farq... (Hindi Poetry)
Recited By: Shivashish,
Instagram : https://www.instagram.com/shivaaaashish/
Written By: Gulzaar
Lines of the Poem:
Kuch aise hoogae hai iss Daor ke rishte
Aawaz agar tum na do toh, bolte woh bhi nahi
Mein teher gaya woh guzar gai,
Mein teher gaya woh guzar gai,
Woh kya guzari, sab teher gaya
Zindagi jeene ke liye bani thi
Aur humne sochne mein guzaar di
Rishte dheere dheere khatm hote hai
Bas pata achanak se chalta hai
Fark tha hum dono ki mohabaat mein
,
Fark tha hum dono ki mohabaat mein
,
Muje ussea he thi, usea mujse bhi thi
Jinhe apne pyaar ki kadrr hoti hai,
Woh unke liye wakt nikal he lete hai
Zindagi ek baar milti hai, yeh baat bilkul galat hai
Sirf Maut ek baar milti hai,
Zindagi toh har roz milti hai
Faisla nahi hoo paa raha
Tanha raat hai ya mein….
Mere hoo???? toh bas bane rahoo
n,
Jatate hoo, toh gaer se lagte hoo
Itna he toh maanga tha, mera saath dena..
Koi hamara bhi tha, kal ki he baat hai
,
Itna toh sikha he diya hai tune ae zindagi,
Rishta sab se rakho, lekin ummid kisi se nahi
,
Kho jaata hou aksar… tuje bhulane ke chakkar mein
,
Mussafir kal bhi tha, mussafir aaj bhi hou
,
Kal apno ki taalash mein tha, aaj apni taalash mein hou
,
Tumse se bas itna saa taaluk hai,
Agar tum pareshan hoo,
Toh neend hame nahi aati
,
Log aksar pouchte hai mujse,
Kuch batao tumhare bare mein
,
Samaj nahi aata yaar kya bataoo,
Tummhare sacche pyaar ke bare mein,
Tumhare bare mein
, Lekin koi chahe kuch bhi kahe
Par mein jaanta hou ,
Maine sirf ek insaan se mohbaat ki hai ,
Aur woh, ho tum..
Sirf tum….
Disclaimer :
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.