Namaskar dosto! ❤️
Aaj ki video mein hum bana rahe hain Moong Dal ke Papad se bahut hi crispy aur kurkure Aloo Spring Roll. Ye recipe banane mein easy hai aur taste mein bahut hi delicious lagti hai. 😍
Is video mein aapko step-by-step bataya gaya hai ki Moong Dal ke Papad aur aloo ki filling se crispy spring roll kaise banayein.
👍 Video pasand aaye to Like karein,
💬 Comment karke batayein aapko recipe kaisi lagi,
❤️ Aur aisi hi tasty recipes ke liye hamare channel ko Follow zaroor karein.
🌶️ Recipe: Moong Dal Papad Crispy Aloo Spring Roll
🥔 Type: Crispy & Easy Snacks
🍽️ Perfect for: Evening Snacks, Tea Time & Party