• 3 years ago
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim. Alhamdulillahi Rabbil Alameen.
00:07 Wasalatu wasalamu ala khataman nabiyyin.
00:11 Nazirin muttama, salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:16 Programme Seeratun Nabi Sallallahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke saath aapka mezbaan Dr. Mahmood Ghaznabi aur mera saath hazbe ma'mool ham sabke pasindida scholar Janab Shujauddin Sheikh khadir-e-khidmatin.
00:34 Pichla program istanazur mein hua tha ki hame apne Rabb ki taraf rujoo karna chahiye, surah-e-fatihah ke hawale se baat hui thi, namas ke hawale se, Quran ko tarjuma ke saath padhne ke hawale se.
00:50 Pir yeh hua tha ki Allah ke deen ko pehle apne upar naafis karna hai uske baat phir poori society mein qaim karna hai, islam qayam ka masalah hai. Aur namas ke baare mein qayam ka masalah hai.
01:04 Qayam ka masalah yeh nahi hai ki namas padhna hai, qayam karna hai ki society mein ik ishtimai culture develop karna hai namas ka.
01:11 Aur phir yeh bhi hua tha ki musalman jehain wo deen ke liye aur zulm ko mitane ke liye jo hai, wo hamaan waqt tayyar rehne chahiye aur jo ehde jadeed ki ya jo bhi ehde haazir hai,
01:27 lamhae maujood jisse hum kahte hain, uske jo zarurate hain unhe haasil karna chahiye aur ispe humne misale bhi dee thi, ki Rasulullah sallallahu alaihi wasallam ne jo hai, jab khandak ka mauk aaya tha,
01:39 to yeh khandak jo hai, wo khodne ka riwaaj nahi tha, yeh kisi aur mulk ka riwaaj tha, jisse huzoor sallallahu alaihi wasallam ne pasand farmaaya,
01:46 wo khandak na sif khudwaayi, balke khud khodne me barabar ke sharik rahe. Minjaniq kataskara hua tha, ki huzoor sallallahu alaihi wasallam ne minjaniq istimal kaya,
01:53 us waqt ki jo ahim cheezein thi, wo istimal ki thi. To yeh ki humne bhi ahim cheezein istimal karne ke nahi hai, aur yeh isni bhi zaruri hai,
02:00 ki taqat ke tawazun ko barqaraar rakha jaa sakay. To isper baat hui thi, thodi si Shoaib sahab ki taraf chalenge, recap lehenge,
02:07 phir Inshallah aage chalke guftu karenge. Assalamu alaikum.
02:10 [Host] Walikum Assalam wa rahmatullahi wa barakatuh.
02:12 [Ghamidi] Kaise mizaaj?
02:13 [Host] Alhamdulillah, aap khairi se hai?
02:15 [Ghamidi] Alhamdulillah, Allah ka shukr. Pehle program mein humne namas ko tarjuma aur iske hawale se guftu kati hai.
02:21 Doosre mein burai ko mitane ke liye, wo jo hadith mubaraka ka mufoom hai, taqat se burai ko rok do,
02:27 warna phir zaban ki taqat se rok do, aur hui bhi nahi moomkeen hai, to phir dil se to kamas kam bura samjha.
02:34 Hum to sirf dil se bura samjhne walo mein shamil hai.
02:36 [Host] Doctor sahab, Jazakallah khairan.
02:38 Bismillahir Rahmanir Rahim. Allahumma salli wa sallim ala nabiyyina Muhammad.
02:42 Rabbish rohali sadri wa yassirri li amri wa haluluhudatim min lisani yafqahu qawlihi wa ja'alihi wazeerah min ahlihi.
02:48 Ameen ya Rabbil Alameen.
02:50 Gudisha chan nashiston se hum maahe Ramadan ke baad Quran-e-Hakeem kisaad taaluk ki mazboodi is par kalam karte hui aaye.
02:57 Surat-ul-Fatiha ke muffoom ko humne kisi darjeh mein samjhne ki koshish ki.
03:01 Aakhri das suraton ki humne tawajju dilane ki koshish ki,
03:04 humne seerat ke bhi bahut se aham nikat humare samjhne aatein, din ki bahut buniyadi istilahat aur terminologies humare samjhne aatein.
03:12 Is sab ka humne tawajju kisaad ihtimam karna chahiye taake namazon mein humare tawajju badh sakayin.
03:17 Humne namaz mein khushu aur khudu par bhi kalam kiya tha.
03:20 Fir jo aapne namaz ko qaim karne ki baat di, jisse ikamat-e-salat kaha jata hai,
03:24 to namaz ko uske ahdaab kisaad adah karna, taharat ka ihtimam hona, khushu khudu ka ihtimam hona,
03:30 aur namaz mein jo arkaan-e-qayam hai, rukuh-e-sujood, aram-aram se, itminan se adah karna,
03:36 bajamaad namaz adah karna mardon ke liye laazim kiya gaya.
03:39 Ye saare pehloon hain ki jisse ek maashara savarta hai.
03:42 Allah kisaad taalluq ki mazbooti bhi hai,
03:44 aur jab khauf-e-khuda dil mein hoga to bandon ke nivayye kardar bhi dhurus hai.
03:47 Fir humne kalam kiya ilm-e-deen ke hawale se, aur balke ilm-e-naafi ke hawale se,
03:52 ki apne ilm-e-deen mein bhi daafa karein, maddi uloom, aswi uloom bhaja,
03:57 aur kisne taabe rehna chahiye hidayat ke ilm-e-iqra,
04:00 Bism-e-Rabbi ke-lladhi-khalaq, iska taskira bhi saamne aaya.
04:03 Fir hamara deen practical deen hai, aur ishrimai maamlaat ke liye rehnumai ata karta hai,
04:09 to humne ye bhi jaana ki ummat apne bhai-baino ke dard ko mehsoos karein.
04:13 Ek hadith-e-mubarak ka hawala baar-baar aata hai, hum sabko yaad bhi hai,
04:17 ki saari ummat ek jisme-e-waahid ki maanin hai,
04:19 jism ki ek hisse mein takbeev ho to saara jism usko mehsoos karta hai.
04:22 To jahaan kahin musalmaan mazloomi ki zindagi gudar rahein hai, bil khusus Kashmir ka maamla ho jaye,
04:27 Falestin ka maamla ho jaye, duniya ke aur ilaakon ka maamla,
04:30 to hum musalmaanon ko ummati hone ke naate unke dard ko mehsoos karna chahiye.
04:34 Aur jo kuch hamare bas mein karna mumkin hai,
04:36 dua ke zariye se, aur maali taawun ke zariye se,
04:40 akhlaaqi taawun ke zariye se, zulm ke khilaf awas balan karne ke itibar se,
04:45 fir muqtadir tabaqaat ko mutawajye karne ke itibar se,
04:48 ye saari pehloo jo hamare karne ke kaamon mein shamil hai.
04:51 Fir jis hadith-e-mubarak ka aapne hawala diya,
04:53 ki hadith-e-mubarak-e-muslim sharif mein,
04:55 nabi-e-akram sallallahu alaihi wa alihi wa sallam-e-inshaat fahar mahi hai,
04:59 tumme se jo munkar ko badi ko de ke apne haath se badal de,
05:02 agar haath ki taaqat nahin, zabaan se badle,
05:04 agar zabaan ki taaqat nahin, to dil mein bura jaane,
05:06 lekin ye imaan ka kamzor tareen darja hai.
