- 3 years ago
Meri Pehchan
Topic: Shaitan Azroye Quran || شیطان ازروئے قرآن
Host: Syeda Zainab Alam
Guest: Imtiaz Javed Khakvi , Amna Siddiqui
#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https: //apple.co/2v3zoXW
Topic: Shaitan Azroye Quran || شیطان ازروئے قرآن
Host: Syeda Zainab Alam
Guest: Imtiaz Javed Khakvi , Amna Siddiqui
#MeriPehchan #SyedaZainabAlam #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
A female talk show having discussion over the persisting customs and norms of the society. Female scholars and experts from different fields of life will talk about the origins where those customs, rites and ritual come from or how they evolve with time, how they affect and influence our society, their pros and cons, and what does Islam has to say about them. We'll see what criteria Islam provides to decide over adapting or rejecting to the emerging global changes, say social, technological etc. of today.
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https: //apple.co/2v3zoXW
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 A'uzu Billahi Minash Shaitanir Rajeem. Bismillahir Rahmanir Raheem. Allahumma Salli ala Sayyidina
00:07 wa Mawlana Muhammadin wa ala aali Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa barik wasallim wasallu
00:14 alayh. Inna salati wa nusuki wa mahyaaya wa mamati lillahi rabbil alameen. Ki beshak
00:32 meri maut sirf Allah rabbul Izzat ke liye hain jo tamaam alameen ka Rabb hain. Assalamu
00:39 alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu. Aap dekh rahe hain ARYQ TV par program Meri Pehchaan.
00:46 Meri Pehchaan ke saath aapki mezbaan hazir e khidmat hain. Janab jab hum baat karte hain
00:53 kisi bhi unwaan ke upar toh yaqeeni taur par uske hawale se uske peeche humari research
00:59 team ki ek bahut ehm jo hai mehnat hua karte hain. Aaj janab jo mauzoo unwaan lekar hum
01:06 aapke khidmat mein hazir hua hain. Wo bhi bahut ehm hai. Aur jab bhi hum dekhte hain dunyawi
01:11 aitibar se bhi ke jab koi sipahi bahar nikalta hai, jung ke liye khada hota hai, toh usse
01:17 malum hota hai ke uska dushman kaun hain. Aur us dushman ke hawale se wo bilkul chokas
01:22 hokar, chokanna hokar, tayyari ke saath jaata hai. Bilkul isi taraha se Allah rabbul Izzat
01:29 ne bhi ehle imaan ko bata diya, ki ae imaan walon, shaitaan ke naqsh-e-qadam pe naq chalna
01:35 kyunki wo tumhara khula dushman hai. Aap shaitaan humara khula dushman hai aur wo kis kis taraha
01:41 se hidayat-e-aftagan ko behkata hai, ehle imaan ko warghalata hai, aur kis kis taraha
01:47 se hamle karta hai, aur usse hume kaise bachna hai, aaj ki baz mein hum isse hawale se guftu
01:52 go karenge. Janab Allah rabbul Izzat ne hume bata diya, ki shaitaan ke naqsh-e-qadam pe
01:57 na chalna, aur shaitaan ne bhi ailania dushmani ka jo hai aghaas kiya, aur is taraha se ki
02:03 main Allah ke jo bande hain, jo ehle imaan hain, jo naik bande hain, jo soleheen hain,
02:08 aur jo Allah ke jo tamam insaan hain, unhe behkata rahunga, mustaqil behkata rahunga.
02:13 Ab hume usse bachna hai, aur bachne ke liye Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed se hume yaqeeni
02:19 taur pe rehnumai hasil karni hai. Allah ke Rasool Sarwar-e-Qaunayn salallahu alaihi
02:25 wa sallam ne shahadh farma diya, ki shaitaan jo hai janaab, insaan ke andar bilkul is taraha
02:31 jase khoon ragho paye me sarayat kar jata hai, is taraha sarayat kar gaya. Ab kis hadd tak
02:36 kis qadar hume usse bachna hai, kyuki wa hume behkata hai, kufkur-shirk ki taraf le jata
02:41 hai, hume jhooti jhooti wade karta hai, badi-badi khwahishat humare dil mein payda kar raha
02:47 hota hai, aur bahut sari asi cheezein hain jo humare dilon mein waswas-e daal raha hota
02:51 hai, badi-badi aazmaishin, aazmaishon se hume guzarna padta hai, aur wahan par bhi hume
02:55 wo waswas-e humare dilon mein daal raha hota hai, usse kaise bajna hai, aaj ki is bajna
02:59 mein baat karenge. Aur jis tarah se hum baat kar rahe hota hai na shaitaan ke hawale se,
03:03 ab janaab humari jo insaan ki sari zindagi hai, agar humne sari zindagi bhi usse hum ladte
03:10 rahe aur bachte rahe, to uska jo aakhari baar hota hai, wo maud ke waqt hota hai. Aur Allah
03:15 ke Rasool Sarwar-e-Dua'lam Sallallahu Alaihi Wasallam ne bhi is taaluk se hume dua farmahi,
03:21 dua talqeen farmahi, ki hum pana chahate hain. Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam
03:26 ishaat farmate hain, ki main Allah ki pana chahate hain, maud ke waqt jo shaitaan jhodta
03:32 hai. Mehman shaksiyaat humaaye saath maujood hain, janaab unki jaanib barte hain, sawale
03:36 se mustaqil humaaye saath hua karte hain. Aapki jaani pahchani shaksiyaat, Dr. Imtiaz
03:41 Javed Khakbi sahiba, welcome karte hain, aur guftagu ka inshaAllah ta'ala aagaz karenge.
