00:00Khabar Dengi Aapko Mehmood Khan Achakzai Ki Zere Sidarat Grand Opposition Qiyadat Ka
00:05Ijlaas 22 August Ke Islamabad Jalsa Ke Intizamat Aur Tayyarion Se Mutalik Baatcheet Ki Gai
00:10Hai.
00:11Mazeet Kya Tafsir Latein Abdul Qadir Se Jaantein, Bataiye Abdul Qadir?
00:14Dekhe 22 August Jalsa Ki Tiyari Ke Liye Yeh Grand Opposition Qiyadat Ka Aham Ijlaas Ha
00:18Jiske Sidarat Mehmood Khan Achakzai Ne Ki, Opposition Leader Qaum-e-Assembly Umar Ayub,
00:22Barrister Gauhar, Saabik Speaker Asad Qaisar, Shibli Faraz Aur Sahibzada Hamid Raza Ne Bhi
00:27Shirkat Ki Hai Aur 22 August Ke Jalsa Ki Tiyarion Ke Hawale Se Jaiza Liya Gaya Hai.
00:31Isi Izlaat Me Siyasi Surtahal Par Bhi Gauhar Kiya Gaya, Bani PTI Ke Cases Ke Hawale Se Islamabad
00:36High Court Ka Jo Aaj Tazatreen Faisla Us Par Bhi Gauhar Hua Hai Aur Tamaam Jo Qaidin Hai
00:41Unhone Ittafa Kiya Hai Ke Puraamna Jalsa Unka Ayni Aur Jamhoori Haq Hai Isliye Intizamiyah
00:46Ki Ijazat Ke Baad Har Surat Yeh Jalsa 22 April Ko Islamabad Ke Tarnol Ke Mukampar Kiya Jayega.
00:51Purae Mulk Se Karakunan Ko Jalsa Gah Me Paunchne Ki Hidayat Ki Jayengi Aur Umar Ayub Ki Jaanit
00:55Se Ka Gaya Hai Ke Unhe Umeed Hai Ke Intizamiyah It Baad Jalsa Ki Raah Me Rukawat Nahi Daregi
01:00Aur Saath Hi Unhone Ailaan Kiya Hai Ke Hukumat Ke Khilaf Moolgir Mohim Ka Bhi Jal Ailaan Kar
01:04Diya Jayega.
01:06Updates Karne Ke Liye Shukriya.