Seerat Un Nabi (S.A.W.W)
Host: Dr. Mehmood Ghaznavi
Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh
#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv
The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Host: Dr. Mehmood Ghaznavi
Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh
#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv
The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:05In the name of Allah, the most Beneficent, the most Merciful.
00:10All praise is due to Allah, Lord of the worlds.
00:13And peace and blessings be upon the Seal of the Prophets.
00:16Respected viewers, assalamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:20Your host, Dr. Mehmood Ghaznavi, and our favorite scholar,
00:27Janab Shujauddin Shaikh, are here to serve you.
00:30In the previous program, we were talking about Seerat-ul-Nabi,
00:34and about Tawbah and Astaghfar.
00:37Astaghfar is one of the treasures of Allah's Throne.
00:41And we consider it a very ordinary thing to do Astaghfar.
00:45And Tawbah is a regular worship.
00:48Astaghfar is also a worship, but Tawbah is a regular worship.
00:51And Allah likes those who do Tawbah.
00:55In the previous program, we talked about this.
00:58And we will take a recap from Mr. Shujauddin Shaikh.
01:01The weather is very severe in the whole country.
01:04And because of that, it is obvious that viruses come,
01:07diseases come and spread.
01:09And our behavior is also very bad in these matters.
01:12I am very sorry.
01:14When we get sick, we start complaining.
01:17I got sick, this happened.
01:19I was just talking to Mr. Shujauddin Shaikh about this.
01:22When we get sick, Allah does not cause pain to anyone without a reason.
01:28He only knows the wisdom behind it.
01:31Similarly, I have read somewhere,
01:33that do not call fever a bad thing.
01:36Fever is the reason for forgiveness of sins.
01:39Similarly, the diseases that come,
01:41are the reason for our forgiveness.
01:43And Allah is testing us,
01:45whether this person is patient or not.
01:47If we are patient, then maybe Allah will forgive
01:50even the smallest of sins.
01:52So we should never make a fuss about diseases.
01:55In fact, we should be thankful to Allah.
01:57Allah also turns to the sick.
01:59So this is one of the blessings.
02:01Some people do not get sick all their life.
02:04And they are happy that we are not sick.
02:07This means that Allah is not turning to them.
02:10So I talked about this,
02:12that with regard to the weather,
02:14which is viral these days,
02:16every 2nd or 3rd person is very sick.
02:18So we should keep this in mind
02:20and turn to our Lord.
02:22Then Allah will do good.
02:24For the recap of the previous program,
02:26we turn to Shuja Sahab. Assalamu Alaikum.
02:28How are you?
02:29How are you?
02:30How are you?
02:31Alhamdulillah Rabbil Alameen.
02:33You are sweating even in the studio.
02:35You have already explained that
02:37the weather is very harsh.
02:39The weather is very harsh outside.
02:41Bismillahir Rahmanir Rahim.
02:43Allahumma salli ala Muhammadin wa ala
02:45aali Muhammadin wa barik wa sallim.
02:47bi amri wahlul uqdatan min lisani
02:49yafqahu qawli wa ja'ali wazeeran min ahli.
02:51Ameen. Ya Rabbil Alameen.
02:53Doctor sahab, as you said in the intro,
02:55we were talking about repentance.
02:57What was the background?
02:59Whatever financial problems we have,
03:01other problems,
03:03we talked about them in different ways.
03:05And this is mentioned in Surah Shuraa,
03:07Ayat 31,
03:09wa maa asabakum min musibatin
03:11fabi maa kasabat aydikum
03:13wa ya'afu an katheer
03:15aatee mutumbar
03:17tumhare apne aamaal wa kartooton ki wajah se
03:19bohsi baaton ko toh Allah ta'ala maaf farma deta hai.
03:21Is par humne kalam kiya tha
03:23ki maashi jabar ke maamlaat bhi hain,
03:25siyasi itibar se intishar ka maamlaat,
03:27maashirati itibar se bigar ka maamlaat,
03:29kirdar ki itibar se tabahi ka maamlaat,
03:31ishnimai itibar se masail ka maamlaat,
03:33toh gohar karna chahiye
03:35ki humare ishnimai gunaon ki wajah se
03:37bhi maamlaat pesh aate hain.
03:39Iska taqada yeh hai
03:41ki bande Allah ke taraf rujoo karein.
03:43Programme mein surah
03:45Ishnimai Taubah, bilkul. Ushi ka main hawalat
03:47dena chaha raha tha ki surah Yunus ki
03:49ayat 98 ka zikr humne kiya tha,
03:51ki jaha Yunus a.s. ki qaum
03:53ka tazkir aata hai ki jis par azaab
03:55ke aasaar aagey, toh qaum dar gayi
03:57aur unko aisaas-e-nidamat hua,
03:59chunaachon wo apne gharon se bahar aagey,
04:01orton ko, mardon ko, bachon ko,
04:03buron ko, hatta ki jaanwaron ko lekar
04:05meydan mein aagey, aur Allah ta'ala ke saamne
04:07jhug gaye, taubah kar di, rujoo kar di,
04:09Allah ta'ala ne aaye wa aazaab ko taal di hai.
04:11Aaj hamara masna bhi yeh hai ki
04:13ishnimai masayil hain, toh ishnimai gunahon
04:15ki wajah se taubah bhi ishnimai karna hogi.
04:17Phir humne yeh bhi jaana ki taubah ka matlab kya hai?
04:19Taubah ka matlab hai lot aana,
04:21taubah ka matlab hai palat aana, yaani
04:23gunahon mein muqtala ho, naafarmaniyon
04:25mein muqtala ho, maasiyat ke qaumon
04:27mein muqtala ho, toh gunah ko,
04:29naafarmaniy ko, maasiyat ko chod kar
04:31Allah ta'ala ki itaat ki taraf aa jao.
04:33Namaaz mein dandi hai, zakat ki adah karne mein
04:35dandi maari jaa rahi, roozae rakhne
04:37mein dandi maari jaa rahi Ramadan Sharif ke.
