- 3 years ago
Payam e Karbala - Special Transmission
Topic: Hazrat Zainab RA ki Seerat Aur Fazail
Host: Syeda Nida Naseem Kazmi
Guest: Imtiaz Javed Khakvi, Alima Safa Fatima, Sehar Azam
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#PayameKarbala #muharram2023 #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
Topic: Hazrat Zainab RA ki Seerat Aur Fazail
Host: Syeda Nida Naseem Kazmi
Guest: Imtiaz Javed Khakvi, Alima Safa Fatima, Sehar Azam
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#PayameKarbala #muharram2023 #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 I seek refuge with Allah from the accursed Satan. In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.
00:07 All praise is due to Allah, Who guided us to this, and we would not have been guided had it not been for Allah.
00:15 This means that all praise is for Allah, the Lord of Glory, Who showed us the path of guidance.
00:21 And if Allah does not show us the path of guidance, we will not be able to do anything.
00:27 All praises and salutations are due to Allah's Beloved, the Prophet of the Universe, peace and blessings be upon him.
00:36 You are watching the broadcast of the Aqidah from the side of the Tabqa-e-Niswa.
00:42 In the presence of the martyr of Karbala, whose title is the title of the program,
00:49 the message of Karbala and the happiness of the host is being shared in this humble place.
00:57 And I am saying with great pride that I too am a believer of the martyr of Karbala.
01:04 I am starting today's program with these words that
01:08 "The time that will pass in the cup of the making of the martyr, the cup of the making of the martyr, the time that will pass will be the cup of the martyr's pleasure and the cup of the martyr's pleasure."
01:22 The beloved daughter of Zainab-e-Kubra Ali, the beloved daughter of Zainab-e-Kubra Ali, the mention of the virtuous wife will also be heart-warming.
01:41 This is the mention of the martyr of Karbala and the role of women in the martyr of Karbala is very active.
01:49 We see that women are also attributed to the four walls of the house in the present and are also said.
01:57 But here I am seeing the role of women, what kind of mothers are they?
02:03 What kind of mothers are they who work hard to protect the children, to protect them?
02:11 But these are the mothers who have seen history, who are giving up their children's hair with their own hands.
02:19 This is the emotional martyrdom that the Prophet (pbuh) has shown in his family, in the Ahle-Bait-e-Athar, in the companions of the Prophet (pbuh) we are seeing that emotion.
02:32 We have also spoken about this in the previous program, but today we will talk about it, that is, we will present ourselves in our own way.
02:40 The Prophet (pbuh) who is the daughter of Hazrat Ali-Murtaza, the blessed son of Allah.
02:49 And we see your very beautiful character, the export of our beliefs to Hazrat Zainab-e-Kubra.
02:55 She is perfect, she is great, she is wise, she is pure, and what else is there?
03:01 Today we will know, and the guest scholars who are present with us on the sets.
03:05 Mashallah, my first guest scholar, who has a unique style of speech and talks with a clear vision.
03:13 Professor Dr. Imtiaz Javed Khakvi Sahiba.
03:16 Assalamu Alaikum.
03:17 Walaikum Assalam.
03:19 Are you well?
03:20 Mashallah.
03:21 Our second guest scholar, Mashallah, you are also conducting your services in a Islamic classroom.
03:32 You teach, you are a teacher, and you are a scholar.
03:35 You have a very good conversation.
03:37 Scholar Asafa Fatima.
03:39 Assalamu Alaikum.
03:40 Walaikum Assalam.
03:42 Are you well?
03:43 Mashallah.
03:44 Our third guest scholar, this name is very popular among the people.
03:51 And the reason for this is that your style of speech is a different style of singing.
03:57 And this unique name has a unique status.
04:01 Now wherever you listen, you will recognize that this is your voice.
04:04 QTV's different IDs are present in your voice.
04:07 We also greet and welcome Respected Sahar Azam.
04:12 Assalamu Alaikum.
04:14 How are you?
04:15 Mashallah.
04:16 Be happy, be safe.
04:17 We will start today's program in your beautiful voice, in the Hamdiya Kalam.
04:21 [Music]
04:25 [Music]
04:28 Navalu Teri Shaan, Amma Navalu, Allah Hu Jalla Jalaluhu, Allah Hu Jalla Jalaluhu, Allah Hu Jalla Jalaluhu.
04:57 Jo Hisaab, Raazi Hisaab, Ho, Ho, Ho,
05:08 Mere Daai Haath Kitaab, Ho, Ho, Ho,
05:17 Mere Labh Pinaati Janaab, Ho, Ho, Ho,
05:25 Na Sawaal Ho, Na Jawab Ho, Na Sawaal Ho, Na Jawab Ho,
05:40 Aur Mai Rahoon Huzoor Ke Roobaroo, Mai Rahoon Huzoor Ke Roobaroo, Allah Hu Jalla Jalaluhu, Allah Hu Jalla Jalaluhu.
