Main ne tumhein sirf mohabbat nahi ki thi, main ne tum mein apni poori duniya dekhi thi. Tumhari muskurahat meri khushi thi, aur tumhare saath guzarnay wala har lamha mere liye ek khoobsurat lamha tha. β€οΈβ
Lekin tum ne ek pal mein woh sab kuch tod diya jise main ne apne dil mein kitni mohabbat se sambhala tha.
Tanhai mein tumhari yaadein aati hain, aankhein bhar jaati hain, aur dil khud se ek hi sawaal karta hai: Aakhir meri mohabbat mein kya kami thi? ππ₯
π΅ O Bewafa β un dilon ke naam jo sachchi mohabbat karke bhi haar gaye.