Yeh Raatein...
(Hindi Poetry)
Recited By: Shivashish, Instagram : https://www.instagram.com/shivaaaashish/
Poetry Written by: Viswaroop Bhattacharya
Lines of the Poem:
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain

Kya woh neend ke sunhare kwabh dekhna nahin chahati hain

Ya phir woh apne aklepan se chutkara pana chahati hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Kya woh apne nishabd’ta se khafa hain
Kya woh apne nishabd’ta se khafa hain
Ya phir apne asoon ko agle se chupana chahti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Kya woh apne beete din ke bare mein sooch rahi hain

Ya phir agle ke sukh dukh ki bhagidar banna chahti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Kya woh din ke khamiyoon ko bhulna chahati hain

Ya phir kisi ki talash hain, jiski batein woh bhi sunn sakhti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain
Ye raatein itni baaatein kyun karti hain.........