06:08 Tere Naam Par Mere Huda, Mera Dil Fida, Mere Jaam Fida Ka,
06:24 Mere Rooh Ki Yehi Ghizaab, Tera Naam Labh Perahe Sadaab, Tera Naam Labh Perahe Sadaab,
06:45 Aur Hote Dee Raza Biri Aarzu, Hote Dee Raza Biri Aarzu, Allah Hu Jalla Jalaluhu, Allah Hu Jalla Jalaluhu.
07:12 Mai Gunahagaar Hoe Huda, Koi Nek Kaab Na Kar Saka, Ki Na Kho Saka Tera Haq Adaab,
07:37 Tera Badlu Fazal Hai Bipaha, Tera Badlu Fazal Hai Bipaha,
07:51 Mujhe Rakhna Hashirmi Sur Kuroo, Mujhe Rakhna Hashirmi Sur Kuroo, Allah Hu Jalla Jalaluhu,
08:09 Tere Shaan Aamma Nawalo, Allah Hu Jalla Jalaluhu.
08:23 Subhanallah, Mashallah, Barakallah.
08:26 Bahut khubsurat agaaz aapki jaanib se hua. Hum aapke liye dua goh hai. Allah hafko salamat rakhe, abad rakhe.
08:32 Sawalat ka silsila shuru karenge. Dr. Imtiaz Javed Kakfi sahiba, aapki samtaungi.
08:37 Aur aaj baat ho rahi hai, janaab-e-Zainab-e-Kubra radhi Allah-u-ta'ala-anha ke taaluk se,
08:43 aapki wiladat aur iptadai haalat pe roshni daaliya.
08:47 Shukriya nida, Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
08:50 Ek aisi hasti jo ek tahrik hai, mustahakam ek naam hai tahrik ka,
08:57 jine ne daleri ke, shujaat ke, kayi baab rakam ki hai.
09:02 Aapke baare mein tahrik batati hai, ke Nabi Kareem alaihissalatu wassalam ki hayat-e-mubarakah ke 6 baras aapko mile.
09:09 Koi aap sallallahu alaihi wasallam ke parda firmane se 6 baras kabla aap duniya mein tashreef laaye.
09:15 To Nabi Kareem alaihissalatu wassalam safar par gaye hua the.
09:18 Syedna Maula Ali se darkhas hui, ke aap naam rak dijiye. To firmaya ki, nai.
09:23 Huzoor tashreef laayenge aur wohi naam rakhenge, wohi naam tajweez karenge.
09:27 Aap sallallahu alaihi wasallam ne aapka naam mubarak. Zain ab, yani baap ki zeenat.
09:35 Subhanallah.
09:36 Aur waqeeh tarikh mein aap apne baap ki zeenat saabit hui.
09:40 Wah.
09:41 Aur tarikh ye batati hai, ke ye bataya gaya, ahle bait mein, sina basina ye baat chali aayi,
09:48 ke azad zainab us safar-e-karbala mein imam-e-hussain alaihissalam ke saath hongi.
09:52 Aapko apni walida muhtarma, khatun-e-jannat, syed-e-kainat, hazrat-e-Fatima tuz-zarah, r.a.
10:01 aisa aapko tarbiyat ki, aisi aapko sikhaya, ke aap ghar-daari mein bhi maahir ho gayi.
10:10 Aur saath-saath aapko us safar ke liye bhi tayyaar kiya.
10:14 Ke Syedna Maula Ali karmala wajuh, aapki jab un mustakbil ke haalaat saamne aate to aapki aankhi ashq-baar ho jaatee.
10:22 To Syeda Azad Zainab r.a. taana firmaatee, ke baba mujhe khabar hai ke kya hoga.
10:27 Mujhe walida ne bata diya tha.
10:30 To aap ghor karein, 6 baras mein Nabi-e-Karim alaihissalam ka parda firmana, aur uske 6 maa baad tu Syeda-e-Kainat bhi rukhsat ho gayi.
10:39 Goya saare 6 baras mein, magar kin logon ki tarbiyat mili hai, wo panj-tan-paak ke gharane ki, wo bachi, wo beti,
10:49 ke jisse ilmiyat bhi ata hui, shujaat bhi ata hui, sakhawat bhi ata hui.
10:54 Aap choti si hai, to aap khawateen ko dars diya kartee thi.
10:58 Ek martaba jab aap dars de rahi thi, aur haroof-e-mukattaat ki tafseer firma rahi thi,
11:04 to Syeda Maulana Ali-e-Kamal-e-Wajahi guzre, aur aap ash-ash kar uthe.
11:09 Aapki ilmiyat, aur aapke alfaz, aur aapke wasahat-o-balagat, is kadar thi.
11:15 Aur jo baad mein aapke khutbaat mein bhi uska izhar hota hai.
11:19 Isi tarah sakhawat mein aap darjay-e-kamal par hai.
11:22 Shujaat, aapki shuru se aapke andar daleri ek paayi jaati thi.
11:26 Aap nidar thi, aap kisi se darti nahi thi.
11:29 Aur batil ke saamne sar-ni-goon hone ka toh sawal hi pehda nahi hota.
11:33 Aur bachpan se jo ek aapke bare mein milta hai, Imam-e-Hussain alaih-e-Salaam se muhabbat.
11:39 Subhan-Allah.
11:40 Bohot hadh darja muhabbat.