03:46 Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu. Wa Alaikum Assalam Warahmatullahi Wabarakatuhu.
03:51 Unke saath janaab agli nishas par jo shaksiyaat tashreef farma hain, kaafi arse ke baad humari
03:55 izz bazan ka hissa bani hain, humein bahut musarrat bhi hain, bahut khush dili se unhe
03:59 welcome karte hain, aur bahut pyaara andaaz-e-guftagu hain, andaaz-e-bayan hain, scholar humaaye saath
04:04 maujood hain, Amna Siddiqi, welcome karte hain. Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
04:08 Walaikum Assalam. Wazaaj wa khair hain aap doono. Khairiyat se hain. Aapa, iptada kar
04:13 laite hain, sabse pehle toh awala jaan laite hain, ke shaitaan kaun tha, kuch iska hawala
04:17 bhi deejega, aur isse mala'oon qaraar paane ke kya asbaab hain, azru-e-Quran irshaad
04:23 firma di jaye. Shukriya, Zainab, Bismillahir Rahmanir Rahim. Khalaqal jaan namim maari
04:30 jimmin naar, sadaqallahu maulana lazeem. Allah rabbul Izzat humein shaitaan ke shar se maifooz
04:35 rakhe, aur hum apne nafs ke shar se bhi maifooz rahein. Aapne poochha ki shaitaan kaun tha,
04:41 shaitaan lafz parhi ghor kar liye, toh lafzi maani iske milte hain ki khabees, sarkash
04:47 ke khudsar. Aur yeh maani kyun iske thahrein, loghat mein, aur lafzan, kyunke yeh us sift
04:53 ke liye istamaal hua, ke jisne khudsari dikhaee, sarkashi dikhaee. Aur iske lafz par agar cheela
05:00 jaye, usse ghor kiya jaye, uske maaday par ghor kiya jaye, toh ulmaa likhte hain, ke
05:04 shaitana se hain, toh jiska matlab hai ki door ho jaana. Shaita se lein, toh halaak
05:09 ho gaya, barbaad ho gaya, jalne wala, kyunke yeh ghusay ki aag mein jala, hasad ki aag
05:15 mein jala, toh isliye yeh shaitaan thaira. Aur iske Allah-ur-rabbul-izzat ne, jo Quran-e-Majeed
05:22 se pata chalta hai, ayaat-e-Rabbani se, ki Allah-ur-rabbul-izzat ne, farshton ko ibadat
05:28 par maamur kiya, aazat Adam-ul-Islam se do makhluqaat banayenge. Ek noori aur ek naari.
