Skip to playerSkip to main content
  • 3 years ago
Dars-e-Bukhari Shareef - Speaker: Mufti Muhammad Akmal

#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation

Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1

Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https: //apple.co/2v3zoXW
Transcript
00:00 Allahumma Salli 'Ala Muhammadin wa 'Ala Aalihi wa Sahbihi wa Sallim
00:15 Bismillahir Rahmanir Rahim
00:17 Allah Tabarak wa Ta'ala ke Pakiza
00:19 naam se aagaz karte hain jo bahut meherbaan nihayat rahim wala hai
00:23 Dars-e-Bukhari ka silsila jari usari hai
00:26 aur pishli program mein 2433 number hadith-e-pak zikr ki thi
00:31 aaj inshaAllah 2434 se aagaz karenge
00:36 hadith hai hadrat-e-Abu Huraira
00:38 radiAllahu ta'ala anhu ki riwayat karda
00:42 aapne shahad farmaya ki jab Allah ta'ala ne
00:44 Rasool-Allahi Sallallahu 'Alayhi wa Sallam ke liye Makkah fatah kar diya
00:49 to aapne logon mein khadde hokar Allah ta'ala ki hamd-o-sana ki
00:54 fir farmaya ki Allah ta'ala ne Makkah se haatiyon ko rok diya tha
00:58 wo abraha jo haati likar aaya tha
01:00 wa asmaan se ababil ne uspe kankar barsaya the
01:02 aur haati bilkul taba-o-barbaad ho gaye the
01:05 Sarkar ne farmaya ki Allah ta'ala ne Makkah se haatiyon ko rok diya tha
01:09 aur Makkah ke upar aapne Rasool ko aur Momino ko musallat kar diya
01:15 yani yeh fatah-e-Makkah hui
01:16 to Allah ne apne Rasool ko aur Momino ko haakmiyat ata farmayi
01:20 Makkah fatah hua
01:22 pas mujhse pehle kisi ke liye Makkah mein jang karna halal na tha
01:27 aur beshak wo mere liye sirf din ke ek ghante ke liye
01:30 yani kuch saanton ke liye halal kiya gaya
01:33 aur beshak wo mere baad kisi ke liye halal na hoga
01:37 yani Makkah mein khoon rezi karna jang karna mana hai
01:42 fir farmaya ki pas Makkah ke shikar ko mutanaffar na kiya jaye
01:46 aur na iske kaanto wale drakhton ko kaata jaye
01:49 aur na iske raste mein padi hui cheez ko
01:52 ailaan karne wale ke siwa uthaya jaye
01:56 yaani ailaan karo
01:58 ke malik tak pohche to uthao
01:59 yaani irada ye ho ke malik tak pohchae
02:01 apni milqat banane ki niyat se na uthaya jaye
02:05 aur farmaya ki aur jiska koi maqtool
02:08 ismein qatal kiya gaya
02:10 yaani Makkah mein
02:12 qatal kiya gaya usko do cheezon mein se ek ka ikhtiyar hai
02:15 ya to wo diyat qabool kar le ya qisas le le
02:19 yaani qatal jaan ke badle jaan ye qisas hai
02:22 aur jaan ke badle maal ye diyat hai
02:25 usko do cheezon ka ikhtiyar hai
02:27 maqtool ke waratha ko ya to
02:29 jo qatil hai usi ko kehne ke nahin isko marna hi hai
02:32 to ye qisas ye haq aasil hai
02:34 aur agar uske qatil ke taraf se
02:37 aur uske ishtedaron ke taraf se
02:38 offer qabool karke deal kar le jaye
02:40 ke chale itne itna mein paise de de
02:42 hum qatil ko muaf kartein
02:43 jaise aaj kal hoti hain deal saab dekhen
02:46 to phir ye sharan bilkul jaiz hai
02:49 aur firmaya ki hadrat-e-abbas radhiya-llah-u-taala
02:52 anhu ne kaha ya rasool-Allah
02:53 izghar khushk ghaas ka istisna kar dijiye
02:57 kyuki hum isko apni qabron mein
02:59 aur gharon ki chhato mein rakte hain
03:02 to rahmat... to
03:03 yani phir sarkar ne iska istisna ki
03:05 wo lafz nahi hai
03:06 lekin pichli hadees haapne
03:07 jaise suni hai
03:08 ke nabi-e-karim ne uska istisna firma di
03:10 istisna ka matlab usse asal hukum se kharij kar diya