11:42 Yaha tak ke aapke nikah mein bhi yeh baat rakhi gayi,
11:45 ke aapko Imam-e-Hussain alaih-e-Salaam se milne se nahi roka jayega,
11:49 aur safar mein bhi aap saath hongi.
11:51 Toh aapki shadi Azzat Abdullah bin Jafar Tayyar se hui.
11:55 Toh yeh azeem bhai ki azeem behen hai.
11:57 Be shag, be shag.
11:59 Aur aap dekhe toh Imam-e-Hussain alaih-e-Salaam ka har roz aap didar karne ka shauk rakhti.
12:05 Aur kisi din aap ghamgeen ho rahi hai, pucha jaa raha hai, ke kya wajah hai.
12:09 Toh bataya gaya ke teen din se Imam-e-Hussain alaih-e-Salaam nazar nahi aaye.
12:13 Allah-O-Akbar.
12:14 Ek bohot aapko milegi, warning milegi.
12:17 Ek doosre se, ek doosre se dosti, muhabbat, pyar aur wo rang milega,
12:24 jo baad mein Hussainiyat ban kar Hazrat Zainab ke zariye mawachre tak pauncha.
12:29 Subhan-Allah.
12:30 Kehne wale tabhi Shariqat-ul-Hussain bhi kehte hain.
12:33 Aur Aqeela-e-Bani Hashim, agar Janab-e-Fatimah-tuh Zahra radhi-Allah-u-ta'ala anha hai,
12:37 toh yeh bhi Aqeela hain.
12:39 Aqeela hain ki akalmand hain, daana hain, ek gutti mein, aapki rag-rag mein,
12:45 wo akhlaqiyat ka kamaal paya jaata hai.
12:48 Kehne dushman bhi tarif karte hain, aur aapke padosi bhi aapki usse sehzyaab ho rahe hain.
12:54 Masha'Allah.
12:55 Aaj hamari bhi khushbaqti hai, khush naseebi hai,
12:58 keh hum aapke zikr-e-khair se mustafeez ho rahe hain.
13:01 Ek break le rahe hain, haa zarur.
13:03 Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim, Assalam-o-Alaikum-wa-Rahmatullah.
13:06 Zainab, baat hua hi hai, Masturat-e-Karbala ke taalluk se,
13:10 aur hamein in khawateen ka jo kirdar nazar aata hai,
13:14 woh ehd-e-hazir ki khawateen ke liye rahnuma hai, mash'ale-raah hai.
13:18 Hamein apne liye hidayat ke moti chunne hain, akhas karne hain.
13:22 Hum alima-safa Fatima ki jaanein bar rahi hain,
13:26 aur aapka maqam-o-martaba, aapke naam, aapke alqaab ke taalluk se kalam farmahi hai.
13:34 Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim,
13:36 Nabi-e-Karim alaihi-s-salatu-wa-salaam ki hadith-e-paak ka khulasa yeh hai,
13:40 ki tum ache hor ba-maana naam rakho, kyunki in ka asar tumhari shaksiyat par padta hai.
13:45 SubhanAllah.
13:46 Ab hum yeh dekhte hain ki Nabi-e-Karim alaihi-s-salatu-wa-salaam az khud,
13:49 jab apne ahle khaana ke liye naamon ka intikhaab karte hain,
13:52 especially Hazrat-e-Zainab radhi-Allah-u-ta'ala anha,
13:55 jaisa ki bayan kiya gaya ki Nabi-e-Karim alaihi-s-salatu-wa-salaam ne,
13:58 aapke liye yeh naam muntakhab kiya.
14:00 Iske maani, abhi muqtasran toh guftu kuch hu chuki,
14:04 lekin main tohda sa aur kalam karna chahungi, iska maana hai sakhawat, muattar aur khushboodar poda.
14:11 Yeh teen maani dikar kiya gaye hain.
14:13 Hum aapki sakhawat ko dekhte hain, toh aapke naam ka asar,
14:17 aapki zaate mubarakah mein istara nazar aata hai,
14:20 ke log toh apna maal kharj karte hain.
14:22 Aap apni aulad ko pesh kar rahi hain.
14:24 SubhanAllah.
14:25 Apne mahboob bhai ko apne haathon se rukhsat hote hua dekh rahi hain,
14:28 apni nigaahon se rukhsat hote hua dekh rahi hain,
14:30 aur us par bhi sabr aur istiqamat ka paikar hain,
14:33 yeh sakhawat aapki hume wahan maidan-e-karbala mein nazar aa rahi hai.
14:36 SubhanAllah.
14:37 Isi tarah aapke naam ka maana, zainab ka maana,
14:41 ek muattar bhi hai, muattar ya khushboodar poda.
14:43 Toh hum yeh dekhte hain,
14:44 ke aapke ahle khaana ne jis khushboo ko phailaya hai,
14:50 jo akhlaak ki khushboo aapke gharane se phoot rahi hai,
14:54 usse aaj bhi aur iske baad bhi aalam muattar hota rahega.
14:57 Deshak, subhanAllah.
14:58 Aur akhlaak-e-karimaana ko dekh lein,
15:00 ibadat ko dekh lein, riazat ko dekh lein,
15:03 toh goya ke har lihaas se aapki zaate mubarakah muattar nazar aati hai.
