Skip to playerSkip to main content
Roshni Sab Kay Liye

Topic: ALLAH se Muhabbat || اللہ سے محبت

Host: Syed Salman Gul

Guest: Allama Liaquat Hussian Azhari, Allama Hafiz Owais Ahmed

#RoshniSabKayLiye #islamicinformation #ARYQtv

A Live Program Carrying the Tag Line of Ary Qtv as Its Title and Covering a Vast Range of Topics Related to Islam with Support of Quran and Sunnah, The Core Purpose of Program Is to Gather Our Mainstream and Renowned Ulemas, Mufties and Scholars Under One Title, On One Time Slot, Making It Simple and Convenient for Our Viewers to Get Interacted with Ary Qtv Through This Platform.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Rahim, Allahumma Salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala
00:11alihi wa sahbihi, wabarik wa salim, zindagi aamat barai bandagi, zindagi bebandagi sharmindagi,
00:19yaani insaan ko takhliq karne ka jo maqsad tha, wa Allah arabul Izzat ki raza, itaat
00:24aur uski firmawardari, aur yeh kab, yeh toot kar uski muhabbat mein jab ki jayegi tohi
00:29iska haqq ada ho sakta hai, nazveen-e-kiraam, ek insaan itaat ki taraf jab aata hai, jab
00:34wo mahyus ho jata hai, jab wo majboor ho jata hai, bebas ho jata hai, aata hai Rab ke huzoor
00:39sajda karta hai, girgir aata hai, aur apni murat talab karta hai, magar Sufiya-e-Ikraam
00:44ne, Auliya-Allah ne, Sahaba-e-Ikraam ne, Ahl-e-Bait-e-Athaar ne, humi jo tarz-e-ibadat
00:48samjaya, Allah-o-Akbar, hum teri bandagi, isliye toh karte hi nahi, ke hum bandagi
00:56ki taqazi pure karte hain, hum toh teri bandagi isliye karte hain, bandagi tujhko zeba hai,
01:00Parwardigar, teri muhabbat mein fana, teri banday, wo jo teri muhabbat mein fana hote
01:05hain, wo har lehza teri bandagi mein hi masroof-e-amal rahte hain, aur nazveen-e-kiraam, wo shakhs
01:10jo Allah-e-Rabb-ul-Izzat ki muhabbat ko apne upar ghalib kar le, uska toh chalna, firna,
01:16jeena, marna tak uska ibadat hi mein guzarta hain, kyunki wo usi tarah guzarta hain, jaise
01:21ki Allah-e-Rabb-ul-Izzat usse taqazi kar raha hain, uska Rasool usse mutalba kar raha hain,
01:26toh zindagi ko is tarah guzarna yeh muhabbat-e-Ilahi ka ek behitreen mazhar hain, Allah ki muhabbat,
01:32banda toh Allah se muhabbat karta hain, nahi karta hain, ispe toh sawal kiya jaa sakta hain,
01:38lekin Allah bando se badi muhabbat karta hain, badi barpoor muhabbat karta hain apne bando
01:43hain, wo sattar maaon se zyada misaal jeet jati hain, main kehta hu yeh koi misaal hi nahi
01:47hain, uski muhabbat ke aage hain, wo toh itni muhabbat karta hain apne bando se, itni bepana
01:51muhabbat karta hain, itni si sharmindagi uske dil mein aayi, guna se mudalak, aur wo maaf
01:56farma dita hain, Allah-o-Akbar, bande kahan yeh fitrat aur kahan yeh tarz rakte hain,
02:02ki uski muhabbat ka koi haqq ada kar sakein, ya usse badla de sakein, Allah-o-Akbar.
02:08Aaj ulama-e-ikram mulke Pakistani nahi, aalam-e-Islam ke baitrin ulama humare saath
02:12hote hain, jaisa ke aapko pata hain, muhabbat-e-Ilahi ke mauzoo par aajin se baat
02:15karna chahunga, jinn mein Hazrat Allama Maulana Liaqat Hussain Azari sahab tasheef
02:19farmayin, hazbe-e-riwayat, aur Hazrat Allama Hafiz Uwais Ahmed Naqshbandi sahab
02:23tasheef farmayin, aap dono ka khair magdam karta hun, tooti-booti Hazrat Maroozat
02:27aur uske saath aghaaz yeh muhabbat-e-Ilahi, Allah Rabbul Izzat khud apne kalam mein,
02:32apni muhabbat se mutalik kya taqaza farmata hai, ya kis tarah isko zikr farmata hai?
02:36A'udhu billahi minash shaitanir rajim, bismillahir rahmanir rahim, yuhibboonahum
02:41ka hubbillahi wal ladheena aamanu ash-shaddu hubbal lillah.
02:45Rabb-e-tabaraka wa ta'ala ne kuffar ka zikr kiya ke wo butoo se muhabbat karte hain,
02:52jaisa ki Allah se muhabbat karni chahiye, lekin iman waloo ki shaan yeh hai, aur iman
02:58waloo ki azmat yeh hai ki wo sabse badkar Allah tabarak wa ta'ala se muhabbat karte
03:03hain, ash-shaddu hubbal lillah, sabse zyada shadeed tareen unki jo muhabbat hoti hai,
03:10yeh iman waloo ki pehchaan bata hai, dekhi Salman bhai, ek light se mood ke andar hum
03:15baat karte hain ki dekhi muhabbatin yeh duniya ki hain, misal kator pe karbar ki muhabbat,
03:20business ki muhabbat, gharbar ki muhabbat, aulad ki muhabbat, bachun ki muhabbat, biwi
03:26ki muhabbat, shohar ki muhabbat, yeh saari ki saari muhabbatin ek aap yeh samjhe ke
03:31naturally hai, fitri hai, aur Islam ek deen-e-fitrat hai, Islam na yeh nahi kaha ki bhai tum agar
03:38bachun se ya gharbar se muhabbat karoge ya tum jo hai maal-e-dolat se muhabbat karoge
03:44to kaafir ho jaoge, deen-e-Islam se nikal jaoge, khabardaar tumne muhabbat ki, khabardaar
03:48to khabardaar, aur mai nahi nahi, yeh muhabbatin fitri muhabbatin hain, takaza yeh hai ki
03:53yeh muhabbatin tumari honi chahiye, yeh naturally fitri muhabbatin hain, ki insaan apne qabeela
03:58se, apne khandaan se muhabbat karta hai, bhai bainu se muhabbat karta hai, maal-e-dolat
04:03se, karobar se muhabbat karta hai, lekin Quran kehta hai ki yeh saari muhabbatin neeche
04:08hon, neech hon, sabse badkar muhabbat Allah aur uske Rasool se ho raha hai.
04:13Subhanallah.