04:39Hajj adah karne mein jo sahib-e-sitara dandi maari
04:41jaa rahi, maabab ka dil dukhaya jaa rahi,
04:43naabtol ki kamee ki jaa rahi, maal-e-haram
04:45bechaya jaa rahi, maal-e-haram
04:47kamaya jaa rahi, haram cheeze faro ki
04:49jaa rahi, aur logon ke hukook maamaal
04:51kiye jaa rahi, Allah se kiye gaye waade tode
04:53jaa rahi, Quran-e-Karim ko faramoosh kiye
04:55Nabi-e-Akaram a.s. ke uswa-e-hasanakum
04:57jo hai wo, faramoosh kiye
04:59bhathein, Allah ta'ala ki
05:01ikhamat ko tode rahein, aur jo log
05:03ikhtidar mein hain, hukumaraah hain, wo
05:05Allah ke ikhamat ko naafiz nahi kar rahein,
05:07neecheh se leh ke upar taki saareh gunahon
05:09ki ravish, iski wajah se haaj
05:11hum museebaton mein mubtada hain, uske liye
05:13Allah ta'ala daawat deta hai, Surah-e-Tahrim
05:15ayat no. 8 mein
05:17ya ayyuhallazeena aamanu
05:19toobu ilallahi taubatan nasuha
05:21ey imaan walo, tauba karo
05:23huroo sachi aur pakki tauba
05:25to yeh hai jo guftu ko pishki martaba
05:27humne samjhi thi, aur yeh baat humne ki thi
05:29aur crux of the matter ke iska hasil
05:31kya hai, asal hamara hal
05:33ruju ilallah hai, aur wo tauba
05:35hai, wo hai palatna, infaradi
05:37tauba bhi gunahon ko chhodna, ishtimai
05:39tauba bhi gunahon ko chhodna, aur Allah ta'ala
05:41aur iske rasool ki itaat ki taraf haana
05:43yeh kareenge, to Allah ta'ala ke rahmat
05:45humare shamil hal hogi, inshaAllah
05:47inshaAllah, aur yeh baat
05:49tajribah se aur mushahadi se
05:51hum yeh baat to haqiqat hai
05:53aur humne iska itraf karna chahiye
05:55baghar kisi sharbandigi ke
05:57ke min hasil qaum hum
05:59ishtimai taur par gumrahi me muktila
06:01ho gaye hain, humne
06:03rasool Allah ke ahkamat ko nazar andaas
06:05kar diya, humne Quran ke ahkamat ko nazar
06:07andaas kar diya, hum manmani zindagi jo hai
06:09wo guzar rahe hain, uske ba wajood
06:11Allah ta'ala humne risk bhi dera hai, humare
06:13maamlaat ko bhi samale hue hai, humare
06:15abhi pichle jume ki baat hai
06:17pichle jume abhi
06:19zindagin pehle ki baat hai, jab bohot
06:21shiddat garmi ki hui ho, bohot zyada
06:23shadeed garmi hui, to ulama
06:25ikram ne ek train chalaya, ki janaab
06:27namaze istisqa padhi jaye, aur
06:29Allah se dua ki jaye, ki Allah ta'ala
06:31ish shiddat ko kam karein, aur
06:33rahmat ki baarish firmaaye, aur ye
06:35yaqeen jaanein, ki usi
06:37jume se, janein jume ki namaz
06:39ke baat, shaam chaar baje aur paanch
06:41baje jo hai, wo Allah ke taraf se
06:43baran-e-rahmat aaya, baras gaya
06:45lekin khulke to zaheer-e-nahi, barsa
06:47iska matlab ye hai, ki
06:49humarein mushahadein aur tajarbein mein yeh
06:51ki Rab humari baat sun raha hai,
06:53itne gunaagaar aur batkirdaar hone ke
06:55ba wajood, aur gumraha hone ke ba wajood
06:57to agar hum tauba karke Allah ki baarkaam
06:59aaya jaanein, to Allah ta'ala humari sun lega
07:01aur humarein maamlaat ko darguzar kar dega
07:03bila shubha, wo to dene ko tayyaar hai
07:05surah-e-al-baqra ki ayat-e-mar
07:07186 ka hawala hum baar-baar raktein
07:09Allah ta'ala firmaata, wa idha sa'alaka
07:11ibadi anni, fa inni qareeb
07:13ay mire nabi salallahu
07:15alayhi wa sallam, jam mire banday
07:17aap se mire baarein mein sawal karein, ra aap firmaa dijiye
07:19main bishak main Allah qareeb hum
07:21kitna Allah qareeb hai, surah-e-qawf mein
07:23hum padhtein, nahnu akhrabu ilaih min habril
07:25warid, Allah ta'ala to insaan ki shairak
07:27se bhi zyada uske qareeb hai, al-baqra
07:29ki ayat 186 mein aagay firmaaya
07:31ujeebu da'awatat da'i idha da'an
07:33jab jab pukaarne wala, jab jab du'aa
07:35karne wala, musim maangte, mas ki du'aa
07:37ko sunta hum, Allah guarantee de rahein
07:39agay shard kya hai, fal yassajeebu
07:41li ina chahiye, mera hukum to maane
07:43wal yu'minu bhi mushpar imaan to rakhein
07:45la'allahum yarshudoon ta'aki hidayat
07:47paayin, yaani tum chahtoon ki Allah ta'ala
07:49tumari pukaar sunlay, tumari
07:51du'aun ko qabool karlay, tumari
07:53hajaat ko poora karein, tum usse maango
07:55tumari sunlay, tum bhi to Allah ki sunoo
07:57tum bhi to Allah ta'ala ki maano
07:59do tarfa maamla hai na, jumay ke khutbaat
08:01main ayat hum sunte hain, surah-e-baqra
08:03ki ayat number 152
08:05fadhkuruni azkurukum
08:07Allah farmaatein tum mujhe yaad rakho, main tumi yaad rakhoonga
08:09to agar hum chahtein ki Allah
08:11humari du'aayin sunay, kha wabarish ke
08:13barasne ke baarein mein ho, wo mausam ki
08:15shiddat ke maamla ke darus ho jaanein ke baarein mein ho
08:17wo humare infaradi maaamlaat
08:19ke itibar se ho, wo humare ishtimai
08:21masayil ke hawalay se ho, to bhai
08:23tum bhi to Allah ki sunoo, tum bhi to Allah ki maano
08:25tum bhi to Allah ke ahkaamaat ki paasdaani
08:27karo, tum bhi to na farmani ko chhodo
08:29Allah kahtain jab jab pukaarne wala
08:31pukaar thein, mas ki pukaar ko sunta hun,
08:37la'allahum yarshudun hidayat pa jayenge
08:39yeh do tarfa maamla hai
09:07cheez mein humein rujoo ila Allah karna chahiye
09:09Allah ki tabi hai, Allah falan cheez humein de de
09:11falan cheez humein de de
09:13bachon ki tarah maangna chahiye, jaisa bacha
09:15toffee maangta hai, kabhi kahta hai yeh toffee ka
09:17rapper mujhe de do, kabhi kahta hai, hala ke wo cheeze
09:19maamuli maamuli cheeze bhi Rabb se maange
09:21aur uski kareemi yeh
09:23ko maangne wale se bahut khush hota hai