15:08 Phir isi tarah agar hum aapki alqaabat par kalam karein,
15:11 toh kuch nabiya karim alaihi salatu was salam ne az khud bhi ata farmai,
15:15 aur kuch aapko waise hi alqaabat de diye gaye,
15:18 aur har laqab ke upar agar hum ghor karte hain,
15:21 toh uske andar maani ka samandar nazar aata hai.
15:23 Hazrat aapke liye ek laqab istimal kiya gaya, aqeela-e-bani-hashim.
15:28 Yani isko yun bhi kya sakte hain,
15:30 ke aap nafeesatul qaum,
15:32 aur karimatul qaum ka bhi maana iska kiya jaa sakta hai,
15:35 yani aap aisi sahib-e-aql khatoon hain,
15:38 subhanAllah.
15:39 ke aap ye dekhen ke abhi hum inshaAllah us khutbah par bhi kalam karenge,
15:42 ki rastay mein kisi ghisam ki aapne shikwa aur shikait ka...
15:46 Jinki nani bhi aqeela hain, jinki walida bhi aqeela, jo khud bhi aqeela.
15:50 Aur khas us point par jahar aapko guftugu karni hai,
15:53 wo aisi zabardast guftugu ummat ko aapne faraham ki,
15:56 ke wo ainda haaniwali naslo mein hamesha,
15:59 jiska ek-ek lafz hamare liye kheemti rahe gana.
16:02 To ye aql, sahib-e-aql hona,
16:05 ye khawateen ke liye specially,
16:07 aur aapki zaate mubarakah se hume milta hai,
16:09 jaisa ke hazrat-e-aisha r.a.a ka khalsa,
16:12 pir hum dekhte hain ke hazrat-e-zainab r.a.a ke liye bhi,
16:15 aqeela-e-bani-hashim ka lafz istimal kiya gaya.
16:18 Isi tarah aalima ghaire-muallama,
16:21 yaani aisi aalima jinki zahiri taur par koi ustad nahi hai.
16:25 Jo kuch bhi mila hai,
16:27 apne hi ghar se ilm ki khairat mili hai,
16:30 aur ilm ka sadqa mila hai,
16:32 bas usi ke nateeje mein aapki tarbiyat ka ye aalam hai,
16:34 jo hume nazar aa raha hai.
16:36 Isi tarah aapko ek laqab kamila ka diya gaya,
16:38 ek laqab fazila ka diya gaya,
16:40 ye fazilat wali, bulandarje wali khatoon.
16:43 Isi tarah aapko ek laqab umme-abiha ka bhi diya gaya,
16:46 aur isi tarah saniya-e-fatima.
16:49 Subhan Allah.
16:50 Ke hazrat-e-fatima r.a.a ki wohi jalak,
16:53 jo hazrat-e-fatima r.a.a ke kirdar mein nazar aati hai,
16:57 bilkul biaeen hi wohi jalak,
16:59 hume hazrat-e-zainab r.a.a ke akhlaq,
17:02 kirdar, ibadat, har jagah nazar aati hai.
17:05 Subhan Allah, subhan Allah.
17:07 Maidane Karbala mein,
17:09 mahatrama Imtiaz Javed Khakri sahiba,
17:12 hume aapka jo tarzi amal nazar aati hai,
17:16 jo kirdar nazar aati hai,
17:18 aap apni goth ke paalun ko,
17:20 yani unme jazba-e-shahadat ubhaar bhi rahi hai,
17:23 aur phir unhe bhej bhi rahi hai,
17:25 khud tayyaar kar rahi hai,
17:27 aur phir wo sabro-raza,
17:28 wo taslim-o-raza ka paikar ban jaana.
17:31 Neeta, dekhein, jaise shuru mein bhi zikr hua,
17:34 ki Imam-e-Hussain a.s.a. aapko bahut muhabbat thi.
17:37 Aap kahin ke jaise muhabbat mein ek fana ho jaana,
17:40 Imam-e-Hussain a.s.a.
17:42 Toh usme aap apna sab kuch nichawar karne ko tayyaar hai,
17:46 apne us zahiran, us bai, us murshid ke liye.
17:49 Subhan-Allah.
17:50 Toh aapka ek muhabbat ka ek andaas,
17:53 phir aap yeh zain mein rakhein,
17:55 ki safra-e-Karbala mein,
17:56 aap saath hai Imam-e-Hussain a.s.a. ki,
17:58 aur Imam-e-Hussain a.s.a. ki,
18:00 aap mushir bhi hai, wazir bhi hai,
18:02 aap dost bhi hai,
18:04 aap ghusar bhi hai, ghamkhar bhi hai,
18:07 hazrat Imam-e-Hussain a.s.a. har muamla mein aakar aap se mushawarat karte hai.
18:12 Toh jab Karbala ka meydan sajta hai,
18:15 toh aap dekhen toh Ali Akbar jab aate hai,
18:18 Imam-e-Hussain a.s.a. ke paas ijazat lene ke liye,
18:21 toh aap parhate hai ki,
18:23 "Jao, Pupu Zainab se ijazat lo."
