- 3 years ago
Ruhani Dunya
Host: Iqbal Bawa
#rohanidunya #IqbalBawa #ARYQtv
Iqbal Baba answers the viewer's questions and gives solutions (Wadaif) in the light of Quran & Sunnah.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Host: Iqbal Bawa
#rohanidunya #IqbalBawa #ARYQtv
Iqbal Baba answers the viewer's questions and gives solutions (Wadaif) in the light of Quran & Sunnah.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 [Arabic]
00:02 [Arabic]
00:05 [Arabic]
00:07 Salam alaykum wa alamin, wasalatu wasalamu ala sajjidil anbiya walmursalin, jazal Allahum
00:12 anna sayyidina mawlana muhammadan salallahu ta'ala alihi wasallama ma huwa ahluh, Allahumma
00:22 salli wa sallim wa barika ala sayyidina wa mawlana muhammadin nabiyyil ummiyil habibil
00:27 alil qadril azimil jah, wa ala alihi wa sahbihi wa barik wa salim salatan wa salaman alayka
00:34 alaykum wa rahmatullahi wa barikatu.
00:37 May hu Iqbal Baba, aur aap dekh rahein program ruhani duniya.
00:44 Program ruhani duniya alhamdulillah arz wa jal aap haftay mein do din budh aur jumrat
00:50 raat saat baje Pakistan, Eastern time ke mutaabik dekht hain.
00:55 Dekh kar apne masayil ke liye calls karte hain, masalah kisi bhi tara ka ho, khudana
00:59 khasta be awladi ka sislah hain, ya risk mein barkate nahin hoti hain, ya kisi marz
01:04 ne aapko gher rakha hain.
01:06 Main ilm ul aadaat ke zariye hisaab laga kar Quran o Hadith ki roshni mein aapko wazaif
01:12 batata hun, aap namas ki pabandi ke saath in wazaif ko padte hain, Rabbe kareem abdi
01:18 rahmat se aapke masayil ko hal farmata hain.
01:21 Alhamdulillah arz wa jal aaj shab e juma hain, shab e juma ka durud e paag main na
01:27 maine padha hain, aap bhi padh lijiye Rabbe kareem humein is durud e paag ki barkatein
01:32 aur rahmatein ata farmayein.
01:34 Mere Aqab Sallallahu alaihi wa sallam ne irshad farmaaya ki jo shab e juma mein surah Yasin
01:39 ki tilawat karein, Rab azza wa jal uski maghfirat farmaa deta hain.
01:44 To aaj humare paas mauka hain, zarur bil zarur waqt nikal kar surah Yasin ki tilawat karein
01:51 taake hum Rab ki rahmaton ke uski bakhshish ke haqdaar ban sakayin.
01:56 Rabbe kareem humein amal ki taufiq marahmat farmaayin.
02:00 Purwaam Ruhaniyat duniya main call se pehle aapki khidmat mein arz kar duun, jab bhi call
02:05 karein us waqt apne television ki awaaz ko band kar diya karein jab aapki call control
02:10 room ko mausool ho chuki ho.
02:12 Saat mein copy pencil lazmi taur pe apne paas rakha karein taake aap apne suaal ke jawab
02:18 mein wazaif note farmaa sakayin.
02:20 Saat mein aapko pata hai mere numbers bhi on-ear hota hain, unko bhi likh liya karein
02:25 aur isme aazam bhi alhamdulillah purwaam ke aakhri teesre hisse mein hota hai.
02:30 Agar copy pencil hogi to aap sari cheezon ko likh liya karein.
02:33 Rabbe kareem humare liye aasaniya ata farmaayin.
02:37 Aaj ke pehle caller ki taarf chaltein, dekhtein masood kaun aur kahan se yeh kya kehna chaatein.
02:43 Assalamu alaikum.
02:44 Assalamu alaikum sir.
02:46 Walikumussalam.
02:47 Abdarub bohroo intiqwal se sir, kyaala teeqin?
02:50 Allah ka shukar.
02:52 Masala aapka hai toh ammi ka naam bataiye?
02:55 Ek toh sir humare rizq mein barkat nahi hai.
02:58 Ammi ka naam bataiye?
03:01 Abdarub, ammi ka naam Ameer Begum.
03:04 Ameer Begum, theek hai.
03:05 Acha, rizq mein barkat nahi hai, doosra kya hai?
03:08 Doosra sir, bhai ko 14 saal ho gaye hain, shadi ho gaye hain, uske walaad nahi hai sir.
03:14 Unka naam kya hai?
03:16 Abdul Quddus.
03:17 Abdul Quddus ki walda Ameer Begum hi hai?
03:20 Ji, Ameer Begum hai.
03:21 Inki wife ka naam kya hai?
03:24 Azmat-un-Nisa.
03:25 Azmat-un-Nisa ki ammi?
03:29 Mukhtiar Begum.
03:31 Mukhtiar Begum.
03:32 Kitne saal ho gaye hain, doktor kya kahte hain inke matlaq?
03:36 Sir, ki ilaj walaag karaya hai, abhi saarat koi masra nahi, koi kuch nahi.
03:41 Acha, kitne saal ho gaye hain, 18 saal?
03:43 14 saal.
03:44 14 saal.
03:45 Allah ta'ala nek saale awlaad ata farmaye, aap provaam dekhi, ek aur caller ki taraf chalte hain.
03:50 Salam-o-Alaikum.
03:51 Wa-alaikum-salam wa-rahmatullah wa-barakatuh.
03:53 Baba ji, kakayi hai?
03:54 Ji, Allah ka shukar.
03:55 Kaun, kahan se?
03:56 Baba ji, theek hai baba.
03:57 Allah haji, bai.
03:58 Baba ji, theek hai?
03:58 Ji, ji.
03:59 Baba ji, main aap se taweez magwaya karta tha, to baba ji meri dobara yeh koi problem ho gayi hai.
04:07 Naam bataye apna?
04:09 Mera naam Tariq.
04:11 Tariq ki walda?
04:13 Walda ka naam Gulab Jaan.
04:14 Aur meri haath pe bibi wala rehti hai, baba ji.
04:17 Gulab Jaan?
04:19 Ji, ji.
04:20 Acha, wife ka naam bataye?
04:22 Safiya begum, to uska naam hai Razia begum.
04:26 Acha, Safiya walda Razia.
04:28 Ji, baba ji, isse pehle bhi taweez magwaya to, to theek ho gayi hai, to phir problem ho gayi hai.
04:33 Kab mangwaya hai, kitne arse pehle?
04:35 Baba ji, kaafi aksa ho gayi hai, takribun saat aatma ho gayi hai.
04:38 Allah taala asaniyat aap farmaye, main batata hu Inshallah, Rabbe karam karam farmaye.
04:43 Ek aur caller ki taraf chalte hain.
04:44 As-salam-o-Alaikum.
04:46 Wa-alaikum-as-salam.
04:48 Ji.
04:50 Mere beti ka masra hai, ki uska tatoo aate hai.
