#islamabadhighcourt #socialmediacampaign #justicetariqmehmoodjahangiri #khabar #meherbukhari

Social Media Campaign Against Judges | Islamabad High Court Huge Action | Saeed Chaudhry Analysis

Category

🗞
News
Transcript
00:00Dori Sherry a jolly degree matter a judge over the bow and then says I the sauce a or judicial of saranki
00:05Tricky me John a barricade on kissa social media trolling fuzzill judge sahib on paradigm it made our jati to know me
00:11I'd like you saw brabar mutasir. We have judge sahib on kijan
00:15It's a mutilated khatoot liquor modak lot or the bulky Nishanthi giga judges part as he comes a zamaat. It's the now car
00:21Doesn't Islamabad high court may justice tariq Mahmood jangiri kick off social media mohim per
00:27Tohi Naya, Dalat ki car away shuru karne ka paisla car liya hai or RG tariq mein
00:32Pehli bar Islamabad high court ke chief justice Amir Farooq kisser barahim a full bench nay
00:36Tohi Naya, Dalat ki car away per Samad Samad kia gasper justice Amir Farooq
00:40Ney was a Kia K addition attorney general saheb. Essa. Nehi chalaga. Humus mohim ko
00:45Berdash nehi karenge hum ne pehle be action via lakin kissy ne koi sabak nahi seeka
00:49Joe B us me mulav this Nikla has ke klap car away hui hai
00:53Just another cause they need a jai that cause the kissy ko rok nahi rahe Adalat ne
00:57Duran Samad is the saar kia ke Pemraa PTA or FIA ki kiya zimmedari kya inko
01:03Nazar nahi aa raha aap hukumat ke nomayin de hai isliye aap ko bulaya hai Duran Samad
01:07Adalat ne judges ke khalaab tazeeka meze zamaat ke radde amal mein hukumat ki
01:10Jaanat se khamoshi par hukumat ko shariq-e-jun karar diya. Nazim Samad
01:14Justice Mia Gul Hassan Aurangzeb ne zor dete hui kaha ki judges ke khalaab mohim
01:18Chali magar hukumat ne koi action nahi liya. Wazir kanun or attorney general
01:22ne koi baat nahi ki. Iska matlab hai ke aap iski hamayat kar rahe hain.
01:26Judicial attorney general ne jawab diya ke aapki jaanat se koi direction nahi
01:30di gayi. Chief Justice Islamabad High Court ne dalil di ki nahi aisi baate na
01:33kare. Hum kya direction denge. Kya hukumat ki zimmedari nahi hai. Ye dara
01:37jati response hai. Adalat ne Pemraa, DGFIA, PTA, sahafi Gharida Farooqi, Umar
01:43Salangi aur Hassan Ayub ko notices jaari karte hui case ki samaat multavi
01:48kar di hai. Teen din kabal Supreme Judicial Council me Justice Tariq Mehmood
01:51Jahangiri ke khalaab shakayat daayar karte hui. Irzaim ayat kiya gaya tha ki
01:55Islamabad High Court ke judge ki kanun ki degree jaali hai. Darqaas me Justice
01:59Tariq Mehmood Jahangiri ki kanun ki degree ko jaali karar dete hui. Mawkaf
02:02iftihar kiya gaya. Ki Jama-e-Karachi ne Justice Tariq Jahangiri ki degree ki
02:07tauseeq nahi ki. Aad sabah Justice Tariq Mehmood Jahangiri ke khalaab reference
02:11se kabal hi trolling ke maamle par Islamabad High Court Bar Association ki
02:14Executive Council ka hangami jalas hua. Jiske baat tamaam se door Pakistan Bar
02:18Council, Islamabad Council, Islamabad High Court Bar Association aur District Bar
02:22Association Islamabad ne mushtarka press conference ki. Press conference me
02:26judges ki trolling aur digar harbon ke zariye dabao me laane ki muzzammat ki
02:31gayi. Nazim na aapko batate chalein guzarshta dino social media sarifeen aur
02:34mutaadid sahafiyon ne Justice Jahangiri ke khalaab ek khat aur mubaiyana taur par
02:39Supreme Judicial Council ko bheje gaye reference ko share kiya tha. Social
02:42media par share kiye jaane wala khat mubaiyana taur par. Sin Transparency
02:46Right to Information Act 2016 ke tahet maalumat talab karnewali darkwas ke