18:25 Waja yeh thi ki,
18:27 Ali Akbar, Imam-e-Hussain a.s.a. ke laqt-e-jigar,
18:30 aur aapki muhabbat ka markaz,
18:32 toh hazrat Zainab r.a. naha,
18:35 unhe kis dil se unhe meydan mein utarne ki ijazat de rahi hai,
18:40 yeh bande ke liye sochna mahal hai.
18:42 Uske baad, Aun-e-Muhammad,
18:44 Aun-e-Muhammad, dono aapke bete, aapke sahabzade,
18:48 jo kam sin hai, abhi baalik bhi nahi hai,
18:50 apne haathon se unko athiyar lagana,
18:54 talware unke haathon mein dena,
18:56 aur aap aap sab zain mein rakhe,
18:59 ki Saad Muhammad-ur-Rahman se paani band ho chuka hai,
19:02 bade toh bardaash kar lete hain,
19:04 magar bachon ke liye bohot mushkil hota hai,
19:06 ek din ki pyaas aapki roze ke saath aap hote hain,
19:09 toh iftaar mein kya aal ho jata hai.
19:11 Toh teen din ke pyaas se,
19:14 Aun-e-Muhammad jab meydan mein utarne lagte hain,
19:16 toh firmaati hain,
19:18 ki koi halki baat tumhari zuba par na aaye,
19:22 Subhan-Allah, Subhan-Allah,
19:24 Ali Haidari karar ke nawase ho tum,
19:26 toh un azmaton ki us gharane ki laaj rahein,
19:30 aur waqe tarikh ke aur haq ne bataya,
19:33 ki wo kis shaad se meydan mein utrein,
19:35 aur kitne yazidiyon ko jhanum wasil kiya.
19:38 Subhan-Allah, Subhan-Allah,
19:40 Syeda Azzat Zainab R.A.
19:42 ek shujaat ka, daleri ka, haq per istiqamat ka,
19:46 ek aisa istaara hain,
19:48 ek aisi inkalabi khatoon hai,
19:50 ki jin ka kirdar hammesha tarikh mein,
19:54 roshan aur sunaira rehega.
19:56 Pir aap dekhen toh wo payya mein Karbala ki amanat dahar thi.
20:00 Imam-e-Hussain A.S. shaheed ho gaye,
20:02 saare shuhada maujood hain,
20:05 aur us peghaam ko aile imaan tak pohnchaya,
20:09 toh kisne pohnchaya?
20:10 Azzat Zainab R.A.
20:12 Subhan-Allah, Subhan-Allah,
20:13 Aaj jab hum Hussainiyat ki baat karte hain,
20:15 Shabiriyat ki baat karte hain,
20:16 yeh rooh Azzat Zainab R.A. na nahi.
20:19 Ata ki apne peghaamat ke zariye,
20:22 61 Hijri mein yeh waqia hoga hain,
20:24 62 Hijri mein Azzat Zainab R.A. bhi rukhsat hui hain,
20:27 Ek saal mein unhone poore aalam-e-Islam ke,
20:30 Jahan-jahan unhone mauka mila,
20:32 unhone dars diye,
20:34 aur us peghaam ko zinda rakha,
20:36 Jis peghaam-e-Karbala ki aaj hum baat kar rahe hain,
20:39 isse hum tak pohnchaya hain,
20:41 toh Azzat Zainab R.A. na nahi.
20:43 Aaj bhi aapke jo khutbaat hain,
20:45 unki haibat-o-jalal se baatil ke ehwaan larzaan.
20:49 Larzaan.
20:50 Main aapke samtaon ke kalam shamil karenge.
20:52 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
21:01 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
21:10 Wa ala Sayyidina Ali wa Sayyidatina Fatima.
21:18 Wa Sayyidatina Zainab wa Sayyidina Hasan wa Sayyidina Hussain.
21:28 Wa ala Ali wa Sahbihi wa barik wa salim.
21:37 Wa barik wa salim.
21:41 Padhye agar durood toh milta sawab hain.
21:54 Bheji agar salaam toh aata jawab hain.
22:07 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
22:15 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
22:25 Zainab ki barika humi salaami niyaaz hain.
22:39 Jo murtaza ki ladli aur zahra ka naaz hain.
22:53 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
23:01 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
23:11 Aur Allah ki shir hai dari karraar par durood.
23:24 Aur Hazrat Hasan Hussain ki kartaar par durood.
23:37 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
23:47 Aur zahra pe bhejti jo durood toh salaam hain.
24:01 Sach ghulami Mustafa hain, neek naam hain.
24:14 Allahumma salli ala Sayyidina wa Maulana Muhammad.
24:23 Aur jannat mein Sayyida ki kaneezin jahan rahin.
24:30 Jannat mein Fatima ki kaneezin jahan rahin.
24:36 Ya Rab meri dua hai, meri maa waha rahin.
24:50 Aur jannat mein Mustafa ki nawasi jahan rahin.
24:57 Jannat mein Mustafa ki sahaba jahan rahin.
25:04 Bismillahirrahmanirrahim.
25:06 Payyame Karbala.
