Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 160 aur 161 (Part 113) par baat kar rahe hain, jis mein un logon ke liye tauba aur islaah ki umeed di gayi hai jo haq ko chupane ke baad tauba kar lete hain aur sach ko wazeh kar dete hain, aur Allah Ta'ala tauba qabul karne wala aur meharban hai. Video ko like aur share zaroor karein!
Comments