05:09 Aur doosri riwayat ka darjama ye hai,
05:11 ke walaee sawaraa zalika minal imaan-e-habbatu khardalim,
05:15 iske baad to imaan raayi ke daane ke barabar bhi maujood nahin.
05:18 Agar badi ko badi na samjhe, zulm ko zulm na samjhe,
05:21 burai ko burai na samjhe, to imaan nahin hai.
05:24 To kam se kam darja dil ka hai, magar zabaan maujood hai.
05:27 - Acha isme zulm se murad humari ye hai,
05:30 na-insafiyan jab ho rahe hain,
05:32 to ab iske liye muslim aur ghair muslim ki tamiz nahin hai.
05:35 - Haan, aapne hawala diya tha pishay-e-programme mein,
05:37 hilf-ul-fudhu ka aapne hawala diya tha,
05:40 nabi-e-akarab a.s. ne agaad-e-wahi se pehle ki baat hai.
05:43 Aur ye ek muhaida tha, jisme huzoor bhi sharik hua,
05:46 sallallahu a.s. salam, aur ye muhaida is baat tha,
05:48 ke Mekka-e-mukarama mein bahar se jo log aate,
05:51 ko tijarat ke itibar se aata hai, ko deegar umoor ke itibar se,
05:54 aur kisi ko maqami qabeela ki agar himayat hasil nahi hoti,
05:58 to beechara to agar uska maal lod gaya,
06:00 ya koi aur museebat uspar aagey ko usko pooshne wala nahi tha.
06:03 Aise kuch loga jamaa hua,
06:05 jisne chaa ki in mazloomo ki daad-e-rasi ki naam kharay hote,
06:08 is muhaida mein Allah ka rasool sharik hua,
06:10 sallallahu a.s. salam, hilf-ul-fudhul isse kaha jaata hai,
06:13 aur baad mein agaad-e-wahi ke baat ka daur hai,
06:15 aapne faham hai, agar aaj bhi aise kisi muhaida ki tarah mujhe bulaya jaayega,
06:19 to main aaj bhi usme shirkat karunga.
06:21 To mazloom ki daad-e-rasi, zulm ka khatma,
06:24 adl ka nifas, ye to ummat-e-muslimah se mutalba hai.
06:27 Aur humne pishar program mein agar ye kalam kiya tha,
06:30 surah-an-faal ki ayat-an-bark, saat ki roshni mein,
06:33 ki jo quwwat musliman ko mein yasar aasake,
06:36 jo unki istitaat mein ho, wo quwwat ka husool kare,
06:39 kis maqsad ke liye?
06:40 Aapne aur Allah ke dushmanon ko mar'oob rakhne ke liye.
06:43 Islam agar jangi salahiyat ka humse taqada karta hai,
06:47 to wo zulm ke khatme,
06:49 mazloom ki daad-e-rasi, adl ke nifas,
06:51 aur Allah ke kalme ke sarbalandi ke liye,
06:54 mehast maal-e-ghaneemat kishwar kushaayi ke liye.
06:56 Maal-e-ghaneemat ke liye aur jahriyat,
06:58 jahriyat jo hai uske liye Islam bilkul ijazat nahi hai.
07:01 Jahriyat nahi kar sakte hai,
07:03 kisi ke saath zulm nahi kar sakte hai,
07:05 taqad ki buniyat par kisi ke saath na-insafi nahi kar sakte hai.
07:08 Aur jang ke usool buniyadi toh pra-rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne waza ki hai,
07:13 Islam wo wahid deen hai,
07:15 jisne har jagah usool muqarrar ki hai,
07:17 aur jang ke usool,
07:19 sabse pehle nabiye muhtaram sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ne,
07:23 jo hai wo mutayyen ki hai.
07:26 Uska taskara bhi hua tha pishli martaba,
07:28 ki agar aisa ho aur kahin jaa kar jang karna pade,
07:31 deen ke khater aur isla-e-ahwal ke khater,
07:35 toh usme bhi aapne kharwaaya tha,
07:37 bahot se cheezon ki pawandiyan nahi,
07:39 jo duniya mein kahin mumkin nahi aur hairat hoti,
07:41 kiya jange aise bhi hoti hai, jango ki aise ikhlaqiyat bhi hoti hai.
07:44 Aur toh ko katal na karna,
07:46 bachon ko katal na karna,
07:48 boonon ko katal na karna, maazuron ko katal na karna,
07:51 jo rahib aur madhab ka baadne wala,
07:54 apni ibadat gah mein mashoole ibadat ho,
07:57 usko haath na lagana,
07:59 aur ibadat gahon ko haath na lagana,
08:01 aur faslon ko na kaatna,
08:03 aur jaanwaron ko na maarna,
08:05 aur jo ghar ka darwaza ban karne, chhod dena,
08:07 jo para mange pana de dena,
08:09 jo hatyaar phek de,
08:10 hatyaar dal de chhod dena,
08:11 toh bhi bacha koun,
08:12 jo khud marne ke liye tayyaar baitha hai,
08:14 ladne ko tayyaar baitha hai,
08:15 toh phir jang faisla karein,
08:16 jo hatdharmi pe utra hua hai,
08:17 ki nahin hum toh ladenge,
08:18 aur phir jang ko bhi Islam ne tehzeeb ata ki,
08:20 Nabi Ali (S) ne tehzeeb ata firmai,
08:22 aur jang ko bhi maqasid ke saath joda hai,
08:26 jaise ke main bar bar ishaara kar chuka,
08:27 aaj bhi aur pishay program mein bhi,
08:29 zulm ka khatma ho,
08:30 masloom ki daad rasi ho,
08:32 adal ka nifaad ho,
08:34 Allah ke kalbi ki sar balandi ho,
08:36 ye maqasid hain,
08:37 jang ke itibar se,
08:38 qital ke itibar se,
08:39 jo deen ne hume ata firmai,
08:41 aur bhi chan maqasid hain,
08:42 magad ye ishaaratan chan baate kaafi hain,
08:44 ki is itibar se,
08:46 jang baraye jang nahin hai,
08:48 jangi salahiyat ka husool,
08:50 mehz baraye jangi salahiyat ke husool nahin,
08:52 balke maqasid ke saath hai.
08:54 Aur ye taarikhi gawa hai is baat par,
08:57 aur humne seerat-un-nabi ka program jab kiya,
08:59 aur jab jang-e-uhad ke baat hui thi,
09:01 aur jab ghuzbah-e-badr ki baat hui thi,
09:04 aur bahut si jange the,
09:05 toh tubook ki baat hui thi,
09:07 toh ye bhi misaalein kuch saamne aayin thi,
09:11 ke jab jangi qaidi aaye the,
09:13 huzoor sallallahu alayhi wa sallam ne unke saath husne sulook ka hukm diya tha sahab-e-karam ko.
09:18 Toh ajeeb-o-ghareeb surat-e-haal ye thi,
09:20 ke sahab-e-karam jo hain,
09:22 wo ooman khujure khaaya karte the,
09:24 aur gandum-mandum khaana,
09:25 wo zaman mein jo zara mahinga sauda tha,
09:27 jaise humare aaj baaz log jo hai,
09:29 bohot acha refine aata khaate hain,
09:30 jinke paa paise hain,
09:31 jinke paa nahin hota,
09:32 wo ye choker, wokar wala aata sasta sa khaate hain.
