Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 162 aur 163 (Part 114) par baat kar rahe hain, jis mein na-ummeed aur kufr ki halat mein marne walon par hamesha ke azaab ka zikr hai, aur sath hi yeh ahem paigham diya gaya hai ke tumhara mabood sirf Ek hi Allah hai, jiske siwa koi ibadat ke laiq nahi jo nihayat meharban aur reham karne wala hai. Video ko like aur share zaroor karein!
Comments