04:52 Nekin bhi ek dafa dekhte jate hain.
04:54 Naam bataye meri behen?
04:56 Walda ka naam Bushra Arshad, beti ka naam Momina Arshad.
05:02 Momina Arshad, aur Bushra Arshad.
05:06 Ji.
05:08 Theek hai, aap provaam dekhi, main batata hu Inshallah.
05:10 Ek aur caller ki taraf chalte hain.
05:12 As-salam-o-Alaikum.
05:16 Wa-alaikum-as-salam.
05:18 Ji.
05:20 Kaun, kaha se?
05:22 Meri behen ka naam hai Shumaila.
05:24 Shumaila ki ammi.
05:26 Aur unke naam hai Zahida Foto Tukay,
05:28 aur unke haamand ka naam hai Kashif.
05:30 Shumaila ka naam hai Safia.
05:32 Babaji, unki hai na,
05:34 aapas mein jarah jagda raha hai.
05:36 Dost roh maut ki wajah se.
05:38 Main batata hu Inshallah.
05:40 Main batata hu, aap provaam dekhi.
05:42 Ek aur caller ki taraf chalte hain.
05:44 As-salam-o-Alaikum.
05:46 As-salam-o-Alaikum.
05:48 Wa-alaikum-as-salam.
05:50 Ji na, main aap se puchh rahe hain,
05:52 mera bhai hai, uska rishta nahi ho raha,
05:54 kaafi na, time baad,
05:56 toot jata ho raha hai.
05:58 Naam kya hai bhai ka?
06:00 Rashid Arshad.
06:02 Rashid baalda ka naam bata hai?
06:04 Sabiha Khanam.
06:06 Sabiha Khanam.
06:08 Theek hai, main batata hu Inshallah.
06:10 Aap provaam dekhi hain,
06:12 mera bhai ka?
06:14 Wa-alaikum-as-salam.
06:16 Allah ka shukr, alhamdulillah,
06:18 azza wa jal.
06:20 Koon, kaha se?
06:22 Baba ji, Muhammad Waqar baat kar rahe ho.
06:24 Muhammad Waqar.
06:26 Aapka masla hai bhai,
06:28 ammi na naam bata hai?
06:30 Baba ji, meri phoo phoo ka masla hai.
06:32 Naam bata hai, unka baalda ka?
06:34 Zareena.
06:36 Zareena bibi.
06:38 Waalda ka naam Jalla bibi.
06:40 Jalla bibi.
06:42 Jalla bibi nahi hoga,
06:44 naam kuch aur hoga,
06:46 bulane ke liye Jalla bolte honge,
06:48 sahi naam kya hai?
06:50 Baba ji, yehi naam hai.
06:52 Yehi naam hai, Jalla bibi?
06:54 Jiji.
06:56 Dekh lein bhai, main to isse bhi hisaab laga lunga,
06:58 mere ko koi masla nahi hai.
07:00 Acha, kya masla kya hai phoo phoo ka?
07:02 Meri phoo phoo baba ji,
07:04 bada arsa se, unkain,
07:06 10 saal ho gaye,
07:08 yehi naam bata hai.
07:10 Main bata tha, aap program dekhi,
07:12 inshaAllah, jawab dete hain,
07:14 aur caller ki taraf chalte hain,
07:16 salaamu alaikum.
07:18 Waalaikum salaam, ji saab.
07:20 Ji, koon kaha se?
07:22 Ji, main Bawalnagar bolda bhi hain,
07:24 tohsiya karam.
07:26 Naam bata hai, kis ke mutaalik suwaal hai?
07:28 Muhammad Asif.
07:30 Muhammad Asif bhai, aapka masla hai,
07:32 toh ami ka naam bata hai?
07:34 Niaaz bibi.
07:36 Asif bhai, karein de sitara besna hai,
07:38 kuri de naam hai,
07:40 Rifat.
07:42 Aur waalda ka?
07:44 Maal de naam asal maal hai,
07:46 Sugra, jisne paali udh naam hai,
07:48 Razia.
07:50 Nain, nain, Sugra chahiye, jisne pehda kiya hai,
07:52 unka naam Sugra hai.
07:54 Acha, rishta Asif ke saath aaya hai?
07:56 Asif naam rishta karna hai,
07:58 karein de sitara besna hai,
08:00 bada alada hai.
08:02 InshaAllah, bata tha,
08:04 karein de sitara besna hai,
08:06 ek aur caller ki taraf chalte hain,
08:08 Assalamu alaikum.
08:10 Waalaikumussalam.
08:12 Waheguru sahab,
08:14 maine waleeda ka pata karna tha.
08:16 Waaleda aur nani ka naam bata hai?
08:18 Waleeda ka naam Zakia bibi.
08:20 Nani ka naam
08:22 Noor khanam.
08:24 Noor khanam.
08:26 Kya masla hai?
08:28 Asal mein acha hai ki inki tabiyat theek hai,
08:30 leki ki ghar mein inki tang koi rati hai.
08:32 Ghar se baayin neke le thodi theek ho jati hai.
08:34 Inki dham dham bhi kruwayen,
08:36 thodi theek rati hai.
08:38 Maine take karke batata hu,
08:40 InshaAllah, Rabbe kareem, sukoon, chainata,
08:42 farmaayi. Ek aur caller ki taraf chalte hain,
08:44 Assalamu alaikum.
08:46 Assalamu alaikum.
08:48 Kaun hai amara saath?
08:50 Awaz nahi aaya rahi.
08:54 Mohammad.
08:56 Mohammad.
08:58 Irfan.
09:00 Irfan, waalda ka naam?
09:02 Nasreen bibi.
09:04 Theek hai, masla kya hai?
09:06 Sir,
09:08 Hazrat sahab ke woh baar reht hai,
09:10 unki tabiyat sahi nahi reht hai,
09:12 Saudia mein reht hai.
09:14 Saudia mein?
09:16 Unki tabiyat kharam reht hai.
09:18 Main batata hu,
09:20 InshaAllah, Rabbe kareem,
09:22 inko sahihat, tandursti ata farmaayi.
09:24 Ek aur caller ki taraf chalte hain,
09:26 Assalamu alaikum.
09:28 Assalamu alaikum.
09:30 Kaun hai amara saath?
09:32 Waalaikum assalam.
09:34 Ji.
09:36 Farmaayiye.
09:38 Mere beti bimaar hai,
09:40 Natasha Arshad.
09:42 Natasha ki waalda?
09:44 Shagufta.
09:46 Shagufta.
09:48 Allah ta'ala sehde, masla kya hai?
09:50 Bimaar hai?
09:52 Ji, bimaar hai,
09:54 taafi zindan sehde.
09:56 Hum bhi karwaaya,
09:58 toh iska kuch samay nahi aara.
10:00 Main batata hu,
10:02 meri bain,
10:04 aap program dekhiye,
10:06 InshaAllah,
10:08 aapko wazifa batata hai.
10:10 Ek aur caller ki taraf chalte hain,
10:12 Assalamu alaikum.
