• 2 years ago
Roshni Sab Kay Liye

Topic: Seerat e Sahaba R.A

Host: Prof. Sumair Ahmed

Guest: Allama Liaquat Hussan Azhari, Dr. Farid Uddin Qadri

#RoshniSabKayLiye #islamicinformation #ARYQtv

A Live Program Carrying the Tag Line of Ary Qtv as Its Title and Covering a Vast Range of Topics Related to Islam with Support of Quran and Sunnah, The Core Purpose of Program Is to Gather Our Mainstream and Renowned Ulemas, Mufties and Scholars Under One Title, On One Time Slot, Making It Simple and Convenient for Our Viewers to Get Interacted with Ary Qtv Through This Platform.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Alhamdulillahi Rabbil Alameen. Tamaam tarifeh Allah bazarooq wa bartar ke liye. Jo hamara
00:08 khaliq hamara maalik hamara palanhaar hai. Behisab la taadaat durood wa salam. Mustafa
00:15 kareem alaihissalatu wassalam ki zaat-e-aqdas par. Ki aap heeke tufail. Karkhana ee qudrat
00:25 rawa dawaah hai. Allahumma salli 'ala sayyidina wa maulana muhammadin wa 'ala aali sayyidina
00:36 wa 'ala aali sayyidina. Nazreen e muhtaram, Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:43 Main hu aapka mizban, Sumair Ahmed. Aur aap mula'iza kar rahe hain program Roshni sabke
00:52 liye. Aapne mula'iza kiya gudishta hafta hamne guftugu ki ulema ikram ne hamare rehnuma'i
01:03 sahaba ridwanullahi ta'ala alaihi majmain. Yuh kahiye ki jo hamara gudishta mauzoo tha
01:10 fadail-e-sahaba. Kiya inamaat sahaba ikram ridwanullahi ta'ala alaihi majmain ko mile.
01:18 Kiya unke maratib the. Kiya unke manakib the. Kiya darajat Allah rabbul-izzat ne unko ata
01:23 kiye. Aur ab ye is hafta ke duraan jo seerat-e-sahaba ka jo mauzoo hai. Ye is pehraahe mein jo
01:28 seerat-e-sahaba. Kiya jo unko inamaat mile, jo unke fadail the, jin inamaat se unko nawada
01:33 kiya, jo rewards unko diye gaye. Yakeenan unki kar kardagi, unki seerat, unki performance
01:39 aisi thi ki Allah rabbul-izzat ne unko itne bade bade inamaat se nawada. Isi par ye guftugu
01:44 aur aaj is silsile ki teesri kadhi. Aaj ka bhi mauzoo seerat-e-sahaba ridwanullahi ta'ala
01:49 alaihi majmain. Aur yakeenan main ye samashta hun bahaisiyat-e-tifle-maktab ki jo nabiya
01:54 kareem sallallahu alaihi wasallam se wabasta ho jaye. Aapke daaman-e-rahmat se wabasta
02:00 ho jaye. To yakeenan uska pir aisa hi darja aur maqam hua karta hai. Doosri taraf, ek
02:07 taraf to tamam ashab ko dekheyen, ashab-e-rasool sallallahu alaihi wasallam ko, ki laqad kana
02:12 lakum fee rasoolillahi usfatun hasana. Nabiya kareem sallallahu alaihi wasallam ko apne
02:17 liye namuna-e-amal banaya. Aur phir jab unke aamaal par nazar pardhi hai, afkaar par nazar
02:23 pardhi hai, aur afaal par nazar pardhi hai, aur jo kirdaar wo ada karte hua nazar aate
02:29 hai. Yani ki main samab karke kahun, phir jo seerat hame ashab-e-rasool sallallahu alaihi
02:35 wasallam ki nazar aate hai, to wo badi numaya hai. Aap jis jahis se dekheyen, jis zabiye
02:40 se dekheyen, jab bhi deen-e-islam par koi harf aaya, nabiya kareem sallallahu alaihi wasallam
02:45 ki namus ki baat hoi, ye wo ashab hain. Ye wo Allah, Rabb-ul-izzat ke pyaar-e-habib,
02:50 hazrat-e-muhammad-e-mustafa sallallahu alaihi wasallam ke pyaar-e-pyaar-e-sahabi hain, ki
02:54 unhone saf-e-awwal rahkar Islam ka difah kiya. Jab maal-o-daulat ki zarurat padi, pesh
03:00 kiya. Apni jaan ka nazarana pesh karne ki zarurat padi, apni jaan ka nazarana pesh kiya.
03:05 Gharz ye ki nabiya kareem sallallahu alaihi wasallam ke ek ishaari par, apne aaka kareem
03:10 alaihi wasallam ke ek ishaari par, apna tan, man, dhan, kurban karte nazar aaye. To phir
03:15 kyun na aaj wo fazkuruni as kurkum ka istiaara banayin, aur aaj kyun na khalq-e-khudaa ki
03:21 zubaan-o-par unka zikr jaari ho. Aaj ek baar phir apni samaat-o-ko unke zikr se munawar
03:26 karte hain, muattar karte hain. Aur hazbe maamool, hazbe riwayat, aaj bhi alhamdulillah, do
03:31 aalam-e-Islam ki mumtaaz shaksiyaat, dono hi aap samajh lein kisi ta'aruf ke muataaj nahi,
03:37 aap gah-e-ba-gah-e, ARY QTV ki screen par, muqtalif programs mein, aur khas-tor par,
03:43 aur roshni sab ke liye mein in ke guftugu se istifada karte hain, quran ki roshni, hadees
03:48 ki roshni, hamaare quloob tak pauchane ka samaan karte hain. Hardir azeez shaksiyaat,
03:53 hazrat-e-Allama, maulana liyaqat Hussain Azari sahab, assalamu alaikum wa rahmatullah.
03:57 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuh. Khair magdam hai aapka sahab. JazakAllah.
04:01 Walshukallah. Aur aapke saath, ek aur shaksiyaat, dars-o-tadreef se aapki deri na wabastagi,
04:06 aur Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ka, ya aapkar karam ki uloom-e-deeniyya se aapke kalb ko muzayyan kiya,
04:11 aur aapki zindagi ki jo khidmat hai, dahaayin-o-par mujhtamil hai, ke aapne logon ke seeno ko,
04:17 Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ki muhabbat se, nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ke ishq se,
04:22 manawar farmaya, Dr. Fareed-ud-Din Qadri sahab, assalamu alaikum. Wa alaikum assalam wa rahmatullah.
04:27 Sir, aapka bhi khair magdam hai. JazakAllah. JazakAllah.
04:30 Aaj ka mauzoo seerat-e-sahaba aur pehla sawal jo main Allama sahab ki barga mein arz karta chaloon,
04:36 aur usse pehle ek badi important announcement hai, aur badi til kharash yeh khabar hai,
04:41 yaqeenan jab mujh tak yeh khabar pouchi, deegar humare ahbab tak yeh khabar pouchi,
04:45 to har dil ghamgi nazar aaya, mulk ke maaruf Qawwal, Muin Niazi ke sahibzade,
04:50 Taj Muhammad Niazi Qawwal ka raza-e-ilahi se intiqal ho gaya hai,
04:55 aur tamaam aalam-e-Islam se hum multamiz hain, gudarish karte hain ke unke liye duaa-e-maghfirat farmayin.