09:25jee, aam, yehni makhloog ka maamla
09:27kya hai, jo doosi teesi martaba
09:29humare darwazi pe jaye, hum usse
09:31chad jate hain, naraz ho jate hain, ussa
09:33karte hain, Allah usse par gussa firmata
09:35Allah usse naraz hota hai, jo Allah
09:37taala se maangta nahin, aur is qadar yeh hassas
09:39nukta hai, surah mu'min ki ayatin
09:41mashaat me aata hai, wa qaula rabbukumu
09:43da'uni, astajib lakum, aur tumhari
09:45Rabb ne faisla firmati hai, is baat ka hukum
09:47de diya hai, ke musse maango, innal
09:49lazeen yastakbiruna an ibadati
09:51sayyid khuluna jahannam
09:53adakhineen, Allah taala firmati hai, be shag
09:55wo log jo musse dua karne se
09:57takabur karenge, Allahu Akbar
09:59dua maangne se bhagenge, unko
10:01zaleer huka jahannam me daakhil honge
10:03yaha takabur kya hai, banda apne huk
10:05self sufficient samajh baitha hai, khud ka
10:07feel samajh baitha hai, ke mujhe koi haajat nahi
10:09to na maangna, goya ke takabur ka
10:11ezaar, aur Allah firma rahe hai, aise
10:13jo Allah ko pukaarte nahin, Allah se maangte
10:15nahin, unko zaleer huka jahannam me daakhil
10:17astaghfirullah rabbi min kulli
10:19zambi wa tuwuli
10:21aja yeh jo shuja sahab ne kaahna hai, jo log is takabur
10:23me muktara hote hain, ke main
10:25jo hain wo, ismein ab ek lafz
10:27istimal karte hai, self made
10:29maine apne haap ko khud build kiya hai
10:31maine apne haap ko khud banaya hai
10:33ala ke yeh ek aisa bada dhoka hai, self made
10:35self act koi bhi nahi hota
10:37saare ke saare god made hote hain
10:39matlab main agar bahut ghareeb hun
10:41faqeer hun, khaane ko mere ghar
10:43mein nahi hai, aur kuch bhi nahi hai
10:45aur maine bahut mehnat ki hai
10:47bahut mehnat ki hai, aur main ek bada aadmi ban gaya hun
10:49to zara ghaur kare aadmi
10:51ke jab mere paas khaane hi ko nahi tha
10:53to itni energy
10:55itni tawana, itni cheezein, kisne mujhe
10:57dedi, main apne mehnat se to nahi laaya na
10:59us waqt mehnat karne kaabina, Allah ta'ala deta raha mujhe
11:01azbaab paida karta raha, mere liye
11:03raste banata raha, logon ke dilon mein mere liye hamdardiyan
11:05paida karta raha, unke zariye mujhe
11:07aage ki taraf ponchaata raha, aur aaj
11:09main is qaabil ho gaya, ke bada aadmi ban gaya
11:11to main kaita ho, main self made hun astaghfirullah
11:13main self made kahaan se ho gaya, main god made hun
11:15quran-e-karim baar baar
11:17humein hamari takhliq
11:19ke process ki taraf
11:21tawajju dilata hai
11:23ek qatre ke maamuli juz se
11:25Allah ne bande ko
11:27paida kiya
11:29aur value kya hai
11:31ek qatre
11:33aur usme naak bhi nahi
11:35aank bhi nahi, kaan bhi nahi, dil bhi nahi
11:37dimaak bhi nahi, gurde bhi nahi
11:39haad bhi nahi, pair bhi nahi
11:41naakun bhi nahi, maal bhi nahi
11:43aur Allah ek qatre ke maamuli
11:45juz ko kis tarah parwan chadha kar
11:47darja badarja maa ke badan me
11:49bache ki takhliq firmata hai
11:51fir wo maa ke badan se bahar aata hai
11:53toh kitna kamzor hota hai
11:55tab bhi ke wo bichara leta rehta hai
11:57aur maa aur baap kis tarah
11:59apne aapko khapaatein
12:01banda apni takhliq ke aagaz
12:03takhliq ke process ko dekhe
12:05toh usko apni aukaad samajh aaja hai
12:07aukaad bhi samajh mein aaja hai
12:09aur zarasa agar usse aqal aayegi
12:11aur isqabil hoga toh maabap ki value
12:13bhi samajh mein aaja hai
12:15jab humein hili nahi sakta tha
12:17apni jagah se
12:19jab main geela pada rehta tha
12:21andesha hota tha
12:23toh meri maa mujhe utha leti thi
12:25meri baap mujhe utha raat bhar
12:27meri peht mein takhliq
12:29toh bachon ka toh yeh bhi nahi pata hota hai
12:31takhliq kaun usne rona shuru kar diya
12:33maa apni tips laga rahi hai
12:35aur baap apni tips laga rahi hai
12:37raat din dono baitheve uski ifaad ka
12:39patni kahan takhliq ho rahi hai
12:41jab hum bade hote hain toh hum maabap ki in khidmat
12:43ko bhool jate hain
12:45assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh
12:47welcome back
12:49to our program seeratun nabi sallallahu alaihi wa sallam
12:51mein aapka khair maghdam hai
12:53main keh raha tha waaldein ka ahsanaat ko hum bhool jate hain
12:55Allah ta'ala hain toh Quran mein kaha
12:57wabil waalideen ahsanaan
12:59wazil qurba wal yataama wal masakeena
13:01waaldein ka ahsanaan
13:03subse pehle waaldein ka ahsanaan
13:05jo apne maabap ka ahsanaan
13:07yaad nahi rak sakta
13:09wo apne Rabb ka ahsanaan bhi
13:11yaad nahi rak sakta
13:13yeh badi khuli baat hai humein aap pehle yeh jaazah nahi chahiye
13:15ke hum apne maabap ka ahsanaan
13:17hain ya nahi hain
13:19Allah ke rasool alaihi salam ne firmaaye
13:21ke man lam yashkurun naas
13:23lam yashkurillah
13:25jo insano ka shukriya ada nahi karta
13:27wo Allah ta'ala kab shukr guzaar
13:29nahi hota
13:31toh yeh deen itna pyaara hai
13:33aur humara khaliq itna azeem hai
13:35ke usne jis makhloq ko yeh maabap
13:37wo deegar logon ko humare saath jod diya
13:39unke ahsanaat ka bhi wo tazkira karta hai
13:41aur unke saath usse suluki taaleem
13:43bhi deta hai
13:45surah bani kareem mein kamu besh
13:47paanch martaba Allah ta'ala ne
13:49apne haq ke foran baad maabap ki haq
13:51ko bayan firmaaya hai
13:53jaise ke surah bani style hai
13:55ayat number tayis mein zikr aata hai
13:57wa qawda rabbuka
13:59alla ta'abudu illa iya huwa bil
14:01walideyni ihsana