04:14Qul inkana aaba-ukum, wa abna-ukum, wa ikhwan-ukum, wa azwaj-ukum, wa ashirat-ukum,
04:20wa amwal-u-nikhtaraf-tumuha, tumara wo maal jise tum gin-gin ke rakhte ho, wa tijaratun
04:26takhshauna kasadaha, tumari wo tijarat jise ki kasad bazaari ka aur mandi ka tume khauf
04:31rahta hai, wa basakin-u-tardaunaha, tumare wo ghar jinki dar-u-dewar se tum muhabbat karte
04:38ho, ahabba-i-rikum min Allahi, wa rasoolihi, wa jihadin fi sabirihi, fa tarabbasu.
04:43Allah o Akbar.
04:44Agar in cheezu ki muhabbat zyada hai, to fir to tum Allah ke azaab ka indazaar karo.
04:48Hona yeh chahiye, ke walladeena aamanu ashaddu hubbal lillahi.
04:53Yeh muhabbat-e-bi zindagi ka taqaza hai.
04:55Acha yeh bhi humare aap fashion.
04:57Agar jo shaddeed aap keh rahe hain.
04:58Humare aap yeh bhi ek bada fashion hai.
05:00Ke nahi, mai jo hai maal se mujhe bohot buray lagte hai, paise bohot buray lagte hai.
05:04Salman bhai jo sab zyada shor machate hai na, ke buray lagte hai.
05:07Sab zyada andar wo hi karte hai.
05:09To firmahe yeh muhabbat-e-insaan ki maal ki muhabbat-e hoti hai.
05:13Lekin, firmahe aisa na ho jaye, ke tum in nafsaani khwaishaat ke andar Allah aur uske rasool ki itaat ko, muhabbat ko bola baitho.
05:21Tumhari muhabbat sabse badkar Allah aur uske rasool se honi chahiye.
05:25Is par Allah ke nabiye sallam ne firmahe hai,
05:31Firmahe teen cheezein aise hi hai, ke agar yeh insaan ke andar hon, to insaan imaan ki halawat ko, mithas ko paalete.
05:39Usme sabse pehli cheeze yeh hi beyan farbhai, ke insaan har cheeze se badkar Allah aur uske rasool se muhabbat kar.
05:47Yeh muhabbatu ka marqaz-o-mahwan hona chahiye.
05:50Farbhai, kahin aisa na ho jaye, ke nafsaani khwaishaat aade aajaye.
05:54Doosi cheeze aade aajaye.
05:56Humne kabhi bhi itne bade platform par baithkar aapse yeh nahi kaha,
05:59ke yaar aap business na karo, aap makanaat ache na banao, aap sawariyan ache na banao,
06:04Salman guri yeh ache ghariyan mat pehna karo tum.
06:07Humne kaha hai, ke yeh duniya hai, iske andar aap rehen, khayen, piye, chill karen, sab kuch karen.
06:12Lekin hillat-o-hurmat ka farq karna hai.
06:15Jo Rab-e-Tawaraka-wa-Ta'ala ke aakamaat,
06:17ab mahabbat-e-Ilahi ka taqaza yeh hai,
06:20Farbhai, ke jab Allah ka hukum aajaye, Allah ke rasool ka hukum aajaye,
06:24to phir har cheeze ko chhod do.
06:26La yu'minu ahadukum, hatta aakuna ahabba ilayhimu walidihi, wa walidihi, wal nasi ajmain.
06:32Har cheeze se badkar tumhari mahabbat Allah aur uske rasool se hone chahiye.
06:36Wahot khubar, Allama sahab, la jabab, mashallah.
06:39Kya baat hai, Quran ke zariye, hadees ke zariye,
06:42Humare matan ko, main jisme aap yeh keh lijiye,
06:45ki main bandagaan-e-Khuda ko,
06:47kontak karne ki koshish kar raha tha,
06:49ki humara ek tarz-e-ibadat hai,
06:51aur ek tarz-e-ibadat wo hai jo,
06:52mahabbat-e-Ilahi jisme chhalke,
06:54dekhe to saamne aali ko bhi yeh tasawur nahi yaar,
06:57Allah se mahabbat karta hai.
06:58Baaral, kya khubsurat aapne buniyat faraam ki,
07:01mahabbat-e-Ilahi ki jo azmat hai,
07:04ahamiyat hai, importance hai, values hai,
07:07ispe baat karne hai hazrat,
07:08mahabbat-e-Ilahi kitni zaruri hai bandon ke liye.
07:12Bismillah-e-Rahman-e-Rahim,
07:14badi khubsurat ayat se Allama sahab ne baat ki,
07:17aur bada khubsurat sual aapne kashid kiya,
07:20us poori guftagu se,
07:22ke khud yeh muhabbat kitni zaruri hai.
07:25Yeh muhabbat, jo muhabbat-e-Ilahi kehlaati hai,
07:28badi azeem aur azmat wali cheez hai,
07:31aur bandon par yeh Allah paak ki taraf se farz ki gayi hai.
07:36Iski azmat yeh hai,
07:37ke yeh bandon par farz hai.
07:40Aur iski azmat yeh bhi hai,
07:42ke Allah ki muhabbat,
07:44har cheez ki asl hai.
07:48Sari muhabbaton ka nichod,
07:50aur sari muhabbaton ka unwaan,
07:52aur sari muhabbaton ka marqaz hai.
07:56Salman yeh jumla mein keh raha hoon,
07:58ke kainat mein jisse bhi muhabbat honi hai,
08:02wo khuda ki wajah se honi hai.
08:05Khuda ki muhabbat ki wajah se honi hai.
08:08Agar koi Muhammad-e-Arabi sallallahu alaihi wa sallam se bhi muhabbat karta hai na,
08:13wo bhi khuda ki wajah se karta hai.
08:16Asal, uski azmat yeh hai.
08:19Asal, asal jo azmat hai,
08:21wo muhabbat-e-Ilahi ko hai.
08:28Aur doosra aap yeh dekhen hai,
08:30ki dekhen hum sahib-e-eemaan hai,
08:32alhamdulillah.
08:33Magar jo muhabbat-e-ilahi hai,
08:35agar aap isko evaluate karna chahein,
08:38iska muazna karna chahein,
08:40to yeh pehmana hai,
08:42eemaan ka.
08:44Agar kisi shahs ko yeh jaanchna hai,
08:46ki uska eemaan kamzor hai,
08:48uska eemaan mazboot hai,
08:50uska eemaan hai,
08:52ya uska eemaan nahi hai,
08:54to uske saamne ek hi pehmana hai,
08:57wo hai muhabbat-e-Khuda.
08:59Agar khuda ki muhabbat kaamil hai,
09:03to tera eemaan kaamil hai.
09:05Agar khuda ki muhabbat naqis hai,
09:08to tera eemaan naqis hai.
09:10Aur agar tujh mein khuda ki muhabbat nahi,
09:14to tujh mein eemaan nahi.
09:16Eemaan ka mayyaar hi khuda ki muhabbat hai.