09:35 Toh aap sallallahu alayhi wa sallam,
09:36 huzoor-e-sallahu alayhi wa sallam ne unke saath husne sulook karo,
09:43 toh sahab-e-karam khud khujure khaalete the,
09:45 aur jangi qaidiyon ko baqaida gandum ki rootiyan,
09:47 wo achha khaana jo faraham karte,
09:48 jisse wo hairat zada raha aata tha,
09:49 ki qaidiyon ke saath aisa sulook hota hai.
09:51 Jo khawateen aati thi,
09:53 qaid hoke maal-e-ghaneemat mein aati thi,
09:55 wo jo laundi ban kar aati thi,
09:57 unke saath aisa sulook hota tha,
09:59 ke wo mutaasir huve bagar,
10:01 ye tak hota tha,
10:02 huzoor-e-sallahu alayhi wa sallam ne kaha,
10:04 tum meri taraf se azaad ho,
10:05 apne maabab ke saath jaana chaati ho,
10:06 ya chaati ho,
10:07 toh chale jao,
10:08 toh kaha,
10:09 nahin hum toh nahi jaate.
10:10 Yoon bhi hua.
10:11 Toh ye saab husne sulook kar diya.
10:12 Achha,
10:13 iss se jo ek pahlo nikalta hai,
10:14 wo husne sulook ka pahlo nikalta hai,
10:16 ke jis par hum guftagu karna jaate,
10:18 ki Allah ta'ala ne har cheez,
10:20 har sab ke saath husne sulook karne ka hukum diya.
10:22 Ji.
10:23 Allah ta'ala ne har maamle mein husne sulook ka hukum diya,
10:27 aur ek aur hadees humne kai martaba zeri guftagu lana ki koshish ki,
10:31 Allah ta'ala ne har maamle mein husne ikhtiyar karne ka hukum diya.
10:35 Husne kya hai?
10:36 Khoobi se,
10:37 umdagi ke saath,
10:39 excellence ke saath,
10:40 aur hadees mein hai ke bakri ko bhi ziba karo toh,
10:43 fa ahsinu zibha,
10:44 husne ke saath ziba karo.
10:46 Aur agar kisi ko qatal karna bhi padhe,
10:48 kabhi qatil ko bhi saza ke tauba qatal kiya jaayega,
10:51 ahsinu qitla,
10:52 behitreen andaas se qatal karo.
10:54 Ye baat pehle humari naazin ko yaad aagey hogi,
10:56 bakri ko husn ke saath ziba karna kya hai,
10:59 haath masboot,
11:00 churi ki dhaar tez,
11:02 khila pila ke ziba karo,
11:03 kisi aur tadapte jaanwar ke saamne ziba na karo,
11:07 jab ziba karlo toh thanda hone do,
11:09 uske baad uske khaal ko utaaro.
11:10 Jaanwar ke baare mein itni haseen taalim hai.
11:13 Toh insaanon ke baare mein?
11:14 Allahu Akbar.
11:15 Qatil hai,
11:16 rehm ka musahib nahi,
11:17 saza di jaayi hai,
11:19 toh agar jallaat talwar se gardan uda raha ho,
11:21 misal ke taur par,
11:23 haath masboot ho,
11:24 talwar ki dhaar tez ho,
11:25 taake is qatil ko bhi kam se kam takleef ho.
11:28 Yeh qatil ke baare mein,
11:30 aur jaanwar ke baare mein,
11:31 haseen taalimat hai,
11:33 toh deen-e-Islam ne,
11:34 insaanon ke baare mein,
11:36 aur umoom ke itibaar se,
11:38 bandon ke saath ravayon ke baare mein,
11:40 kya haseen taalimat aaki hogi,
11:42 yeh agar kisi ko samajhna hai,
11:44 toh aaj wo log jo reverted Muslims hai,
11:47 jo ghair Muslim se Islam mein daakhil ho rahe hain,
11:50 ghair Muslim hai,
11:51 Islam kabool kar rahe hain,
11:53 agar unki zindagion ka mutala karein,
11:55 ya toh milega ki hum Quran samajh kar aaye hain,
11:58 ya aapko milega,
11:59 sirat-un-nabi sallallahu alaihi wa sallam ka mutala kar ke aaye hain,
12:02 ya Quran aur sirat-un-nabi alaihi wa sallam ki taalimat par mabni,
12:06 kisi Musliman ka tarz-e-amal dekh kar aaye hain.
12:09 - Exactly.
12:10 Nazim, ek waqfa lileyin,
12:11 piraa ke baat kartein, inshaAllah.
12:13 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
12:14 Welcome back, nazim,
12:15 waqfe ke baad,
12:16 program sirat-un-nabi sallallahu alaihi wa sallam
12:18 mein aapka khair maqtab.
12:20 Abhi Shoaib sahab je firmaaye the,
12:22 ya toh Quran ko samajh kar aaye hain,
12:25 aur hum isliyin pakke nahi hotein,
12:27 ki humne Quran ko samjhe hi nahi.
12:29 Aur isliyin pe pichla program murat-e-ka tarjuma se padhenge toh samjhenge.
12:32 Ya Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki sirat padhi hain,
12:35 aur bade afsoos ke saath main ye baat keh raha hun,
12:38 bade dukhi dil ke saath,
12:40 ki hamare haan kisi taalim-e-idarein,
12:42 haddi yeh ki mazabi taalim-e-idaroin
12:44 abhi sirat baqaida nahi padhaye jaati.
12:46 As a subject.
12:48 Haan, as subject nahi padhaye jaati.
12:50 Aur yeh kaise mumkin hain,
12:52 ki jab tak sirat,
12:54 kyunki Allah taala ne toh laazim qarar diya,
12:56 laqad kaana lakum fee rasoolullahi uswatun hasana,
12:58 ki nabiye kareem ke uswatun hasana ko dikho zindagi,
13:00 toh agar usse hum subject ke taur pe na padhen,
13:02 toh Quran ko itni aasani se samjhen nahi jaasakta.
13:04 Lekin hamare haan kisi taalim-e-idarein mein,
13:06 chahe wo dunyawi taalim-e-idarein hun,
13:08 deeni taalim-e-idarein mein padhaye jaati hogi,
13:10 kuchh taalim-e-idarein mein taalim-e-idarein main subject ke taur pe nahi padhaye jaati.
13:12 Yeh program shuru karne ka buniyadi maqsad yehi hai,
13:14 ki hum isse sirat-un-nabi wo logon ke saamne laayen.
13:16 Sirat-un-nabi se mutaasir ho kar aaye hoga,
13:18 ya kuchh logon ne aise musalmaan dekhe honge,
13:20 ke jino ne sirat-un-nabi ko apne upar naafis kiya hoga,
13:22 jisse wo mutaasir ho.
13:24 Baaz mamalik mein mubaligheen toh gayi nahi.
13:26 Aur wahaan badi taadat logon ki musalmaan hoi.
13:28 Kuchh log jangi qaidi banka,
13:30 musalmaanon ke haathon aayde haazir ki baat kar rahe ho,
13:42 jangi qaidi banka aaye,
13:44 aur jab wo qaid se reha kiye gaye,
13:46 toh wo aaye toh the kisi aur mazhab ke qaidi banka,
13:48 aur jab gaye hain toh kisi aur mazhab ke qaid mein aagaye.
13:50 Apni marzi se, khud supardigi ke saath.
