Skip to playerSkip to main content
  • 2 months ago
Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 158 (Part 111) par baat kar rahe hain, jis mein Allah Ta'ala farmaate hain ke Safa aur Marwah Allah ki nishaniyon mein se hain, isliye jo shakhs Hajj ya Umrah kare us par in dono ke chakkar kaatne (sa'ee karne) mein koi gunah nahi hai, aur jo koi khushi se neki kare toh Allah qadr karne wala aur sab kuch janne wala hai. Video ko like aur share zaroor karein!

Category

📚
Learning

Recommended