09:20Yeh hai khuda ki muhabbat ki azmat.
09:23Huzoor ne firmaaya na,
09:25agar kisi ko eemaan ki halawat bhi chahiye na,
09:29to uski pehchaan kya hai?
09:30Tume eemaan ki mithas kaise milegi?
09:33Ayn yakoon Allahu wa Rasoolu
09:36ahabba ilaih mimma siwahu ma.
09:39Ki Allah aur uske Rasool ki alawa
09:42har cheez se zyada tume Allah aur uske Rasool se muhabbat ho.
09:46Yeh hai eemaan ka mayyaar.
09:48Yeh hai eemaan ka sharbat.
09:51Yeh hai eemaan ki mithas.
09:53Quality ho to phir yeh ho.
09:55To phir jis insaan ko agar jaanchna hai,
09:58ki wo khuda se muhabbat karta hai,
10:00aur uska eemaan kis mayyaar ka hai,
10:03to usko in dono cheezon ko jod kar dekhna hoga.
10:06Yani ki aap yeh firmaa rahe hain,
10:08ki uska tarz-e-zindagi,
10:10tarz-e-zindagi hoga.
10:12Agar aap jo hai na,
10:13wo aap par namaz bhaari hai,
10:15achhe akhlaaq bhaari hain,
10:17tilawat bhaari hai,
10:18aap par naik aamaali bhaari hua hai,
10:20to usko jaanchna hai aapko phir Allah ki muhabbat se,
10:23ki waha kamee aa gayi hai.
10:25Wo asal cheez azmat wali wo hai.
10:27Agar usse hoti muhabbat,
10:29to phir sab aasaan ho jaata hai.
10:31Yeh iski haqiqat hai.
10:32Bhai bohot kho.
10:33Matlab yeh halawat,
10:34ya iski taraf jo attraction hai,
10:36baadat ki taraf insaan ka attract hona,
10:38yeh bhi Allah ki muhabbat ke pehmane,
10:40yeh kya khubsurat ino ne baad firmahi hazrat ne,
10:43ke zara yeh socho,
10:44ki Allah se muhabbat tumhari kam ho gayi hai,
10:47aur kam to nahi ho gayi,
10:49agar usse muhabbat hoti,
10:51to zahir hai uski bandagi ke liye,
10:53yeh sar jhukta zurur uske aage,
10:54aur roz namaz-e-panjgana mein.
10:56Baaral, break ka waqt hai,
10:58ek waqfe ke baad,
10:59inshaAllah aap se mulaqat hoti hai,
11:00aur phir Allah ki muhabbat ke mauzoo par,
11:02hazrat-e-ulama kuch mazeed kalam karenge.
11:04Ji, welcome back,
11:06nazreen khair magdam hai,
11:07aapka ek martaba phir,
11:08aaj program mein hain baad kar rahein,
11:10muhabbat-e-ilahi ke mauzoo par,
11:11kya khubsurat bolein,
11:12dono hazrat-e-ulama,
11:13Allah inko salamat rakhe,
11:14achi ek meri chemistry,
11:16in ke saath match ho jati hai,
11:18ki mujhe nikaat bhi mil jati hai,
11:19even seekhne ko bahut kuch mil jati hai,
11:21Quran hamse kyu mukhatib ho raha hai,
11:23kis tarz mein mukhatib ho raha hai,
11:25jab muhabbat-e-ilahi ka taswar,
11:26main Allama sahab se ek baat karna chahata hoon,
11:28bunyad aapne farham ki,
11:29Quran-e-Hadith se hazrat khubsurat bolein,
11:31mujhe batayiye,
11:32kaunse omoor hain,
11:34hazrat ne ek baat kiye,
11:35bade point,
11:36bade pate ki baat kiye,
11:37ke aaj namaz hi bhaari hai na,
11:39akhlaaq hi bhaari hai,
11:40nekaamali bhaari hai,
11:41ab omoor bataye,
11:42on the other hand mujhe,
11:43practically ke jo mujhe,
11:44muhabbat-e-ilahi ki tarah,
11:45wo bhaarein,
11:46aaj ki naujawaan nasal ko,
11:47wo bhaarein,
11:48wo kaunse omoor hai,
11:49dekhi Allama sahab ne,
11:50markazi baat kahi ki,
11:51agar ham par namaz bhaari hai,
11:53namaz bhaari hai,
11:54to iska matlab hai,
11:55ki hamari muhabbat kamzor hai,
11:57namaz to markaz hai na,
11:58akim-e-salat-al-zikri,
11:59akarab-o-ilallahi,
12:00wah-wa-sajid,
12:01sabse zada banda muqarrab,
12:02to sajde ki halat mein hota hai,
12:04agar tumhe Allah,
12:05tabarak-e-wata'ala,
12:06ne diya hai,
12:07aur tum kisi ghareeb ko,
12:08miskeen ko,
12:09nahi de sakte ho,
12:10Allah ki muhabbat ke andar,
12:12to firmaaye,
12:13iska matlab hai,
12:14ki muhabbat tamari kamzor hai,
12:16jaa ke poocho na,
12:17khandaan-e-rasool se,
12:18aal-e-baitya-e-thaar,
12:19darwaze par ko aagaya,
12:21to wa ammas sa'ila,
12:22fala tanhar,
12:23wa yuta'imoon-e-ta'ama,
12:25ala hubbihi,
12:26ala hubbihi,
12:27ala hubbihi,
12:28miskeen-o-wa-yateem-o-wa-aseera,
12:31firmaaye,
12:32Allah ki muhabbat ke liye,
12:33firmaaye,
12:34ko ghareeb aajaaye,
12:35yateem aajaaye,
12:36miskeen aajaaye,
12:37qaidi aajaaye,
12:38aur phir khilane ke baad,
12:39ham kehte,
12:40hatam tayi nahi bante,
12:41innama nuta'imukum,
12:42li wajhillah,
12:43la nureedu minkum jaza'un wa la shukura,
12:45koi thanks nahi,
12:46koi shukriya nahi,
12:47koi regard nahi,
12:48wah, kya baat hai,
12:49to firmaaye,
12:50uski muhabbat ke andar sajda,
12:51uski muhabbat ke andar khaana,
12:53balki huzoor dua firmaaye karte the,
12:55Allahumma inni as'aluka hubbaka,
12:57wa hubba man yuhibbuka,
12:59wa hubba aamali,
13:00yukarribuni ila hubbika,
13:02eh khudaya,
13:03tu apni muhabbat ata firma,
13:05balki uski muhabbat ata firma,
13:07jo tujh se muhabbat karta,
13:08huzoor se badkar kainat pe,