13:52 Aur Islam ne unko possess kar liya.
13:54 Yeh badi achi baat hai.
13:56 Yani yeh hawaan-e-idarein,
13:58 kuchh kisi baat hai,
14:00 yani yeh hawaan-e-idarein,
14:02 is itibar se bhi,
14:04 maslan koi taajir gaye hain,
14:06 Indonesia aur Malaysia,
14:08 musalmaan taajir,
14:10 tijarat karne ko gaye,
14:12 magar unke lendain aur muaamlaat ko dekh kar
14:14 logon ne Islam kabool kiya hai.
14:16 Baaz martaba,
14:18 kuchh musalmaan naujawaan hain,
14:20 studies ke liye bairun-e-mulk jaate hain,
14:22 maqsad zyada unka koi tabligh ka nahi hota,
14:24 siddhi si baat apni taalim haasil karne ke liye gaye.
14:26 Aur unke raviyah ko dekh kar,
14:28 unke kirdar ko dekh kar,
14:30 kuchh logon ne Islam kabool kiya hai.
14:32 Baaz martaba,
14:34 haaliye hum halat ko agar dekhen,
14:36 baaz martaba baaz musalmaano par,
14:38 zulm-o-sitam ke pahar tode gaye,
14:40 magar jab unne istiqamat ka muzahara kiya,
14:42 to unke uss istiqamat ko dekh kar
14:44 logon ne Islam kabool kiya hai.
14:46 To kabhi taajiron ka tarz-e-amal,
14:48 kabhi musalmaan tulaba ka tarz-e-amal,
14:50 kabhi kuchh logon ke
14:52 istiqamat ke raviyon ko dekh kar,
14:54 duniya hairaz zada reh jati hai,
14:56 aur unke,
14:58 yani humare pe deen ko kabool karne ki tarah
15:00 wo aamada ho jati hai.
15:02 Ek badi dilchase baat hai,
15:04 kabhi aisa daur bhi gudara,
15:06 baaz ilaakon me Hindustan me,
15:08 ki musalmaanon ke khaano ki
15:10 nafasat ko dekha.
15:12 - Exactly, yeh mein kahne wala tha.
15:14 Yeh wo taalim, peth ke raste bhi
15:16 Islam utra hai bhai.
15:18 - Doctor, love is the balki,
15:20 nafasat, kyunki hum, maaf kijega,
15:22 zara chadkharon ke aadi hai,
15:24 toh un chadkharon aur khaano
15:26 ke khushboon ki baat kam,
15:28 unki jo nafasat hai,
15:30 aur us nafasat...
15:32 - Aur jo adaab hain khane ke.
15:34 - Aur khilane ke.
15:36 - Khane ke adaab, mehman nawazi toh musalmaanon ke,
15:38 walke Islam me bohot aaham hai.
15:40 - Khaane ke adaab, khilane ke adaab,
15:42 adaab nafasat ka maamla,
15:44 aur kuch wo cheeze shariat ne haram
15:46 karar di hai, aur unse musalmaan
15:48 jab bachta hai, toh ghar
15:50 tarz-e-amal par ghar-o-fiqar karke
15:52 pohchta zaroor hai, ke jin paaton
15:54 ko inke deen ne haram karar di hai,
15:56 usme hamari liye nukhsaan hai.
15:58 Ya toh rooh ka nukhsaan hota hai,
16:00 ya jism ka nukhsaan hota hai.
16:02 Yeh do bohot buniyadi baate hai.
16:04 - Zahir hai, aadmi sabab toh talaash karta hai, na kyun?
16:06 - Azram, insaan ko buniyadi taur par,
16:08 hamari poori kainat jo hai,
16:10 wo five W's plus one H.
16:12 Yani, paanch
16:14 buniyadi, achhe buniyadi
16:16 sawalat par poori kainat ka nizam chal raha hai.
16:18 Aadmi kisi cheez ko dekhta hai,
16:20 toh foran paanch, cheez, sawalat uske zayn mein hota hai.
16:22 S, kyun hai, kya hai, kab hai,
16:24 kaise hai, kaun hai.
16:26 Wo ustarab palatta hai.
16:28 Toh jab bhi zahir hai, koi dekhta hoga,
16:30 ki yaari yeh falan cheez nahi khaate hai, kyun?
16:32 Toh kyun ka jawab toh phir talaash karna padta hai.
16:34 Aur yahi se phir tehqeek ka
16:36 aur research ka aagaz hota hai.
16:38 - Toh yeh bohot saare umoor ko ghar ham dekhen,
16:40 toh kayi martaba musalmanon ke
16:42 tarz-e-amal ko dekh kar bhi,
16:44 log Islam ki taraf maail huve hain.
16:46 Haan.
16:48 Jahan yeh hum baat keh rahe hain,
16:50 waha ek aur baat bhi hum kehenge.
16:52 Allah ka deen infaradi satah par logon ko
16:54 ijazat dete hai, jo chaho so karo.
16:56 Imma shakirun wa imma kafura.
16:58 Quran-e-Karim farmata hai, chaho shukr gudar bano,
17:00 chaho na shukre bano. Tumara choice hai.
17:02 Lekin ishtimai sathah par Allah ta'ala chahta hai,
17:04 ki uske haakmiyat ka nifaz ho.
17:06 Teen martaba Quran-e-Paqh mein farmaaya gaya,
17:08 inil hukmu illa lillah.
17:10 Hukum ka ikhtiar to Allah ta'ala ke liye.
17:12 Lahu mulku samawati wal ard.
17:14 Aasman wa zameen ki baadishahat
17:16 to Allah ta'ala ke liye hai.
17:18 To wo jo hum qital ke maqasih samajhte hain,
17:20 na usmihi nukta bhi zain mein rahe.
17:22 Qital ka maqsah jabar karke logon ko
17:24 musalman karna qata'an nai.
17:26 Aur isse mana bhi kiya hai.
17:28 Islam mein Quran ne mana kiya hai.
17:30 La ikraaha fid deen. Deen mein koi jabar nai.
17:32 Deen kabul karane mein jabar nai,
17:34 wo infaradi choice hai bande ka.
17:36 Haan. Ishtimai sathah se zulm ka khatma,
17:38 aur mazloom ki daadarasi,
17:40 adal ka nifas, aur Allah ke kalme ki sar balandi,
17:42 ye nukta bhi zain mein rahe.
17:44 Albatta baad pishli kya chal rahi thi?
17:46 Musalmanon ka tarz-e-amal guftagu mein,
17:48 khaane peene ke mu'amlaat mein,
17:50 rehne sehne ke mu'amlaat mein,
17:52 nikah ke hawalay se.
17:54 Allahu Akbar.
17:56 Isi tariqah par musalman taajaron ka tarz-e-amal,
17:58 musalman talaba ka tarz-e-amal,
18:00 isi tariqah par musalman qaidiyon ka kabhi tarz-e-amal,
18:02 jab unpe zulm se sitam bhi hua,
18:04 aur unke sikamat,
18:06 aur kabhi musalmanon ke haan qaidi ban kar koi aajaye,
18:08 to musalmanon ka unke saath tarz-e-amal.
18:10 Ye bohos saare goshe aise hain,
18:12 jo logon ke liye gaur fikar ka zariyah,
18:14 aur isse aagey badh kar pe deen-e-Islam mein daakhle ka zariyah bantey.