10:14 Assalamu alaikum.
10:16 Waalaikum assalam.
10:18 Ji,
10:20 kaun hai amara saath?
10:22 Aapko awaad aari hai?
10:24 Aapko awaad aari hai?
10:26 Aglae caller ko shamil karte hain,
10:30 Assalamu alaikum.
10:32 Waalaikum assalam.
10:34 Ji,
10:36 Baba ji, meri naukri ka masla hai.
10:38 Naam bataye apna aur waalda ka.
10:40 Numan Ali Tazeem Akhtar.
10:42 Numan Ali waalda ka naam?
10:44 Tazeem Akhtar.
10:46 Tazeem Akhtar, tazeem nahi hota,
10:48 Tazeem Akhtar.
10:50 Tazeem.
10:52 Waalaikum assalam.
10:54 Assalamu alaikum.
10:56 Waalaikum assalam.
10:58 Assalamu alaikum.
11:00 Waalaikum assalam.
11:02 Waalaikum assalam.
11:04 Ji, kaun kahan se?
11:06 Ji,
11:08 Baba ji.
11:10 Ji, firma hain.
11:12 Ye abhi baap bachon ko rula rahi hai,
11:14 live program ke andar,
11:16 ye kya bata rahi hai aap mujhe.
11:20 Agla caller ko shamil karte hain.
11:22 Assalamu alaikum.
11:24 Waalaikum assalam.
11:26 Kya naam hai?
11:28 Samina.
11:30 Samina, waalda?
11:32 Habibun Nisa.
11:34 Habibun Nisa, theek hai, masla kya?
11:36 Mere ka saath hai, mere har waqt zimaar hai.
11:38 Mere kyaar apne kari hota hai.
11:40 Aur abhir yaan ka apne kari hota hai.
11:42 Kateeban,
11:44 Allah ta'ala aapko sehatan dursri
11:46 ata farmaya, aap program dekhiye,
11:48 Allah ta'ala aapko wazifa bhi batate hain,
11:50 aapka hisaab bhi lagate hain,
11:52 ek aur caller ki taraf chalte hain.
11:54 Assalamu alaikum.
11:56 Waalaikum assalam.
11:58 Baba ji, mera naam Naheed hai.
12:00 Aur mujhe apne baare mein pata karna.
12:02 Ammi ka naam bata dijiye.
12:04 Naheed mera naam hai,
12:06 aur ammi ka naam Nasreen Akhtar hai.
12:08 Nasreen Akhtar, masla kya hai?
12:10 Masla yeh ke,
12:12 mere ye bachi hain,
12:14 mashallah, chaar paanch.
12:16 Aur mujhe bete ke baare mein istikhara karna.
12:18 Acha, aulad-e-nareena ke liye mere behen
12:20 istikhara jab hota hai, jab hamal ho,
12:22 yeh wazifa bataya jaata hai na,
12:24 dauran-e-hamal, do mahine ka hamal ho,
12:26 abhi aapko hai, pregnancy hai?
12:28 Nahin, abhi pregnancy nahin hai.
12:30 Acha, chaar beti hain aapki?
12:32 Haan ji.
12:34 Chalo, inshaAllah, zihan mein rakho,
12:36 aur dauran-e-hamal, inshaAllah,
12:38 raapta karna, phir bataayenge aapko.
12:40 Allah ta'ala betar kare, program ruhani duniya mein.
12:42 Ek mukhtasar sa wakfa hai,
12:44 inshaAllah phir mulaqat hota hai.
12:46 Khusha madeed, ek martaba phir,
12:48 program ruhani duniya mein, aur break se pehle
12:50 calls ka silsila chal la tha,
12:52 mazeed calls program ka hissa banayenge,
12:54 usse pehle aapki khidmat mein arz kar du,
12:56 ki jab aapki call, control room ko mausool
12:58 ho jaye, apne television ke
13:00 awaaz ko band kar diya karein,
13:02 ya jagah badal liya karein, jaha TV chal la,
13:04 waha se kisi doosre kamre mein chale jaye,
13:06 taaki hamaari sahi se baat ho sake,
13:08 doosri cheez yeh ki copy pencil
13:10 apne paas rakhiye, taaki suwal ke jawab
13:12 mein life aap note farmaya, inshaAllah
13:14 aapki tarah chaleyenge, magar
13:16 copy pencil hogi, aap inshaAllah
13:18 apne suwal ke jawab mein vazife bhi note
13:20 farmayenge, mere numbers bhi on air hotein,
13:22 unko bhi likh liya karein, aur inshaAllah
13:24 isme aazam bhi hota, to usko bhi likha karein,
13:26 taaki padhne mein aasani ho.
13:28 dekhte hain aglae caller koun hai,
13:30 assalamu alaikum.
13:32 waalaikum assalam baba ji. ji.
13:34 baba ji, mera naam tukhawar
13:36 alam hai, tu maalda ka naam
13:38 manzoora bibi, aur kaarobar ka
13:40 masalah hai, ammi ka naam kya bataya?
13:42 manzoora bibi.
13:44 manzoora bibi.
13:46 jee, theek hai, main batata hu inshaAllah
13:48 tasawur bhai aapko, ek aur
13:50 caller ki taraf chalte hain, phir jawabat
13:52 ki taraf chalenge, assalamu alaikum.
13:54 assalamu alaikum. waalaikum assalam.
13:58 main
14:00 zahida parveen bol rahi ho.
14:02 jee meri bhen, zahida parveen, waalda
14:04 ka naam bataye hai.
14:06 anwar bibi, mujhe cancer ka masalah hai.
14:08 anwar bibi. aur mera beta
14:10 baut zid karte hai.
14:12 beta ka naam kya?
14:14 cancer ka masalah
14:16 kab se ho raha hai?
14:18 mujhe 6 saal se hai.
14:20 Allah
14:22 aapko sehatan dursti ata farmaye.
14:24 aap program dekhiye, inshaAllah
14:26 aapko wazifa batate hain.
14:28 aur jaldi jaldi copy, pencil
14:30 apne paas rakh lijiye.
14:32 taake aap jaldi jaldi
14:34 wazaib bhi likhe, mera numbers
14:36 bhi note farmaye karein, taake
14:38 waqt-e-zarurat aapko kaam
14:40 aa sakayin.
14:42 abdul awf bin ameer begum,
14:44 mera bhai aapne rozgyaar ke mutaalik pucha,
14:46 mera ilm-ul-aadat ke saab se nazre bad hai.
14:48 surah-e-qalam ke aakhri do ayat-e-har
14:50 namaz ke baad, paanch martaba padh kar
14:52 apne upar dham karein. aur
14:54 isha ki namaz ke baad, teen
14:56 sautranve martaba. ya basit-u
14:58 ya Allah-u. padh hain, aur
15:00 apne risq ke liye dua karein. Allah ke ataon se
15:02 inshaAllah zarur kamyaabi hogi.