13:09huzoor se badkar kainat pe,
13:10koi muhabbat karne wala,
13:11yeh humare diye talim hai,
13:12balki khudaya,
13:13us amal ki muhabbat ata firma,
13:15jo amal tera mukarrab bana de,
13:18har wo amal,
13:19wo sajde ki halat pe ho,
13:21wo kisi ko khaana khilane ki ho,
13:23wo kisi ko faida ponchane ki ho,
13:25pani pilane ki surat pe ho,
13:26koi bhi amal hai,
13:27jo teri bargah ke andar,
13:29mujhe mukarrab bana deta hai,
13:31eh mere malik o maula,
13:32us amal ki bhi muhabbat ata firma,
13:35aur yehi buniyad hai Salman bhai,
13:37kamzoor aaj kis baat se ho gaye,
13:39kamzoor is baat se ho gaye,
13:40ki hume ek zaum taari ho gaye,
13:42ki nahi yeh fakir ki zaate babarkat aisi hai,
13:44ki fakir na bhi kuch kare to,
13:46fakir jannat me jaaye,
13:47aur fakir ki namaze bhi ek hi jaga hote hai,
13:49aur yehi yahood aur nasara ka nazariyat hai,
13:51waqalatil yahood aur nasara,
13:53nahno abna ullahi wa ahibba,
13:56kahte the hum Allah ke pyaare hain,
13:58habib hain,
13:59balki nauzubillah Allah ke betain,
14:01kahte hum kuch karein na karein,
14:03hume kuch bhi nahi hoga,
14:04yeh jis jahannam se tum dara rahe ho,
14:06yeh jis jahannam ke draave tum dete ho,
14:08ki yeh ho jayega, wo ho jayega,
14:10lantabassan nannar illa ayyaman maadooda,
14:12yeh jahannam ki aag bhi hume nahi chuegi,
14:15agar tum kahte ho,
14:16to chand din ki baat hai,
14:18fir humare maze hi maze hongi,
14:20to rabatabarak wa taala ne firmaaye,
14:22ki habib ne bata do,
14:23ki yeh tumhara maaz daawa hai,
14:25agar tum haqiqat ke andar Allah se mahabbat karte ho,
14:28ab ne kaana ke kaunse umoor hai,
14:30firmaaye,
14:31haqiqat me Allah se mahabbat karte ho,
14:33to habib aap firmaa deejiye,
14:35qul in kuntum tuhibboon Allah,
14:37mahabbat hai nahi,
14:39tuhibboon Allah,
14:40fat tabiooni,
14:41firmaaye,
14:42habib ne bata de,
14:43ki agar haqiqat me mahabbat hai na,
14:45to fir mere habib ke ittiba karo,
14:47meri ittiba karo,
14:48yuhbibkumullah,
14:49Allah tumse mir mahabbat karein,
14:51Allah tumhe apna maabob bana lega,
14:53aur Salman bhai yeh bhi batao,
14:55ki jab Allah maabob bana leta hai na,
14:57fa idha ahbabtuhu,
14:59to samaa hulladi yasma hu bhi,
15:01wa basara hulladi yub siru bhi,
15:03wa yada hulladi yab tishu bhiha,
15:05wa rijla hulladi yam shibhiha,
15:07firmaaye,
15:08mai uske samaat ban jata ho,
15:09uske haat paun ban jata ho,
15:10mera jab maabob ban jata hai na,
15:12yuhbibkumullah ke darjeh par ajata hai,
15:14firmaaye,
15:15kaam wo kar raha hota hai,
15:17usme meri qudrat shamil-e-haal hoti hai,
15:19la in sa'ala ni,
15:20la in sa'ala ni,
15:21la oot yanna hu,
15:22Bukhari ke hadith-e-faqih,
15:23hadith-e-qudsi,
15:24ghar ki baatein nahi kar rahe hain,
15:26itne bade platform pe baithe hu hain,
15:28firmaaye,
15:29phir haat utha lehta hai na,
15:30uske haat pe khaali wapas nahi kar rahe hain,
15:37kisi baat pe qasam khaalein,
15:38toh mai uske qasam tootne nahi deta ho,
15:40lekin firmaaye,
15:41poori karta ho,
15:42lekin firmaaye,
15:43ke pehle is darjeh pe toh aao,
15:49Allah tumhe apna maabob bana lega,
15:52Rab tabarak wa ta'ala tumhe maabubi hai,
15:54toh yeh saare umoor,
15:56wo umoor,
15:57jinka aqid-o-jahan-sa-sallam ne hukum diya,
15:59Quran ne abaamir ke indar hukum diya,
16:01jisse mana kiya,
16:02us rah pe chalein,
16:04bhai kaunsa raasta,
16:05bhai nahi bhai yeh faqirun ka aur raasta hota,
16:07fula,
16:08wala koi raasta nahi hai,
16:09ek itiba-e-rasool ka raasta hai,
16:11seedi sadak yeh shehre-e-shafa'at nagar ki yeh zubaar hai,
16:15firmaaye,
16:16sadak pe chale jao,
16:17Allah ke maabub-e-mukarrab ban jao,
16:19aur kya protocol,
16:20mujhe us waqt jumla aa raha tha,
16:21hazrat ke,
16:22fat-tabi'ooni,
16:23jo samajh gaya,
16:24uska protocol yeh hai,
16:25yeh phir Allah ki ayat aati hai,
16:26yeh maabub isse poochein,
16:27hum toh razi hain,
16:28razi hain,
16:29Allah hu akbar,
16:30wo phir Abu Bakr banta hai,
16:31Allah hu akbar,
16:32subhanallah,
16:33ba darjah-e-atam,
16:34jo fat-tabi'ooni,
16:35kam izdaq bane,
16:36unme janab-e-Abu Bakr Siddiq ki zaad hai,
16:38laakhon salam,
16:39meri jaan qurbaan Abu Bakr Siddiq par,
16:41hazrat mujhe irshaad firmahiyega,
16:43kuch isse aagey badteyain,
16:44toh huzoor aalaihis salam bhi,
16:45zahir-e-fat-tabi'ooni,
16:46aur yuhbib-kumullah ki baat hoon,
16:48zahir-e-ooni se jo mohabbat hai,
16:50humare Behzad Lucknowi sahab,
16:52Allah ta'ala unke darajat balan karein,
16:54firmatein,
16:55jaan, maal,
16:56aulad se badkar,
16:57ishq unka nahin,
16:58toh kuch bhi nahin,