25:08 Ehde Hazir ki khawateen ke liye un khawateen ka zikr ke jo azmaton ka sarnama hain.
25:15 Jo masturate Karbala hain.
25:17 Aur jannat hum zikr kar rahin hain humare nashis mein.
25:21 Sayyida Kamila Arifa Fazila Aqeela-e-Bani Hashim Sayyida Zainab-e-Kubra radiallahu ta'ala anha ka.
25:32 Humare saath aapki pasandida scholars maujood hain.
25:35 Aur mehman sana khaan muhtarma sahar azam bhi tashreef rakhti hain.
25:39 Main aapki samtaoongi alima Safa Fatima aur jannab-e-Zainab salam-u-lillahi alaiha ki khutbe ki haibat-o-jalal.
25:48 Yani aaj bhi batil ke aiwaan humein laraste hui nazar aatein.
25:53 Larzaan. Kis tarahan ispe roshni daalenge.
25:55 Bismillahirrahmanirrahim.
25:58 Jaisa ki zikr hua ki aap Saniya-e-Fatima radiallahu ta'ala anha hain.
26:02 Aur wahan par bhi yehi surat-e-hal hai ki Hazrat-e-Fatima radiallahu ta'ala anha bhi batil ke aage datkar khari ho jati hain.
26:09 Hum dekhte hain ki Nabi-e-Karim alaihi salatu was-salam jab haram-e-Makkah mein namaz ada kar rahe hain.
26:14 Aur aap par laakar kuch aisi cheezin daal di jati hain ki jo naagabar hain.
26:19 To Hazrat-e-Fatima radiallahu ta'ala anha uss umar mein bhi tashreef laati hain.
26:25 Aur uss maqam par jab ki wo kuffaar-e-Makkah pata bhi hai ki zulm-o-sitam shadeed hai.
26:30 Lekin iss ke baabajood uss maqam par aap datkar khari ho jati hain.
26:33 Aur apne baabajaan ki himayat mein aur aapki madad mein iss maqam par bhi maujood hain.
26:38 Yehi aksh-hasrat-e-zanab radiallahu ta'ala anha ki zat-e-mumarga mein hume nazar aa raha hai.
26:43 Uss maqam par ki jahan ranjo-alam bhi hai, masaib bhi hai, bhook aur pyaas bhi hai.
26:50 Lekin uss maqam par bhi aapka sabro-istaklal jaisa ke bayan hua.
26:54 Phir wahan se wapsi par, hum yeh dekhte hain ki aam-taur par agar iss situation mein aap apni, umumi khawateen ko rakhein,
27:00 toh condition kya hoti hai ki sabko bata dijega, phulaan ko nahi batayega, unse khabar bardaash nahi hogi.
27:06 Humara yeh aalam hota hai.
27:08 Jitna kareevi hai, uski bardaash ka jo pehmana hai.
27:11 Bahut soch-samajh ke batana hai, bahut aaraam se batana hai, phir wakt nahi batana, humari situation yeh hoti hai.
27:17 Wo poori situation ko handle kar rahi hain.
27:20 Apne saamne apne aulat, phir uske baad apne pyaare aur chahite bhai, jinse be-pana mohabbat bhi hai,
27:27 unko shaheed hote dekh rahi hain, aur phir aapke sare mubarak ke saath khud safar karke jaana.
27:34 Us waqt bhi koi ranjo aalam iss tarah se apna zahir nahi kar rahi hain,
27:38 ke jaise humara tariqah hota hai, ke wabela karna, apni musibat ka izhaar iss andaaz mein karna,
27:44 toh wo Hazrat-e-Zainab radhi-Allah-u-ta'ala anha mein humein nazar nahi aata,
27:48 koi yeh bahut woh bawaqar tariqah se tashreef lekar ja rahi hain.
27:52 Aur wo alfas kuch mein yahaan par zikr karna chahungi,
27:55 jo aapne Yazeed ke darbar mein bayan kiye, aur jab bhi kabhi baatil ki baat aayegi,
28:00 us waqt yeh alfas aapke humesha humare liye mash'al-e-raah honge.
28:04 Aap firmaati hain, ke buray kaam karne walon ka anjaam bura hai,
28:08 aur in logon ne aayat ki takzeeb ki, aur uska mazaag odaya.
28:13 "Ey Yazeed, kya tum yeh guman karte ho, ki tumne hamara zameen aur aasman ke darwazein
28:18 hum par band kar diye hain, aur humko ghulamon ki tarah firaya?"
28:22 Aap khandaan, us aali khandaan ka maqam dekhein,
28:25 aur fir aapne alfas kis tarah bayan farmayein,
28:28 ke goya hum ghulamon par rahim karne wale hain.
28:31 Subhanallah.
28:32 Yeh wo darbar hain, kya gholamon ko bhi kabhi nafrat ki nigaah se nahi dekha jaata,
28:38 unpar bhi inayat ki jaate hain, unpar bhi muhabbat ka unke saath izhaar ki jaata hain,
28:42 aur aapke kalimat kya hain, "aur humko ghulamon ki tarah tumne firaya?"