05:35 Farshton ko hum noori makhluq kahte hain, naari makhluq kya thi, yeh jinnat thi. Jinnat
05:40 thi, jinnat zameen par basaya gaya, zameen pe yeh fitna-o-fasad bapa kiya, Allah ne farshton
05:45 ke lashkar ko beja. Jiska awala abhi surah-e-baqra mein milta hai, ke farshton ne kaha ki yeh
05:50 Adam-ku kyu banaya raha hai, ki yeh zameen me fitna-o-fasad bapa karega. Toh yeh jo
05:54 Iblees tha, Iblees iska naam tha, jo iska naam Allah ne zood-o-ibadat aur iske taqwa
06:00 ki wajah se, isse farshton ke paas thairaya. Aur apni ibadat ke baayis yeh farshton ka
06:05 abhi muallim thaira. Aur iska naam Azazil tha, aur Azazil ka matlab bataya Allah ke kareeb
06:10 honewala. Yeh is kadar isko ekh qurb hasil tha, itna wada rutbah hasil tha, ki yeh aalam-e-malakut
06:17 mein rahta, aur ek bade izzat aur itaraam isko milta, Jibreel alaihissalam se, Israfeel
06:22 alaihissalam se. Kyuki tamam farshton ka yeh ek tarah se ustad tha. Toh jab Allah ne
06:26 Hazrat Adam alaihissalam ko takhliq kiya, toh ab farshte bhi dekh rahe hain, aur Azazil
06:31 bhi dekh rahe hain, ki matti ko laya gaya, khanakti matti ko rakha gaya, uske saamne
06:36 wo putla bana, wo saara kuch inhone process dekha tha. Toh jib Allah rabbul-izzat ne,
06:42 Hazrat Adam alaihissalam mein phoonk dali, wo rooh dali, aur phir farshton se kaha, inni
06:47 jaailun fil ard-e-khalifa. Toh jab yeh baat hui ki unko khilafat aur niabat mil rahi
06:52 hai, matti ke khaak ke putle ko, toh shaitaan hasad ki aag me jalne lag gaya, busse me jalne
06:59 ki wajah se hi yeh shaitaan tayra, aur phir Allah ne hukam diya, pharshton ko, ki sajda
07:06 karo, pharshton ne poocha, ki yeh hum toh tasbih karte hain, teri ibadat karte hain, yeh
07:11 zameen me fitna wo fasaad karega, Allah ne firmaaya, jo main jaanta hun, wo tum nahi
07:16 jaante. Toh Quran-e-Majeed mein aata hai, Fasajdu illa Iblees, Abaa wastaqbara, wakana
07:22 minal kafireen, ki wo sab jab Allah se baat hui, baat karne ke baat, sab ne sajda kia,
07:28 malaika nahi, illa Iblees, siwai us azazeel ke, siwai us Iblees ke, aur Abaa usne inkar
07:35 kia, abaa aapka question yeh bhi tha na, ki maloon hone ke asbaab kya hai, toh sabab yeh
07:40 tha, ki ibadat toh riyazat Allah ki karta hai, magad jab Allah hukam de raha hai, toh us
07:45 khaliq-o-malik ka hukam nahi maana, Abaa usne na firmani ki, usne ataat se rooh gardani
07:51 ki, ab yeh baatein humne samani hai, ki yeh cheezein humne na payi jaye, phir saat hi
07:56 toh humne firmani hai, was takbara, usne takabur kia, kis cheezein par takabur tha uska, apni
08:01 ibadat par takabur tha, ki main itna zayid abid, mera rutba itna bada, itni bulandi par
08:07 main rehta hun, mera rutba aur meri izzat aur mera maqam yeh nahi, ki main is khaak ke
08:12 putle ko sajda karun, aur hazrat Adam as ko chuke usne bashar ke roop mein dekha, toh
08:17 ek jaga Quran-e-Mujeed mein aata hai, an-hayru minuk, shaitaan kya kehta hai, ki main isse
08:22 khaalaktani min naar, ki tune mujhe aag se banaya, aag ka shola toh upar urta hai, wa
08:27 khaalaktaun min teena, aur isse matti se banaya, toh hasad ki aag mein jalna, ek matti ki
08:33 buniyat par usne nabubat par tankees ki, naqs nikala, jo Allah ko sakhat na pasand aaya,
08:40 phir hazrat Adam as ki azmat par, jo hazrat Adam as ko maqam mila, wo usse bardaash na
08:47 hua, toh jab kisi aap banday ko dekhte hain, Allah ka mukarab aur usko bada rutba mila
08:52 hua, toh aap kabhi bhi usper tankeed na karein, ki yeh shaitani kaam hai, shaitaan se yeh
08:58 bardaash nahi hua, toh usne nafarmani ki, usne takabur kiya, usne hasad kiya, usne gussa
09:04 dikaya, usne hazrat Adam as ki bashariyat ko bes banaya, nabubat par naqs nikalne ke
09:12 liye, issi tarah hazrat Adam as ki azmat se usne inkar kiya, sajda nahi kiya, toh Allah
09:19 rabbul Izzat ki bargaah se rande dargaah hua, hukm hua, jo jau zameen par utar jau, aur phir
09:24 wohi jumla ke insano ko, chuke ahliyat aur ikhtiyar diya gaya tha, toh phir bata diya
09:29 gaya, yeh shaitaan tumhara khula dusman hai, wala tatabiuhu khudwatis shaitaan, innahu
09:35 lakum adhumum mubeen, ki yeh aakhir tak tumhare peechha pada rahaega, tumhe batkaayega.