18:18 Albatta, hum apne aap se sawal karein,
18:20 main apne aap se sawal karoon,
18:22 aaj jo mera tarz-e-amal hai,
18:24 wo logon ko Islam ki taraf raagib karne ka ba'iz ban raha hai,
18:28 ya ma'udallah bezaar karne ka,
18:30 ya door karne ka zariyah ban raha hai,
18:32 ye ek ummati ke haseet mein mujhe aur aapko sochna chahiye.
18:35 Nazir-e-Muttakab, Islam mein jis kusyum ka insaan chahata hai,
18:39 ek model musalman chahata hai,
18:41 wo taqeeb, pareezgaar, taqwa,
18:43 taqwa ek tahzeeb ka naam hai,
18:45 jo Allah-ta'ala ki taraf se waza ki gayi hai,
18:48 ki is tahzeeb ke taiz zindagi jo hai, wo guzaar nahi hai.
18:51 Wo tahzeeb hum mein,
18:53 shayad pehle mujh mein hum mein nazar nahi aati.
18:56 Yani musalmanon ko dekh kar hi jo hai,
18:58 wo aadmi sochta hai,
19:00 ki yeh kaun log hai,
19:02 yeh zameen pe jo pehda kiye gayi hai,
19:04 kaise log hai yeh?
19:06 Aur phir wo usme sari cheeze jo asar andaaz hote hai,
19:08 wo meri shaksiyat dekh ke toh nahi hote hai.
19:10 Humme se toh shayad ikka dukka Allah kisi ko taufeeq do,
19:12 jisse dekh kar log sochta hai,
19:14 ki yaar acha yeh musalman hai,
19:16 toh Islam kya hoga zara dekhen toh.
19:18 Toh shaksi taqazi jo hai,
19:20 un ke liye Allah-ta'ala ne muallim-e-akhlaaq humme ata kiya hai.
19:24 Allah ke Rasool-e-Alaihi-Salaam akbar bare mein firmaate hai,
19:27 bu'istu li utammima makarimal-akhlaaq.
19:30 Mujhe alatareen akhlaaq ki takmeel ke liye bheja gaya.
19:34 Aur Allah-ta'ala nabi-e-Alihi-Salaatu-Salaam ke bare mein irshaad firmaate hai,
19:37 wa innaka la'ala khuluqin azeem.
19:40 Ey nabi-e-Alihi-Salaam,
19:41 aap akhlaaq ke balantareen martabeh par fa'iz hain.
19:43 Allah huzoor ke bare mein gawahi de rahe hai,
19:45 aur Allah-ta'ala firmaare,
19:47 (Arabic)
19:53 Aur aap firmaare,
19:54 main baitareen akhlaaq ki takmeel ke liye bheja gaya hu.
19:56 Toh ummat-i yeh soche,
19:58 ke main jinka naam leta hu,
20:00 nabi-e-Alihi-Salaatu-Salaam,
20:02 wo to akhlaaq ke balantareen martabeh par,
20:05 aur wo alatareen akhlaaq ki takmeel firmaa gaye,
20:08 ab main kaha khada hun.
20:10 Hadith mein aata hai,
20:11 ke Allah ke Rasool-e-Firmaa-Alihi-Salaam,
20:13 bihaqi sharif mein hivayat hai,
20:15 ki Allah mein firmaa hai,
20:16 ki tumme se qiyamat ke din,
20:18 musse sabse zyada qareeb,
20:20 aur mujhe sabse zyada pasand,
20:22 wo shakhs hoga,
20:23 jiske akhlaaq bhaitareen hun.
20:25 Aur tumme se qiyamat ke din,
20:27 musse sabse zyada door,
20:29 aur mujhe sabse zyada na pasand,
20:31 wo shakhs hoga,
20:32 jiske akhlaaq buray hun.
20:34 Zara is hadith ko hum dil ke kaanon se sunay,
20:37 aur apne andar ek jaiza peyda,
20:40 yeh lene ki koshish karayin.
20:42 Jaiza kya lene?
20:43 Hum kya huzoor ka qurb chahteyin?
20:45 Bilkul.
20:46 Hum chahteyin ki huzoor ki good books mein hun,
20:48 hum unke pasandida hun,
20:49 to huzoor ne firmaa hai,
20:50 achche akhlaaq re karao.
20:52 Aur huzoor se door kaun hoga?
20:54 Alihi-Salaam.
20:55 Aur na pasand kise karenge aap?
20:57 Jiske akhlaaq buray hunge.
20:59 To kya aaj main Shuja-ud-Di-Sheikh,
21:02 ummati nabi-e-mukaram Alihi-Salaatu-Salaam ka,
21:05 mere akhlaaq aur kirdar gawahi dete hain,
21:08 ke main unka ummati hun,
21:10 yeh main apna jaiza loon,
21:11 hummein sahsha sapna jaiza lene ki koshish karein.
21:13 Kal humne aaj ya kal hummein marna hai,
21:15 aur phir Allah ke saamne pesh hona hai,
21:17 phir huzoor Alihi-Salaatu-Salaam se mulaqat honi,
21:20 kahan khare hunge?
21:22 Aur nazir yeh bilkul aisi baat hai,
21:23 jaise main aapke saamne baith ke program kar raha hun,
21:25 Shuja sahab aapke saamne baith ke,
21:27 hum log Islam ki baatein karte hain,
21:29 aur jitna bhi Allah ta'ala rahma-taufiq karte hain,
21:32 to jo baatein hum karte hain,
21:34 uska ek impact hota hai.
21:36 Log humse phir kuch tawquaat wabasta karte hain.
21:40 Humare istimai aur infiraadi muamlaat kya hain,
21:44 hum logon se milenge,
21:46 to hu humein mujhe Mahmood Ghaznavi
21:48 aur Shujauddin Sheikh ke hawaale se nahi dekhenge,
21:50 hu dekhenge yeh Islam ki baatein karnewala aadmi hai,
21:54 yeh kya karta hai?
21:55 Kaise milta hai, kaise baat karta hai,
21:57 ghusse mein iska behaviour kya hota hai,
21:59 khushi mein kya karta hai,
22:00 jo kuch moha kayta hai,
22:01 yeh khud karta hai, ya nahi karta.
22:03 To humare sab jo mail-jol hota hai,
22:05 yeh asal logon se miltein,
22:06 to phir hum khulke saamne aatein,
22:07 disclose hotein,
22:08 ki hum kya hain.
22:09 Aur phir agar main guftagu karnewala aisa hun,
22:12 aur mujhe koi mile aur kaha hai,
22:14 ke yaar wo sirf television ke screen tak aise hain,
22:17 uske baat to Allah maaf kare,
22:19 wo patna nahi kaise hain.
22:21 To log mujhe nahi bezaar honge,
22:23 mere hawaale se deen ko nukhsaan pohnchega.
22:27 Aur yeh humare haan bahot ho raha hai.
22:29 - Aur phir bhi,
22:31 asal nukhsaan hum apna kar rahe honge.
22:33 To hota hun,
22:34 zati nukhsaan to,
22:35 kyunki hume uska misqaal ke zarre ke warabar bhi sila to milna hai na,
22:40 to phir hume hi pakda jaayega.
22:41 Tumhari wajah se yeh hua.
22:43 - To hum yeh dekhen ke hum logon ke liye
22:45 deen ki taraf aane ka zariyah ban rahe hain,
22:47 ya deen se bezaar karne ka,
22:48 door karne ka zariyah ban rahe hain.