28:47 Fir farmaati hain, "to hum khuda ke nazdeek goya, ki tum yeh samashte ho,
28:52 ki hum zeev aqaar nahi, aur tum zeev aqaar ho,
28:55 aur kya tum yeh samashte ho, ki tumhari yeh sar bulandi,
28:58 Allah Rabbul Izzat ki bargah mein tumhe buland kar degi,
29:01 aur kya tum fateh-e-alam ho, agar tum yeh samashte ho,
29:04 ki tumhe intazaar karna hoga,
29:07 aur Allah Rabbul Izzat ki bayan karda ayaat fir us maqam par bayan farmayein,
29:11 aur wo kuch istara se hain, jiska mafum yeh hain,
29:14 ki kuffaar yeh samashte hain, ki inka yeh jo amal kar rahein hain,
29:18 aur inko jo choot di ja rahi hain,
29:20 goya ki shayad inke upar yeh narmi ka jo salsila hain,
29:23 yeh Allah ki rahmat samajh rahein usko,
29:25 Allah ki himayat samajh rahein hain,
29:27 hala ki hal yeh hain, ki Allah Rabbul Izzat to inki rassi ko deela kar raha hain,
29:30 aur ek hi martaba inki pakad hogi,
29:32 aur fir wo jab pakad hogi, to Rabb-e-Karim ki pakad badi sakht hogi,
29:36 yeh us maqam par jaisa ki Quran khud bayan firmata hain,
29:40 ki nasihat karo, aur nasihat jo hai, wo faida deti hain,
29:44 agarche is maqam par Yazid ka jo is waqt status hain,
29:48 aur wo jo apne zain me kuch gomaan rakkar baita hua hain,
29:52 us par asar kare ya na kare,
29:54 lekin bohot se log aise honge,
29:55 jo is peghaam ko aam karenge,
29:57 ummat-e-Muslima tak ponchayenge,
29:59 aur yeh alfaz fir har maqam par jahan par bhi batil hoga,
30:02 us waqt humein, humare kaam bhi aayenge,
30:04 aur humare liye mash'al-e-raah banenge.
30:06 To guya ki yeh aapki jurrat aur bahaduri,
30:09 jiska zikr hum sun rahe hain,
30:11 isse humein, humari khawateen ko confidence aasal karna chahiye,
30:15 aur apne andar kuch,
30:16 hum apni bachiyon ki bhi is tarah se tarbiyat karein,
30:19 ki wo haalaat mein, masaib mein,
30:21 ekdham jo ghabraane ki humari kaifiyat hoti hai,
30:24 wo nahi honi chahiye,
30:25 humein surah-e-haal ko handle karna aana chahiye,
30:28 aur seerat-e-Hazrat-e-Zainab radhi-Allah-u-ta'ala anha ko saamne rakhte hua,
30:33 apni bachiyon ki sandas mein tarbiyat karni chahiye.
30:35 Mujhe bahut ache lagay the vo jumle,
30:37 ki 6 saal ki umar hai.
30:39 Hum kehate hain ki abhi toh khel ki umar hai,
30:41 abhi toh umar hi kya hai bachi ki.
30:43 Aur uss umar mein aapki yasi tarbiyat hoti chuki hai,
30:46 ki aap saari zindagi uss 6 saal ki umar ki tarbiyat par,
30:51 aap inhisar karte hua,
30:53 aalam ko ek behitreen program dekh rahe ho.
30:55 Subhan-Allah, subhan-Allah.
30:56 Aur tabhi toh aqeela kaha jaa rahe hai,
30:58 ki aapki observation hai,
30:59 aapka mushahada hai.
31:00 Aap dekh rahi hai ki jis gharane ki aap fardh hai,
31:02 mashallah,
31:03 toh aapki qabiliyat toh fir hume nazar aayegi na,
31:05 aapa?
31:06 Aap ki samf mein aayungi,
31:07 aur hume ham yeh samjhte hain ki,
31:10 deen ki baqa karbala se hai.
31:13 Aur karbala mein shuhda-e-karbala,
31:15 ya hazrat-e-sayyudina imam Hussain radhi-Allah-u-taalaan ke baad,
31:20 hume jo jiddu-jahad nazar aati hai,
31:23 yaani jiddu-johad,
31:24 aur jo hume aapke taarikhi khudbaat nazar aati hai,
31:27 jiski hawale se aapne bhi zikr firmaaya.
31:30 Toh uspe mein chahateeun ki aap bhi roshni daalain,
31:32 aur asr-e-hazir ki jo khatoon,
31:35 jitne bhi khawateen hamara program dekh rahi hai,
31:37 unko apni islah ke nukaat kis tarah se kashida karna hai?
31:42 Ji, shukriya Nida.
31:45 Dekhe teen tarah ka role unhone adaa kiya,
31:47 ek to Ali ibn Hussain imam Zain-ul-Abideen wahid hain,
31:51 jo bach gaye hain,
31:52 un ladko mein,
31:53 beto mein,
31:54 jo bimaar the.