16:59toh mehboob aalaihis salam jo hai,
17:01in se mohabbat jo hai,
17:03yeh bhi toh laazmi juzz-e-iman ka,
17:06Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim,
17:08huzoor sallallahu aalaihis salam ki mohabbat asl hai,
17:12yeh bhi Allah aur uske rasool ki mohabbat par hum baat kar rahein,
17:15aur aap sallallahu aalaihis salam ki jo mohabbat hai,
17:19usmein jo pehloo aap ne zikar kiya,
17:21ki huzoor aalaihis salam khuda ke mahboob bhi hain,
17:24aur khuda ke muhibb bhi hain,
17:26sabse yada Allah se mohabbat balke karne wale,
17:29isliye ki unhone jo apna,
17:31balke Allah ne jo unko laqab diya na,
17:33dekhen kisi ko khalil bana ke bheja,
17:35kisi ko apna safi bana ke bheja,
17:37kisi ko apna najee bana ke bheja,
17:39lakin jab huzoor ki baat aayi toh kaha,
17:41tumhe apna habib bana ke bheja,
17:43anna habib Allahi wala faqh,
17:45main Allah ka habib hun,
17:47aur mujhe ispe fakhr nahin,
17:49acha habib jo hai na,
17:51yeh muhibb ke mana mein bhi aata hai,
17:53aur mahboob ke mana mein bhi aata hai,
17:55agar aap isko apne mauzoo se relate karein,
17:57toh kainat mein huzoor,
17:59Allah ke sabse bade mahboob bhi hain,
18:01aur kainat mein huzoor,
18:03Allah ke sabse bade muhibb bhi hain,
18:05huzoor se zyada,
18:07koi Allah se muhabbat karne wala nahin,
18:09jo muhabbat-e-ilahi ki asal chashni hai,
18:11wo qalb-e-mustafa pe utari gayi,
18:13fir qalb-e-mustafa se muhabbat-e-ilahi
18:15zamane mein takseem huya,
18:17sufiya yeh hadith mayaan karte hain na,
18:19ke huzoor a.s. fermaya karte the,
18:21ke mere aur mere Rabb ke darmian,
18:23aise bhi muraqbe ke lamhaat hote hain,
18:25aur huzoor se zyada,
18:27koi Allah se muhabbat karne wala nahin,
18:29aur huzoor se zyada,
18:31ke mere aur mere Rabb ke darmian,
18:33aise bhi muraqbe ke lamhaat hote hain,
18:35ke jismein koi muqarrab farishta bhi,
18:37darmian mein nahin hain,
18:39sahaba ne huzoor se poocha tha na,
18:41ke aap to sum-e-wisaal rakh letein,
18:43to hum bhi rakhein,
18:45to huzoor a.s. ne fermaya tha,
18:47tum ayyukum mislih,
18:49tum mein kaun hai jo meri tarah ho sakta,
18:51abee to ind-a-Rabbi,
18:53meri to raat bhi mere Rabb ke haan basar hoti hain,
18:55yut imuni wa yaskeeni,
18:57wohi mujhe khilata hain,
18:59wohi mujhe pilata hain,
19:01aap dekhe na, ye jumle jo hain,
19:03in mein naaz bardariyaan kaisi hain,
19:05ye jumla huzoor ke siwa,
19:07huzoor ke siwa zaib bhi nahin deta kisi pe,
19:09hazrat Ibrahim ne bhi yehi kaata,
19:11yut imuni wa yaskeeni,
19:13wa iza marittu fahuwa yashfeeni,
19:15wal lazee yumeetuni,
19:17summa yuhyeen,
19:19wal lazee atmau ayn yaghfira li khati'ati
19:21yawmad deen,
19:23ye nabiyun ki muhabbat hain Allah paak se,
19:25huzoor alaihis salam ki,
19:27woh jo muhabbat hain,
19:29woh kaamil hain is baat mein,
19:31aur phir aap dekhen ki,
19:33huzoor sallallahu alaihi wasallam,
19:35miraj mein Allah ke haan pohoshte hain,
19:37woh saara safar,
19:39muhabbat ka safar hain,
19:41ki mehboob apne muhib ko bula raha hain,
19:43aur aap sallallahu alaihi wasallam,
19:45safar kar rahe hain apne Rabb ki taraf,
19:47uska saara protocol aap dekhen,
19:49aur usmein aap huzoor alaihis salam ki,
19:51infiradiyat dekhen,
19:53huzoor sallallahu alaihi wasallam,
19:55aage, usse aage, usse aage,
19:57hatta ki Jibreel-e-Ameen peechay rah jaate hain,
19:59phir wahaan jo maqaan hain,
20:01woh khatam ho jaate hain,
20:03la maqaan mein daakhil hote hain,
20:05phir woh marhala aata hain,
20:07ki maa zaagal basaru wa maa tagha,
20:09taqad ra'a min aayati Rabbihil Kubra,
20:11ye saare manazir ye sab,
20:13achha duniya mein aap iske mazahir dekhen,
20:15aap alaihis salam apne ghar mein baithe hain,
20:17apni zauja ke saath baithe hain,
20:19achanak aawaz aati hain,
20:21allahu akbar, allahu akbar,
20:23toh sayeeda Ayesha Siddiqa radiallahu ta'ala naa
20:25kehti hain,
20:27huzoor humse ajnabi ho jaate hain,
20:29jab Allah ka zikr aata tha,
20:31toh phir huzoor alaihis salam,
20:33humse ajnabi ho jaate hain,
20:35phir unki rangat change ho jaate hain,
20:37kaifiyat change ho jaate hain,
20:39maahol badal jaate tha,
20:41dodhte the apne Rabb ki taraf,
20:43aur apne Rabb ki namaz mein
20:45sar basu sejood ho jaya karte the,
20:47achha huzoor alaihis salam,
20:49huzoor alaihis salam apne liye kabhi badla
20:51nahi lete the,
20:53kabhi aapki zaat ke liye hota toh
20:55aap maaf kar dete the,
20:57lakin jab aapki Rabb ki baat aati thi,
20:59toh aap apne Rabb ke liye kabhi bhi phir
21:01compromise nahi karte the,
21:03mere seedhe haath pe chaand rak do,
21:05sooraj aur chaand rak do,
21:07main apne Rabb ki daawat se peeche