05:02 Yaqeenan wo bhi apne andaas se Aka Karim alaihissalatu wassalam ki muhabbat ke geet gaate hua gaye hain,
05:09 aur auliyah-e-ikram Ridwanullah-e-ta'ala-il-Majmeen, sahab-e-ikram Ridwanullah-e-ta'ala-il-Majmeen,
05:14 unke muraatib hum tak pohunchate hua, zi duniya fani se rukhsat hua, apni jaan, jaan-e-afreen ke supurt ki,
05:20 bas yek intihai, aap samajh liye hain ke afsos naak khabar thi, jo aap se share karna zaruri tha,
05:26 aap sab unke liye duaa-e-maghfirat bhi garein, isaal-e-sawab ke liye aap jo kuchh padh sakayin,
05:30 Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ki baargaah mein, wo Allah-ur-Rabbu-l-Izzat, wo kahte hain na,
05:34 ke nuqte par nawaz gaye, wo badi uski karam nawazi, ye banda nawazi hai, aur be-niyaaz hai,
05:39 kab kiski aameen unke haq mein kabool ho jaye, aur unki maghfirat farma di jaye, unke darajat buland kar diye jaye,
05:45 bas yeh gudaaris aap se pesh karni thi, pehla sawal Allama sahab, aaj ke mauzoo ke hawale se,
05:50 seerat mein zayir si baat hai, khauf-e-Khuda, khashiyat-e-Ilahi, ek bada, aap samajh liye,
05:56 numaya pahloo hua karta hai, toh is hawale se, sahaba-e-ikram, Ridwan-ul-Allahi ta'ala alaihi majma'een,
06:01 ke dilon mein, jo khashiyat-e-Ilahi aur khauf-e-Khuda tha, is hawale se kya farma hai?
06:05 Bahu shukriya, Dr. sahab, dikhi jaise aapne ibtidaiye ke andar zikr kiya,
06:09 aqaid-ul-jahan sallallahu ta'ala alaihi wa sallam ki seerat-e-mubarakah, amar liye ek namuna hai,
06:15 usb-e-hasana huzoor ka, huzoor ideal hai hamare, aur phir aqaid-ul-jahan sallallahu ta'ala alaihi wa sallam
06:21 ne khud apni zabane mubarak se farmaaya, farmaaya ki mere sahaba ye sitaro ki maanid,
06:27 ashabika nujum, fabi ayyehim, ikhtadai tum, ihtadai tum, farmaaya ye sitaro ki maanid,
06:35 jiski perwi karoge tum kaavyab ho jaoge, hidayat par hoge, gumraani hi hoge,
06:40 in ke naksh-e-qadam par jiski bhi, bi-ayyehim ikhtadai tum, jiske naksh-e-qadam par.
06:44 Phir sahaba-e-kiram ke andar darajat hai, lekin khas tohr par huzoor ke seerat ke baad,
06:49 huzoor ne farmaaya ki, alaikum bi-sunnati wa sunnati khulafa-e-rashideen-ar-mahdiyeen,
06:54 ki khulafa-e-rashideen-ar-mahdiyeen jo hai, huzoor ne farmaaya ki,
06:58 mera tariqah, meri seerat, aur uske baad mere khulafa ki.
07:03 Jahatak khauf-e-khuda ki baad hai, tamam ke tamam sahaba-e-kiram,
07:08 ala darjay ka khauf-e-khuda rakhte, ummat mein un se badkar kaun khauf-e-khuda rakhte.
07:13 Isliye, Abdullah bin Masood radhiya Allah-u-taala, arhune badi piyaari baad farmaaya ki,
07:18 yeh huzoor ali sahab-e-salam ke ashab hain, yeh koi aam log nahin hain.
07:22 Ikhtarahumullah li suhbat-e-nabiyyihi wa iqamat-e-deeni.
07:26 Rab tabarak-e-mata'ala ne inko muntakhab farmaaya.
07:29 Inke quloob, Allah tabarak-e-mata'ala ne inke quloob ko imaan se muzayyin farmaaya.
07:36 Rab tabarak-e-mata'ala ne kufr se, fisq-o-fujoor se inko door rakha.
07:41 Aal-e-sunnat ka yeh aqeedah hai, yeh masoom to nahin hain, masoom to sirf anbiya-e-kiram hain.
07:48 Lekin Allah paak ne apne nabi ki aal-e-bait-e-athaar ko,
07:52 aur apne nabi ke sahaba-e-kiram ko mahfooz rakha.
07:56 Walakinna Allaha hababa ilaykumul imaan, wa zayyana hu fi quloobikum,
08:01 wa karraha ilaykumul kufr, walfusook, walisyan, olaikahumul rashidun.
08:06 Fadlam minallahi wa ni'ma.
08:08 Farmaaya, Allah ne inke dilun ko imaan se muzayyin kar diya,
08:12 aur inko fisq-o-fujoor se, kufr se, har cheez se door kiya, aur inke liye makroor rakha.
08:17 Syedna Abu Bakr Siddiq radiyallahu ta'ala, aur kabhi kabhi tanha baithe hote,
08:21 aur ek tinka pakad lete aur kahte, kaash main insaan na hota,
08:26 aur mera jo hisaab-o-kitab hona, aakharat ke fikr-e-aakharat,
08:30 aur hisaab-o-kitab ke khawf se,
08:32 Farmaaya, main koi tinka hota, main kisi insaan ka koi baal hota,
08:37 main koi jaanwar ki surat ke andar hota, ke kha liya jaata,
08:41 main kisi drakht ki surat ke andar hota, ke usko kaat diya jaata,
08:45 aur uska phal kha liya jaata.
08:47 Yani, wo jo aakharat ki fikr-e-aakharat aur wo jo jawab dehi hai,
08:51 "wa amma man khaafa baqaa maa rabbihi, wa nahan nafsaanil hawaa",
08:55 wo jo Allah ki baargaah ke andar khade hone ka khawf hai.
08:58 Allahu Akbar.
08:59 Aur yeh wo nafoos-e-qudsiya hai,
09:01 ke Huzoor (a.s) ne zameen par chalte hua inko jannat ki basharat ataafir.
09:07 Mujhe aur aapko basharat mil jaye, toh hum toh sari tasbeeh-an aur sari taupeeh-an
09:12 aur sab kuch samet ke rakh deyen,
09:14 ki jannat bir rahmatika ya rahmat-e-murahimeen,
09:17 lekin yeh utna zyada aur zyada khawf-e-Khuda rakhtein.
09:20 Ki humein Allah ke baargaah de aariyain utna khawf-e-Khuda.
09:22 Waah, waah, waah.
09:23 Sayyiduna Umar-e-Farooq (r.a) ek bardh ab aapke saamne Quran pada jaara tha,
09:28 surah-e-Toor ki ayat-e-karima,
09:30 "inna aazaba rabbika rawaqe",
09:32 ki "tere Rabb ka aazab waqe hone wala hai",
09:34 aap yeh ayat-e-karima sunkar itna zaar-o-qataar hone lagayi.
09:39 Allahu Akbar.