22:49 Aur haan ban rahe hain.
22:51 Har shahs,
22:52 badi ajeeb baat,
22:53 har shahs apni zaat mein ek muballigh hai,
22:57 jo kuch keh nahi raha,
22:59 uska tarz-e-amal bohot kuch keh raha hota hai.
23:01 - Asad Ali ka qaul hai na?
23:03 - Ji, jo keh nahi raha na,
23:05 uska bhi amal bohot kuch keh raha hota hai.
23:08 Chaar dost baithe hun,
23:09 adhan ki hawaaz a jaaye,
23:11 aur ek uth ke chala jaaye.
23:13 Usse kuch nahi kaha.
23:15 Magar wo message dekar gaya,
23:16 ab yeh humara baithna aham nahi,
23:18 Allah ke hukum par jhuk jaana aham hai.
23:21 Ji,
23:22 do teen bete hun kisi ke,
23:24 aur mabaap,
23:26 budhape mein aache ke hun,
23:29 ek aage badh kar unke saath
23:31 baithar ravaiyya ikhtyaar kar raha hai.
23:33 Kuch nahi kah raha hai baaki do bhaiyon ko.
23:35 Aur baaki do apne kaamon ke naar
23:37 aur umoor pe mast hai,
23:39 toh yeh dono apni tabligh kar raha hai.
23:41 Yeh pehla wala tabligh kar raha hai,
23:43 ke mabaap aham hai,
23:46 doosre wale tabligh kar raha hai,
23:47 ke koi ahsiyat nahi inki bhai,
23:49 meri job,
23:50 mera ghar,
23:51 mere bachche,
23:52 mera maashara,
23:53 meri gadi,
23:54 mera smart phone,
23:55 mere gadgets,
23:57 meri waslufiyat,
23:58 mera ghoomna phirna zyada aham hai.
24:00 Harshah samme se muballigh hai,
24:02 chah chubh baitha raha hai.
24:03 Aur kya tabligh kar raha hai,
24:04 yeh positive,
24:05 yaani manfi tabligh ho raha hai,
24:07 ya masbat tabligh ho raha hai,
24:08 wakfa lene phir aake baat karte hain.
24:10 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu,
24:12 welcome back nazeen waqfe ke baad,
24:13 program seeratun nabi sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam mein,
24:16 aapka khair magdam hai.
24:18 Hum aaj maashara mein dekhte hain,
24:20 khud muslim maashara,
24:21 hum apne pakistani maashara ko muslim maashara,
24:23 so called muslim maashara humne banaya hua hai.
24:26 Hum sao feezat muslim maashara toh,
24:27 sao feezat ka fifty percent bhi muslim maashara,
24:29 lekin barah,
24:30 alhamdulillah jaise bhi hai,
24:31 musalman toh hai.
24:33 Humare rawayya aapas mein kaise hai,
24:35 yeh bhi hum dekhta hai,
24:36 hum bazaaron mein jaate hain,
24:37 dukaandar humare saath kya salook karte hain.
24:39 Hum kisi idara mein jaate hain,
24:40 sarkari afsaraan humare saath kya salook karte hain.
24:43 Toh,
24:44 waisi kisi ne ek post bhi lagayi thi,
24:46 wo ke achi baat toh nahi hai,
24:48 kehna,
24:49 lekin misal ke taurba,
24:50 kisi ne post lagayi thi,
24:51 keh school ke nisaab mein,
24:53 wo phiraon ke baarein jo kuch padhaate hain,
24:55 padhane se samajh mein nahi aata,
24:57 kisi sarkari daftar mein le jaakar,
24:59 zinda phiraon ko kursi pe baitha hua dikha dijiye bachon ko.
25:02 Astaghfirullah.
25:03 Yani yeh humare rawayya hai.
25:05 Hum jab tak kisi sarkari aftar hota hain,
25:08 ba ikhtiar hota hain,
25:10 ikhtidar humare paas hota,
25:11 ikhtiar humare paas hota,
25:12 humare rawayya kuch aur hota hai.
25:14 Retirement ke baad jo hum muballig-e-islam hota hain,
25:17 humare aatme tazbih aajaati.
25:19 Allah hu.
25:20 Kya retirement se pehle mauth nahi aajaani?
25:22 Retirement se dar nahi lagta.
25:24 Ajeeb baat hai.
25:25 Acha jab retire ho jaate hain,
25:26 uske baad phir hum wo dars de rahe hota hain,
25:28 jo hume waha karna chahiye tha.
25:30 Jo hume karke dikhana chahiye tha.
25:32 Allah ta'ala hume qaul-e-feel ke tazaaz se bachaye.
25:34 Ab yeh jo baat hai na,
25:36 phiraon waise samajh nahi aaraha.
25:38 Practical phiraon dikha ho.
25:40 Hum kisi ko phiraon na kahe,
25:42 magar Allah ta'ala...
25:43 Phiraoniyat hume karwaye ka naam hai.
25:45 Ek attitude hai.
25:46 Character rakha hai ek saamne.
25:47 Character hai ek.
25:48 To phiraoniyat ke character ke jo satoon hain,
25:51 ya uske jo ajzaan hain,
25:53 unko dekhne ki zarurat hai.
25:55 Takabbur ka maamla.
25:57 Exactly.
25:58 Ikhtiyar ke nashay me doop kar,
25:59 kisi ko khater me na lane ka maamla.
26:02 Haq saamne aar raha hai,
26:04 radh karne ka maamla.
26:06 Apne laahu lashkar par takhiya hai,
26:09 aur Rabbe kaainat ko faramoosh kar dene waari baat hai.
26:12 Taqat ke ghamand me aakar,
26:14 jo chaho so kar daalo,
26:16 kisi ko khater me na lao.
26:18 Ye phiraoniyat ke mukhtalif pillars hai.
26:20 Symptoms.
26:21 Symptoms hai,
26:22 ye signage signs hai,
26:23 alamaat hai.
26:24 Zara is par parak kar dekh liya jaye.
26:27 Aur kyu Allah ta'ala...
26:28 Aap andaaza karein,
26:29 Moosa re salam ka tazkira,
26:31 saare paanso se zyada ayaat me khulani paak me aaya.
26:35 Aur baar baar phiraon ka tazkira,
26:37 phiraon ka hawala,
26:38 phiraon ke laahu lashkar ka tazkira,
26:41 phiraon ne jo jaante booshte haq ko radh kiya,
26:44 jaadugar imaan le aaye,
26:45 to unke mukaable me wo seena taankar khada hogaya,
26:47 ki qatal kar doonga,
26:49 dadeen se waaz sunne ko tayyaar nahi tha,
26:51 tashaddud par utar aaya.
26:52 Ye to aaj bhi hai na?
26:53 Ye aaj bhi hai.
26:54 Ye hi ho raha hai na?
26:55 Haan?
26:56 To phiraoniyat ek character hai,
26:57 ek kirdaar hai,
26:58 dekh lene ki zaroorat hai.
27:00 Humare ussaar ek misaal diya karte the,
27:02 purani misaal de Delhi me,
27:03 ke juto ki ek dukaan the,
27:05 ek bahot bada juta waha pe latka rahta tha,
27:07 aur likha for whom it may fits,
27:10 uske liye jiske pyaar me aaja,
27:13 woh leke chala jaaye, free.
