00:00 So, lehaza, yaha pe badi clarity honi chahiye aur article 6 bhi aap yah padh lein.
00:09 Any person who abrogates or subverts or suspends or holds in abeyance or attempts or conspires
00:17 or abrogates or subverts or suspends or holds in abeyance the constitution by use of force
00:24 or show of force or by any other unconstitutional means shall be guilty of high treason.
00:31 Ayn waze hai, rabbi speaker, constitutional limits saare idaaron ki chahiye wo judiciary
00:40 ho, chahiye wo aapki government ho, chahiye jo idara ho, uski limits clearly defined hai
00:50 aur is floor of the house se mai yehi kohnga ki harik idara Pakistan ki baka ke liye, Pakistan
00:57 ki salmiyat ke liye apni limits ke andar kaam kare to Pakistan inshallah taala tarqi karega.
01:05 Janab-e-speaker, yaha pe mai is baat pe bhi aunga ki aap jis waqt baat karte hain ayin
01:12 ki aur freedom of speech ki to ayin ka article 19 bhi padh lein.
01:17 Yaha pe clear cut likha hua hai freedom of speech, jo Pakistan mein aaj kal janab-e-speaker
01:25 bahut short supply mein hai.
01:27 Yaha pe freedom of speech naami koi cheez kam hoti jaa rahi hai, twitter ya x usko suspend
01:35 kiya gaya hai.
01:36 Humare yeh media ke hazrat upar dekhe yeh baat nahi kar sakte hain.
01:42 Yeh telecast ka rozana inko instructions aa rahi hoti hain aur mujhe poora yaqeen hai
01:50 jo is waqt main yeh speech kar raha hu, yaha pe yeh speech waha pe ya uspe breaks aa rahi
01:55 hongi ya commercial breaks mein jaa rahi hongi ya telecast hi nahi ho rahi hongi.
02:01 Yeh hume malum hai, joke Pakistan mein is waqt, mai pehle bhi kehta hu.
02:05 Yaha pe yaha pe dho rahe hain, par waha pe mushkil hota hai, yaha pe yeh nahi hota hai.
02:14 Yaha pe janab-e-speaker yaha pe yeh cheezin jo hai, yeh bilkul yeh cut cut ke aap yeh
02:19 humne dekha hu hai, jis waqt pehle bhi Deputy Speaker sahab preside kar rahe the, jis waqt
02:24 aap us waqt presiding kar rahe the, waha pe bhi humne yeh cheez uthai thi.
02:30 Janab-e-speaker, yaha pe humne hamesha se yeh demand ki hai, ke aapne PTI ne time and
02:38 again baat ki hai, ke ek 9 Mai ke hawale se, ek independent judicial commission banna chahiye
02:49 aur jisko access hone chahiye, tamam CCTV footages ki.
02:55 Aur yeh jo hai, trust truth must prevail janab-e-speaker, sachai ko saamne aana chahiye, hum log aayin
03:02 aur kaanoon ki baat kar rahe hain, bilkul truth saamne aana chahiye.
03:06 Yaha pe janab-e-speaker DG ISPR ne baat ki, ke prior year...
03:13 Freedom of speech, every citizen shall have the right of freedom of speech and expression
03:25 and there shall be freedom of the press subject to any reasonable restrictions, mune malo
03:30 main aap jis baat pe baat kare, imposed by law in the interest of the glory of Islam
03:36 or the integrity, security or defence of Pakistan or any part thereof, friendly relations with
03:41 foreign states, public order, decency, morality or in relation to contempt of court, commission
03:46 of incitement to any offence.
03:48 Is pe se koi aisi cheez nahi hai janab-e-speaker, jo iss speech mein ho ya Pakistan Tehreek-e-Insaf
03:54 ne kiyo.
03:56 Number one.
03:58 Number two janab-e-speaker, aapko main clear cut yeh bataa duun, ke yaha pe jab DG ISPR
04:02 ne kaha, ke prior years ki commissions hone chahiye, toh bahut achi baat hai janab-e-speaker,
04:09 hum log yeh iss house ke zariye, yeh demand karte hain, ke fail for Hamudur Rahman commission
04:18 report pe public hone chahiye, uske saath Ojhuri Camp inquiry report pe samne aani chahiye,
04:26 uske saath janab-e-speaker, Abbottabad commission report pe samne aani chahiye, uske saath saath
04:34 Army Public School inquiry aur commission report bhi samne aani chahiye aur mulk aur
04:39 qaum ke samne yeh tarikh-e-joh report sir commission hai, yeh zarur samne aani chahiye.
04:46 Janab-e-speaker, yaha pe yeh bhi main kahta chalun, ke rule of law ke jis waqt hum log
04:52 baat karte hain, toh Islamabad High Court ke chhe faazal judge hazrat ne, ek letter
05:01 likha Chief Justice of Pakistan Qazi Faiz Issa sahab ko aur Supreme Judicial Council ko,
05:09 aur unhone apne khat me jis cheez ko highlight kiya, jis pe roshni dali, wo thi ke unke
05:16 kaam pe aur unse neeche unki jo subservient ya lower judiciary hai unke kaam pe intelligence
05:25 ka aur unhone name kiya, unhone jo naam diya yeh na apne, na maine, ya is house ke kisi
05:32 member ne ni kiya, yeh un judge hazrat ne by name kiya kyunke wo under pressure aayeti
05:38 aur unhe kata, ke unke kaam pe inter-sector.
05:55 Qaume-e-Assembly mein izhaar-e-khayal kar rahe hain, Speaker Ayaaz Saadi ki zir-e-sidarat
05:59 Qaume-e-Assembly ka izhlaas chahiye hain, aur Qaide-e-Hizb-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-khayal
06:03 kar rahe hain, aur unki jaanib se yeh kaha gaya, ke article-19 ko padh kar sunaaye, Speaker
06:08 ka opposition leader Umar Ayub se muqalma. Umar Ayub ne kaha mujhe malum hai ab kis taraf
06:13 ishaara karne jaa rahe hain.
06:14 Qaume-e-Assembly mein izhaar-e-khayal kar rahe hain, Speaker Ayaaz Saadi ki zir-e-sidarat
06:17 Qaume-e-Hizb-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-khayal kar rahe hain, aur Qaide-e-Hizb-e-Ikhtilaf
06:20 Umar Ayub izhaar-e-khayal kar rahe hain.
06:21 Qaume-e-Assembly mein izhaar-e-khayal kar rahe hain, aur Qaude-e-Hizb-e-Ikhtilaf Umar
06:35 Ayub izhaar-e-khayal kar rahe hain.
06:38 Qaume-e-Assembly mein izhaar-e-khayal kar rahe hain, aur Qaude-e-Hizb-e-Ikhtilaf Umar
06:59 Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf
07:29 Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf
07:57 Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf Umar Ayub izhaar-e-Ikhtilaf
08:24 [BLANK_AUDIO]