09:40 "Firmaan mujhe aisa lag raha hai ke aazab meri taraf aa raha hai".
09:43 Allahu Akbar.
09:44 Isi tarah Sayyiduna Usman-e-Ghani (r.a) ke baare mein aata hai,
09:47 ki aap apne saati-on ke saath ek martaba jaa rahe the,
09:50 chalte chalte kabristaan aa gaya.
09:52 Aap ek taaza kabar par kharay ho gaye,
09:55 aur zaar-o-qataar ro lagayi.
09:56 Itne royay ki aapki daadi mubarak tar ho gayi.
09:59 Kisi ne kaha ki "Huzoor aap itna kyu ro rahe?"
10:01 "Firmaan mene Huzoor ki zabaar se suna hai ki,
10:04 innal qabara awwalu manzilin min manazilil aakhira".
10:10 Qabar aakhirat ki manazil mein se pehli manzil hai.
10:13 Aap uss qabar ka khauf ki wajah se daadi mubarak aapki tar batat.
10:17 Aapki kabristaan jaate hain, janaza mein jaate hain, aage pehli jaate hain.
10:21 Aaj toh log kabristaan ke andar janaza hota hai,
10:24 toh wohi kah rahe hota hai, haan bola aa raho, aa raho,
10:26 ab bas abhi payment karta ho main aake bhi.
10:28 Yani hame kabristaan toh jaana hai,
10:30 ki hame aakhirat ka hame bhi khauf ho,
10:32 ki hame bhi yaha par aana hai.
10:33 Lekin hame wahaan par bhi jaake duniya bhi maamunat,
10:36 kuch log toh hasre hote hain,
10:38 bas woh dikhane ke liye aaye hote hai,
10:39 ki rishtadaar hai, padosi hai, moh dikhane hai,
10:41 kharab lagega, bura lagega, Allah hu Akbar.
10:44 Toh Huzoor ne ferma hai,
10:45 "Kabristaan mein jaao tumhe aakhirat ki yaad aaye,
10:47 inko dekhe aap, ki qabar ko dekhe".
10:50 Huzoor ne ferma hai ki,
10:51 "Usman ne toh jannat ko kharid riya,
10:53 Usman toh aaj ke baad kuch na bhi kare toh Usman kamyaab hai".
10:57 Wo Usman e Ghani radhiya Allah ta'ala unka unka amal ka.
11:00 Kya aazim jumle hain, uske ba wajood yeh hal hai.
11:02 "Mawlai kainat Ali ul Murtaza,
11:04 karam Allah ta'ala wajhul kareem,
11:06 ana madinatul ilmi wa Ali unbabu haan".
11:09 Ferma hai ki unka bakam un martaba,
11:11 unka ilm dekhe, unka taqwa dekhe,
11:13 unka khauf e Khuda dekhe.
11:15 Lekin aap hamesha dara karte,
11:16 aap fermaate the ki mujhe dar lagta hai,
11:19 jo aane wale fitne hain.
11:21 Ferma hai, "In fitnu se mujhe dar lagta hai,
11:23 mujhe nafs ki shamatu se dar lagta hai".
11:26 Ferma hai, "Is nafs ki pehravi ke andar,
11:29 kitne log tabahu barbaad ho gaye".
11:31 "Nafs ke ghulam ban gaye".
11:33 Ferma hai, "Tum nafs ke bande na banna,
11:35 tum Allah ke bande ban gaye".
11:37 Namaz kariye jab khadhe hote the,
11:39 hum bhi namaze padhte hai,
11:40 Allah o Akbar, humari bhi namaze hoti hain,
11:42 das kisam ki soch e khayalat.
11:43 Aap namaz kariye khadhe hote the,
11:45 ferma hai, "Main jab namaz kariye khadha hoto,
11:47 toh bas Rab ki baraka mein".
11:48 Ek martaba, log salam phera,
11:50 toh dekha log khadhe.
11:51 Ferma hai, "Kaise aaye ho,
11:52 wo teer nikaalne aaye ho,
11:54 jo mujhe laga hua tha".
11:55 Ferma hai, "Huzoor, nikaalne nahi aaye,
11:57 wo humne namaz mein nikaal diya".
12:00 Ferma hai, "Khuda ki kasab,
12:01 mujhe toh pata hi nahi,
12:02 main toh jab apne Rab ki barakaan ke andar,
12:04 maab ho jata hu,
12:06 aur wo khuf-e-Khuda,
12:07 aur wo khashiyat-e-Ilahi,
12:09 Allah o Akbar".
12:10 Tabhi toh mere Rab ne aise toh nahi farma di,
12:12 yeh Rab ka kalam hai yaar.
12:14 Koi maamuli baat toh nahi hai.
12:15 Yeh tumhara aur mera faista,
12:17 yeh kisi imam ka,
12:18 yeh kisi aalim ka faista nahi hai.
12:20 Ke hum bait kar zameen par kisi ke faista kare,
12:22 yeh mere Rab ka faista hai,
12:24 "Ka radi-e-Allah hu anhum wa radu-an,
12:26 Allah unse razi ho gaya,
12:28 wo Allah ki riza ko hasil kar chuke hai,
12:31 wo kamyaab-o-kamran ho gaye,
12:33 wo fala pa chuke,
12:35 wa main yuqa shuha nafsi,
12:37 fa-ulaika hu-l muflihun".
12:39 Aur un jaisa kaun ho sakta hai zameen par,
12:41 jo Rab tabarak wa ta'ala ne,
12:43 apne maabub-e-Ali s.a.w. ke sahaba,
12:45 "Wa ikhtara humu-llahu li-sohbat-e-nabiyyi".
12:47 Mere uz din bhi kaha tha,
12:49 "They are selected".
12:51 Rab tabarak wa ta'ala ne,
12:53 in ko chun liya hai, yeh chuneeda hai, maabub hai.
12:55 Aur Khuda ki kasam,
12:57 Allah ta'ala hume in ke naqsh-e-qadam par chalne ki
12:59 taufeeq ataf farmaye,
13:01 jo Huzoor ne farmaye,
13:03 "Meri sunnat-o-seerat,
13:05 aur uske baad mere khulafa ki sunnat-o-seerat".
13:07 Subhanallah, subhanallah, kya namaze thi,
13:09 kya namaz-o-mein kaifiyat thi,
13:11 kya khushiyat-e-ilahi tha,
13:13 kya khuf-e-khuda tha,
13:15 Allah-o-Akbar, Allah-o-Rab-ul-Izzat,
13:17 yeh guftagu sunkar hume isse seekhne ki,
13:19 aur apne amal mein dhalne ki,
13:21 taufeeq ataf farmaye,
13:23 aur aap dekhe hazrat-e-Mawla Ali karram-ul-lahu wa jahul-karim,
13:25 itni badi badi bishart-e mil gaye,
13:27 uske ba wajood,
13:29 raat-o-ko aksar uth jaate,
13:31 aur rohna shuru kar dete,
13:33 zaar-o-qataar rohte,
13:35 aur Allah-o-Rab-ul-Izzat ki bargah mein arz karte,
13:37 aur safar bada lamba hai,
13:39 Ali ka kya banega,
13:41 aisa tarabte the,
13:43 jaise gham-o-ka maara tarabta hai,
13:45 aur aisa sisak-sisak ke rohte the,
13:47 apne Rab-ke-Huzoor,
13:49 humare liye kitni badi,
13:51 isme targheeb bhi hai,
13:53 jinka sab-koch mil gaya,
13:55 jinse Allah razi ho gaya,
13:57 aur uske ba wajood,
13:59 aap dekhein,
14:01 ke wo Allah-se khushiyat mein,
14:03 aur Allah-se khuf se istana rohein,
14:05 wa-l-Izzat hume amal ki taufiq de,
14:07 main isi ko ek relevance banate hui,
14:09 Dok-saab, aap se arz karta hui,
14:11 namaz-on ki jo kaifiyat hume,
14:13 sahaba-e-karam Ridwan-ul-Allah-i-Ta'ala
14:15 alayhi majma'een ke nazar aati hai,
14:17 aur namaz-on ki taraf jo raghbat nazar aati hai,
14:19 jo khushu-o-khuzu nazar aati hai,
14:21 is hawaali se ahadees mein hume kya roshni milti?