27:14 To kehne ka matlab hai,
27:15 Allah taala ek kirdaar saamne rakhta hai,
27:17 dekh lo tum par fit to nahi aara,
27:19 kabhi Abu Jahal ka kirdaar aayega,
27:21 Abu Lahab ka kirdaar aayega,
27:23 Namrud ka kirdaar aayega,
27:25 Shaddaad ka kirdaar aayega,
27:27 phiraon ka kirdaar aayega,
27:29 bhai dekh lo tum par ek kirdaar fit to nahi aara,
27:31 fit aara hai to daro Allah ke pakad se,
27:33 aur fit nahi aara to Allah ka shukra da karun,
27:35 ki Allah taala ne tumhe bacha ka rakha hai.
27:37 Quran ka tarjuma padhne ka ek fayda yeh bhi hai,
27:40 Quran ka tarjuma padhte hoon jaayiye,
27:42 aur jab Imam padh raha ho,
27:45 jehri namazon mein Quran ki tilawat kar raha ho,
27:48 aur aapne tarjuma padha ho,
27:49 aur samajh mein aara ho,
27:50 yab aise hi baithe khud tarjuma padh rahe ho,
27:52 to mahisus tha yaar,
27:54 yeh to mere, mujh mein bhi,
27:56 yeh to direct mujh se, mere baare mein,
27:58 yeh bhi direct mere baare,
28:00 kitni cheezein aise hi hoti hain,
28:02 jo aadmi padhta jaata,
28:03 katayin yeh to mere baare mein kaidhi hai Allah.
28:05 Quran-e-Karim mein hai na,
28:06 ek ayat ka hawala kahin martaba diya jaa chuka,
28:08 Surat-ul-Anbiya ki ayat number 10 mein,
28:10 laqad amzalna ilaykum kitaban fihi dhikrukum,
28:14 afala ta'qilun.
28:16 yaqeenan humne tumhari taraf ek kitab nazil ki,
28:18 jisme tumhara dhikr maujood hai,
28:20 afala ta'qilun, kya tum samajhte nahi ho,
28:23 hadees-e-mubarak mein isi baat ki tashreeh hai,
28:25 jaam-e-tirmidzi ki riwayat hai,
28:27 fii naba'u maa qabla'kum wa khabaru maa ba'adakum.
28:31 Is Quran mein tumhse pishliy logon ki haalat ka dhikr hai,
28:33 aur tumhari baat ki logon ki khabrein hai.
28:36 Jab Huzoor firma rahe hai ki tumhari baat ki logon ki khabrein,
28:38 to baat wale to aaj hum hi hai na,
28:40 kal wale bhi honge, uske baat wale bhi honge,
28:42 uske baat wale bhi honge,
28:43 inki khabrein mein Quran-e-Karim mein.
28:45 Aur sachhi baat mein jo abhi aapne dhikr firma hi,
28:47 ki jab main Quran-e-Paq ko thoda talab ki saab,
28:50 talab bhi ho, aur tadab bhi ho, aur tawajjo bhi ho,
28:54 aur samajh kar padhunga, to mujhe click to hoga.
28:57 Ho sakta hai, ek banda ek ayat ka tarjama padhe,
29:00 sabko yaad hai waise,
29:02 imma yablughanna 'indakal ki bar a'haduhuma
29:05 auqilahuma falaa taqullahuma uffiyun
29:08 wala tanharhuma waqullahuma qawlan kareema
29:11 wa khfid lahuma janahat dhulli minar rahma
29:14 aage sabko yaad hai,
29:15 waqurrabbir hamuhuma kamarab biyaabin saya'in sagheera
29:18 koi hi hil toh jaayega,
29:20 agar tumhare maabap mein se eke dunu badhape ko pohaj jaye,
29:23 tohne uff bhi naa kayna.
29:25 Aaj kaun ulad hai aise hi jo nahi kayti?
29:27 Haan, aur naa unko jhidakna,
29:29 aur unse narmi se baat karna,
29:31 aur apne kaandon ko shafqat aur rahmat ke jazbe ki saath
29:34 unke saamne jhukaye rakna,
29:36 aur ye sab kuch karne ke baad bhi,
29:37 tum haq ada nahi kar sakunge, duaa karna,
29:39 rabbir hamuhuma kamarab biyaabin sagheera
29:43 Ae mir rahim min in dunu maabap par raham firma uss tarah,
29:46 toh shafqat ke saath unhone meri parwarish ki thi.
29:49 Aabne do minute ke liye rukay ka toh sahi,
29:51 kahin maine do hafte pehle,
29:53 ek hafte pehle maa ke saath garbar toh nahi ki thi?
29:55 Ya agar intiqaal kar gaye maabap,
29:57 toh yaad aaya hai ka maine maabap ke liye toh duaa nahi ki itne din ho se.
30:00 Main aapko dil se arz karun,
30:02 2007 ke baat ek private university mein padhata tha Islamic Studies,
30:05 ye Islamic Studies hi humare paath tha,
30:07 toh ye mazoo aagaya.
30:09 Chaar student ne bakhuda haath khada karke kaha,
30:12 sir barson ke baad, bakhuda,
30:15 barson ke baad ye aadhihaani hui ki maabap ke liye duaa bhi karni chahiye.
30:19 2007 aur aaj hum 2024 mein baithe bhi baat kar rahein,
30:23 dok saab, aap andaza karein.
30:25 Acha ye duaain hummese koi bhi nahi karta.
30:28 Ittafaqan kabhi maulvi sahab karte hote,
30:31 waha aap baghar sochhe samjha aameen kahte,
30:33 humme pata nahi hota kya.
30:35 Ala ki ye duaa har namaz ke baad apne maabap ke liye karni chahiye,
30:37 aur waise bhi karte rehna chahiye,
30:39 ki Allah humare maabap pe raham firma de.
30:41 Humpe bhi raham firma,
30:42 humare maabap pe raham firma.
30:44 Ye maabap ki khidmat hai ye bhi ek,
30:47 ye firma bardaari hai.
30:49 Unke haq ko ada karne ka ek tariqa ye bhi hai.
30:52 Acha, do teen misaal aur liye lein,
30:54 baat chaliye toh hum.
30:55 Hum padhte hain suratul ma'oon mein,
30:57 fawaylul lil musalleen,
30:59 allazeena hum aana salatihim sahoon,
31:02 halakat at tabahi un namaziyon ke liye
31:05 jo apni namazon ki jaanib se ghaflat mein hain.
31:08 Ab aapne agar Allah ke kalam ko,
31:11 maine kaha tha na talab ke saath,
31:12 tadab ke saath,
31:13 tawajjo ke saath,
31:14 samjhte hube padhega,
31:16 toh hilega toh sahi,
31:17 ki Ramadan mein toh ada karna tha,
31:19 Ramadan ke baat toh namaz ada nahi karna,
31:21 Jummi ki ada karta hu,
31:22 baaki namaz ada nahi karta,
31:24 chaar ada kar deta hu,
31:25 Isha tak toh fajar mein so jata hu main,
31:28 aur namaz mein jaldi liye ada karna hota hu,
31:30 is shaks ke liye toh tabahi hai,
31:31 barbadi hai,
31:32 jo apni namazon ki jaanib se ghaflat baratte hain.