15:04 azmat-un nisa binte mukhtiyaar
15:06 bibi ke mutaalik, juh bhai aapte
15:08 pucha hai, ki aapki bhabi hain, inke aulad
15:10 nahi, chauda saal chadik hogay, mera ilm-ul-aadat
15:12 ke saab se koi asraat, nazar,
15:14 jadu, bandish ka muamala nahi.
15:16 rabbi kareem, inko sahib-e-aulad
15:18 farmaye. taawizat, mera
15:20 numbers pe raapta karke, ek
15:22 martaba zarur mangwaye. Allah ke
15:24 ataon se inshaAllah umeed rakhiye ki
15:26 rabbi kareem, aulad ata farmaye
15:28 ka.
15:30 tariq bin
15:32 taab jaan, aur safiya
15:34 binte razia. mera bhai tariq
15:36 aamte farmaye ki taawizat takriman 6-8
15:38 maine pehle mangwaye the, tabiat bilkul set
15:40 hogayi the, abhi dubara kuch galbar
15:42 hogayi the, mera ilm-ul-aadat ke saab se
15:44 aapka jo taawiz pehne wala tha,
15:46 wo zaya hogaya hai.
15:48 ab uski zaya hone ki wujuhaat hai,
15:50 am parche bhi likhe, ihtiyaat bhi bheshte
15:52 hain, baaz okaad, be-ihtiyaati
15:54 ho jati hai, uski wajah se, shayad ye
15:56 taawiz dono zaya hogaye, iske liye
15:58 dubara aap mere numbers pe raagta karke
16:00 taawizat mangwa lijiyega,
16:02 inshaallah taala, Allah ki
16:04 ataon se dubara tabiat set hogayi ki.
16:06 momina binte bushra ke mutalik
16:08 jo bhena apne rishte ka poocha hai, mera ilm-ul-aadat
16:10 ke saab se koi asraat, nazar,
16:12 jaadu, bandish ka muamla nahi hai,
16:14 momina ko bolein har namaz ke baad
16:16 141 martaba,
16:18 ya latifu ya Allah,
16:20 ya latifu ya Allah,
16:22 141, 141 martaba har
16:24 namaz ke baad padhein, dua karein, inshaallah
16:26 taala, Rabbe kareem karam firmaayega.
16:28 shumaila binte zahida
16:30 aur kashif bin safia ke mutalik
16:32 jo bhena apne poocha hai, ki aapas me lalte
16:34 rahte hain, Rabbe kareem karam firmaaye, mere
16:36 saab se lalna nahi chahiye, shayad
16:38 ghalat fahimiya hai, shumaila
16:40 ko bolein, salamun qawlam mirabbir
16:42 rahim, 66 martaba har namaz ke
16:44 baad padhein, pani pe dam karke
16:46 rakh lein, aur shohar ko bhi pilaayin,
16:48 khudu bhi piyein, inshaallah taala,
16:50 aapas me muhabbate kaim ho jayengi.
16:52 rashid bin sabia khanam
16:54 ke rishte ke mutalik jo poocha hai,
16:56 mere ilmul aadaat ke saab se gandeh
16:58 asraat hain, rashid ko bolein namaz ke
17:00 pawandi karein, aur har namaz ke baad
17:02 teen martaba ayatul kursi padhkar, pani pe dam
17:04 karke piyein, isha ke baad 33 martaba
17:06 surah e khilas padhein,
17:08 dua karein, Allah ke ataon se inshaallah
17:10 taala, asbaab ban jayenge.
17:12 zarina binte jalna
17:14 bibi, mere bhai aapne waqar
17:16 apni walda ke mutalik poocha hai,
17:18 ki 10 saal se bohos
17:20 jada bimaar hain, Rabbe kareem
17:22 rahmatay farmaye, mere ilmul aadaat
17:24 ke saab se gandeh asraat ka muamla
17:26 hai, taawizat bhi mangayiye, aur
17:28 ghar ka koi bhi fard
17:30 koi bhi ghar ka fard, teen
17:32 martaba ayatul kursi har namaz ke baad padhkar
17:34 pani pe dam karke pilayein, Allah
17:36 tabara taala inshaallah karam farmaayega.
17:38 muhammad asif bin
17:40 niyaz bibi, rifat binte
17:42 sughra ke rishte ke mutalik jo bhai
17:44 aapne poocha hai, mere ilmul aadaat
17:46 ke saab se rishta behtar nahi
17:48 hain, Rabbe kareem, dono ke
17:50 yeh achhe asbaab muhiyya farmaye.
17:52 Zakia bibi binte
17:54 noor khanam, ke mutalik jo bhai
17:56 aapne poocha hai, ki ammi bahar rahetiin to sahi
17:58 rahetiin, ghar mein aatiin to bimaar ho jatiin, tension ho jatiin
18:00 mere ilmul aadaat ke saab se koi asraat
18:02 nadar jadu bandish ka muamla nahi hain
18:04 ghar ki kuch pareshaniyon ki
18:06 wajah se, ya kisi ki
18:08 shayad zaban zyada chalti
18:10 ho, uski wajah se ye tension letiin
18:12 to ihtiyat ye karein, ki tension na le
18:14 to inshaallah sukoon haja, ghar walon ko
18:16 ihtiyat ka bolein, aur ammi ko bolein
18:18 la hawla wa la quwata illa billahil
18:20 aliyul azeem, sao martaba isha ke baad pada karein
18:22 dua kia karein, Allah ke
18:24 ta'on se inshaallah muamlaat achhe ho jayenge
18:26 muhammad irfan bin
18:28 nasreen ke mutalik, jo bhai aapne
18:30 poocha hai ki saudi arab mein ho, aur bimaar
18:32 rahetiin, yaha aatein ho sahi ho jatein, waha
18:34 jaatein to kaam bhi disturb ho jatein, aur bimaar
18:36 bhi ho jatein, mere ilmul aadaat
18:38 ke hasaab se yaha ya waha mein koi
18:40 asraat, yeh jadu ka muamla nahi, Rabbe kareem
18:42 koi maa saaniyat ha farmaye, irfan
18:44 bhai ko bolein, chaar soot tiranvi
18:46 martaba isha ke baad, ya salamu
18:48 ya allahu, padain, dua karein
18:50 Allah ke ta'on se inshaallah, tabiat
18:52 achhi ho jayenge, Natasha
18:54 binte shagufta, mere behen aapne
18:56 bachi ke mutalik poocha hai, mere ilmul
18:58 aadaat ke haasaab se gande asraat hai,
19:00 namaz ke pabandi ke saad, har namaz ke baad
19:02 teen martaba tul kursi padain,
19:04 paani pe dam karke pilaayen, ta'weezat
19:06 zarur mangwayen, Allah ke
19:08 ta'on se inshaallah, tabiat achhi ho jayenge
19:10 Noman Ali
19:12 binte azeemakhtar, mere bhai aapne
19:14 nokri ke mutalik poocha hai, mere ilmul aadaat
19:16 ke saab se koi asraat, nazar, jadu, bandish
19:18 ka muamla nahi, Rabbe kareem, rizq
19:20 ke asbaab, ata farmaye aapko
19:22 har namaz ke baad, doos
19:24 so gyaara martaba, ya basitu
19:26 ya allahu, ya basitu ya allahu