14:23 Alhamdul-Rabbin huwa shafil-li-saqeemi,
14:25 wa shukru li-min-arhama min kulli-ruheemi,
14:27 bahut umda,
14:29 ibtadaiya,
14:31 ma-sha-l-e-raa,
14:33 jo sahaba-e-karam Ridwan-ul-Allah-i-Ta'ala
14:35 alayhi majma'een ki sirat-e-paq ke hawaali se,
14:37 ma-sha-l-e-raa hai,
14:39 ab-e-khaas aapne ek juziya,
14:41 namaz ke hawaali se poocha hai,
14:43 zahira ki namaz ek aisi ibadat hai,
14:45 jo deen-e-Islam ki ek aisi aalamat hai,
14:47 jo hume aur kahi nazar nahi aati hai,
14:49 aur ibadat ke andar ek aisi ibadat hai,
14:51 kyunki ibadat ke muhtalif apne ehkaam bhi hai,
14:53 taqazi bhi hai,
14:55 koi ibadat aisi bhi jo
14:57 zindagi mein ek baar hai,
14:59 jaise haj hai,
15:01 koi ibadat aisi bhi jo
15:03 saal mein ek baar hai,
15:05 jaise roza hai,
15:07 dekin namaz wo ibadat hai,
15:09 jo roza na hai,
15:11 aur wo ek waqt bhi nahi hai,
15:13 5 waqt hai,
15:15 sirf farais ki baat kar raha hu,
15:17 baaki to sunnat hai,
15:19 aur sunan aur nawafil aur wajib,
15:21 ab aayiye sahaba-e-karam Ridwan-ul-Allah-i-Ta'ala
15:23 alayhi majma'een ke taraf,
15:25 jinnon bara'ay ras
15:27 Allah-e-Rasool sallallahu alayhi wa sallam
15:29 ka deedar bhi kiya,
15:31 aur unko khud namaz paddhawa dekha,
15:33 aur sarkar-e-du'alim sallallahu alayhi wa sallam
15:35 ki hadith-e-faqh hai,
15:37 sallu kamara'i tumuni usalli,
15:39 namaz padho ustara jis-tara tum mujhe paddhawa dekho,
15:41 to ab jo unhe paddhawa dekhne wale the,
15:43 wo sahaba-e-karam the,
15:45 zahir hai ke hum to aaj 1400 zahil ke baad duniya mein hai,
15:47 humne jo kuch suna hai,
15:49 aur jo kuch padha hai,
15:51 hum ustari qizr padhne ki koshish to karsakte hain,
15:53 lekin fir bhi amar dil mutmain nahi hosakta,
15:55 lekin sahaba-e-karam,
15:57 radhi Allah-u-anhu ajma'een,
15:59 wo to wo shaksiyaat thi,
16:01 jinnon ne raat din nabi-e-karim alayhi salatu was-salaam ki ittaba mein,
16:03 unko dekha,
16:05 ki huzoor ka namaz padhna kaisa tha,
16:07 huzoor ka khushu-khuzu kaisa tha,
16:09 inha-maak kaisa tha,
16:11 to sahaba-e-karam ki jo namaz-e-thi,
16:13 jo aapka sawal hai,
16:15 wo sirf rasman,
16:17 ya aadatan nahi thi,
16:19 balka wo Allah-tabarak-wa-taala ki muhabbat mein,
16:21 inha-maak,
16:23 aur istaghraak ki aalam mein thi.
16:25 - Doctor, bohot aahim jawab aapka hai,
16:27 main sorry uske liye, khalal ke liye maazurat,
16:29 ek chhudasa break hai, main chahata hu,
16:31 yahi se phir aap continue kariyega.
16:33 Jee, nazareen, humein yaqeen hai,
16:35 ki inshaAllah, aapka aur hamara saath rahega,
16:37 mauzu hai seerat-e-sahaba, radhi Allah-u-ta'ana anhum ajma'een,
16:39 aur hamare saath rahiyega,
16:41 milte hain aap se ek break ke baad.
16:43 Welcome back, nazareen,
16:45 mauzu hai seerat-e-sahaba, hazrat-e-Allama,
16:47 maulana liyaqat Hussain Azari sahab,
16:49 aur hamare saath maujood hai,
16:51 doctor Fareed-ud-din Qadri sahab,
16:53 aur dono hi ulama-e-karam,
16:55 badi khufsoorat guftu ko firma rahe hain,
16:57 aur doctor sahab se main arz kiya tha,
16:59 ki namaz mein kya kaifiyat hoti thi,
17:01 sahaba-e-karam ki, aur kya raghbat thi,
17:03 namaz-o-ki jaanib, aur kya khushu aur khuzu tha,
17:05 aap hazrat jawab inayat firma rahe the,
17:07 yahi se main chahata hu,
17:09 ki aap continue kariyega.
17:11 -Hazrat-e-sahaba-e-karam ki namazon ka sikar kar rahe hain na?
17:13 -Main shakth.
17:15 -Toh islihi hum unki shakthiyat ko dekhte hui yeh kaisakte hain,
17:17 ki unke haan namaz ka tasoor
17:19 rasmani aadatan nahi tha,
17:21 balki wo wo zauq-o-shauq tha,
17:23 jo unko Sarkar-e-Dua'l-Sallalahu-Alaihi-Wa-Sallam
17:25 ki ittaba mein naseeb hua.
17:27 -Subhanallah.
17:29 -Wo raat din unke peeche namaz aza karne wale the,
17:31 toh zahir hai ki jab unki namaz ka waqt aata,
17:33 toh unko wohi khauf-o-khashiyat aujati hai.
17:35 Jaise Hazrat-e-Maulali,
17:37 karamallahu wajahul-karim ka hawale se abhi
17:39 Hazrat-e-Salam ne bhi bayan kiya.
17:41 -Azeem misaad.
17:43 -Unse poocha gaya ki jab aap namaz ke liye khadhe hote,
17:45 toh aapke chehra mutaghayyer ho jata hai.
17:47 -Allah hu.
17:49 -Aapke chehra anwar par kuch aur hi asraat hote hai,
17:51 ki aisa lagta hai ki pata nahi kya hone waal hai.