14:03aur tumhara rabb ne yeh faisla firmaade
14:05uske siwa kisi ki ibadat na karna
14:07aur walideyn ke saath husne suluk karna
14:09jabaja kamaskam
14:11paanch martaba Allah ta'ala
14:13unke foran baad walideyn ka tazkira firmaata
14:15isme bada pyaar ek rabt hai
14:17khaliq Allah hai
14:19magar humari wiladat ka zariya walideyn
14:21raazir Allah ta'ala hai
14:23magar humari kifalat ka zahiri
14:25taur par sabak walideyn
14:27muhafiz
14:29Allah subhanu ta'ala hai
14:31magar humari hifadat ka zahiri
14:33sabab jo hai wo walideyn
14:35Allah diya jaata hai banday ko
14:37diya chala jaata hai
14:39bandon se kuch nahi chaata
14:41ibadat ka taqada bhi kiya
14:43toh makhlook ke fayda ke liye
14:45ibadat karoge tumhe fayda hoga rabb ko fayda nahi
14:47Allah hum se kuch nahi chaata
14:49mabab bhi bachche par bachchi par apne
14:51aap ko lagate hain
14:53kisi return ki umeed nahi rakte
14:55aur isko agar dekhna ho toh
14:57us gharane ko dekhen
14:59jahan koi bachcha ya bachchi
15:01maazuri mein muqtala ho
15:03toh mabab aur usko par apne
15:05aap ko lagate hain
15:07isko toh dena hi dena hai
15:09koi mumaasalat mehsoos hoti hai
15:11Allah Allah hai
15:13wo khaliq hai mabab makhlook hai
15:15hum zahir ke itibaar se keh rahein
15:17aur saath ye bhi jod liye aksar aur beshtar
15:19insaan Allah ki na shukri karte hain
15:21na firmaniya karte hain
15:23aur kayi martaba aisa bhi hota hai
15:25aisa hota hai isi tarah
15:27aksar aur beshtar olaad
15:29mabab ke ehsaan faramosh ho jati
15:31majority
15:33majority
15:35toh ye note kije ki Allah taala
15:37kamaskam paanch martaba
15:39qurani kareem mein walidein ke haq
15:41ta tazkira firmata hai
15:43ye hamare mushahidein mein hai ye baat
15:45aur aaj ka sabse bada alimiyah ye hi hai
15:47ki walidein ke hukook
15:49ko hum nazar andaas karte hain
15:51Allah taala jo hai wo rab hai
15:53aur paalne wala hai
15:55zahir e parwarish karne wala
15:57rab ka matlab ye hai ki darja badarja jo hai
15:59gradually batadreej jo humari zaroortein
16:01wo Allah taala poori karte hai
16:03lekin parwarish ki zimmedari mabab ke zimme lagaye
16:05wo humari nigrani karke humi parwan chodate hain
16:07aur humari nigrani karte humi parwan
16:09jaisa ek paude ko choti si paneeri ko
16:11parwarish karte hain, safai karte hain
16:13patte hain kaatte hain, paani daalte hain
16:15dhoop se bachate hain
16:17ye mabab ka roll hai bilkul
16:19isi liye mabab ke jo log nafarmana
16:21aur hamare hain aksariyat
16:23mujhe maaf kije jaga humki nahi badgumani bhi ho
16:25aksariyat mabab ki nashukri hai
16:27agar mabab ke shukr guzaar nahi
16:29toh humari duayein Allah ke hain kabool nahi hongi
16:31ye mabab humari jo hain
16:33jannat bhi hain aur dozaq bhi hain
16:35humare saamne
16:37kitni mataba ye baat ho chuki hai
16:39ke mabab ko muhabbat se dekhna
16:41bhi hajj ka darja rakhta hai
16:43Allah ke Rasool A.S.
16:45ke hadith aapne peshki na
16:47ke tumhari mabab tumhari jannat bhi hain
16:49aur tumhari jahannam bhi hain
16:51kya matlab, inki khidmat hai
16:53inke saath usse suluk hai
16:55inko khush karne ki koshish karna hai
16:57ye tarzaimat humi jannat ke tarah le jaa sakta hai
16:59aur inki nafarmani hain
17:01inko naras karna, inki isan faramoshi
17:03inki nashukri, ye tarzaimat
17:05humi jahannam ki tarah le jaa sakta hai
17:07phir doktor sahab jassi ke aapne ishaat firmaya
17:09dekhein khaan-e-kabah ko dekhen toh ajar hai
17:11Allah ke ghar ko dekhen toh sawab hai
17:13aur mabab ko dekhen toh
17:15sawab hai
17:17toh arz ki gaye ya Rasool A.S. agar main saum martaba dekho
17:19aapne ye firmaya na ke ek martaba dekho
17:21shafqat ki niga se Allah ek makbool
17:23hajj ka ajar ata firmaya
17:25toh arz ki gaye ya Allah ke Rasool A.S. agar main saum martaba
17:27dekho firmaya toh saum martaba dekho
17:29Allah ke ata mein koi kameen hain
17:31kya pyaara deen hai
17:33is ajar ko bhi bataya jaa raha hai
17:35aur idhar agar mabab ke saath aulag bhala sudu kare
17:37khaas aur badhape ka maamna doktor sahab
17:39jab badhape ki age hoti hain
17:41aur mabab ko ab zyada zaruat hain
17:43yani caring ki, shafqat ki
17:45mahabbat ki aur take care karne ki
17:47aur aise mein aulag firma bardar ho
17:49toh mabab ka dil kitna khush hoga
17:51aur unko kitna bada sahara
17:53zahir ke itibar se ye hume
17:55yafsar aayega
17:57aur kitni duayin fir aulag ko ho de rahe honge
17:59aur fir aulag ko uske tufail kitna Allah tara ata firmaayega
18:01ye itna pyaara deen hai
18:03ki in muaamlaat ko
18:05jo ke bazahir duniya ke
18:07ye hukook ul ibad hain
18:09aur ye hi hukook ul Allah ban gaye
18:11toh kitna pyaara deen hai
18:13ki isli saath humari duniya zindagi ko bhi Allah behtar firma rahe hain
18:15aur akhirat ka jur sabah bhi beyan kiya jaa rahe hain
18:17toh ye nukta kya nikla tha
18:19ki Allah ta'ala ka shukurgudar bhi ban na hai
18:21aur mabab ka bhi shukurgudar ban na hai
18:23aur nukta usse pehle kya chalna tha
18:25ki ye jo hum baaz log
18:27Allah ko pukar na chod dete hain
18:29Allah se maangte nahin hain
18:31Allah se dua nahin karte hain
18:33toh kya dimaak mein ye khannas aageya
18:35ki hum self sufficient ho gaye
18:37hume kisi chai ki haajat nahin
18:39aur na bhai hum muhtaaj hain
18:41ye har har lamhein hume haajat hain
18:43muhtaaj hain hum toh
18:45yani ek glass paani agar wujud mein na utre toh kya hashar ho