19:28 padain, dua karein, Allah ke ta'on se
19:30 inshaallah, karam ho jayega
19:32 Samina
19:34 binte habibun nisa, mere
19:36 behen aapne farmaaya ki bohot bimaar rahti ho,
19:38 yaaar martaba, operate bhi ho chuka hai, Rabbe
19:40 kareem, aapko sehat de, mere ilmul aadaat
19:42 ke saab se, gande asraat
19:44 ka muamla hai, namaz ki pabandi ke saad
19:46 har namaz ke baad, teen
19:48 martaba, ayatul kursi, aur paanch martaba
19:50 surah-e-qalam ke aakhri dua'aton ko padhein
19:52 paani pe dam karke peeyen, Allah
19:54 ke aataon se, inshaallah, tabiat achhi
19:56 ho jayegi, aur ta'weezat bhi zarur
19:58 mangwa lijiyega, nahid
20:00 binte nasreen akhtar, mere bhai aapne farmaaya ki
20:02 chaar betiyein aapki, aapko
20:04 aulad-e-nareena ki khwahish hai, Rabbe kareem
20:06 apni rahmatay farmaaya, aur aapko
20:08 aulad-e-nareena aata
20:10 farmaaya, toh mene aap se arz kar diya tha,
20:12 kohl ke darmian zarur raabta kijiyega, dauran-e-hamal
20:14 inshaallah-o-ta'ala, wazifa bataya
20:16 jayega, tasawwur
20:18 aalam bin manzuran, bibi mere bhai
20:20 aapne karobar ka poochaa, mere ilmul
20:22 aadaat ke saab se, nazre bad hai
20:24 surah-e-qalam ke aakhri dua'at, har
20:26 namaz ke baad, paanch martaba padhein
20:28 padh kar apne upar dam karein, aur
20:30 isha ke baad, koshish karein
20:32 aat-so-saay-tees
20:34 martaba, yaa baasit-o-yaa
20:36 allahu, yaa baasit-o-yaa allahu
20:38 padh kar dua karein, Allah tabarak-ta'ala
20:40 inshaallah, karam farmaayega
20:42 zahida parveen
20:44 binte
20:46 anwar bibi, mere behna
20:48 aapne farmaaya, ki aapko cancer hai, pichle
20:50 chhe saas saalon se, rabbe kareem, apni
20:52 rahmatay farmaaya, Allah aapko sehat de
20:54 ek toh, surah-e-muzammil sharif
20:56 rozana aap, kisi bhi namaz ke baad
20:58 ek martaba, itni aawaaz
21:00 se padhein, ki aapki poori body
21:02 sun rahi ho, aur padhne ke baad
21:04 dua bhi karein, aur paani pe dam karein
21:06 isko piya karein, ta'weez bhi
21:08 mangwa lijiyega, daak ke zariye
21:10 mere numbers pe raabta karke, Allah
21:12 tabarak-ta'ala, inshaallah, karam farmaayega
21:14 doosra, aapne farmaaye, bachcha bada ziddi hai
21:16 bachcha ka naam lena, bhool gaya
21:18 baaral, jo zid karta hai, surah-e-kaafiroon
21:20 jab yeh so jaye
21:22 iske ulte kaan me padh kar dam kijiyega
21:24 Allah ke ataon se, inshaallah
21:26 ki zid toot jayegi
21:28 Alhamdulillah, Azza wa Jal
21:30 tamam suwaalo ke jawabat ho gayein
21:32 aur mujhe umeed hain, aapne
21:34 apne suwaal ke jawab me wazaib bhi
21:36 zarur likh liye honge, mazeed
21:38 calls program ka hissa banatein
21:40 aur dekhtein hai, maasat kaun aur kahan se
21:42 kya kahena chahatein, assalam-o-alaikum
21:44 wa-alaikum-as-salam
21:46 sir, mera naam Nazmin hai
21:48 mere bete ka naam Asjil hai
21:50 As?
21:52 Asjil
21:54 Alif, Seen, Jeem, Laam
21:56 Alif, Seen, Jeem, Laam
21:58 Ammi ka naam kya bataya?
22:00 Nazmin
22:02 Nazmin
22:04 Nazmin ya Nazneen?
22:06 Nazmeen
22:08 Meen hai, Meem hai, Noon hai?
22:10 Neem, Yeh, Noon
22:12 Nazmin
22:14 Masala kya hai?
22:16 Jab se pehda hua hai
22:18 rota, zid, shirarat
22:20 Umar kitni hai iske abhi?
22:22 5 saal ka hai
22:24 5 saal ka hai, rota hai
22:26 main batata hu Inshallah iske rone ka hal
22:28 aapko Rabbe karim, aasaniyat
22:30 aata, farmaye, ek aur caller ki
22:32 taraf chalte hain, assalam-o-alaikum
22:34 Assalam-o-alaikum
22:36 baba ji, wa-alaikum-as-salam
22:38 main Sheikhan
22:40 bhi Bangalore se baat kar rahi hu India
22:42 Bangalore se, mere bete ka masla hai baba ji
22:44 bete ka aur maa ka naam bataye hai
22:46 bete ka naam bataye
22:48 bete ka naam Mohammad Munir
22:50 unke walid ka naam Sheikhan bhi
22:52 walid ka nahi hume chahiye
22:54 baalda ka naam chahiye
22:56 oh-ho, call drop ho gayi
22:58 Rabbe karim, karam farmaye
23:00 ek aur caller ki taraf
23:02 chalte hain, assalam-o-alaikum
23:04 Assalam-o-alaikum
23:06 baba ji, main ne apne
23:08 miya sahib se bhi talek baat karne hai
23:10 12 saal ho gaye hai, jo bhi
23:12 karubah karte hai, itni mehnat karte hai
23:14 naam bata dijiye unka aur unki ammi ka
23:16 unka naam Mohammad Idrees
23:18 Mohammad Idrees Malik ki waalda
23:20 Zainab bhi bhi
23:22 Zainab
23:24 kya kaam karte hai
23:26 kaam welding ka karte hai, lekin
23:28 jitne joon se bhi kaam karte hai, mashra har
23:30 kaam khan maula, lekin bohot nukhsan karte hai
23:32 Allah, asaniyat aap farmaye
23:34 main batata hu, inshaAllah
23:36 aap provaam dekhiye, ek aur caller ki taraf
23:38 chalte hain, assalam-o-alaikum
23:40 assalam-o-alaikum
23:42 waalaikum-as-salam
23:44 mera naam Kiran hai
23:46 meri beti teen hai
23:48 aur ek beta hai
23:50 aapki beti teen hai aur ek beta hai
23:52 karna kya hai yeh batayiye
23:54 meri jo do beti hai, abhi jo hui hai
23:56 aat maha ki hai, unki bohot tabiat
23:58 kharab hai, unki choti hai
24:00 judooma bachi hai
24:02 judooma bachi hai
24:04 jo badi beti hai, unki
24:06 paath saal umar hai, unki choti wali
24:08 beti hai, unki teen maha hai
24:10 uska naam batayiye choti wali ka
24:12 unka naam Irza hai
24:14 Irza
24:16 Irza hai, aur mera naam Kiran hai
24:18 aur wo bimaar rehti hai, unke bita
24:20 matlab bataya hai
24:22 inshaAllah-u-taala, Rabb-e-karim karam farmaa