31:35 Tabhi Qurani Karim mein zikar aayega,
31:37 huwa aashiruhunna bil ma'aroof,
31:39 surah Nisa mein aayet number unnis,
31:41 apni beeviyon ke saath dhala sulook karo,
31:43 ab yeh Allah ka hukum hai,
31:45 toh agar is shohar,
31:47 ghaurah fikar ke saath padhe,
31:49 toh se yaad aayega yeh Allah ka hukum hai,
31:51 beeviyon ke maamne mein,
31:52 pir ahadees bhi hain,
31:53 ki tumari beeviyon ke baarein mein,
31:55 sawal bhi kiya jaayega,
31:56 beevi padhe agar,
31:57 surah Nisa ke aayet number 34 mein,
31:59 fassaulihatu qaunitatun haafizatun lilghaybi,
32:03 bima hafizallah,
32:05 jo naik beeviyon hain,
32:07 wo apne shohro ki firmabardari karne waliyan hoti hain,
32:09 aur Allah ki ata karda hifadat ke toh fail,
32:12 unki ghayab mein,
32:13 unki ghair maujoodgi mein hifadat karti,
32:15 murat bistar ki, ghar ki,
32:17 aulad ki hifadat,
32:18 jo beevi ko bhi malum hoga,
32:20 yeh kaam jo main kar rahi hun,
32:21 ya yeh mujhe kaam karne,
32:22 yeh Allah ta'ala zikar kar rahi hai,
32:24 neik beeviyon kaisi hua karti,
32:26 kabhi Quran-e-paqa mein firmaayega,
32:28 firmaata hai,
32:29 surah-e-tahreem ke ayat number 6 mein,
32:31 qu anfusakum wa ahlikum na'ara,
32:33 apne imaan walo,
32:34 apne aap ko, apne gharwalo ko,
32:35 jahannam ki aag se bachao,
32:36 toh mausam ki shiddat toh aag hai,
32:38 gharmi ka season chal raha hai,
32:39 hum is duniya ki maamuli si gharmi ki shiddat se bachne,
32:42 aur apne gharwalo ko bachane ke liye,
32:44 kitne jatan karte hain,
32:45 hum sabko pata hai,
32:46 qabar ki gharmi,
32:47 aur jahannam ki aag ki gharmi se bachne,
32:49 aur bachane ki baare mein,
32:50 kitne fikarman hain,
32:51 khuda ki khasam agar yeh talab aur talab ke saath,
32:56 tawajjo ke saath,
32:57 samajh samajh kar Quran ko padhenge,
32:59 toh yeh Quran humare liye yaadihani ka zariya banega,
33:01 aur humare saamne karne ke kaam,
33:03 aur humare tasveerin humare saamne aajaeyen.
33:05 ek hadith anwar ka mafoom meri samajh aa raha hai,
33:08 aur mene padhai bhi hai,
33:10 shah jahan sahab uski tazdeev koi karenge,
33:12 yeh aap sallal salam ka ishaad-e-gharami,
33:14 ka mafoom kuch hi hu hai,
33:15 ki aapne firmaaya ki,
33:17 jis aurat se uska shohar razi ho,
33:23 hashir ke din usse is baat ki ijazat hoki,
33:28 jis darwaze se chahe jannat me chali jaye,
33:31 aise hi hai na.
33:32 ek aurat ki jannat uske shohar ke saath rakh di.
33:35 ji main yeh hi kahna chahana ho,
33:37 yeh khawatin ko achcha nahi lagega,
33:38 yeh sun kar kehenge,
33:39 yeh apne tarifin kar rahe hain,
33:40 mardon uske baare mein hi kaha hai,
33:42 ki agar auraton ke baare mein,
33:43 tumhare maamlaat durst nahi hai,
33:44 toh pakad ho jayegi tumhare.
33:45 ji, ab baaral hum toh Allah ke peghamber a.s. ki ahadith ko pesh kar rahe hain.
33:50 humari baat ek taraf,
33:51 Allah aur iske rasool ki baat sabse badkar hai,
33:53 sallallahu sallam,
33:55 ki Allah ke rasool ka ferman,
33:56 jis bibi se uska shohar razi,
33:58 murad wo bibi apne shohar ki firma bardaar aur tabidaar hai,
34:01 Allah is aurat ko ikhtiyar dega,
34:03 jannat ke jis darwaze se chahe daakhil ho jaye.
34:06 aaj ek wo maamla hai,
34:07 ke dajjali tahzeeb ke asraat,
34:09 aaj ek wo maamla ke ghar ke tootne ki tahzeeb bdti chali ja rahi,
34:13 aaj ek wo maamla ke khula aur talaqon ki taadaat bdti chali ja rahi,
34:17 aaj ek ye tasawwar ke nikah ka inkaar,
34:19 ma'adha Allah kuch logon ne shuru kar diya,
34:21 aur be nikahi zindagi basar karne ko hi apna ma'mool kuch logon ne bana li,
34:25 kahan ye baatein,
34:26 aur kahan peghamber ki taalim a.s. ghar banein,
34:29 shohar bibi ka taalok masboot ho,
34:31 shohar bhi apne aap ko tawajjo de apne bibi ki taraf,
34:34 aur bibi ki tawajjo bhi shohar ki taraf rahi,
34:36 din ka taqaada hai,
34:38 aur is aurat ko jo apne shohar ki firma bardaar hai,
34:40 usse Allah ke rasool a.s. basharat deren,
34:43 ki usko ikhtiyar hoga jinnat ke jis zarwaazin se chahein daakhil ho jaye,
34:46 nukhta kya hai,
34:48 jitna ye ghar mazboot hoga,
34:50 utne ma'shara mustahakam hoga,
34:52 ma'shara mustahakam hoga,
34:53 shohar bibi ka taalok jis kadar mustahakam hoga,
34:55 aulaat pe tawajjo, parbarish aur tarbiyat bhi utni achhi hogi,
34:59 aur aage ma'shara ki sawarne mein ye bahut bada kardar hoga,
35:02 ghar basic unit hai,
35:04 mazboot gharana, mazboot ma'shara ki zarwat.
35:07 ab nazan ekram yeh ek aisa mauzoo chad gaya hai,
35:10 ma'sharati hawalat se seerat ul nabi ke roshni mein,
35:12 ki jis par baat humne pehle bhi bahut ki hai,
35:15 lekin ek bilkul separate se mauzoo hai,
35:18 jis par baat, bilkul munfaris sa mauzoo ho gaya hai,
35:20 jis par baat ki ja sakti,
35:21 lekin chuke aaj ke program ka waqt khatm ho raha,
35:23 toh main shuja sahab se chahunga,
35:25 ke waaj ki ahadith hadiya kardein,
35:26 inshaAllah agla program phir yahi se shuru karein.
35:29 nabi akram sallallahu alaihi wa alihi wa sallam nishat farmaya,
35:32 tum mis se har ek ra'i hai,
35:34 tum mis se har ek ra'i, yaani nighihiban hai,
35:37 aur uski ra'iyat ke baare mein qiyamat ke din sawaal hoga,
35:40 baap hai toh ulat ke baare mein,
35:42 shuhur hai toh bhiwi ke baare mein,
35:44 aqa hai toh ghulam ke baare mein,
35:46 aur hukumara hai toh ra'aya ke baare mein sawaal hoga,
35:48 yeh bukhari sharif ki ahadith.
35:50 wala aazim utarim isi ahadith mubarakah ke saath,
35:53 humare aaj ke program ka waqt khatm ho raha hai,
35:56 janaab chuja uddin shaykh aur apni mezban
35:58 Dr. Mehmood Ghaznavi.

Recommended