17:53 Toh aapne firmaaya ki wo Quran-e-Paq,
17:55 jo namaz ke andar pada jaata hai,
17:57 uske baare mein Allah ne firmaaya hai ki agar main kisi pahar par nazil karta,
18:01 toh wo bhi pash-pash ho jaata hai.
18:03 -Allah.
18:05 -Toh us ibadat ke andar mujhko is wakat jo hai,
18:07 wo Allah ki barga mein khada hona hai.
18:09 -Waaw.
18:11 -Toh yeh kaifat unki ho jati hai.
18:13 Fir ek baat aur badi aham hai,
18:15 wo yeh hai ki dekhi ham toh namaz mein farais ko dekh rahe hain,
18:17 main abhi jaisa aariz kiya tha,
18:19 ki wo toh sunan ho, ya wajib ho,
18:21 ya nawafil ho, unme bhi.
18:23 Ab dekhi huzoor ke ek bade
18:25 aashikh rasool sahabi,
18:27 mauzzin rasool yunko kaha jaata hai,
18:29 hazrat bilal-e-habashi radhi-Allah-u-ta'ala.
18:31 Farais toh farais hain.
18:33 Nabi-e-Pak sallal-u-alaihi wa sallam ne firmaaya,
18:35 ki ay bilal, maine meraj ke safar mein,
18:37 jab jannat ka mushahida kiya,
18:39 toh apne aage aage aapko chalte hui dekha.
18:41 -Subhanallah.
18:43 -Wo kaunsa amale jo tum karte ho,
18:45 ke maine aapko apne aage aage chalte hui dekha.
18:47 -Waaz.
18:49 -Waaz, aur amal ki toh baat nahi kar sakta,
18:51 haan itna hai, ki jab main wudhu karta hu,
18:53 toh tahayyid-ul-wudhu ada kar leta hu.
18:55 -Allah-u-akbar.
18:57 -Ab isse aap andada laga lijiye,
18:59 keh tahayyid-ul-wudhu jo hai,
19:01 wo farais mein toh shamil nahi hai,
19:03 lekin yeh ke raghbat,
19:05 jab raghbat ki baat hum karenge,
19:07 toh malum hota hai,
19:09 ke wo koi waqt aisa chhod nahi sakte the,
19:11 na chhodna chahate the,
19:13 ke jo unko Allah ki barga mein.
19:15 -Yani yeh is mauke ki talash mein rehte,
19:17 toh koi waqt sakayin, Allah ki barga.
19:19 Allah mein kaala hai,
19:21 ke wo ek sajda jise toh gara samajhta hai,
19:23 hazaar sajdo se deta hai,
19:25 adimi ko najat.
19:27 Toh chunki wo daur aisa tha,
19:29 ke pehla daur tha,
19:31 aur huzoor-e-akram alaih-salatu-salam wala daur tha,
19:33 toh isliye unko yeh mehsoos hota hai,
19:35 ke hum jab namaz mein kharay hu,
19:37 hazrat-e-umar-bin-khattaab,
19:39 radhi-Allah-u-ta'ala mein parwalih se kaha jaata hai,
19:41 ke jab wo namaz pardhate the,
19:43 ke jab wo zakhmi huye,
19:45 toh us aalam mein bhi,
19:47 jab namaz ka waqt aaya,
19:49 toh unko jagaya gaya,
19:51 toh aapne kaha ke main namaz aata karta hun,
19:53 toh logon na kaha huzoor,
19:55 aap zakhmi hai,
19:57 toh kaha ke nahi,
19:59 Allah ki barga,
20:01 mujhe namaz ka waqt aaya hai,
20:03 toh agar Allah-u-ta'ala mujhe himmat paksh rahe hai,
20:05 toh main namaz aata karta hun.
20:07 Us waqt bhi unhone namaz aata ki.
20:09 -Kya kehna?
20:11 -Ur unhone bhi huzoor ki zaarat ki,
20:13 ur wo aile-baid bhi hain, ur sahabi bhi hain,
20:15 -Kya baat hai?
20:17 -Maslan imam-e-Hassan, radhi-Allah-u-ta'ala,
20:19 imam-e-Hussain, radhi-Allah-u-ta'ala,
20:21 hazrat-e-maul-e-ali, karam-e-Allah-u-ta'ala,
20:23 jo baiq-baq sahabi bhi hain,
20:25 aur aile-baid mein sahabi bhi hain.
20:27 Imam-e-Hussain, radhi-Allah-u-ta'ala,
20:29 unko waqt yaad kijiye,
20:31 -Karbala mein, to us waqt aap usse firmar hai ki,
20:33 -Ee shimar, mere seen-e-se utar ja,
20:35 ki main do raqat namaz aata karna.
20:37 -Allah-u-akbar, Allah-u-akbar,
20:39 -Isse aap namaz ki raqbat ka andaada laga sakte hain, sahabi-e-ek-ram.
20:43 -Allah-u-akbar, Allah-u-akbar, Allah-rab-ul-izzat.
20:45 -Wa kahte hain na, ham to,
20:47 jab hamari samaat-o se awaaz-a takraati hai,
20:49 ki hayya al-as-sala,
20:51 hayya al-al-fala, namaz ki taraf aao,
20:53 kaamiyaabi ki taraf aao,
20:55 aur aap dekhenge ki sahabi-e-ek-ram, ridwan-ul-lahi ta'ala, lai majmain,
20:58 -Mata mauka talaash kar raha hain,
21:00 -Ki chaasth ho, aur isi tarah,
21:02 -Jaise abhi hazrat ne firmaaya,
21:04 -Mauka talaash kar raha hain, ki bas koi mauka mile,
21:06 -Aur ham apni jabino ko,
21:08 -Ham sajda rez ho jayein us rab ke aage,
21:10 -Namaz-o-mein aisa khushu khuzu,
21:12 -Teer nikaala jaa raha hai, aur baad mein,
21:14 -Keh rahein ki abhi teer nikaal na aaya ho to,
21:16 -Phir kaah jaa raha hai ki hazrat teer nikaal diya.
21:18 -Ki aisa mahav hain apni namaz-o-mein,
21:20 -Allah rabbul-izzat, kabool firmaaye.
21:22 -Hazrat, isi relevance-i se yeh ek sawal,
21:24 -Aur generate kiya gaya aaj,
21:26 -Ki jaise yaqeem-us-salah, wa'at-us-zakaat.
21:28 -Yani ki namaz ke saath, aksar hamne dekha,
21:30 -Gah-e-ba-gah-e-quran mein, namaz ke saath, zakaat.
21:32 -Yani ki infaq-fi-sabilillah, Allah ki raah mein,
21:34 -Maal kharj karne ki bhi baari jab aayi,
21:36 -To sahabi-e-ek-ram, ridwan-ul-lahi ta'ala, lai majmain,
21:38 -Apna maal jo-eh, wa'Allah ki raah mein, kharj kartein nazar aaye.
22:02 -Subhanallah.
22:04 -Kibla-e-doqsa-a-baite-hoy-in-ki-boh-t-nazar-e-masha-Allah.
22:30 -Masha-Allah.
22:38 -Wa-al-fah-zal-mina-llahi-wa-rid-wano-yansuroon-Allah-wa-rasoola.