18:47aur jo chalage wo khaarij na ho toh kya hashar ho
18:49ye oxygen mayassar na hain toh kya haraj ho
18:51aaj kal ho raha na
18:53ye saas lene mein dushwari pehda ho jaye
18:55toh kya haraj, ki kis kadar haraj ho ga
18:57banda ginta chala jaye
18:59toh 31 martaba surur rahman mein Allah ta'ala farmata hain na
19:01fabi ayye alaa yor rabbi ko maatu qaziban
19:03pas hum apne rab ki kin kin neematon ko jhutlaoge
19:05do martaba Allah ta'ala farmata hain
19:07surur Ibrahim mein surur Nahal mein
19:09wa im ta'uddu neemat Allahi la tuhsuha
19:11agar tum Allah ta'ala ki neematon ko
19:13shumar karna chaho bhi toh
19:15shumar nahin kar sakte
19:17waldein ki farma
19:19macha yeh toh aulat ke baare mein toh hum kehte
19:21na mare aulat jo nafarmaan hain
19:23aur yeh bahut bada alamiya
19:25is daur ka ki takriban agar badgumani
19:27mein nahin kar raha toh takriban 80%-70%
19:29logon ko yeh shikayat hain apni aulat se
19:31nafarmaan hain
19:33sawal yeh bide hota hai ki wo nafarmaan kyu hain
19:35uski wajah yeh hain
19:37ki unhone aapki god mein
19:39aapke zehre saya
19:41aapki nigrani mein parwarish paayi hain
19:43aapne unke saath kya kiya tha
19:45unhe deen, yeh jo jo cheezein hum bayan
19:47kar rahe hain, matlab yeh bahut kaam
19:49mera khayal hain ke
19:51kuch log toh aise honge jine yeh hadeesi
19:53bhi nahin malung hongi ki maabab ko
19:55mohabbat se dekhne mein hajj ka sawab milta hai
19:57humne bachchon ko deen ki taaleem nahin di
19:59humne logon, humne
20:01bachpan se unke jo mental growth
20:03hai
20:05usko humne jo hai wo
20:07classified nahin kiya
20:09aapki ijazat se
20:112024 mein bhi program kar rahe hain
20:13karachi ki private universities
20:15kaafi arse padhane ka mauka mila
20:17islamic studies bhi kuch arabic language
20:19thodi si
20:21september 2007 ki baat kar raha hoon
20:23aaj hum 2024 mein baith hain
20:25toh september 2007 se
20:27aaj kitna hoon
20:2921, 22, 23, 24
20:3123 saal ho gaye ho
20:33toh is kadar barson ke baad
20:35taqeemun 2007 se hum
20:3724 saak aayen toh yeh
20:39kuch 17 saal kamo bej ban jayenge
20:41toh
20:43islamic studies ki class thi
20:45maabab ki hukub par kalam hua
20:47yeh baatein bayan ho rahi, kuch angrezi mein, kuch urdu mein
20:49toh chaar student ne haath
20:51khada karke kaha hai
20:53barson ke baad kisi ne hume
20:55yaad dilaya hai ki maabab
20:57ke liye dua bhi karni chahiye
20:59wo karachi ke acche khase posh alaake
21:01ki university hai
21:03posh alaakon ke taaleem-e-idaro hi
21:05mein toh yeh azaab waha raha hai
21:07hum pe taapa sikhate hi nahin logon
21:09toh agar ab ghutti mein yeh shayah nahin
21:11padhegi, toh phir aulaat ke baarein
21:13mein yeh hoga ki phir aulaat haas se nikhlegi
21:15phir roona rootein log, aur ab yeh kuch dhaki
21:17chhupi baatein nahin hai, sab kuch
21:19social media par available hai, kahaan
21:21bache jo hai wo kuch games ko dekhkar
21:23online, unko targets yeh jaatein
21:25toh maa ko khadal kar rahein, baap ko maar rahein
21:27bat se maar rahein, lakdi se maar rahein
21:29yeh shayah-e-karachi ki misaal hain
21:31aur yeh achhe bhale padhe likhe
21:33gharaan hain, haan kuch zyada padhe likhe hain
21:35wo western societies se padhe likhe hain
21:37kontemporary education me bohot aage hain
21:39aur deen ki talim ki itibar se bohot peeche hain
21:41yeh aaj humare saamne nazarein
21:43karachi ke andar jo wo idare falahi idarein
21:45jahaan shelter homes hotein
21:47zyada jaake chek karein, booda baap hai
21:49bodi maa hai, zyada interview karein, humne bhi kiya
21:51aapne bhi kiya hoga, ki janaab
21:53kisi ghareeb gharana se ho
21:55kahaan, achha padha likha
21:57doctor room hai, chaar jawaan bache hain
21:59aur bache chhod kar gaye hain
22:01aur administration ko keh ke kahe, yeh booda
22:03satyag hai, isko aap apne paas rakh lein
22:05bhaiye aise cheezein facebook pe aksar aati rehti hain
22:07kadukka hi fake hoti hongi
22:09zahir hai, lekin kuch cheezein aisi aati hain
22:11aur kuch humare tajarme bhi bhi hain
22:13bahot se jagah, aise hum
22:15unka naam nahin lega, idaro ka jahaan aap jaakar dekhein
22:17toh jo sahab wahan baithe mein hain, booda
22:19woh muntazir hain, ke koi unke ghar se milne aaye
22:21jab kisi ka milne wala koi aata hai
22:23toh hasrat se dekhte hain, humara beta kyu ni aaye
22:25ek sahab se poocha
22:27unha ne kaha, ke main bohot
22:29PhD hun, padha likha hun
22:31bahot ala mansab pe tha
22:33mere chaar bete hain, maine chaaro ko
22:35padhaaya, likhaaya, woh mulk se shadi
22:37bhiya ki, woh mulk se bahar chale gaye
22:39ab woh hume poochte bhi nahi hain, kabhi hume phone
22:41karke bhi nahi poochte, balke aakhri martaba
22:43jab wo aaye the toh hume yahan daakhil kar gaye the
22:45ke yahan aapko care kar lein
22:47mehfooz haato me de gaye, mehfooz haato me de gaye
22:49aur khud bharat, toh ye
22:51aur ye yaad rakhna chahiye, ye bhi
22:53Allah ke rasool sallallahu alaihi wa sallam
22:55ki hadees hain, ke baaz gunahun
22:57ki sazah Allah ta'ala duniya mein deta hai
22:59unme ye gunah bhi shamil hai
23:01aaj tum maabab ke saath zulm karoge
23:03ziyati karoge, sataoge, dil dukhaoge
23:05Allah ta'ala tumhare saath bhi halaat
23:07peyda karega, ab woh tashreeh hain
23:09chahe tumhari aulat ke zariye ho
23:11ya mohalle ke bachon ke zariye ho
23:13ya kisi aur zalim ke zariye se ho
23:15maabab ko sataya jaana, dil dukhaaya jaana