09:40 Aqra, bilkul aapka yeh jo last sentence hai, issi hawaale se main aamna aapki jaane badhungi,
09:45 kya Quran-e-Majeed, Furqan-e-Hameed mein, Parwardigar-e-Aalam ne, jo waze toh par irshaat
09:51 firma diya, ke shaitaan tumhara khula dusman hai, isski wazaat firma doojiye.
09:55 Bismillahir Rahmanir Rahim, bohot shukriya aapka, aur badi mufassal guftu ke baad main
10:00 issme yeh apni taraf se hissa daalna chahungi, ki jab Allah rabbul Izzat ne firma diya,
10:05 ke shaitaan tumhara khula dusman hai, aur saad saad usne hame shaitaan ke hatkando se,
10:11 shaitaan ke plan se bachna bhi sikhaya, kis tarah.
10:15 Quran-e-Karim-e-Jabaja, hume yeh ayat-e-Mubarakah milti hai, Surah-e-Baqarah ka mafoon
10:19 paish karna chahiye, ke, "Aye imaan walo, poore poore Islam mein daakhil ho jao,
10:23 aur shaitaan ki perwi na karo, kyunki tumhara khula dusman hai."
10:26 Iss se pehle, ayat-e-Mubarakah, Surah-e-Baqarah mein, thode reference, difference kisat,
10:32 ke, "Aye imaan walo, jo cheez tumhara halal kar di gayi hai, wo khao,
10:36 paak aur halal rozi khao, shaitaan ke bataye hua raaste par na chalo,
10:39 ke yeh tumhara khula dusman hai."
10:41 Ek aur reference dena chahungi, Surah-e-Yusuf ka,
10:43 ke jab Hazrat Yusuf alaihissalam ne Hazrat Yaqub ko apna khwab bataya tha,
10:47 to poora khwab sunke Yaqub alaihissalam ne jo alfaz adaki hai,
10:50 wo Quran ne quote istana kiye, ke yeh khwab ka zikr apne bhaiyon se na karna,
10:54 kyunki shaitaan to insaan ka khula dusman hai.
10:56 Ab hum aatein yeh teen ayat ke hawale se, mafoom ke hawale se, hum ne baat karna shuru ki hai,
11:02 to shaitaan khula dusman har taraan se hai.
11:04 Ab jab Allah ta'barak wa ta'ala ne Surah-e-Baqarah mein jo yeh humein farmaya hai,
11:07 ke, "Aye imaan walo, Islam mein poore poore daakhil ho jao."
11:10 Ab poore poore daakhil hone ka maqsad yeh hota hai,
11:12 ki jitni ibadatein usne bayan farmatiin, jo neek aamaal humein bata diye,
11:16 wo saare humein karne hain.
11:18 Unse agar humne roo gardani ki, ya unmein humse koi bhool chook hogayi,
11:22 ab hum Allah ke raaste par nahi, ab hum shaitaan ke raaste par hogayi.
11:25 Koi bhi neeki humne chhod di, kisi bhi ibadat mein humne kotai kar di,
11:29 to ab Allah ke raaste se hatke hum shaitaan ke raaste par aagayi.
11:32 Isi tarah ab wo aap par attack kaise karta hai, wo kaise aapko apne raaste par gulata hai shaitaan,
11:38 to wo duniyawi lazzatein paida kar deta hai.
11:40 Ab misaal ke taur pe, choti si misaal lelein, humein neen badi piyaari hoti hai,
11:43 fajar humse nahi padhi jaari hoti hai.
11:44 Aksar aisa hota hai na, ke hum so gaye.
11:46 Us waqt kya hota hai, ke hum duniyawi lazzat mein, chuki neen ek duniyawi maazla hai,
11:52 duniyawi lazzat mein kho jata hai, to isliye Rehman ki raah se had jata hai.
11:55 Hussay pe qaboo karne ka humein hukum diya hai, hum gusay pe control nahi kar paate,
11:59 bejaa baate kar deta hai, aisi ki jiske baad mein humein pachtaawa hota hai.
12:03 To us waqt humne Rehman ki raaste ko chhod ke, shaitaan ka raaste ikhtiyar kar liya.
12:07 To wo sirf, humein jab usko nikala gaya tha, jais ab hi zikr ho raha hai,
12:11 humein kusam khai thi, ke main sirat-e-mustaqeem ki raah pe baithunga,
12:14 aur tere jitne bande sirat-e-mustaqeem pe chalne ki koshish karenge,
12:17 main un sab ko behkata rahunga.