23:04 -Farhaya unka koi dunyawi maqsad nahi tha.
23:07 -Is migration ka aur is hijrat ka koi maqsad.
23:10 -Farhaya sirf Allah ki rizza.
23:12 -Allah ki deen ki dusrat.
23:14 -To yahaan par bhi maal-u-ka zikr kiya.
23:16 -Acha jab wahan pohnche, to wahan bhi ansari sahabi-e-ek-ram,
23:20 -Unne ne kaha yeh meri jaidat-e-in, propadi-e-in, isko divided two karen.
23:23 -Wa-yusiroona ala anfusim, wala-u-kaana bihim khasasa.
23:26 -Unko bhi zarurat hai, lekin uske ba-wajood apne bhaiyoon kariye isaar kar rahein.
23:31 -Pher uske baad jab Syedna Siddiq-e-Akbar-e-Allah-ta'ala pohnche wahan par,
23:34 -Huzoor-e-Isha'at-e-Hussain-a-Salam ne Masjid-e-Nabwi ka sodah firmaaya.
23:37 -Firmaaya, Abu Bakr kuch paise bache.
23:40 -Maha yaar, sohla paise bache.
23:42 -Acha bhaare paas paise bache hoon, to bolay,
23:43 -Bache bhi hain, garhwale bhi hain, garh baar chod ke aagey.
23:46 -Kuch save to kar lein, kuch bacha to lein.
23:48 -Abe kitne doge, khatam karoge kya?
23:51 -Aur shaitaan to aake kaan mein kahta hai, ash shaitaanu ya'eedu kumul faqara wa yaamurukum bil fadisha.
23:56 -Faqeer ho jaoge bhai, kitna doge Allah ke naam.
23:58 -Hai Rasool Allah.
24:00 -Sabse pehli payment Masjid-e-Nabwi ki zameen ki aap rahein.
24:04 -Allah o Akbar.
24:05 -Aaj baadishaun-e-sara, sara Madina Munawwara aagaya,
24:08 -Lekin khurbaan jaayen mere Abu Bakr Siddiq-e-Akbar-e-Allah-ta'ala ko,
24:11 -Fas payment par.
24:12 -Waaw, waaw.
24:13 -Uska baqaabil koi nahi ho sakta.
24:14 -Fir mashoor baqa-e-Syedna Usmani Ghani-e-Allah-ta'ala ka, bir-e-Ruma ka, ki yahudi ka kua hai musalmano ko,
24:20 -Aapne firmaaye, kaun hai Syedna Usmani Ghani-e-Allah-ta'ala ko khade ho?
24:23 -Waaw, waaw.
24:24 -Fir Jaysh-e-Usra ka dekhein, firmaaye, kaun hai jo Allah ke naam par?
24:27 -Ya Rasool Allah, ek sohund, doh sohund, teen sohund.
24:30 -Waazun ne firmaaye, maa darra Usmani maa amil-e-baad haadari kiya hu.
24:34 -Waaj to Usmani zindat ko khareen rahi hai.
24:36 -Waaw. -Allah-o-Akbar. Fir Syedna Umar-e-Farooq aur Syedna Siddiq-e-Akbar-e-Alla-ta'ala.
24:42 -Syedna Umar-e-Farooq firmaatein, ki main hamesha dekhta tha, ki mere bhai Abu Bakr hamesha aagey badh jatein, niki ke andar.
24:48 -Acha hamara bhi mukablah hota hai, doktor sahab, ham bhi mukablah kartein, competition, musabqa, mukablah,
24:54 -Lekin duniya ke andar hota hai. -Waaw.
24:56 -Ki meri deewar, sumair ki deewar se zara upar ho jaye, thoda sa badh jaye, meri dukaane, bank balance zara badh jaye,
25:02 -Lekin sahab-e-karam ka competition dekhein. Kahtein, al yaum-a-asbikhu aba-bakrin sabakhtuhul yaum.
25:08 -Waaw. -Mera bhai Abu Bakr hamesha aagey badh jatein, niki ke andar. Aaj main aagey badh hoon.
25:12 -Badh hoon. -Ghar se jaake, divided two ki, huzoor ki barak-aam, kya chhod ke aaye, kya lekar aaye,
25:17 -Ya Rasool-Allah, aada ghar walon kari. -Aada chhod, aada liya.
25:19 -Itne main aagey Syed-un-Abu-Bakr Siddiq, maa-ab-qayt Ali-Ali ka yaa aba-bakrin, Abu-Bakr kya lekar aaye, kya chhod kar aaye, ya Rasool-Allah kya lekar aaye, kya chhod kar aaye.
25:28 -Ab-qaytul-ahum Allah-wa-Rasool-Allah. -Allah-wa-Rasool-Allah.
25:30 -Par-waane ko charaag, toh bul-bul ko phool bas, Siddiq ke liye hai khuda ka Rasool-Allah.
25:36 -Far-maaye, saara kuch la kar aapki bargaah ke andar pech kar diya. -Subhan-Allah.
25:40 -Yaar duniya ke andar koi bhi, humse bhi kahen na, aap Divide it 2 ka bhi kahen toh hum Divide it 2 bhi nahi kar sakte. Ke bhai aisa karo, ke apne saari cheezon ko Divide it 2 kar rahe hain.
25:49 -Asa 2.5 feesat dene me dham nikalta hai. -Bhilkul aapne sahi ka, saal ke baad 2.5 feesat dene ka, saal ke baad khaandaan mein kisi ki bachi ki shadi aaja hai, padhaus mein, toh nikalta nahi hai insaan ke.
25:59 -Kuch logon ne toh bilkul dil ke paath jeb lagayi hui hai, aur kuch logon ne aisi jega lagayi hui hai toh mushkilatein badhi. Toh far-maaya ke nikalta nahi hai, yeh Divide it 2 kar rahe hain, aur ek saara jadu phir ke de rahe hain.
26:11 -La-la-la. -Toh yeh hai sahaba-e-ikram ka infaq fee sabirillah. -Wa-yu-zakkeehim, wa huzoor ke nigaah, nigaah ka sadqa hai.
26:19 -Wa-yu-ka shuha nafsihi, wa-ulayka humul muflihun. Duniya ki alaishen, laalachen, saara kuch unke mann se nikal kar, adab-e-mustafa ki barkat kya hui?
26:29 -Ulaayka allazeena mtahanallahu quloobahum li taqwa. -Allah. -Allah ne unke dilun me taqwa peyda kar diya.
26:35 -Yeh duniya ka maal aur daulat unke nigaahun ke andar kuch bhi nahi tha. -Subhanallah.
26:41 -Agar yeh duniya ke baaghun ka aur maalun ka jiska raat din rohna pehtna hota hai, toh baaghun ko chhod ke hi nahi aate. -Hmmm.
26:49 -Baaghun ko chhod ke hi nahi aate. Allahu Akbar. -Allah.
26:51 -Suraqa bin Malik ko jab kangan pehlaaye, toh firmaaya, aao Suraqa tumhe kangan pehlaate, huzoor firmaake gaye, saunon ke ambar lagey humein, der lagey. -Hee.
26:59 -Baant baant kar umre Farooq thaq gaye. -Wa-wa-wa. -Firmaya ki apne ghar me jaa rahe hain, toh kuch bhi nahi. -Allah.