23:17parishan kiya jaana
23:19is jurm ki sazah Allah ta'ala duniya mein bhi deta hai
23:21aur ye hamare aur aapke
23:23mushahidin mein hain ye baati, ye koi aisi
23:25baati nahi hain ki hum farzi taur pe keh rahe hain
23:27aap mushahid, aapke mushahidin mein, mere mushahidin mein bhi
23:29shuja sahab ki, ki jinn logar hume
23:31waaldaan, waaldaan ke saath batsalook hi kiye na
23:33unhe zindagi mein humne koi bohot achi
23:35zindagi guzaar the nahin dekha, maabab agar
23:37mar gaye toh uske baad jo anjaam unka hua hai
23:39chahe wo kitni lakpati, karunpati ho
23:41Allah ta'ala ki pakad aayi hai unpe
23:43aur ye ek aisa computerized system hai
23:45ki iske sazah duniya hi mein mil jati hai
23:47Allah ta'ala mahafooz hai
23:49iske ab baraqt saaz hai
23:51agar maabab ko sar ka taaj maane
23:53agar maabab ko Allah ki bohot
23:55badi ni'mat maane, maabab ki
23:57ihsanaat ka idra kare
23:59aur phir unke saath husn-us-salook kare
24:01unki shukr-gudari ki koshish kare
24:03unki khidmat ki koshish kare
24:05unko raazi karne ki koshish kare
24:07toh phir Allah ke rasool bhi farmaan hai
24:09alayhi salam, jannat tumhari maa ke
24:11qadmon ke paas hai, Allah ta'ala
24:13ki raza, waalid ki raza mein
24:15aur Allah ta'ala ki naaraazgi
24:17waalid ki naaraazgi mein
24:19yeh Allah ke rasool sikha rahe hain
24:21yeh sab seerat-un-nabi ka hisa hai
24:23zahir hai, hum koi idhar-idhar ki baate toh nahi kar rahe hain
24:25wo baad-baad relate karna padhta hai
24:27kyunki hum generic topics pe aa rahe hain
24:29yeh sab seerat se aa rahe hain
24:31Rasool Allah s.a.w. jo farma rahe hain
24:33aur jo karke dikha rahe hain
24:35wo saara seerat hi hai
24:37huzoor a.s. ki waalida maajidah toh intiqal farma gaye thi
24:39na, leke jab daai haleema aati thi
24:41jab daai waalida aati thi
24:43toh aap kharayon kar istiqbal kiya karte thi
24:45sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
24:47isi tarah huzoor a.s. ki yeh ahadith
24:49mein uskar raha tha
24:51ki jannat maa ke qadmon ke paas
24:53Allah ke raza, waalid ki raza mein
24:55Allah ke naaraazgi, waalid ki naaraazgi mein
24:57aur agar aaj aulad maa-baap ki khidmat gudar hai
24:59toh aapke saamne bhi bohose tajarabat hai
25:01humare saamne bhi bohose tajarabat hai
25:03Allah duniya mein barkar hata hain
25:05duniya mein bhi Allah ta'ala nawaz ta hai
25:07isme koi shak nahi hai
25:09yeh humare imaan ka maamla hai
25:11hum kar ke dekh lein
25:13aapne bhi dekha hoga kuch log jinnon maa-baap ki naafarmani ki hai
25:15wo zindagi mein azaabon
25:17marne se pehle duniya mein bhugat ke zarur gaye hain
25:19aur jinn logon ne khidmat ki hai
25:21chahe wo tangdasti bhi rahe ho
25:23Allah ne unhe sakinat ata ki
25:25yeh sukoon aur itminan ki daulat ata ki hai
25:27ek waqf alaini phir aake baat karte
25:29assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh
25:31welcome back nazirin waqfe ke baad program
25:33walaikum assalam
25:35walaikum assalam
25:37walaikum assalam
25:39walaikum assalam
25:41walaikum assalam
25:43walaikum assalam
25:45walaikum assalam
25:47walaikum assalam
25:49walaikum assalam
25:51walaikum assalam
25:53walaikum assalam
25:55walaikum assalam
25:57walaikum assalam
25:59walaikum assalam
26:01walaikum assalam
26:03walaikum assalam
26:05walaikum assalam
26:07walaikum assalam
26:09walaikum assalam
26:11walaikum assalam
26:13walaikum assalam
26:15walaikum assalam
26:17walaikum assalam
26:19walaikum assalam
26:21walaikum assalam
26:23walaikum assalam
26:25walaikum assalam
26:27walaikum assalam
26:29walaikum assalam
26:31walaikum assalam
26:33walaikum assalam
26:35walaikum assalam
26:37walaikum assalam
26:39walaikum assalam
26:41walaikum assalam
26:43walaikum assalam
26:45walaikum assalam
26:47walaikum assalam
26:49walaikum assalam
26:51walaikum assalam
26:53walaikum assalam
26:55walaikum assalam
26:57walaikum assalam
26:59walaikum assalam
27:01walaikum assalam
27:03walaikum assalam
27:05walaikum assalam
27:07walaikum assalam
27:09walaikum assalam
27:11walaikum assalam
27:13walaikum assalam
27:15walaikum assalam
27:17walaikum assalam
27:19walaikum assalam
27:21walaikum assalam
27:23walaikum assalam
27:25walaikum assalam
27:27walaikum assalam
27:29walaikum assalam
27:31walaikum assalam
27:33walaikum assalam
27:35walaikum assalam
27:37walaikum assalam
27:39walaikum assalam
27:41walaikum assalam
27:43walaikum assalam
27:45walaikum assalam
27:47walaikum assalam
27:49walaikum assalam
27:51walaikum assalam
27:53hum toh do saal ke bache ko
27:55gari mein thoos ke school ke hawale karte hain
27:57aur Allah ke pehle
27:58ho rotaba jaata hain
27:59rotaba jaata hain, pittaba jaata hain
28:01pittaba, rotaba, gaseetaba leke jaate hain
28:03hum ne maa se hi door kar diya usko
28:05aur Allah ke rasool a.s. farmatein
28:07ke saath saal ka hona
28:09toh namas ki talqeen karna bache ko
28:11abhi farz nahi hai saath saal mein
28:13saath saal ka ho jaye toh namas ki
28:15talqeen karna
28:17Syedna Ali farmatein radhi allahu tal'an
28:19ke saath saal toh apne bache ko
28:21khelo uske saath
28:23aur humne do saal ke bache ko bhi ghar se nikal diya
28:25phir uska school bhi hai
28:27phir uska tuition bhi hai, phir uska gym bhi hai
28:29phir uski janab yeh activity hai
28:31rahi sahi ka sir wo smart phone puri kar dega
28:33internet puri kar dega
28:35maa kidar hai?