12:19 To ab kulliya baaton ka yeh nikalta hai, Quran-e-paak ki ayat-e-mubarakah se mafoon yeh nikalta hai,
12:24 ke hum jitna bhi neki ki taraf jaayenge, wo humein rokega.
12:27 Aur ab aisa nahi ki hum haar jaayenge.
12:29 Fir Allah tabaarak wa ta'ala apne bandon ko protect karta hai, fir wo aapki ipaazat karta hai.
12:33 Asalne Allah Rabbul Izzat ne insaan ko sahib-e-ikhtiar banaya hai, humein yeh bhi bata diya gaya, yeh seedhi raah hai, yeh ghalat raah hai.
12:40 Ab ikhtiar humare, humne kaunsi raah pe chalna hai, agar hum Rahmaniyat ki raah pe chalenge, to Allah ka takhroob hasl karte chalenge.
12:46 Iske bilkul baraksh, shaitaan ki raah hai, jisse humein ichtinaab karna hai.
12:50 Beshak, subhanallah.
12:51 Bahut pyari guftu ko jaari ho sari hai, lekin waqfe ka waqt hai,
12:54 ek humari is bazn me hazir hote hain, is muqtasar se waqfe ke baad.
12:58 Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Aap dekh rahe hain program Meri Pehchaan aur Meri Pehchaan mein,
13:05 ek martaba phir aap sab ko kahte hain khushamdeed.
13:07 Aaj jaanaab shaitaan ke hawale se baat cheet ho rahi hai aur guftu ko yun bhi jaari hai,
13:13 ke iske jo behkaane ka amal hai, usse kaise bacha jaaye, kaise hum iske chaalon se door rahe hain,
13:19 humne uske taarifi pasmanzar ko bhi jaana, aur iske alawa bohot khubsurat guftu ko,
13:24 humne alaikum, Imtiaz Javed Khakbi sahiba ki jaanib se bhi hui aur Aamna Siddiq ki bhi tashreef ferma hain.
13:29 Doctor sahiba, main aapke jaanib barhoongi, jo shaitaan hai, jis tarah se abhi bhi baat hui,
13:35 ke ahle imaan ko seedhe raste se aur tawhid ke raste se gumraha karne ki baar baar koshish kar raha hota hai,
13:42 shaitaan ke behkaane ka ya iske aghba aur atlaal ka jo tariqa hai,
13:47 jo gumrahi ka tariqa hai, andaaz hai, firmaayiye ka uss sawale se.
13:50 Shukriya zainab, a'udhu billahi minash shaitanir rajim, Bismillahir Rahmanir Rahim,
13:55 Allah humein shaitaan mardood ke sharr se bachaye rakhe aur apne banaata fermaaye.
14:01 Aapne poocha uske behkaane ka andaaz kya, yeh bohot zaruri hai humein samajhne ke liye,
14:06 taaki hum uske sharr se bach chakeye.
14:08 To ulma kehte hain ki shaitaan jo hai, uska maan mi itlaag teen tarah ki afraad par hota hai,
14:14 ya teen tarah ki cheezon par hota hai,
14:16 ek toh hai Iblees aur shaitaan, wo kaise karta hai pehle hum uspe baat kar le.
14:21 Dekhi Quran-e-Majeed bhi aata hai ki shaitaan tumi fakr se darata hai,
14:25 aur tumi behayaai aur buray kaamon ki tarah lekar jaata hai.
14:29 To yaad rakhein ki shaitaan khauf-u-haraas peyda karta hai,
14:33 aapke andar, jiska asar waswasay daalta hai,
14:37 surah-tul-naas mein bhi aata hai, min shadril waswas,
14:40 to waswasay kya hai, yeh waswasay aur khauf-u-haraas inka direct asar jo hai,
14:44 insan ke kalb par parta hai, soch ke saath.
14:47 Aap kalb jo hai, wo Allah ke noor ka gad hai,
14:51 to ibaadaat ka noor bhi dil par hi jaana hai,
14:53 lekin jab dil khauf zada hota hai cheezon se,
14:56 wo kin cheezon se khauf zada ho raha hai, mustakbil ke andesho mein daalta hai,
14:59 usse sakhawat se rok kar, usse kehega ki tumhara maal khatam ho jayega,
15:03 tum kya karoge, fakiri a jayegi, ghurbat a jayegi,
15:06 tumhara liye bahut mushkil ho jayega, to un mushkilat se uske andar khauf paida hota hai,
15:10 wo rok ke rakta hai haath ko, bukhal ki taraf chala jaata hai,
15:13 kanjusi ki taraf jaata hai, ishaar, sakhawat jaisi sifat ko chod deta hai,
15:17 isi tarah waswasay daal ke usse parishan rakta hai,
15:20 shak aur shubhe mein daalta hai,
15:22 tum taharat se nahi ho, tum namaz kaise padhoge,
15:24 to wazoo ke liye paani to thoda sa hai, wazoo kaise hoga,
15:28 to aise kha ma kha ke waswasay aise daalta hai,
15:31 usse neki ki taraf jaane se rok ke rakta hai.