21:09nahi hatunga,
21:11koi huzoor ki baargaah mein baith kar
21:13aisa jumla agar kah de the,
21:15ek sahab ne kaha,
21:17aapki baargaah mein shafi laata ho,
21:19aur Allah ko aapki baargaah mein shafi laata ho,
21:21huzoor,
21:23foran aapka rang change ho,
21:25aapne firmaaya,
21:27main toh uski baargaah mein safarish karta ho,
21:29wo meri baargaah mein safarish nahi karta ho,
21:31tumne yeh kaise keh diya,
21:33yeh hai,
21:35Allah ke liye kabhi bhi,
21:37huzoor alaihis salam,
21:39toh yeh hai,
21:41ki Allah ka jo adab,
21:43asal jo mohabbat hai na,
21:45Allah ki mohabbat ka maana wa mafoom
21:47bhi agar zain mein rahe sunne walon ke,
21:49Imam Ghazali rahmatullah alaih,
21:51mohabbat kahte hain,
21:53dil ka maail hona,
21:55aur jab Allah ki mohabbat dil mein aaye,
21:57toh uska mazar yeh hai,
21:59ki Allah ka adab aa jaye,
22:01Allah ka ihtiram aa jaye,
22:03aap Allah ke ihtiram ko kahin kam na karein,
22:05yeh hai Allah ki mohabbat,
22:07aur yeh huzoor ne kiya,
22:09apne ghar mein bhi kiya,
22:11apne masjid mein bhi kiya,
22:13apne dost hoon, kahin par bhi hoon huzoor,
22:15apne apne Rab ki jo mohabbat hai na,
22:17uspe kabhi kam pro,
22:19sabse pehle mere Rab,
22:21aap sabse pehle apne Allah ka naam lete,
22:23aap kahte the agar,
22:25tumhara tasma bhi gum ho jaye na,
22:27Allah se mango,
22:29aap choti si choti,
22:31agar koi kahte the na,
22:33ya Rasulullah aapne yeh kaam ki,
22:35aap kahte the,
22:37isko mere Rab ki taraf mansoob karo,
22:39mere Rab ne kiya hai,
22:41to huzoor ki Allah se mohabbat,
22:43aur hum jo huzoor se jude hue,
22:45unki mohabbat le kar,
22:47mohammad ki mohabbat,
22:49deen-e-haq ki shart-e-awwal hai,
22:51hu agar isi mein khaami,
22:53to sab kuch naam-u-kamal hai,
22:55to yeh jo mohabbat ke silsil-e-Khuda ki
22:57mohabbat tak pohuchte hain,
22:59Allah humein iska waris banaye,
23:01ispe amal karne wala,
23:03ameen,
23:05bahut khub,
23:07aur yeh kya achi baat,
23:09kehte hai na,
23:11arsh-wale meri tauqeer samal-e-rakhna,
23:13farsh ke saare Khudaon se ulaj baitha hu,
23:15to iske andar,
23:17jo ek baat mein sunta hu,
23:19yeh sunta hu,
23:21ki wo jo kibar-e-jahil peer,
23:23aapko zahir kar raha hota hai aap par,
23:25aur aapko,
23:27bas wo yeh hi nahi kaitha,
23:29koi Khuda nahi ho,
23:31baaki to sab kuch wo hota hai,
23:33phir Rasulullah,
23:35jahan to harf-e-tamaam hai na,
23:37Rasulullah ke kehne pe,
23:39wo firma rahein,
23:41ki main to uski baarga mein sifarish kar sakta hu,
23:43magar wo meri,
23:45shafi nahi,
23:47Allah-u-Apne sahabi ko Rasulullah ne,
23:49is baat pe tauq diya aur samjha diya,
23:51andaza raghayin,
23:53ki Allah ki tauheed aur Allah ki muhabbat,
23:55yeh kis darjeh par hai,
23:57iski protocols ko samjhne ki zarurat hai,
23:59yeh hamare moral values ki baat hai,
24:01break ke baad Inshallah aapse hoti hain.
24:03Jee Khusham Deed Nazreen,
24:05Allah Liyaqat Hussain Azari sahab,
24:07Allah Muhafiz Wahid Samad Naqshbandi sahab,
24:09dono hazrat bahut khubsoorat kalam kar rahe the,
24:11khubsoorat guftagu ke baad,
24:13ek baad phir aapka khair maghdab hai.
24:15Mahabbat-e-Ilahi hamara mawzoo hai,
24:17ham chaha rahein samjhna,
24:19ki kaunse isi baatein,
24:21jo Mahabbat-e-Ilahi ki nishani hain,
24:23aur jisme ham masroof-e-amal rahein,
24:25taake ham bhi Mahabbat-e-Ilahi ka,
24:27kuch ek karood wahan,
24:29wo hota hai na zarrah hazrat,
24:31kamaskam wohi nibah,
24:33Mahabbat-e-Ilahi ka,
24:35ek taqaz hai yeh bhi toh hai,
24:37ki kasrat se Allah ka zikr kiya jaye,
24:39aur har marhalay mein zindagi ke har mawqay pe,
24:41awwaleen darja aapne toh,
24:43puniyadi mujhe yeh diye hai,
24:45awwaleen darja usi ka hai,
24:47toh sabse pehle usi ka naam liya jaye,
24:49uske naam ki malaayin japi jaye.
24:51Bilkul sabse pehle Allah tabarak wa ta'ala ka zikr hai,
24:53Allah ki hamd hai,
24:55Allah ki sana hai,
24:57Allah ka shukr hai,
24:59wo hamara muna'm-e-haqiqi hai,
25:01aur ek mohsin ka hama waqt shukr ada karna chahiye,
25:03aur sabse zyada insaan,
25:05Allah tabarak wa ta'ala ka zikr kare,
25:07aur Rab tabarak wa ta'ala ka zikr,
25:09namaz bhi Allah ka zikr hai,
25:11haqeem-e-salat-e-zikri,
25:13quran bhi Allah tabarak wa ta'ala ka zikr hai,
25:15aur insaan ka jo shukr karna,
25:17hamd karna,
25:19uski tabidari karna,
25:21uski yeh saari jo body hai,
25:23ki Rab tabarak wa ta'ala ki tabidari,
25:25farmabardari,
25:27yeh bhi aaza ka ek shukr hai,
25:29toh har aitibar se,
25:31lekin khas toh zikr ke liye farmaya hai,
25:33ki mera banda jab mera zikr karta hai,
25:35aur uske jab haunt hilte hain,