28:37baap ke liye time kidar hai?
28:39isliye maa baap ke value nahi hai
28:41value smartphone ki hai, value kisi building ki hai
28:43value shayad school ki
28:45environment ki hogi
28:47value shayad kich aur bachon ke doston ki
28:49hogi maa baap ki nahi hai
28:51humne toh khud door ki hai
28:53yehi wajah hai
28:55ki Finland aur istala ki mamalik
28:57jin ka tarim nizam duniya mein
28:59baitreen mana jata hai
29:01wo kehte saath saal me school me bache ko bhejo
29:03aaj unko samajha rahi
29:05aur humne toh bache ko ghar se nikal diya
29:07toh maa ki mahabbat, maa ki shafqat
29:09baap ka waqt diya jaana
29:11aur dono ka milke uspe apne aap ko lagana
29:13khapana, humne toh
29:15environment hi badal diya
29:17isko revisit karne ki zulwat hai
29:19humare bachon me khandani rivayat
29:21muntaqil nahi hoti hai
29:23humare jo akhlaqiyate wo muntaqil
29:25nahi hoti hai, jisa hum kehte hain na
29:27apni cultural heritages
29:29humara saqafati wo tehzeebi wirsa nahi jata
29:31mazabi wirsa muntaqil nahi jata
29:33uski wajah yeh ki jo saath saal the
29:35jab bache ke bilkul
29:37blank page par cheezein
29:39jo hai wo iptidai toh pra
29:41likhi jaa rahi thi, tayyaar ki jaa rahi thi
29:43us waqt humne bache ko
29:45door kar diya
29:47humare cultural heritages
29:49humara saqafati wirsa kuch aur
29:51mazabi wirsa kuch, jis school me humne
29:53bheja unka mazab se koi taluk hi nahi
29:55wo maasi ke paas hain, wo aaya ke paas
29:57hain, wo us teacher ke paas hain
29:59jo modern tasawur ki
30:01toh maa ki mohabbat kaise
30:03hai?
30:05toh aaj hum ye cheezein bhugat rahein
30:07maabab old houses ke andar, shelter
30:09homes ke andar, gharon se bahar
30:11kuch mardaba maabab pit rahein
30:13apne aulaz se, qatl ho rahein
30:15apne aulaz se, janaab
30:17ye ab khule bando ye baatein ho rahein humarein
30:19ye khabrein khule aam humarein saamne aa rahein
30:21baat chali kahan se thi
30:23Allah ka bhi shukar ada karo, Allah ki makhlook
30:25ka bhi shukar ada karo, aur usme
30:27awwaleen humne waalidein ke taluk se kalam kiya
30:29aur maabab ke taluk se
30:31muqtasar abhi humne baat ke, unna ye mauzu toh
30:33bada tabeel hai, lekin ghaur karein
30:35kya yaaj humari society ki pictures nahi
30:37yaaj humari society ki tasweere
30:39nahi, kya ye kaifiyat
30:41maashire ki andar akhbaron ki zeenat bante huve
30:43facebook par aur deegar
30:45social media ke forums par nahi dekh rahe hote
30:47wajah kya hai, wajah ye hai
30:49ki jo deen ne hume taalim ata ki thi
30:51Allah ke peghambar aalaihis salaam ne
30:53jo ek family ko intact rakhne
30:55ke liye targheeb wo tashweegh dilayi thi
30:57taalim ata ki thi, jahan
30:59maabab ki izzat thi, aulaz par maabab
31:01ka apne aapko khapaana tha, pe ye sabne
31:03milkar apne aapko akharat ka talabgaar banaana tha
31:05inone milkar jannat ki fikar karni thi
31:07in sabne milkar jahannam se bashne ki fikar
31:09karni thi, ye mil bait kar
31:11ek dusre ke supportive bana tha
31:13ye tasaburi aaj humare nigaon se chala gaya
31:15to wo bhugat hum yahan bhi rahe hain
31:17jo maine chan misale aapke saamne rakheen
31:19aur asal to wahan ke bhugatne ka maabla hai
31:21aur asal mein ye saari
31:23khel jo shiru hua hai, khair waise to
31:25humare aamaal ki wajah se aur humare
31:27ravaiyon ki wajah se hua, ye saara khel
31:29jo maashree daudh ki wajah se hua
31:31jab ye hota tha ke baap kamane ke liye
31:33forhi taur pe mulk chodna chahata tha
31:35abhi baccha isqabil tha ke usko
31:37tarbiyat ki zaruat thi, chunke maa to
31:39bohot laat pyaar karti hai na, aur aksar
31:41maa ke laat pyaar mein bacche bigad bhi jate hain
31:43sirf ek hi cheez rahe jate hai, bachchon
31:45ko bigadne se bachane ke liye, wo hote hain
31:47baap ki shir ki nazar, jab wo
31:49shaam ko hoti hai na, wo maa kehte hain
31:51aane de apne baap ko, humare nazik to
31:53maashi ehmiyat zyada hai na
31:55maashi masla ban gaya, asal masla kya tha
31:57asal masla tha ki hum idhar bheje gaye
31:59udhar ki tayyari ke liye, inna lillahi
32:01wa inna ilaihi, aur aji'oon
32:03to maqsad-e-zindagi kya hai
32:05humara destination kya hai
32:07hume jaana kidar hai
32:09main do naqshah-e-Quran-e-Paq mein se
32:11pesh kar deta hoon, Quran-e-Karim
32:13surah-e-Zumar ki ayat-e-Anbar 15 mein, ek family
32:15ka naqshah pesh karta hai, Quran-e-Karim
32:17surah-e-Zumar ki ayat-e-Anbar 15 mein
32:19firmata hai ki, qul, innal khasneena
32:21allazeena khaseeru anfusahum wa ahlihim
32:23yaumal qiyama,
32:25aynabi alaihi salam firmata dijiye ki,
32:27sarse baddar khisare mein wo log hai, nukhsaan mein