27:06 -Mahisha Siddiqa radhiya Allah hota, baantay baantay baantay, ek laakh dinar dirham baant diye. Loney ne awaaz diye, ke hum bhi rohzedaare kuch rakho.
27:14 Bola yeh pakdo ek. Tum pehle bata deti, tumhara yeh haal hai. Bata hi nahi unko duniya ka. -Wa-wa-wa.
27:19 -Toh yeh Rab tabarakabat Allah ne unko jo sakhawat ata farbai. -Ishaq. -Kainat ke andar uski nazeer nahi milti.
27:26 Ambiyai kiram ke baad agar sabse zyada sakhi log hain, wo mere nabi ke sahaba hain, wo mere nabi ki aal hai, unse badkar kainat me koi sakhi.
27:35 -Koi nahi hain aur jab zarurat padi, jab kaha gaya, jab pukara gaya, apna sab kuch Haqa Karim alaihissalatu wassalam ke kadmo par qurban karne ke liye tayyaar hain.
27:45 Aur yaqeenan yeh roshan azeem misaal hain.
27:47 Doctor sahab, ek pehlo aur humein seerat-e-sahaba mein sabr ke hawale se milta hai.
27:52 Aur sabr ki jaha tak baat ki jaye toh Quran-e-Majeed mein, gahe bagahe, jagah jagah hum dekhte hain, sabr ki badi taaqeed bhi aayi aur iske badi fazail bhi bayan kiye gaye.
28:00 Toh majmooi taur pe jab hum sahaba ki zindagi aur seerat ko dekhte hain, toh sabr ke hawale se kya kirdar nazraat hai?
28:06 -Bahut bada kirdar hai. Uski wajah yeh ki aap Islam ke awail ka jab naqshah saamne aapke aata hai, taarikh mein,
28:15 toh aapko khud yeh aisaas hoga, ki wo waqt aisa tha, ki har taraf se yalgaar, kuffaar ki, mushrikeen ki, aur zulm aur sitam, aur har kisam ka tashaddud,
28:29 toh usmein siwaay sabr ke aur koi chaara nahi tha. Isliye ki uswaq wo taadaat musalmanon ki nahi thi, jo ke baad mein hui.
28:38 Wo shuru mein toh ghalba kuffaar karaya, mushrikeen karaya. -Aisa hi hai.
28:41 -Balke aapko ilm hai, ki afkhaa ka hukum tha, ki apne imaan ko aur Islam ko khufiya rakho.
28:48 Toh aise aalam mein unki zulm aur sitam ko baddash karna yeh sahaba-e-kiraam hi ki khususiyat mein shaadat hai.
28:55 Quran-e-Majeed mein jo Allah ta'barak-ur-Rahman na farmaaya, "Wa lablu annakum bishayn minal khawfi wal ju'i,
29:01 wa naqsim minal amwali wal anfusi wal samaraat, wa bashiril sabiri." -Kya baad hai?
29:06 -Iss ka sabse bada jo misdaak hai, wo sahaba-e-kiraam hai. Waja uski yeh, ki unko yeh saare maamulat ko dekhna pada, face karna pada.
29:14 Yani ki yeh, jo Allah ne farmaaya, ke aazmaayenge hum toh mein khawf se, toh khawf ka bhi saamna ra.
29:21 Fir Allah ne farmaaya, ke hum toh mein aazmaayenge bhook se, toh bhook ka bhi saamna ra.
29:26 Sahaba-e-kiraam ne ek mokah aisa tha, ke dikhaya hai, ke hum ne peht pe pathar banda wa.
29:30 Nabi-e-Karim-e-Sulayman-sahaba ne farmaaya, ke maine bhi pathar banda wa.
29:33 Toh yeh bhook ka bhi khawf, ju'i, uske alawa, fir logon ke kheti, badiyaan, yeh, wo, yeh sab,
29:40 iss kisam ke jo aazmaishin, yeh sabse pehle jo aayin, wo sahaba-e-kiraam ko aayin, baad mein tohsra logon ko aayin.
29:47 Toh wo wo hazrat the, jino ne in mawaqe ka saamna karke, Allah ki baraka mein sabar kiya, shukur kiya.
29:54 Aisa wakab hai, iss ke liye Allah ta'ala ne farmaaya, wa wa shirri sabireen, wo farmaa inna Allah ma'a sabireen.
29:59 Ab aap dekhe, Hazrat Ibn-al-Hafshi, jinka main leh pehle zikar kiya, yeh ek yahudi ke ghulam the, Umayya bin Khalaf ke.
30:06 Aur us waqt ke jab wo ghulam the, lekin unke dil ke andar Islam ki muhabbat,
30:14 aur ek zauq-e-shauq jo tha, wo deen ka, iman ka, wo maujood tha.
30:18 Aur us waqt bhi unka nara yeh rehta tha, ahadun ahadun, Allah tabarak wa ta'ala ke.
30:23 Hazrat Abu-Kirsiddi ki nabh dekha, toh unko aazad karwaaya waaz.
30:26 Toh yeh ek baat ma'alun hoti ki, wo jo unko garam reht par lataya jata tha,
30:31 aur unke opar tashdud kiya jata tha, us aalam mein bhi unhone, Islam ki muhabbat se muh nahi mora.
30:37 Aadat kena chhoda nahi, ahadun ahadun bhi kaha aur ahmadun ahmadun bhi kaha.
30:42 Wah wah, subhanallah, subhanallah.
30:44 Acha, fir uske alaab aap dekhe, Hazrat-e-Ammar ka zikr milta hai,
30:48 Sumaiyah khatun unka zikr milta hai,
30:50 ki unko zulm-e-sitam unkar kiya gaya, ki yeh kisi tariqah se, Islam ki muhabbat se muh mor le, chhod de,
30:57 lekin unhone moh nahi mora, aur chhoda nahi.
30:59 Isse yeh malun hota hai, ki bada bada, fir aap dekhe, ek waqah yaad aata hai.
31:04 Agar, Doktor sahab aapki ijaza, toh unke yeh waqah aaye, toh ek break aagaya hai.
31:08 Main chahata hu, break ke bada aap yeh waqah aayein pe continue karein.
31:11 Ek break hai nazareen, mauzoo hai seerat-e-sahaba, aur mazeed ispar guftagu hogi, aur mazeed sawalah shamil karenge.
31:17 Is yaqeen ke saath ki aapka hamara saath rahega, aap se hoti hai mulaqat is break ke bada.
31:21 Welcome back nazareen, mauzoo hai seerat-e-sahaba, aur Dokt sahab ek waqah ki jaane bishara garende.
31:26 Ji Dokt sahab.
31:27 Main yeh arz kar raha tha, ki Hazrat-e-Syedna Muhammad Siddique r.a. ka ek waqah mashoor hai,
31:32 koi ab aapne mazeed mein khutba diya, toh us waqat logon ne aap par tashdud kiya, aur kitna maara aapko,
31:38 ke aap behosh hogay, us aalam mein aapko uthaakar ghar le gaye, lekin jab aapko hosh aaya, toh aapne Nabi Pak (S.A.W.W) ka poocha.