03:13 ki theek hai wo qat sakte ho baaki nahi
03:16 to sarkar firmaatein
03:17 phiri wo raavi kehte hain
03:18 ke pas yaman ke ek shakhs
03:20 abu shah khare huye
03:22 aur unhone arz ki
03:23 ya rasool-Allah
03:24 ye khutba mere liye lik dijiye
03:27 to rahmat-e-qaunayn sallallahu alaihi wasallam ne firmaya
03:30 ke isko abu shah ke liye lik do
03:32 to maine auzaai se kaha
03:34 ya raavi kehte hain
03:35 ki maine auzaai se kaha
03:37 ke abu shah ne jo kaha tha
03:38 ya rasool-Allah
03:39 isko mere liye lik deyen
03:40 iska kya maana hai
03:42 unhone ne bataye
03:42 isse murad
03:43 wo khutba hai
03:45 jo unhone ne nabiye kareem sallallahu alaihi wasallam se suna tha
03:48 yani peechhe ke raavi jo hotein
03:50 jiss haji tabhoor-e-ara se
03:51 peechhe kisi ne suna pe
03:52 unse peechhe unke yeh qaul zikar kar rahein
03:55 ki wo aapas mein kahne lagaye
03:56 ke unke kahne ka matlab kya tha
03:59 ke mujhe lik deyen
04:00 yani raavi ko shuba hua
04:01 ke sirf ek baat likne ka kaha tha
04:03 ya aakhri wali baat
04:04 ya poora kutba likne ka kaha tha
04:06 to bataya gaya
04:07 ke poora kutba likne ka kaha tha
04:10 to iska matlab ye hua
04:11 ke maqamat ka bhi adab hai
04:13 ihtaraam hai
04:14 ye nahi hai ke zameen ke sab hisse barabar hota hai
04:16 nahi
04:17 hisso mein ikhtilaf hota hai
04:18 ek aapka ghar hai
04:20 fir aapke mahalle ki masjid hai
04:21 fir ek alaqe ki badi jaame masjid hai
04:24 fir bait ul muqaddas ko aap dekhiye
04:26 isi tarah makkah masjid ul haram hai
04:29 masjid-e-nabawi hai
04:31 nabiye kareem ka raud-e-anwar hai
04:32 kaabatullah ke paas aap khade hua hai
04:34 jaise jaise maqam badalta hai
04:36 waise waise ahkaam badalta hai
04:38 barakaat alaida hoti hain
04:39 ihtaraam alaida hota hai
04:41 ek aapke alaqe ka meydan hai
04:43 aur ek meydan-e-araafaat hai
04:45 ki hain dono mein koi farq nahi hai
04:47 zameen-aasmaan ka farq hai
04:49 iska matlab ye hua
04:50 ki jo achhe muqaddas maqamat hote hain
04:52 unki taazim karne chahiye
04:54 ye taazim ka hi ek andaaz hai na
04:56 ki sarkaar ne firmaaya
04:57 ki makkah ke drakht na kaato
04:59 uske shikari jaanwaron ko mutanaffar na karo
05:02 ye adab aur ihtaraam ki taalim di ja rahi hai
05:05 iska matlab hai hamara mazhab jo hai
05:06 wo shaksiyat ke itbaar se
05:08 maqamat ke itbaar se
05:10 aukaat ke itbaar se
05:11 taazim ka hukum deta hai
05:14 jaise ab ramazan ka mahina a jaata hai
05:17 ye ek zamana ka naam hai
05:18 ek aukaat hai
05:19 inki taazim, inki adab karna chahiye
05:21 ramazan ke ihtaraam ka hukum hai
05:24 aise maqamat hai
05:25 jaise makkah hai, medina hai
05:27 iski sarzameen
05:29 badi adab aur ihtaraam wali hai
05:30 aise hi khaas jagah hai
05:32 jaise masjid-e-haram mein masjid-e-nabwi hai
05:34 sarkaar ke rozanwar hai, kaabatullah hai
05:37 to malum ye hua ki
05:38 hamara mazhab to taazim wala mazhab hai
05:40 ye ihtaraam sikhata hai
05:42 to ye nahi hai ke ham taazim-e-Khuda ke naam par
05:46 baaki kisi ki taazim na karein
05:48 aur ye kahen ki
05:49 ji isse taazim-e-baari ta'ala mein farq aayega
05:52 to usne shayad mazhab-e-Islam ko nahi samjha
05:54 agar aap kisi ki taazim deeni hawalise karte hain
05:57 to yaad rikhein wo taazim haqiqatan Allah ki hi taazim hai
06:01 ham nabi ki taazim kyun karte hain
06:03 agar aap farz karlain
06:05 ki nabi na hote
06:06 ka ham isi taazim dete hai?