32:29jinnu ne apne aap kor apne gharwalon ko
32:31qiyamat ke din khasare mein dala ho ga
32:33jinnu ne apne aap kor apne gharwalon ko
32:35qiyamat ke din khasare mein dala ho ga
32:37sarse baddar khasare mein waha ga hai
32:39iske baraaj, Surah-e-Baq batata hai
32:41surah-e-Toor ki ayat-e-Anbar 21 mein
32:43wallazeena aamanu
32:45wattaba'atum dhurriyatum mi imaanin
32:47alhaqna bihim dhurriyatum wa ma
32:49alatanaahum min aamanihim min shay
32:51yeh surah-e-Toor ki ayat-e-Anbar 21 mein
32:53irshaad hua, ki jo log imaan laayin
32:55aur unki aulad ne imaan mein unki pehriwi ki
32:57hum unki aulad ko unke saath mila denge
32:59aur unki aamal mein kameen hi karenge
33:01ek naqsha hai, khasare ka
33:03jahannam ka khasara, aur ek naqsha hai
33:05Allah gharwalon ko jamaah firma dega
33:07aur mufassiri ne likha
33:09neeche darje par koi hoga, jannat pe
33:11Allah usko balan karke, balan darje
33:13par le jayega, poori family ko Allah ikhatta kar dega
33:15yeh hai hasal masla
33:17ki yeh aaj hamara gharana, kal kedar hoga
33:19khasara paane wale ahle jahannam mein
33:21ya Allah ke raza paane wale
33:23ahle jannat mein
33:25yeh discussion ka mode hona chahiye ghar mein
33:27isko saamne rakkar kaarobar bhi karwana hai
33:29isko saamne rakkar naukri bhi karna hai
33:31isko saamne rakkar bachon ki taalim ki
33:33antizam karein, isko saamne rakkar
33:35bachon ki jo bhi duniya ki jais
33:37hajaat hai, poora karne ki koshish karein
33:39koi masla nahi, leke apne mission
33:41ko na bhole, apne
33:43destination ko na bhole
33:45apne maqsood ko na bhole, humne jaana kidar hai
33:47haan, aise bhi gharana
33:49hum dekhte, positive baat bhi
33:51aa jaye, aise gharana bhi hain
33:53jahan maabab bachon ke baarein
33:55bhi fikarmand hotein, apne baarein bhi
33:57fikarmand hotein, fajar ki namaz
33:59ladke masjid mein jaake baaj amad adda kar rahein
34:01bachiyan jo hai
34:03au khawateen ghar mein namaz ko khadein
34:05subah jo hai au bachiyan school bhi jaa rahein
34:07bachiyan university bhi jaa rahein, theek hai
34:09lekem Allah ka naam ghar mein pehle liya jaa rahein
34:11Allah ka kalam ghar mein pehle padha jaa rahein
34:13yeh nahi ki subah utte hi cartoon chal raha hai
34:15subah utte hi jo movie chal rahein
34:17subah utte hi jo hai wo hindu ka koi ghaana chal raha hai
34:19na, Allah ka zikr pehle ho raha hai
34:21Allah ka naam liya jaa rahein, Allah ka kalam khola jaa rahein
34:23shyaam mein kabhi saath baith jaatein
34:25quran ka dars sun letein
34:27mil kar deen ki baat kar letein
34:29maa niga rakti hai
34:31ke bachon ki zabaan pe ghalat baat na jaye
34:33baap niga rakta hai, ke bachay kisi ghalat company
34:35mein na chale jaye, kisi ghalat sohbat mein na chale jaye
34:37aise gharana bhi maujood hain
34:39ab yeh hamara choice hai ke ham
34:41khasare wale gharana ki taraf jaana chahatein
34:43ya rahmat paane wale gharana ki taraf jaana chahatein
34:45maujood hain aise misal?
34:47masal mein hamara itmaam yeh nahi hota na
34:49hamara bachon ko jab school bhejna hota hai
34:51to maa jo hai 5 bje se utti hai
34:53wo 6-6.30 bje usse ghaadi mein bitha deti hai
34:55lekin wo yeh nahi kahti ki
34:57jab tak main naashta tayyaar kar rahi ho
34:59beta tum aisa karo, moot to dhone hi hai na
35:01tum jaa ke wudhu karo, jab tak tum namaz pad lo
35:03main tumare liye naashta tayyaar karti ho
35:05asal mein din ka aagaz jo hai
35:07agar Allah ke naam se kar liya jaye
35:09uske huzoor sajda kar ke kar liya jaye
35:11to yeh din bhar jo hai wo safe ho jata hai
35:13humein istaraf koi fikar nahi hoti
35:15ab chuke aaj ke program ka waqt khatam ho raha hai
35:17inshaAllah agli program mein
35:19humein yeh hi se guftu ko aagaz karenge
35:21wo yeh bohot zaruri hai is kism ki baatein karna
35:23chuke seeratun nabi ke tanazur mein
35:25humein apne khandani nizam
35:27wo mawashyati nizam durst karna hai
35:29to agli program tak ke liye ajazat chahane se pehle
35:31main shuja sahab se chahunga
35:33ke hadith hadiya kartein, phir hum rukhsat hotein
35:35nabi akram sallallahu alayhi wa sallam
35:37ne irshaat firmaaya
35:39al kayyisu mandana nafsahu wa amila
35:41lima ba'dal mawt
35:43hadith ka tarjama yeh hai
35:45ki aqalman wo hai jo apne nafs ko pehchane
35:47qabume rakhe aur amal kare
35:49uz zindagi kare jo mawt ke baad aane wali
35:51yeh sabse badi aqalmandi hai
35:53ki duniya ke aarzi zindagi ki bajaye
35:55aakhirat ke humesha ki zindagi
35:57ko saamne rakkar
35:59zindagi guzari jaye
36:01Allah humein iski taufiq ata firmaaya
36:03Allah humein
36:13Allah Hafiz
36:15wassalamu alaikum