24:24 ek aur caller ki taraf chalte hain, assalam-o-alaikum
24:26 waalaikum-as-salam
24:28 salamat-ali, baat karo
24:30 jee bhai
24:32 mera, mera jo bhi kaam ka taab
24:34 property dealer ka kaam kaar taab
24:36 kya naam hai aapka, salamat-ali
24:38 salamat-ali, waalda ka naam fazlana bibi
24:40 salamat-ali
24:42 ko chala nahi raha baata hai
24:44 main batata hu, main batata hu
24:46 inshaAllah, ek aur caller ki taraf
24:48 chalte hain, assalam-o-alaikum
24:50 as-salam-o-alaikum
24:52 koon hai amaare saath
24:54 batayiye
24:56 koon hai
24:58 aapas mein mashware kar raha hai
25:00 meri bain naam batayiye
25:02 aapas mein mashware kar raha hai
25:04 aap to
25:06 bhai nahi hai, gaya naam bibi
25:08 dasan hai, mera naam gaya naam bibi
25:10 nahi, rehana bibi
25:12 rehana bibi
25:14 ammi ka naam batayiye
25:16 aap bhai naam
25:18 chafeeq
25:20 as-salam-o-alaikum
25:22 mujhe samajh mein nahi aara
25:24 aap kya batayiye meri bain
25:26 Allah ta'ala asaniyat aata farmaye
25:28 program rohani duniya mein
25:30 mukhtasar sa waqfah hai
25:32 waqf-e-baad inshaAllah phir mulaqat hoti hai
25:34 kushama deed, ek martaba phir
25:36 program rohani duniya mein
25:38 toh hum aap ke liye
25:40 ek naam ka
25:42 isme aazam
25:44 ba zariyye ilm-ul-aadaad
25:46 ke zariyye se nikal kar batate hain
25:48 aur aap alhamdulillah
25:50 usi naam ke log
25:52 har aadmi nahi, jiske naam ka
25:54 bataya jata hai, wohi
25:56 namaz ki pabandi ke saath padhate hain
25:58 aur rabbi kareem ki rahmaton se
26:00 alhamdulillah azza wa jal
26:02 apne maqasid mein
26:04 kamiabiyon ke liye duayin karte hain
26:06 aur rab unki duayon ko khub sunta
26:08 alhamdulillah azza wa jal
26:10 toh aaj ka isme aazam hai
26:12 naam hai muhammad ayyaz
26:14 muhammad ayyaz ke jo aadaad
26:16 hai, wohi ek
26:18 so gyaara aur iske liye
26:20 jo rab azza wa jal ke
26:22 zikr karne wale naam hai
26:24 wohi ya daimu ya
26:26 allahu ya daimu
26:28 ya allahu, in dono
26:30 ism ki jo aadaad hai, wohi
26:32 ek so gyaara hai, toh zahir hai
26:34 ki jab dono ki matching hogi
26:36 jab hi isme aazam banega, toh rab
26:38 azza wa jal apni rahmaton se
26:40 muhammad ayyaz, jitne bhi
26:42 mere poori duniya mein bhai hain
26:44 woh isko do so baayis
26:46 martaba, yaani naam ke adat ko
26:48 double karke jab padhenge toh ye ho jayenge
26:50 do so baayis
26:52 ya daimu ya allahu
26:54 do so baayis martaba padhenge
26:56 ye inshaallah in ke liye isme aazam
26:58 hoga aur isme aazam ke waseelah
27:00 se duayin, hamare aslaaf
27:02 firmaatein ki bohot kabool hoti
27:04 zikrullah ke baad wese bhi dua alhamdulillah
27:06 kabool hoti hai, yakini taur par
27:08 rab ki rahmat hoti hai, toh fir us wak duaon
27:10 ki kabooliyat ke aasaar zyada
27:12 ho jayatein hain, rab
27:14 karim hame khub khub
27:16 zikrullah karne ki
27:18 taufiq marahmat firmaaye
27:20 purwaam ruhani duniya mein
27:22 mazeed calls purwaam ka hisa banatein
27:24 aur kuch suwalon ke jawab
27:26 bhi baaki hain, toh inshaallah unko bhi detein
27:28 pehle calls shamil kartein, assalamu
27:30 alaikum
27:32 assalamu alaikum
27:34 sir main irfan hussain baat kar rahe hoon
27:36 chakwal siyam
27:38 aapki ammi ka naam mataayi hai
27:40 naseem akhtar
27:42 sahi yeh masla kya hai
27:44 sir main baar ke liye apply kar rahe hoon, kaam nahi ho raha hai
27:46 kaun se baar, kis jaga jaana chaah rahe hain
27:48 haan kaam ke liye
27:50 main document send ki hain, foto sab kuch bhej di hain
27:52 lekon abhi taak
27:54 haan kaam jaana chaah rahe hain, theek hai main batata hu
27:56 inshaallah, ek aur caller
27:58 ek tarah chalte hain, assalamu alaikum
28:00 waalaikum salam
28:02 jee, jee, akbaal baba bo raha hai
28:04 jee, akbaal baba, uskar raho hain
28:06 jee, mera naam nosheen hai, aur mere
28:08 bete ka naam arsalan hai, nosheen
28:10 jee, nosheen
28:12 arsalan, waalda ka naam
28:14 nosheen, jee
28:16 sahi yeh masla kya hai
28:18 jee, mere bete ki baar mein pooshna hai
28:20 ke wo bohot jit karte hai, aur baat mi
28:22 maal ka hai, umar kya hai iski
28:24 uski umar hai, 18, 17 saal
28:26 umar kya hai, umar kya hai
28:28 acha, theek hai, main batata hu
28:30 aap apne television ki awaaz sun lijiye
28:32 fir main aapko batata hu, inshaallah
28:34 taala, theek hai, ek aur caller ki taraf chalte hain
28:36 assalamu alaikum
28:38 waalaikum salam jee, baba jee
28:40 wo, naam ishfaq ahmad
28:42 ishfaq ahmad
28:44 waalda ka naam, jee, waalda ka naam
28:46 razia begum, theek hai
28:48 masla kya hai
28:50 ishfaq bhai, main, saji,
28:52 kaam karta hu, palastha to
28:54 jis ke saath achha karta hu, mere saath
28:56 bura ho jata hai, kaya ka kaam karta hai
28:58 aap
29:00 kis cheez, jis ke saath achha karta hu,
29:02 bura ho jata hai, achha, jis ke saath aap
29:04 achha karta hu, wo bura kar deta hai, aap ke saath
29:06 palastha kaam karta hai, furniture palastha
29:08 nahi, aapne firmaaya na
29:10 jis ke saath main achha karta hu, wo mere saath
29:12 bura kar deta hai, jee jee
29:14 Allah taala, behtri firmaaye
29:16 is maamle
29:18 main, inshaallah, thodi si gudaarish
29:20 karung aap se
29:22 Allah taala karam kare, inshaallah
29:24 ek aur caller ki taraf chalte hain, assalamu alaikum
29:26 waalaikumussalam
29:28 baba ji, main bengalore se
29:30 baat kar rahi hain, kya naam hai?