02:50jawab me jaari kiya gaya. Darkwas me ye kaha gaya ki umeedwar Tariq Mehmood ne
02:541991 me enrollment number 5968 ke tahir LLB ki degree hasil ki. Taham Imtiaz
03:02Ahmed ne isi enrollment number ke tahit 1987 me daakhla liya tha. Jab ke LLB part
03:07one ka transcript Tariq Jahangiri ke naam se jaari kiya gaya. Tariq Mehmood
03:10ne enrollment number 7124 ke tahit LLB part one ke liye daakhla liya. Khatme
03:16degree ko bogus karar diya gaya. Balke isse ghalat karar diya gaya. Aghbaraat
03:20me shaya honewali khabron ke mutaabik judges aur Islamabad High Court ke senior
03:23hukam ko khat ke baare me agaakh kiya gaya. Aur adalati intazamiya ne ispar
03:28tardir jaari karne ki bhi offer aur peshkash ki. Hiraankun baat ye hai ki
03:32Justice Jahangiri Islamabad se haarnewale PTI umeedwaron ki intikhabi darkwas
03:36toh ki samaat kar rahe hain. Aur duraan-e-samaat fatha hasil karne wale
03:39Muslim League Noon ke umeedwaron ne judge par adham-e-itmaat ka hizaar karte
03:43huye unpar PTI ki umeedwaron ke haq me taasub ka ilzaam bhi lagaya. Aur baarha
03:48aaj bhi wo koshish kar rahe hain ki tribunal ki peshiyon me na hazir hua jaye
03:52na jawab diya jaye. Isse kisi tarah nazre chula di jaye. League-e-reinomao
03:56ne Election Commission of Pakistan me darkwas daayar ki thi. Aur Election
03:58Commission ne intikhabi darkwas toh ko sadaarti hukam ke tehad banne wale
04:02tribunal ko muntakil bhi kar diya tha. Jab ke Islamabad High Court ke Chief
04:05Justice Aamir Farooq ne Election Commission ke hukam ko mauttal karte huye
04:08intikhabi darkwas toh ko Justice Jahangiri ko wapas bhesh diya. Aur in
04:11darkwas toh ki samaat 9 July ko honi hain. Justice Jahangiri guzishta saal
04:15Mai me us waqt akhbarat ki sheh surkhiyon me aaye ki jab unhone faujdaari
04:19mukadamat me saabik Wazir-e-Azam Imran Khan ko tahafuz faraam kiya. Aur police
04:23ko ainda mukadamat me unhe gariftaar karne se rok diya tha. Adliya ki
04:26kridaar kashi, adalati amoor me interference, mudakhalat, muhtale mukadamat
04:30me judges par adham-e-itmaad. Ek hi maamle ke ek doosre se jhude aise
04:34pehloon hain. Ki jo hukumat, idaro aur adliya ki saak ko shadeed thez
04:38case poncha rahe hain. Yeh silsila mazeed shiddat ikhtyaar kar gaya, toh
04:41kisi ki pagdi salamat nahi rahegi. Isi hi wale se baat karenge, humare saath
04:45maujood hain, ARY ke correspondent Hussain Chaudhry aur naambar sahafi
04:49aur adalati amoor pe ghairi nazar rakhne wale Saeed Chaudhry saab, aap
04:52dono ka bahut bahut shukriya. Saeed Chaudhry saab, ek toh hukumat ka lack
04:56of response hai, balke hukumat ke toh lagta hai ki haq me jaa rahe hai yeh
04:59sab kuch. FIA, PTA, PEMRA, sab ko notices jaa rahi hua. Wazir-e-Kanoon
05:35firmahe deejega ki in sab mein kya qadar mushtariq hai?
08:35Sanjeed ki ke saath ith peshi ko uplana chahate the. Lekin jo inhone
08:39ne mark sheet ya result ka jo saamne laaye hain yeh, mera khayal
08:45wo jalli hai, toh kuch aur hi kahani biyaan kar rahe hain. Aur phir
08:48jo doosra shaksh, jiske enrollment ke, upar mein enrollment ke baat
08:51hai, Imtiaz naam ka shaksh jo hai, wo bhi toh do number ho sakte hai na?
08:56Uski hasnaat ya uski degree jo hai, ya enrollment jo hai, wo bhi toh
09:01jalli ho sakti hai na? Aur phir yeh. So aapko iske taane baane
09:05kahaan milte dakhai de rahe hain? Yeh aapko iske upar koi sir, koi
09:08executive conspiracy dakhai de rahe hain sa wale se? Sir, maine zikr
09:14arz kar diya hai, ki jab aap Ghulam Safzar Shah ka maine zikr
09:17kar diya hai. Aur uske saath maine kahe, isme mamasalat hai. Aur
09:21mamasalat ka matla phir kya hai? Aap khud samajh jayein.

Recommended