00:00 Aham kabar sahab ko aga karein Tosha khana case mein session adalat ke faisle ke khilaf chairman PTI ki appeal par faisla mehfuz kar liya gaya hai.
00:07 Baat karein apne rumayende Hussain Ahmed Chaudry se. Hussain Ahmed Chaudry aga kije.
00:11 Tosha khana case mein haq e difa khatam karne ke khilaf darkhaz par dalayal sumne ke baad faisla mehfuz kar diya gaya hai.
00:19 Islamabad High Court ke Chief Justice Amir Farood ne case ki samaat ki hai aur Tosha khana pojdari case hai.
00:24 Chairman PTI ki haq e difa baal karne ki darkhaz par faisla mehfuz kiya gaya hai. Aur yeh guzarshta roze 4 gawaon ki darkhaz ki gai thi session court se.
00:33 Ke 4 private gawa jo hai chairman PTI. Tosha khana case mein jo hai woh pesh karna chahate hai. Lekin session adalat ne woh darkhaz mustradh kar di thi.
00:41 Aaj usse challenge kar diya gaya tha aur Khwaja Arif ki jaanab se ka gaya ki amare jo gawa hai.
00:46 Woh mutalqa gawa hai aur tax consultant hi bata sakta hai ki tax form wohi barta hai. Chairman PTI tax form woh khud nahi barte hai.
00:54 Chairman PTI tax consultant ko dastavizat farham karte hai aur trial court ne chairman PTI ka difa biyaan hi nahi likha aur amari darkhaz ko ghar mutalqa kai kar mustradh kar diya gaya.
01:03 Tamaam dalayal sumne ke baad Islamabad High Court ke Chief Justice ne chairman PTI ki haq e difa baal karne ki darkhaz par faisla mehfuz kar diya hai.
01:10 Aur imkaan yehi hai ki kuch dekh shudha faisla suna diya jayega. Kyunki Khwaja Harif ki jaanab se yeh tada ki gayi hai.
01:17 Ke is faisla ko abhi sunaya jaye. Kyunki case jo hai wo session court me zire iltawa hai. Yeh na ho ke wahapar faisla mehfuz kar diya jaye.
01:24 Yeh baap pehle batayiyega Hussain. Ke Tosha Khana case me jo faisla mehfuz kiya gaya hai. Kis cheez peh specifically?
01:31 Yeh Tosha case me guzishta roz chaar private gawaon ko jo hai wo pesh karne ki darkhaz dair ki gaya thi chairman PTI ki jaanab se.
01:41 Lekin session court ne un chaaron gawaon ko mustradh kar diya tha aur unko nahi talab kiya tha. Nahi unke bayanaat kalam band kiya gaya the.
01:47 To uske khilaf Islamabad High Court me rajoo kiya gaya tha. Aaj subah yeh darkhaz dair ki gaya thi.
01:52 Aur jo haq e difa hai jo chaar gawaon se mutalq wo baal karne ki yeh darkhaz thi. Us par faisla mehfuz kar diya gaya hai.
02:00 Adalat ki jane se. Ek subah se matter jo hai wo session court ki jane se jo darkhaz tabli samaj karar diya thi.
02:07 Tosha Khana case ki us par abhi tak jo hai wo faisla nahi mehfuz hua hai. Nahi faisla sunaya gaya hai.
02:12 Yeh nahi darkhaz jo hai wo aaj subah dair hui thi. Jisme chairman PTI ki haq e difa baal karne ki darkhaz diya gaya thi.
02:18 Us par dalai sunne ke baad chief justice se faisla mehfuz kiya hai. Aur yeh hi kaahe hai ke kuch der baad yeh faisla suna diya jayega.
02:25 Aur is faisla ke mutaabik faisla adalat ne yeh karna hai jo chaar private gawaahin wo adalat me pesh ho kar beyan record kara sakenge ya nahi.
02:33 Kyunke session court ne un chaaron gawaah ko musrat kar diya tha aur jo chairman PTI ki thi darkhaz usse musrat kiya gaya tha.
02:40 Usi darkhaz ko aaj Islamabad High Court me subah challenge kiya gaya tha aur us par ab samaat hui hai.
02:44 Aur adalat ne Khwaja Haris ke dalai sunne ke baad yeh faisla mehfuz kar liya hai.
02:49 Teeke Hussain Ahmed Chaudhry aap agar kar rahe the Tushar Khana case session adalat ke faisla ke khilaf chairman PTI ke appeal par faisla mehfuz.
02:55 Islamabad High Court ke chief justice Aamir Farooq ne darkhaz par faisla mehfuz kiya.
02:59 Faisla chairman PTI ka haq de difa bahal karne par mehfuz kiya gaya.