Skip to playerSkip to main content
  • 11 months ago
Madina ki sarzameen ke qareeb Shaitaan ka naach?! Kya ye Qayamat ki badi nishani poori ho gayi hai? Aaj hum is video mein Quran o Hadees ke roshni mein ek aisi haqiqat ka izhar karenge jise dekh kar har momin ka dil kaamp uthta hai. Prophet Muhammad ﷺ ne bataya tha ke Qayamat se pehle Shaitaan Arab ki zameen par apna jadoo phailaega, aur logon ke dil se imaan chheen liya jaayega.

Ye video aapko dikhayegi ke kis tarah Madina ke qareeb ajeeb o garib waqiat samne aa rahe hain, jahan logon ne aasmaan se aane wali ajeeb aawaazon aur zameen ke larzay ka zikr kiya. Kya ye sab Qayamat ki nishaniyan hain? Kya Shaitaan apna aakhri daur shuru kar chuka hai?

Category

📚
Learning

Recommended