15:33 fir ek aur uska tariqa yeh hai ki wo badgumani daalega,
15:37 nafrate daalega, adawate daalega,
15:39 bhai ko bhai se ladhaa dega,
15:41 miya bivi ko aapas mein ladhaa dega,
15:43 isi tarah maa baap ko apne bachon se door kar dega,
15:46 bachon ke andar yeh daalega,
15:48 maa baap tumhare ache nahi hai,
15:50 maa baap se kehega aulaad na farmaan hai,
15:52 to isi tarah ke waswasay daal kar,
15:54 infaradi taur par bhi rishton mein darane daalta hai,
15:57 aur ishtamai sata par bhi,
15:59 asbiyaton mein daal kar,
16:01 kaumon ko kaumon se ladhaata hai,
16:03 guroh ko guroh se ladhaata hai,
16:05 unke andar wo lisani asbiyat ko daalega,
16:07 rang ki daalega,
16:09 wo sari cheezein jisse Islam mein mana kar diya,
16:12 un sari asbiyaton ko ubharte hui,
16:15 ishtamai sata par bhi,
16:17 fitna aur fasaat bapa karega,
16:19 to humein aaga rehna chahiye,
16:21 fir aap dekhe to aata hai,
16:23 ravayaat se pata chalta hai,
16:25 jab insaan badkaari ki taraf jaata hai,
16:27 ya wo ghusse se bekaabu hota hai,
16:29 to yeh wo lamae hai,
16:31 jab shehtaan uspe poori tarah musallat ho jaata hai,
16:34 to inn dono cheezein se bachna hai,
16:37 to tab shehtaan ke waar se bach sakenge,
16:39 isliye maine kaahein ki teen tarah par itlaak hota hai,
16:42 ek pehla to yeh iblees ki mukhtalif cheezein humne kahi,
16:45 to fakat yeh hi nahi,
16:47 balke kuch afraat ko bhi,
16:49 wo itna pecker bana deta hai baddi ka,
16:51 ki wo bhi shehtaan sift ho jaata hai,
16:53 ab zahir hi hai wo aapke dosti ka labada oda hua hai,
16:56 magar andar se wo poori shehtaan ho chuke hote hai,
16:58 to yeh shaytaan se shaytaan deya,
17:00 aur inn khabees afraat ka bhi itlaak us shehtaan par hi hota hai,
17:03 jaisi Qurani Majeed mein aata hai,
17:05 waizakhaloo illa shayati neem,
17:07 qaalu innamaakum innama naahnum ustaziyoon,
17:10 ki hum jom imaan walo se milte,
17:12 log jom imaan walo se munafiq milte to kahtein hum tumhare saath hai,
17:15 aur jom shehtaan sift logon se milte to kahtein,
17:18 hum to unka mazaak udatein,
17:20 to yeh shehtaan sift jo log ho jaatein hain,
17:23 yeh wo khabees afraat hai,
17:25 yeh shehtaan ke wo alaikar bankar,
17:28 logon ko aur zyada neki se door karenge,
17:31 rahmat se door karenge,
17:33 unka chuke waar hi iss cheez par hai,
17:35 ki koi insaan wo Allah ka qurb na paa sakayin,
17:38 Allah ki innamaat ko na paa sakayin,
17:40 to wo har har andar se,
17:42 wo ek hai na ke shehtaan daayin se aur baayin se,
17:45 aur aage se aur peechay se wo aakar hamla karega,
17:49 to yeh saare uske mukhtarif tariqe hain,
17:51 khud waswasa dalega,
17:53 to yeh pehkar ko aise dost ke roop mein aayega,
17:55 uska roop dhaar kar aayega,
17:57 uske andar sama kar aayega,
17:59 ki jo aapko baik aayega,
18:00 lekit do raste to phir bhi bach gaye,
18:02 ulmaa kahte hain,
18:03 ek sajde ka rasta aur ek dua ka rasta,
18:06 zameen ki taraf aur asmaan ki taraf,
18:08 teesri cheez hai shehtaani khaslatin,
18:10 jo insaan ke andar paayi jaatein,
18:12 uska dafz jab shehtaan ka wazir ban jaata hai,
18:14 to phir unkhasail se bhi,
18:16 us chehar se bhi Allah mein tuze karte hain,
18:18 - Aapne abhi baat ki ki humein,
18:20 jaad e ilahi se rokta hai,
18:22 zikr e ilahi se rokta hai,
18:23 maqasid jis tana se jo shehtaan ke hota hai,
18:25 us taluk se main chahungi,
18:27 ki shehtaan ke maqasid ke hawale se,
18:29 to do si detail se aap bataiyi,
18:30 kya Quran e Majeed ki aayat e mubarakah ki roshni mein?
