Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 136 (Part 94) par baat kar rahe hain, jis mein musalmanon ke us azeem iman ka zikr hai ke hum Allah par, aur jo kuch hamari taraf nazil hua, aur jo Ibrahim, Ismail, Ishaq, Yaqub aur unki aulad par aur Moosa o Isa aur doosre nabiyon ko unke Rab ki taraf se diya gaya, sab par iman rakhte hain aur unke darmiyan koi farq nahi karte. Video ko like aur share zaroor karein!
Comments