kya simple paani se ghusl ho jaye ga ya shampoo zaroori hai?

Is video mein Mufti Tariq Masood sahab ne:

βœ… Ghusl ke fard aur sunnat tareeqay ko wazeh kiya
βœ… Tel ke hotay huye paani ke baal tak pohanchne ka hukam samjhaya
βœ… Miswak aur safai ke hawale se bhi raahnumai ki
βœ… Aam logon ki confusion door ki

πŸ“Œ Har Muslim ke liye zaroori maloomat jo taharat aur paaki se mutaliq hai β€” zaroor dekhiye!

Recommended