06:07 nahi
06:08 isli ham taazim karte hain
06:10 ki wo Allah ke nabi hain
06:11 Allah ne unko nabuwat aur risalat ata farmai hai
06:14 iska matlab hai ki nabi ki ham taazim karte hain
06:17 to wo bilwasta Allah ki taazim hai
06:20 isi tarah maqamat ki, aukat ki taazim karte hain
06:23 to wo Allah ki lihi karte hain na
06:24 to wo Allah ta'ala ki hi taazim kailaayegi
06:27 main asan alfaz mein samjhata hun
06:29 agar kisi ka naukar aapke paas aaye
06:31 koi pegham lekar, koi khaana peena lekar
06:33 ji sahab ne bhijwaaya hai
06:34 aapne ka bait ho
06:36 usko chai pilaayi, chhanda paani pilaaya
06:38 hawa wagar khilaayi
06:40 phir usko rukhsat kiya
06:41 to bataayen aapne naukar ki taazim ki hai
06:44 ya bhejne wale ki taazim ki hai
06:47 haqiqatan aapne uski izzat aur ehtiram ka khayal kiya hai
06:50 naukar to is qabil nahi tha
06:51 lekin chunki ye uska naukar tha
06:53 is wajah se aapki iski taazim
06:55 us malik ki taazim hai
06:57 isliya ab usko pata chalega
06:58 ki aapne uski naukar ko itna
07:00 protocol diya tha
07:01 wo khush hoga
07:02 aur kabhi aapko iska badla dega
07:03 ki aapne mere naukar ki bhi taazim ki thi
07:06 to qatr-e-nazar is misal ki
07:08 isko hata de
07:09 aap nabiyon ki taazim
07:10 maqamat-e-muqaddasa ki taazim
07:13 ye sab ayn Allah tabarak wa ta'ala ki hi taazim hai
07:16 kyunki inka taalluk Allah se hai
07:18 liyaaza aap ye kehna ki
07:19 ji Allah ki taazim karo
07:21 baaghi kisi cheez ki taazim na karo
07:22 warna taazim-e-bari ta'ala mein farq aayega
07:25 to kya maabab ki taazim na karein
07:27 ustaad ki taazim na karein
07:29 kya karein bataayen
07:30 kaabat-ul-Allah ki bilkul taazim na ki jaye
07:32 Quran ki taazim na ki jaye
07:34 usko utha ke zameen pe yuh rakh diya jaye
07:36 aur kadamon ke paas
07:38 ya pyaaron pe rakh ke padayen
07:40 ye hamara mazhab taalim dega?