25:37toh farmaya,
25:39mera banda jo hai,
25:41agar chalke meri taraf aata hai,
25:43toh meri rahmat doadkar usko lere,
25:45farmaya,
25:47mera banda jaisa mere bare me guman karta hai,
25:49main waisa hi usko ata karta hu,
25:51farmaya, usse badkar ata karta hu,
25:53toh yeh nahi yeh Rab tabarak wa ta'ala ka karam,
25:55Rab tabarak wa ta'ala ka faz,
25:57yeh jaisa Allama sahab firma rahe the,
25:59aapne bhi tawbah ka zikr kiya hai,
26:01ki jab banda tawbah karta hai,
26:03ispe bhi Allah ta'ala khush hota hai,
26:05ki dekho mera banda tawbah kar raha hai,
26:07iska matlab hai ki iska yeh iman hai,
26:09ki main isko pakad bhi sakta hu,
26:11aur isko maaf bhi kar sakta hu,
26:13toh isper bhi Rab tabarak wa ta'ala
26:15ek khushi ka izhar farmata hai,
26:17toh farmaya hai ki Allah ka zikr jo hai,
26:19wala zikrullahi akbar,
26:21Allah tabarak wa ta'ala ka zikr,
26:23kitna karna chahiye,
26:25tumare laylo nahaar,
26:27tumare subh wa shaam,
26:29din ka aghaaz bhi ho,
26:31toh Allah ka zikr ke saath,
26:33aur farmaya tumari raat bhi ho,
26:35toh Allah huma inni,
26:37ya rabbala Allah huma inni bismika
26:39mootu wa ahya,
26:41khuda hai tere naam se bhi soh raho,
26:43tere naam se jag raho,
26:45utho toh alhamdulillahi alladhi ahyaana
26:47baada maa amataana,
26:49farmaya tumare koi bhi lama,
26:51khana khane lago,
26:53toh kisi ko lena hai, dena hai,
26:55ko ni'mat bili hai,
26:57jaise Allama sahab ne farmaya hai,
26:59ki har ni'mat ke nisbat Allah tabarak wa ta'ala ki taraf karo,
27:01toh farmaya hai ki zikr bhi Rabb tabarak,
27:03acha yeh mahabbat ka bhi yeh taqaza hai,
27:05jisse mahabbat hoti hai,
27:07insaan usko boz zyada zikr karta hai,
27:09toh agar humein Allah ta'ala se mahabbat hai,
27:11Allah ke Rasool se mahabbat hai,
27:13aur farmaya ki
27:15insaan unke zikr zyada karta hai,
27:17unke itaat karta hai,
27:19unke farmabardaari karta hai,
27:21farmaya yeh nahi ki hum kahen
27:23ki hum Allah uske Rasool se mahabbat karte hain,
27:25jaise humari aulad hai,
27:27wo kahen ki Daddy I love you, hum bohot pyaar karte hain,
27:29dekhi Daddy baat nahi maanenge,
27:31karenge wo jo humara man hoga,
27:33hum bolenge yaari kaisa bachay hai,
27:35kaisi aulad hai,
27:37ana humein raat ko baara wajah hai,
27:39aur jo humare dost honge unke saath
27:41hum chill karenge, lekin I love you my dad,
27:43I love you,
27:45proud, my dad I'm proud of you,
27:47lekin aap kahenge yeh kaisa proud hai,
27:49yeh kaisa love hai,
27:51humara bhi yeh hashar hai,
27:53hum kahenge ki hum Allah se pyaar karte hain,
27:55Allah ki Rasool se pyaar karte hain,
27:57lekin karna kya hai,
27:59bola jo mera maan karega,
28:01Rabat Allah ne firmaaya hai,
28:03ki yeh tumne apne maan ki khwaishaat ko
28:05apna Khuda bana liya hai,
28:07sajda khaliq ko bhi makhlook se yaara,
28:09afar aayi ta mani ta khaza ilaha hu,
28:11tumhe tu Rabat Allah ne,
28:13wama khalaqtul jinna wal insa illa li zindagi
28:15aamat baray banat,
28:17aur tumne nafsani khwaishaat ko
28:19apna Khuda bana liya hai,
28:21to yeh bhi taqaza hai is baat ka,
28:23humari saari zindagi Allah
28:25ros ki Rasool ki tabidari,
28:27firmabardari ke indar ho,
28:29to yeh mahabbat hogi,
28:31asar pe Salman bhai humne mahabbat ka bhi na,
28:33chahiye mahabbat-e-Ilahi aur mahabbat-e-Rasool ho,
28:35humne mahabbat ka bhi yeh,
28:37bhai dekho Allah mujhe maaf karte,
28:39namaz to bhi ek do padh leta hun,
28:41thoda halal aur haram ka bhi thoda kaala peela ho jata hai mere se,
28:43lekin main aashik hun bata doon,
28:45ek halke mein nahi lena mujhe,
28:47to bhai yeh bata do,
28:49yeh kaunsa format hai,
28:51kaunsa pehmana hai,
28:53Allama sahab ne agaaz ke indar kaha,
28:55ke mahabbat-e-Ilahi yeh pehmana hai imaan ka,
28:57aur mahabbat ka pehmana yeh hai,
28:59ki jisse mahabbat ki jati hai,
29:01usko follow kiya jata hai,
29:03uski itaat ki jati hai,
29:05usko obey kiya jata hai,
29:07tumne follow nahi karna yeh mahabbat nahi hai,
29:09to Rabbat Allah humne uski aur uski Rasool ki
29:11sachi pakki mahabbat ata farbaye,
29:13aur Allama sahab ne badi khumsurat
29:15baat farbaye,
29:17wo mashoor shair hai Dr. Iqbal ki,
29:19Mohammad ki mahabbat,
29:21aur ki Mohammad se wafaatun hai,
29:23aur Iqbal to kahte hai,
29:25ba mustafa bi risaukhe sharaak-e-deen
29:27hama oos,
29:29garba una rasidi tamami boola abis,
29:31deen unke darwaze se mila hai,
29:33unse nahi hai,
29:35to fir kuch bhi nahi hai,
29:37subhanat, bohot khub Allama sahab,
29:39jee Allama sahab,
29:41makhlook ko khaliq ki mahabbat ka pegham mile,
29:43aur hum rukhsat ho jaye,
29:45Bismillah.
