Skip to playerSkip to main content
  • 4 weeks ago
Lakhe Sharif Gousia Masjid - Hazaribagh Ki 250 Saal Purani 6 Gumbad Wali Masjid Ka Mukammal Tour

Is video me aap dekhenge Hazaribagh Jharkhand ki sabse qadeem Masjid aur Dargah Sharif.

Lakhe Gaon ko base hue 250 saal ho gaye hain
Lakhe Sharif Gousia Masjid aur Syed Shah Anayat Hussain Dargah Sharif dono 250 saal purane hain, 1909 ki Khatiyan se bhi pehle ke
Masjid Surmai Chuna se bani hai, us daur me lohe ka Sariya nahi tha
6 Gumbado ko repair aur paint karwaya gaya hai

Sadr: Janab Md Firoz Khan sahab
Naib Sadar Lakhe: Janab Gulam Hasan sahab

Recommended