18:33 - Shehtaan ke jo maqasid hain,
18:35 wo yeh hi ki sabse pehle,
18:36 wo zikrullah se humein ghafil karne ki koshish karta hai,
18:39 fasaad daalta hai,
18:40 takabur humare andar payda kar deta hai,
18:42 uski baat sabse badi,
18:44 jis ke hawale se Quran e Pak mein hai,
18:46 la taqna tu mir rahmatillah,
18:48 ki meri rahmat se mayusi kufur hai,
18:50 Allah rabbul Izzat ki,
18:51 yeh rahmat se mayusi dil mein payda karna shuru kar deta hai,
18:54 ab duniya ki jo lazzat hai,
18:56 wo payda karta hai,
18:57 ab yaha se main apni baat ka aagaz karungi,
18:59 ki yeh duniyawi lazzat se sabse pehle,
19:01 shehtaan attract karna shuru karta hai,
19:03 misal ke taur pe agar koi insaan sahib-e-Islam ho raha hai,
19:06 imaan la raha hai,
19:07 to wo yeh darata rahega,
19:08 ki tum apne baap-daadaon ka deen chod kar,
19:10 is nai deen mein aajaoge,
19:11 to kaise survive karoge,
19:12 fir agar koi shahs hijrat kar raha hai,
19:14 to wo yeh daraayega,
19:15 ki apna shehr, apna ilaqa,
19:16 apna gharbaar chod ke kahin aur move ho jaoge,
19:18 is deen ke liye kaise survive karoge,
19:20 fir koi shahs ibadate karta hai,
19:22 to wo ibadato mein isi tarah darar daalta hai,
19:24 ki yeh meri namaz mukamal hoi bhi hai,
19:26 ya nahi hai,
19:27 jis tarah abhi zikr hota,
19:28 main paak hoon, na paak hoon,
19:29 is tarah karke,
19:30 duniyawi lazzaton mein jab yeh daalta hai,
19:32 to yeh khayal aata hai,
19:33 to yeh khayal aata hai,
19:53 to yeh khayal aata hai,
20:16 to yeh khayal aata hai,
20:45 to yeh khayal aata hai,
21:14 to yeh khayal aata hai,
21:15 to yeh khayal aata hai,
21:16 to yeh khayal aata hai,
21:17 to yeh khayal aata hai,
21:18 to yeh khayal aata hai,
21:19 to yeh khayal aata hai,
21:20 to yeh khayal aata hai,
21:21 to yeh khayal aata hai,
21:22 to yeh khayal aata hai,
21:23 to yeh khayal aata hai,
21:24 to yeh khayal aata hai,
21:25 to yeh khayal aata hai,
21:26 to yeh khayal aata hai,
21:27 to yeh khayal aata hai,
21:28 to yeh khayal aata hai,
21:29 to yeh khayal aata hai,
21:30 to yeh khayal aata hai,
21:31 to yeh khayal aata hai,
21:32 to yeh khayal aata hai,
21:56 to yeh khayal aata hai,
22:04 to yeh khayal aata hai,
22:05 to yeh khayal aata hai,
22:06 to yeh khayal aata hai,
22:07 to yeh khayal aata hai,
22:08 to yeh khayal aata hai,
22:09 to yeh khayal aata hai,
22:10 to yeh khayal aata hai,
22:11 to yeh khayal aata hai,
22:12 to yeh khayal aata hai,
22:13 to yeh khayal aata hai,
22:14 to yeh khayal aata hai,
22:15 to yeh khayal aata hai,
22:16 to yeh khayal aata hai,
22:17 to yeh khayal aata hai,
22:18 to yeh khayal aata hai,
22:19 to yeh khayal aata hai,
22:20 to yeh khayal aata hai,
22:21 to yeh khayal aata hai,
22:22 to yeh khayal aata hai,
22:46 to yeh khayal aata hai,
22:53 to yeh khayal aata hai,
22:54 to yeh khayal aata hai,
22:55 to yeh khayal aata hai,
22:56 to yeh khayal aata hai,
22:57 to yeh khayal aata hai,
22:58 to yeh khayal aata hai,
22:59 to yeh khayal aata hai,
23:00 to yeh khayal aata hai,
23:01 to yeh khayal aata hai,