31:46 Yaane sabar ki ek misaal yeh bhi tha, ki aapne us waqt bhi yeh nahi kaha hai, ke bhai chhod deyen sab kuch,
31:52 jaan par itni maara padh rahi hai, mujhe kya karna hai, lekin nahi.
31:55 Kyunke sabar karna hai Islam ke raaste mein, taake aage jaake uske samraat nazara jaye.
32:00 Phir ek aur baat hai jo maine dekha, ki tarikh mein aap dekhe, ki insan apne upar kuch zulm-zulm bardaash kar leta hai,
32:07 magar aulat ke saath bardaash ka nazra mushkil hota hai.
32:11 Hazrat-e-Syedna Imam-e-Hussain (R.A) ke hawale se tarikh mein aata hai,
32:15 ki jab maidan-e-Karbala mein aapke farzand jo shir khawar the, Hazrat-e-Ali-Azghar (R.A)
32:23 jab unke gale mein teer laga hai, toh us waqt aap ne wo teer jo nikaala,
32:28 toh tarikh mein aata hai, ki aapke zaman-e-Aqdas mein alfaz hai,
32:31 Allahumma atil Hussaina sabran jameela, ya Allah Hussain ko sabr-e-jameela ta'far ma'na.
32:37 Toh ab aap andaza laga leegi, ki wo sabar jo hai, wo kitna azeem sabar hai.
32:42 Insaan apni takleeb bardaash kar leta hai, aulat ki nahi kar mata hai.
32:45 Toh us waqt bhi aapke zaman-e-Aqdas mein ne nikaala,
32:47 ki Allah-u-Tala tu Hussain ko sabr-e-jameela ta'far ma'na.
32:51 Allah-u-Tala, humein amal ki taufeeq de.
32:55 Allama sahab, hum ye dekhte hain, ki agar aap seerat ke muhtalif gosho par aaj humne guftugu karne ki,
33:02 sahab-e-Ikram ke aaj humne baat ki aur koshish ki ki aisa ilm haasil kiye jaaye.
33:06 Isi tarah hum ye bhi dekhte hain, ki sahab-e-Ikram Ridwan-ul-Ilahi ta'ala,
33:10 alayhi ajma'een ki, jo zindagi hai aur jo aapki seerat hai,
33:14 humne ibtida se baat karna shuru kari aur humne khauf-e-Khuda, khashiyat-e-Ilahi par guftugu kari,
33:20 iske baad humne jo namaz mein khushu-e-khuzu nazar aata hai, usper guftugu kari, alhamdulillah.
33:26 Aur phir uske baad abhi dokh sahab yastana ishaat firma rahe the,
33:29 ki kis andas, infaak fee sabi lillah par aapne guftugu firmai.
33:33 Isi tarah, ek gosha ye bhi hai, ki agar aap thoda sa ghor firmai,
33:37 ki ahsane azeem hai sahab-e-Ikram ka is ummah par, ki jahan aapne itne ahsanaat kiye,
33:44 ek ahsan ye bhi firma hai ki maulim-e-kaainat, nabiye-e-karim alaihis salatu was salam se,
33:49 jo aapne ilm ki roshni hasil ki, wo jis andas se ummat tak muntakil ki,
33:54 aur aaj ummat tak alhamdulillah ye samarat ilm ke pohche, is hawalay se kya firma hai?
33:58 Dekhi aqa-e-doh jahan-e-sallam ke jo nububat ke wasfahin hai,
34:02 "Rabbana wa ba'athihim rasoolan minhum yatloo alaihim aayaatika wa yu'allimuhumul kitab."
34:08 Huzoor-e-Sahab-e-Salam kitab-e-hikmat ke muallim banakar, Huzoor-e-Sahab-e-Salam farmatein,
34:12 "bu'istu mualliman", mujhe Allah ne muallim banakar beja,
34:16 Huzoor-e-Sahab-e-Salam muallim hai, to talib-e-ilm kaun hai ye sahab-e-Ikram,
34:21 ye aal-e-baith-e-athar hai, ye Huzoor-e-Sahab-e-Salam ke talib-e-ilm hai,
34:27 jaise doktor sahab-e-Sahab-e-Sahab ne firma hai ki chuke awal-tareen sare ke sare,
34:30 khair-ul-quroon-e-karni, ini ke samne Quran utar raha hai, sahab-e-Ikram farmatein ki,
34:34 "hame na pata hai Quran ka, na pata hai Hadith ka, na hame Wahi-e-Jali ka pata hai,
34:40 na khafi ka pata hai, Huzoor jisko farmatein, isko Quran mein likho,
34:44 hum Quran mein likhtein, jisko farmatein, Hadith mein likho."
34:46 "Kya kehnein, kya kehnein, kya kehnein."
34:47 "Farwa-e-Aqid-e-Jahans-e-Salam ka hai."
34:49 "Kya kehnein, kya kehnein."
34:50 Har sahabi-e-Rasool, Huzoor (a.s) jab khutba dete, to itni tawajjo ke saath imima ke saath sunte,
34:58 ashab-e-sufa ne toh apni zindagi-on ko wakf kardi hai.
35:01 Syedna Abu Huraira (r.a) aap dekhein ki Bukhari-e-Muslim,
35:05 Shia-e-Sitta, aap ne Hadith-on ko sabse zyada riwayat farwa hai.
35:09 Abdullah bin Masood (r.a) "afqahum min-as-sahaba", "qurra sahaba-e-Ikram",
35:14 in sahaba-e-Ikram ne ilm ke liye safar farwa hai.
35:18 Huzoor (a.s) ke pardah farmane ke baad bhi ek shaks jo hai,
35:21 Damish ki Jama-e-Masjid ke andar, Syedna Abu Darda (r.a) unke barga mein pohncha,
35:26 ki Huzoor (a.s) "min Madina se safar karke aaya hu,
35:28 mera koi kaam nahin hai, koi tijarat nahin hai, koi haajat nahin hai,
35:31 mujhe pata chala hai ki Huzoor ki ek Hadith ko aap riwayat karte,
35:35 aap aur Huzoor ke darmiyan ko faasda nahin hai."
35:37 Allah Hu!
35:38 Toh farmaaye, "min wo sunne ke liye aaya hu,
35:40 issi aap andaaza kijiye, ki kitna ilm ka shokh tha inko,
35:44 kitna zokh o shokh tha, aur Mawla-e-Kainat,
35:46 "toh anam dinatul ilmi wa aliyun babuha,
35:49 main agar ilm ka shair hun, toh mera Ali uska darwaza hai."
35:53 Aur aap toh farmaate, "radina qismatal jabbari feena,
35:57 lana ilmun wali juhali maaloo."
35:59 Farmaaye, "hum Mawla-e-Kainat farmaate,
36:01 hum razi ispar, ki Allah ne hame ilm ki daulat ataap hu."
36:04 Subhanallah!
36:05 Subhanallah!
36:06 Allama sahab, bohot shukriya, Doctor sahab,
36:07 bohot shukriya, aur waqt bilkul nahi hai, nazareen.
36:09 Kisi nai mawzu ke saath phir se hadir-e-khidmat hunge.
36:14 Tab tak ke liye apne mezban Somair Ahmed ko ne ijazat.
36:15 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.

Recommended