29:32 shekhan bhi bolke,
29:34 bengalore se baat kar rahi hain, india se
29:36 shekhan bhi, munir ki
29:38 waalida ka naam shekhan bhi hai
29:40 haan, haan
29:42 haan baba sahib, chalein theek hai
29:44 mujhe mil gaya, main batata hu iski
29:46 rozi ke liye, inshaallah aapko, Allah taala
29:48 iski risk mein barkate hataa farmaye
29:50 agle caller ko shamil karte hain
29:52 assalamu alaikum
29:54 assalamu alaikum
29:58 aapko awaz aa rahi hai?
30:02 aapko awaz aa rahi hai?
30:04 awaz to aa rahi hai
30:08 magar TV ki awaz khuli na
30:10 isliye yaha se pohuch nahi rahi hogi aapko
30:12 chalein, agle caller ko shamil karte hain
30:14 assalamu alaikum
30:16 assalamu alaikum
30:18 waalaikum assalam
30:20 waalaikum assalam
30:22 bhaijaan, aankhe meri fajri te
30:24 furq bhi hai, bade zor bhi
30:26 aacha naam kya aapka?
30:28 muhammad asif
30:30 muhammad asif, waalida ka naam?
30:32 asik, asik, muhammad asik
30:34 muhammad asik
30:36 bakhan mai
30:38 ammi ka naam kya hai? bakhan mai
30:40 jia
30:42 aacha aapne kya farmaye ki aapki
30:44 aankhe fadakti hain?
30:46 aankhe fadakti hai, dono fadakti hai?
30:48 aankhe fadakti hai
30:50 aacha seedhi aag fadakti hai
30:52 jia, baawal portugal
30:54 aankhe fadakti hai
30:56 theek hai bhai, batata hai, inshaallah taala
30:58 bas, proam ruhani duniya
31:00 mein, aaj ke aakhari caller
31:02 ko shamil karte hain, assalamu alaikum
31:04 proam ruhani duniya
31:06 mein, aaj ke aakhari caller
31:08 ko shamil karte hain, assalamu alaikum
31:10 dekhein, TV ki awaz kitni
31:12 aaraam se khol ke bete hain, aap awaz sunne ke liye
31:14 ki aap zara
31:16 jab control room ko
31:18 mausool ho jaye karo, band kar diya karein
31:20 hain humare saath, yeh chale gaye
31:22 aa, main aapke saath
31:24 hai sir, jee, farmayiye, naam bataye
31:26 ammi ka naam bataye
31:28 mera naam hai Tanveer Ahmed, walada ka naam
31:30 hai Ghulam Sakina, theek hai
31:32 masalah kya hai Tanveer bhai
31:34 mera
31:36 mere chota bete
31:38 abu
31:40 bas, Allah taala asaniya
31:42 ata, farmaye, aap logon ke liye
31:44 TV ki awaz, baarha, bolta hu, band
31:46 nahin karte, asjal
31:48 bin nazmeen, mere
31:50 bhena, aapta farmaye, ki yeh 5 saal ka bacha hai
31:52 woh bohos zyada
31:54 zid karta hai, Allah
31:56 taala asaniya ata, farmaye, mere
31:58 ilm ul aadaat ke asaab se nazre bad hai
32:00 soorah e qalam ke aakhari do ayat hai, har namaz
32:02 ke baad, 5 martaba padh kar, iske upar
32:04 dam karein, jab so jaye to
32:06 soorah e kafiroon, 11 martaba
32:08 padhein, ulte kaan me dam karein
32:10 Allah ke ataon se, inshaAllah, bacha set
32:12 ho jayega, Muhammad Munir bin
32:14 Sheikhan bhi, mere bhena, aapte
32:16 India se Munir ke liye call ki, iske rozi
32:18 ka mawamla nahi, Rabbe kareem, asaniya
32:20 ata, farmaye, 392
32:22 martaba isha ke baad, ya basit
32:24 hu, ya Allah, padhein, dua karein
32:26 inshaAllah, taala, riske asbaab ban
32:28 jayein, ke
32:30 Muhammad Idrees Malik
32:32 bin Zainab ke mutaalik, jo bhena, aapne poocha hai
32:34 ki jo bhi kaam kartein, nukhsaan
32:36 kar jatein, darsal, inko kaam ka tajarba
32:38 nahi hai, kaam bohos saare kar liye, ino ne, magar
32:40 kisi ek kaam pe tikte nahi hai, ab
32:42 zahir hai ki, ek kaam khatam karke, foran, doosra
32:44 naya shuru karein, usme bhi tajarba nahi, fir nukhsaan
32:46 utha jayenge, inko bolein, pehle tajarba
32:48 hasil karein, aur jis kaam pe
32:50 tajarba hu, wohi kaam karein, aur
32:52 ya basit hu, ya Allah,
32:54 275 martaba isha ke baad padhein, dua karein
32:56 inshaAllah, asbaab banenge
32:58 jald bazi, na kiya karein
33:00 Irza binte
33:02 Kiran, meri bhena, aapne firmaaya ki, teen maa
33:04 ki bachi aur bahut bimaar rahti hai, mere ilmul
33:06 aadaat ke asaaf se nazre bad hai, surah
33:08 qalam ke aakhri dua ayat hai, har namaz ke baad
33:10 paanch martaba padh kar, bachi pe
33:12 dam karein, taaweez bhi mangwa lain, ghaliban
33:14 aap karachi mein, to taaweez
33:16 mangwa lain, ghareeba baad ki chaurangi pe
33:18 astana, kisi ko bhej dijega, inshaAllah
33:20 nazar ke taaweez bohoj jayenge
33:22 Salamat Ali bin Fazla
33:24 meri bhai, aapne firmaaya ki
33:26 property ka kaam kartein, aaj kal kaam nahi
33:28 ho rahein, rabbe kareem, aasaniya
33:30 asaaf se door tak nazar
33:32 jadu bandish ka muamala
33:34 nahi hai, paanch
33:36 soo ikatteez martaba
33:38 isha ke baad, ya basitu
33:40 ya Allahu, padh hain, dua karein, Allah
33:42 ke taaweez inshaAllah, asbaab ban jayenge
33:44 Irfan Hussain
33:46 bin Naseem Akhtar, meri bhai
33:48 aapne firmaaya ki, baahar jaane ke liye paper
33:50 diyen, Hong Kong, aap jaana chahteyin, mere
33:52 ilmul aadaat ke asaaf se door tak
33:54 koi asara nazar nahi aa raha, rabbe kareem
33:56 aap ke liye achche asbaab muhiyya
33:58 firmaaya, Arsalan