23:02 to yeh khayal aata hai,
23:03 to yeh khayal aata hai,
23:04 to yeh khayal aata hai,
23:05 to yeh khayal aata hai,
23:06 to yeh khayal aata hai,
23:07 to yeh khayal aata hai,
23:08 to yeh khayal aata hai,
23:09 to yeh khayal aata hai,
23:10 to yeh khayal aata hai,
23:17 to yeh khayal aata hai,
23:18 to yeh khayal aata hai,
23:19 to yeh khayal aata hai,
23:20 to yeh khayal aata hai,
23:21 to yeh khayal aata hai,
23:22 to yeh khayal aata hai,
23:23 to yeh khayal aata hai,
23:24 to yeh khayal aata hai,
23:25 to yeh khayal aata hai,
23:26 to yeh khayal aata hai,
23:27 to yeh khayal aata hai,
23:28 to yeh khayal aata hai,
23:29 to yeh khayal aata hai,
23:30 to yeh khayal aata hai,
23:31 to yeh khayal aata hai,
23:32 to yeh khayal aata hai,
23:33 to yeh khayal aata hai,
23:34 to yeh khayal aata hai,
23:35 to yeh khayal aata hai,
23:59 to yeh khayal aata hai,
24:06 to yeh khayal aata hai,
24:07 to yeh khayal aata hai,
24:08 to yeh khayal aata hai,
24:09 to yeh khayal aata hai,
24:10 to yeh khayal aata hai,
24:11 to yeh khayal aata hai,
24:12 to yeh khayal aata hai,
24:13 to yeh khayal aata hai,
24:14 to yeh khayal aata hai,
24:15 to yeh khayal aata hai,
24:16 to yeh khayal aata hai,
24:17 to yeh khayal aata hai,
24:18 to yeh khayal aata hai,
24:19 to yeh khayal aata hai,
24:20 to yeh khayal aata hai,
24:21 to yeh khayal aata hai,
24:22 to yeh khayal aata hai,
24:23 to yeh khayal aata hai,
24:31 to yeh khayal aata hai,
24:38 to yeh khayal aata hai,
24:46 to yeh khayal aata hai,
24:53 to yeh khayal aata hai,
25:00 to yeh khayal aata hai,
25:07 to yeh khayal aata hai,
25:17 to yeh khayal aata hai,
25:27 to yeh khayal aata hai,
25:37 to yeh khayal aata hai,
25:47 to yeh khayal aata hai,
25:57 to yeh khayal aata hai,
26:07 to yeh khayal aata hai,
26:17 to yeh khayal aata hai,
26:27 to yeh khayal aata hai,
26:37 to yeh khayal aata hai,
26:47 to yeh khayal aata hai,
26:57 to yeh khayal aata hai,
27:07 to yeh khayal aata hai,
27:17 to yeh khayal aata hai,
27:27 to yeh khayal aata hai,
27:37 to yeh khayal aata hai,
27:47 to yeh khayal aata hai,
27:57 to yeh khayal aata hai,
28:07 to yeh khayal aata hai,
28:17 to yeh khayal aata hai,
28:27 to yeh khayal aata hai,
28:37 to yeh khayal aata hai,
28:47 to yeh khayal aata hai,
28:57 to yeh khayal aata hai,
29:07 to yeh khayal aata hai,
29:17 to yeh khayal aata hai,
29:27 to yeh khayal aata hai,
29:37 to yeh khayal aata hai,
29:47 to yeh khayal aata hai,
29:57 to yeh khayal aata hai,
30:07 to yeh khayal aata hai,
30:17 to yeh khayal aata hai,
30:27 to yeh khayal aata hai,
30:37 to yeh khayal aata hai,
30:47 to yeh khayal aata hai,
30:57 to yeh khayal aata hai,
31:07 to yeh khayal aata hai,
31:17 to yeh khayal aata hai,
31:27 to yeh khayal aata hai,
31:37 to yeh khayal aata hai,
31:47 to yeh khayal aata hai,
31:57 to yeh khayal aata hai,
32:07 to yeh khayal aata hai,
32:17 to yeh khayal aata hai,
32:27 to yeh khayal aata hai,
32:37 to yeh khayal aata hai,
32:47 to yeh khayal aata hai,
32:57 to yeh khayal aata hai,
33:05 [Music]