07:42 nahi
07:43 isliye hamme baadab banna chahiye
07:45 aur apne mazhab aur deen ko sahi tariqah se samajhna chahiye
07:48 phir jab dekhen
07:50 sarkar ne firma ye na karo ye na karo
07:52 arsi-as-Allah iska istisna kar dijiye
07:54 izghar khas ka istisna kar dijiye
07:56 hamme zarurat hai
07:57 to iska matlab
07:58 yis se do masleh malum hai
08:00 pehla masleh to ye pata chala
08:02 kareeb-e-nabiyye-karim sallallahu wa sallam ko
08:04 Allah-e-tabarak wa-ta'ala ne shari-e-ahkaam
08:06 ke silsile me bada ikhtiar diya tha
08:08 chahe to kisi cheez ko haram firmaayen
08:10 chahe to kisi cheez ko usme se halal kar de
08:13 to dekhen pehle haram firmaaya
08:15 ki ye haram hai
08:16 lekin jab zarurat peshki gayi
08:18 ki yasur-Allah istisna kar dijiye
08:20 hamme zarurat hai
08:21 firmaaya chalo ab haram nahi hai
08:23 abhi tumare liye halal hai
08:24 ek lamay ke andar usko unke liye hillat peyda kar di
08:27 iska matlab ye hua
08:29 ek to ye nabiyye-karim ke ikhtiarat isse thabit hua
08:32 aur isse agar
08:33 dusra nitijan nikala jaye
08:35 to ye asal mein hamare liye
08:37 hamare se murad jo warithane nabi hain
08:40 sarkar ki ummat ke ulama
08:42 mushtahideen
08:44 ye unke liye ek
08:46 matlab
08:47 samajh lijiye
08:48 ek usool ki hasyat rakhta hai
08:50 yuk hamare hain usool hai
08:52 agar koi cheez haram hai, najaiz hai
08:54 lekin koi shakh-sakh zarurat me mubtala hai
08:57 aur us zarurat ki bina pe wo haram ka istimal uske liye zaruri ho jaye
09:01 to waqti taur par baqadr-e-zarurat
09:03 usse us haram ke istimal ki ijazat di jayegi
09:07 jaise alcohol
09:09 ye spirit
09:10 ye najasat thi
09:11 ye mana ki thi
09:12 sharab ki se kashid hoti hai
09:14 lekin jab ye alcohol dekhe hain
09:16 aaj kaff syrups ke andar hota hai
09:18 allopathic ki dawaon ke andar
09:19 aur homeopathic mein to 99%
09:22 dawaayon ke andar alcohol mili hoti hai
09:24 aisi aaj kal ye polish hoti hai
09:26 darwazon ke opar isme spirit mili hoti hai
09:28 to jab ye zarurat pe shayi
09:30 to fuqahaan ne iske ijazat marhamat firma di
09:33 isi tariqat se aur tasfeer jaise hai
09:35 lekin baaz jagah tasfeer zaruri hoti hai
09:37 uske ijazat marhamat firmai
09:39 lekin ye aam aadmi nahi kar sakta
09:41 to iska matlab ye hua ki ye mushtahideen
09:44 ya bade muftiyaane kiram
09:46 ye zarurat ki bina par fatwa mein tabdili la sakte hain
09:50 baaz cheez ne jisko shariyat ne mana kiya
09:53 unko jaiz bhi kar sakte hain
09:55 lekin iske usool hota hain
09:57 ye nahi ki jisko chahein karein aisa nahi hota hain
09:59 usool hota hain unko usoolon ke roshni mein
10:01 aisa possible hai
10:02 awaam ko bas main samjhana chahata hu
10:04 ki agar koi bade aalim-e-deen
10:06 kisi cheez ke baare mein kehte hain
10:08 kisi ko ye tumhare liye jaiz hai
10:10 aur wo waqeet mustanad mufti sahib hain
10:12 aap ke liye jaiz hai
10:14 ab aap ne ka, hadith mein to ye aaya hai
10:16 fullah jagah to maine ye padha tha
10:18 ye mere liye jaiz keh rahe hain
10:20 wahaan na jaiz sabit hora hai
10:22 ki ab aap ko sochne ki haajat nahi hai