34:00 bin Noshin, umar satra saal
34:02 aapne firmaaya, meri behin bohot
34:04 zid karta hai, mere ilmul
34:06 aadaat ke asaaf se nazar bad hai, soor
34:08 e qalam ke aakhri duaayat hai, har namaz ke baad
34:10 paanch martaba padh kar, iske upar dam karein
34:12 baaz namazon me zahir hai, bas
34:14 bacha mustaqil ghar mein nahi hoga, toh
34:16 paani be dam karke rakh lein, usko pilaya karein
34:18 inshaAllahu ta'ala, zid
34:20 mein bohot narmi aajaayegi
34:22 Muhammad Ashfaq
34:24 bin Razia, mere bhai
34:26 aapne firmaaya, ke
34:28 mein aapka masla
34:30 ghaliban bhool gaya
34:32 rabbe kareem karam firmaaya
34:34 achha, haan
34:36 mein samajh gaya, mene likh nahi paaya tha
34:38 aapne firmaaya, ki main jiske saath achcha karta hu
34:40 wo mere saath bura kar jata hai
34:42 dekhein, achcha aur bura ke liye jo hai na
34:44 aap Allah ki riza ko
34:46 shamil-e-haal rakhein, agar kisi ke saath
34:48 achcha kar raha hain, aur is niyat se kar raha
34:50 hai, ki kal mein fasun, toh ye bhi mere saath
34:52 achcha kar raha hai, toh hargiz
34:54 duniya mein sawab hai, na akhirat mein
34:56 isliye ke aapne toh pehle hi apna laalaj
34:58 zahir kar diya hai, toh jiske liye bhi karein
35:00 Allah ki riza ke liye karein
35:02 umeed hai, inshaAllah, aapko sawab bhi
35:04 milega, aur baig
35:06 mein aapko iski taraf se achchai bhi
35:08 milegi, toh niyat achchi rakhein
35:10 saare kaam achche ho chayenge
35:12 Muhammad Ashik, mere bhai
35:14 aapne firmaaya, ki aapki seedhi aag
35:16 phadakti hai, Quran-e-Hadees me iske
35:18 mutaalik koi bhi, na koi achchi
35:20 cheez hai, na koi buri cheez hai, rabbe
35:22 kareem, aasaniyat ha firmaaye, aur hukama
35:24 hakeem iske mutaalik firmaate hai, ki
35:26 peht ki kharabi ki wajah se
35:28 aankhon ka phadakna hota hai
35:30 isme koi burai nahi hai, baaz logon
35:32 ne iske boh sari baatein bana rakhi hai
35:34 ki seedhi aankh phadake toh yeh hota hai
35:36 ulti aankh phadake toh yeh hota hai, hargiz
35:38 hargiz aisa nahi hai, Quran-e-Hadees
35:40 iske mutaalik
35:42 kuch bhi hume irshad nahi firmaate hai
35:44 toh phir zahir baat hai, ki hume
35:46 khamosh rehna hai, aur isper yakeen
35:48 nahi karna hai, rabbe kareem, aasaniyat
35:50 ha firmaaye, alhamdulillah, tamam suwanon
35:52 ke jawabat hoga hai, mazeed
35:54 toh dua ki taraf chalte hain
35:56 hum dua maangte hain, inshaAllah
35:58 wa ta'ala, zindagi bakhair rahi toh agle
36:00 purwaam mein, yaani agle budh aur jumraat
36:02 humari phir mulaqaat hogi
36:04 alhamdulillah, rabbil alameen
36:06 wa salatu wa salamu 'ala
36:08 sajjidil anbiya wal mursaleen
36:10 jazal laahu anna sayyidina maulana muhammadan
36:12 sallallahu ta'ala alaihi wa sallam
36:14 maa huwa ahluh
36:16 ya Allah, rabbana aatinaa fil dunya
36:18 hasanataun, wa fil aakhirat hasanataun
36:20 wa qinaa thaba annaar
36:22 Allahumma gufiroor rahim, wa anta khairur rahmeen
36:24 ya Allah, ya Rahman, ya Raheem
36:26 tujhe biyari mahboob
36:28 sallallahu alaihi wa sallam ka wasta
36:30 maula, hamari tamam kabira
36:32 sajjida gunahukum mu'affarma
36:34 ay rabbi kareem, hame neka a'mal karni ki tofeeq
36:36 ata firmaa, ay rabbi kareem
36:38 hamare iman ki hifazat firmaa
36:40 ay rabbi kareem, hame deen par istiqamat
36:42 ata firmaa
36:44 ay rabbi kareem, be auladon
36:46 ko nek sualih, aulad afiyat
36:48 ke saath naseef firmaa
36:50 ay rabbi kareem, jo aulad ki wajah se parishaan
36:52 unko aulad ka sukh chain dekhna
36:54 naseef firmaa
36:56 ay rabbi kareem, tujhe biyari mahboob
36:58 sallallahu alaihi wa sallam
37:00 ka wasta, maula duniya bhar me jahan kahin
37:02 bhi, musalman beemaar hain
37:04 shifaay kamila ajra naseef firmaa
37:06 ay rabbi kareem, be
37:08 rozgaaron ko rizq-e halal
37:10 kaseer ata firmaa
37:12 ay rabbi kareem, jo barsare
37:14 rozgaaron ki rizq-e barkat-e vusat-e ata firmaa
37:16 ay rabbi kareem, hame
37:18 bar bar haj ki saadat
37:20 naseef firmaa, bar bar
37:22 meethe madina ki ba adab hazri
37:24 naseef firmaa
37:26 ay rabbi kareem, ay rabbi kareem
37:28 tujhe biyari mahboob sallallahu alaihi wa sallam
37:30 ka wasta, maula mulk-e pakistan
37:32 ko istiqamata
37:34 firmaa, ay rabbi kareem
37:36 itamaam duaain, hamare
37:38 dos, ahbab, asatiza
37:40 bil khusus, walidayn
37:42 ki haqmeh qubool, firmaa
37:44 inna allaha wa malaikatahu
37:46 yusalloon ala an-nabi, ya ajjuh
37:48 allatheen amanu, sallu alayhi
37:50 wasallimu tasleema
37:52 sallallahu ala an-nabi wa alihi
37:54 sallallahu ta'ala, li yusallam salatan
37:56 wasalamun alayka ya sayyidi ya rasul
37:58 Allah, subhanarabbika
38:00 rabbi al-izzati yamma asrifoon
38:02 wasalamun ala almursaleen
38:04 walhamdulillahi rabbil alamin
38:06 la ilaha illallah
38:08 wa rahmatullahi wa barakatuh
38:10 [BLANK_AUDIO]