31:55 Toh aapne teen jagah par azzat Zainab r.a. ne,
31:59 jo khudbaat main milte hain,
32:01 ek Kufa se jab aapko guzara gaya,
32:04 Karbala se khawateen ko,
32:06 sabko Kufa mein laaya gaya,
32:08 aur phir Ibn Ziyad ka darbaar,
32:11 aur phir Yazid ka Damishq mein darbaar,
32:13 teen jagah par aapne beyaan diye,
32:15 aur Kufa mein jab aapko laaya gaya,
32:17 toh aapke jo ek khudba hai tabir,
32:21 jiski do jumla aapke saamne rakhoongi,
32:23 ki jab Ahle Kufa khare hain,
32:25 daayen baayen,
32:26 aur aseeran-e-Karbala ko guzara jara hai,
32:29 toh aap intahai jalal mein aakar farmati hain,
32:32 ki Ahle Kufa nigaah-e-neechi rakho,
32:35 hum Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki betiyaan,
32:39 aur aapne unhe jhanjod ke rakh diya,
32:42 Kufa walon ko,
32:43 phir Ibn Ziyad ka darbaar mein,
32:45 jab kisi ne,
32:46 imam Zain-ul-Abideen ki tarah haath padhane ki koshish ki,
32:49 toh aap phir daleri se kharhi ho gaye,
32:51 aur aapne farmaaya,
32:53 khabardar jo imam Ali Ibn-e-Hussain ki tarah,
32:56 tumhne haath badhane ki jurrat bhi ki toh,
32:58 aur phir unhe jurrat na hui,
33:00 phir isi tarah,
33:01 Yazid ke,
33:02 Damish ke darbaar ka jo inhone haal sanaya,
33:05 toh ek shujaat aur ek daleri hai,
33:07 ek tarah Imam Zain-ul-Abideen ki ifaasat,
33:09 dosi tarah khawateen aur bache jo saath hain,
33:12 unki dekbaal,
33:13 aur teesra kaam,
33:14 ki Imam-e-Hussain alaihi salam ke paigaam ko duniya tak paunchana,
33:18 ye teen-o-rool ada kiye,
33:20 main khawateen se ye kahoongi ki,
33:22 dekhein,
33:23 haq par rehna,
33:24 ibadat aur bandagi karte hui,
33:27 Allah se us shujaat ko maangein,
33:29 ki jo batil ke saamne,
33:30 aapko kabhi bhi sar nigoon na hone de,
33:33 aur aap dhat kar kharhe hoin,
33:34 shaitani kuvat-ein,
33:36 bohot zyada hamlaavan hain aamare gharon par,
33:39 gharon mein tahjeeb ki ifaasat,
33:41 apni naslo tak paunchane ki zimadari auraton ki hain,
33:45 ye daleri,
33:46 ye shujaat,
33:47 ye Hussainiyat,
33:48 meri maaon ne,
33:49 meri behndon ne,
33:50 meri betiyon ne,
33:51 muntakil karne hai apne bachon mein,
33:53 aur ye zimadari bohot badi hai,
33:55 bohot badi hai,
33:56 us paigaam-e-karbala ko samjein,
33:59 namaz-e-shab ada kiya karein,
34:02 aur Allah se jazba-e-shahadat maangein,
34:05 jazba-e-jihaat maangein.
34:06 bohot shukriya aapa,
34:07 main sipaaz guzaar hoon aapki,
34:10 alima saffa fatima,
34:11 aapki shukr guzaar hoon,
34:13 muhtarma sahar aazam,
34:14 aapki shukr guzaar hoon,
34:15 ijazat dijiye janaab,
34:18 is dua kisaad,
34:19 ke Allah huma ja'alna min-an-nisa,
34:20 is faalihaat,
34:21 ki Allah hume nek aur saalih
34:23 aurtum ki jamaat mein,
34:24 shamil farmadein,
34:25 meri jaanim se,
34:26 fia manillah,
34:27 over to you sahar aazam.
34:28 (Music)
34:48 nabi ke hai ye gharwale,
34:55 sakha inki virasat hai,
35:03 nabi ke hai ye gharwale,
35:11 sakha inki virasat hai,
35:20 wohaisti ho khadeeja ki,
35:49 wohaisti ho khadeeja ki,
36:09 wohaisti ho khadeeja ki,
36:29 ai roogo hayaaye ki virasat hai,
36:39 gawaan kud suni hai,
36:43 ai roogo hayaaye ki virasat hai,
36:53 nabi ke hai ye gharwale,
37:00 sakha inki virasat hai,
37:09 chalo dum haazi kaasar par,
37:28 chalo dum haazi kaasar par,
37:39 ya jannat ki bagheechoon mein,
37:46 ya jannat ki bagheechoon mein,
37:54 talab ho jis jaga ki,
37:59 woh jaga inki virasat hai,
38:07 nabi ke hai ye gharwale,
38:14 sakha inki virasat hai,
38:22 ye raate haad bhaave ki,
38:48 sabiraan ka nakar hai,
38:54 ujalaan ka narkar hai,
39:02 ye jab chahiye asar karde,
39:13 ziaaye ki virasat hai,
39:20 ye jab chahiye asar karde,
39:29 ziaaye ki virasat hai,
39:36 nabi ke hai ye gharwale,
39:43 sakha inki virasat hai,