29:47Muqtasar sa pegham yeh hai,
29:49mohabbat ke bohot saare pehloon humne koshish ki,
29:51isme ehate me aaye,
29:53aur Allama sahab ne to bohot muasharti itibar se bhi
29:55ispar baat ki,
29:57bas itna arz karunga ki,
29:59yeh yaad rakhe hamesha ki,
30:01hum koi Allah ki mohabbat karne ke baad,
30:03ya Allah ki ibadat karne ke baad,
30:05ya uski itaat karne ke baad,
30:07hum uspar koi ihsaan nahi karte,
30:09wo beparwa hai,
30:11wo ghani hai,
30:13usko amaari mohabbaton ki koi zarurat nahi hai,
30:15wo humse
30:17ba ailaan yeh kehta hai,
30:19ya ayyuhal lazeena aamanu,
30:21main yartadda minkum aan deeni,
30:23Allah,
30:25kya baat Allama sahab,
30:27aye imaan walo, agar tummese koi apne deen se phir jaye,
30:29tum saare kafir ho jao,
30:31tum saare meri mohabbat
30:33se nikal jao,
30:35fasawfa ya'tillahu bi qawmin,
30:37Allah ek qaum lekar aayega,
30:39yuhibbuhum wa yuhibbuuna,
30:41wo khudaa se mohabbat karenge,
30:43khudaa unse mohabbat karenge,
30:45agar tum mujhse mohabbat nahi karoge,
30:47main tumme replace kar dunga ek qaum se,
30:49aur yeh Allah paak
30:51beparwa, uske rasool beparwa,
30:53yeh taarikh aap uthaakar dekhen,
30:55Makka walo ne huzoor se kaha,
30:57hum aapko tasleem nahi karenge,
30:59aur doosri taraf
31:01Madinewale istiqbaal kar rahe hai,
31:03talaal badru alayna,
31:05min saniyatil wadaai,
31:07waja bas shukru,
31:09Makka walo tum nahi maante toh kya,
31:11hum Madinewale uthaa denge,
31:13huzoor ta'if pe gaye,
31:15Makka wale nahi maante toh,
31:17kul oohiya ilayya anna hustamaa,
31:19nafarrum minal jinn,
31:21Mustafa yeh aapka Quran nahi sunte na,
31:23la tasmaa ulihaazal Qurani wal ghaufi,
31:25ismein shoor machao,
31:27toh fir aap aao na ta'if pe,
31:29wahan jinn aapka sukoon se Quran sune,
31:31Allah ki makhluq thodi hai,
31:33tumhara koi muhtaaj thodi hai,
31:35wo ghani hai, tum uske muhtaaj ho,
31:37toh hum yeh difai andaaz mein,
31:39baat nahi kar rahe hai sunne walon se yaar,
31:41Allah ka wasta, Allah se maud,
31:43yeh laazim hai,
31:45yeh farz hai,
31:47iske baghair guzara nahi hai,
31:49agar karoge,
31:51toh kamyaab ho jao,
31:53nahi karoge,
31:55fasawfa ya'atill laahu bi qawmi yuhibbuhum
31:57yuhibbuna, azillatina lal mu'mineena,
31:59aizzatina lal kafireena,
32:01yujahiduna fee sabila,
32:03Allah ek aisi sifat wali qaum liya,
32:05aur wohi ho raha hai,
32:07arpaad ho raha hai,
32:09zalzalon se maare ja rahe hai,
32:11cheezon se, dushmanon se maare ja rahe hai,
32:13duniya ke tarqiyaftat tareen mu'malik,
32:15baarish kitab nahi laa pa rahe hai,
32:17hawa kitab nahi laa pa rahe hai,
32:19aur aisa unki taarikh mein pehle nahi hua aamal,
32:21ab jo hua, duniya ke tarqiyaftat tareen mu'malik,
32:23insaan apne bebasi ko apne saamne dekh raha hai,
32:25toh Allah paak ki yeh sunnat hai,
32:27ke woh apne se muhabbat karne walon ki qadr karta hai,
32:29aur jo Allah ko ignore karte hain,
32:31ghaafil ho jate hain,
32:33woh badal diye jate hain,
32:35qaum-e-aad khatam ho gayi,
32:37qaum-e-samood khatam ho gayi,
32:39unki aasaar aaj tak baaki hain,
32:41toh Allah ki muhabbat,
32:43huzoor sallallahu alaihi wa sallam,
32:45khauf aur muhabbat Allah paak ka,
32:47yeh huzoor ki taaleem hai,
32:49huzoor aise namaz ki taraf bhaagte the,
32:51agar badal garaj jaye,
32:53jab tak baarish nahi ho jate the,
32:55kya pata is baarish se patthar barast hai,
32:57toh huzoor baarish ka paani,
32:59jab tak zameen pe nahi utarta na,
33:01ki yeh toh baarish hai,
33:03huzoor sajde mein rahte the,
33:05huzoor kahte the,
33:07isme kuch bhi aa sakta hai,
33:09aqaf walon pe kya hua,
33:11itna darte the huzoor,
33:13huzoor kahte the,
33:15main tum sabse zyada Allah ko jaanta,
33:17aur main tum sabse zyada Allah se muhabbat karta ho,
33:19aur main tum sabse zyada Allah ka khauf rakta ho,
33:21tum bhi Allah se dar jao,
33:23wo agar rahman aur rahim hai,
33:25wo jabbar aur kahar bhi hai,
33:27uski saari sifaton ka istehzaar karo,
33:29Allah paak hume apni muhabbat ata farwa,
33:31Allah paak hume apni muhabbat ata farwa,
33:33kya baat hai,
33:35kya baat hai,
33:37kya baat hai,
33:39kya baat hai,
33:41kya baat hai,
33:43kya baat hai,
33:45kya baat hai,
33:47kya baat hai,
33:49kya baat hai,
33:51kya baat hai,
33:53Allah aapko salamat rakhe,
33:55dono hazraat ko khubsurat kalam kiya,
33:57mere pyaare bhaiyo, dosto, azizo,
33:59naujawano,
34:01jo karna hai so kar le,
34:03aakhir kaar kya hai,
34:05aakhir kaar maut hai,
34:07aur maut par bhi hum imaan la chuke hain,
34:09maut ke baad uthai jaanein par bhi humara imaan hai,
34:11Allah rabbul Izzat ne,
34:13hume seeda seeda parameter samjha diya,
34:15apne maabub-e-karim ke zarya,
34:17apne kalam-e-majeed ke zarya,
34:19apne maabub-e-ahl-e-bait-e-athar ne,
34:21tarz-e-hamal karke hume dikha diya,
34:23ashab-e-rasool ne hume sikha diya,
34:25toh Allah aur uske rasool se joda,
34:27uske kalam se joda,
34:29uske maabub se joda,
34:31wo itaat-e-khudawandi ka mazhar bana,
34:33Allah ne parameter samjha diya,
34:35yeh karoge, yeh milega,
34:37yeh karoge, yeh milega,
34:39ab choice is yours,
34:41aapne kya karna hai,
34:43aap kya karna chahate hain,
34:45hum bade sarkash log ho chuke hain,
34:47main agar kisi bhi apne musalman bhai se duniya mein,
34:49jahan bhi mujhe dekh raha hai,
34:51agar aaj pooch hoon,
34:53ki yaar yeh fala kaam aap karte ho,
34:55marna nahi hain,
34:57mumkin hai ke wo dar bhi jaye,
34:59aamuman log nahi darte hain,
35:01aaj hum itne sarkash hai,
35:03hum kehte hain,
35:05aapne nahi marna,
35:07toh nasiyat karne aala kahega,
35:09bhai main aisa kya kar raha hoon,
35:11apni fikar karo,
35:13yeh jo sarkashi hai,
35:15musalman sarkash nahi hota,
35:17musalman khauf e khuda se kaapta hai,
35:19do jannate milti hain usko,
35:21uske liye do jannaton ka ailaan kiya Allah ne,
35:23toh hume chahiye jannat,
35:25kaam do zakh wale karna hai,
35:27yeh kaise hoga mere dost,
35:29Allah rabbul Izzat,
35:31hume amal ki taufiq ata ferma,
35:33apna khauf ata ferma,
35:35apne khauf mein kaapnewali rooh,
35:37dil aur jissam ata ferma,
35:39jab uske huzoor khade hoon,
35:41toh kap kapi taari ho,
35:43aapne paas silsila hain na,
35:45jitni contact list hain,
35:47yeh sab fana ho jana hai,
35:49tawa ho jana hai,
35:51aakhir mein wahi hai bas,
35:53wahi wahi hai,
35:55azal bhi wahi,
35:57abad bhi wahi,
35:59koi nahi hai uske sewa,
36:01na khatam honewali zindagi ki tayyari karein,
36:03khatam honewali zindagi par qayas na karein,
36:05assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu

Recommended