10:24 is cheez ki, kyu ki ino ne mahol dekha
10:26 aap ki zuroorat ko dekha
10:28 aur usool inko ijazat de rahe hain
10:30 ke wo aap ko us cheez ko
10:32 jaiz kahe kar istihmaal ki ijazat de den
10:34 liahe zab aap ko bahas karne ki haajat nahi
10:36 khudana khasta agar wo ghalat kar rahe hote
10:38 to wabaal khud unpar hoga
10:40 isliye Allah ne firmaaya ke
10:42 fas'alu ahla zikri in kuntum la ta'alamun
10:44 agar tum nahi jaante to ahle ilm se question karo
10:47 ahle ilm se murad wo hi hain
10:49 jo masail batane ki silahiyat rakte hon
10:51 jo zamane ki tabdili ke aitabar se
10:53 masail ke andar tabdili kya peyda hogi
10:55 isper ghehri nazar rakte hon
10:57 khud Allah ne ijazat marhamat firmaa hi hai
10:59 aur main baile bhi misalay de chukon
11:01 ek misal bas aap ko main deta hun
11:03 nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam ne
11:05 ishaat firmaaya sahaba se
11:07 Allah ki bandiyon ko masjid me
11:09 aane se mat roko
11:11 ye hukum hain nabi ka
11:13 ki aurtein masjid me aake namaz pudhengi
11:15 zamana e rasool me yeh raha
11:17 siddiq akbar radhiya allahu ta'ala
11:19 anhu ke daur me yeh raha
11:21 dekhi jab daur e umar e farooq radhiya allahu ta'ala
11:23 anhu aaya
11:25 aapne firmaaya ab aurtein masjid me
11:27 nahi aayenge gharon me namaz padhaye
11:29 ab kahan nabiye kareem firmaarein
11:31 aurto ko mat roko umar e farooq
11:33 karein gharon me namaz padho yani hum rokege
11:35 yeh bzaahir mukhalifat nazara aaye aapko
11:37 aurtein gayeen sayyida ayesha siddiq
11:39 radhiya allahu ta'ala anha ke paas ke
11:41 dekhi umar e farooq hume masjid me aane se rok rahein
11:43 ab sayyida ayesha jo mushtahida
11:45 tayyiba tahira hai unhone jawab kya diya
11:47 unhone firmaaya agar aaj sarkaar duniya me zahiri taur pe jalwa afrooz hote
11:52 aur jis tarah ke zeenat ikhtiyar karke
11:54 aurtein bahar nikal rahi hain
11:56 aap bhi mulahiza firmaa lete
11:58 to yaqeenan aap bhi
12:00 aurto ko masjid me aane se rok dete
12:02 yeh dekhi yeh hai ishtihad
12:04 sayyida ayesha ne firmaaya
12:06 ke tum bzaahir nabiye kareem ke
12:08 qaul ki mukhalifat isko samajh raho
12:10 nahi yeh sarkaar ke mizaaj ki muafqat hai
12:13 mizaaj e rasool yeh tha
12:15 ke jab zamana badlega to hukum bhi badlega
12:17 isliye maulogon se kahte hain
12:19 ke aap aisa na karein
12:21 ek to aam aalim se masla malum na kia karein
12:23 jisko pate hi nahi hota masayil ka
12:25 wo kitab se padega batadega aap ko
12:27 baaz ko pate hi nahi hota ke
12:29 taghayyur-e-zamana ke aitibar se
12:31 kaunsa masla tabdeel ho chuka hai
12:33 aur wo bichare bayan kar rahe hote hain
12:35 aur qaum aazmaayish me pad rahi hoti hai
12:37 pehli cheez
12:39 doosri baat yeh hai ke hamesha
12:41 mustarrad mufti sahab se malum karke
12:43 fir aap aankhe band karke uspe amal karein
12:45 fir aapki koi gharif nahi hai
12:47 fir aap apna zain istimal na karein
12:49 mujhe samajh mein nahi aara, dil mein khatak raa hai
12:51 aalim sahab ne jawab to de diye
12:53 mujhe samajh mein nahi aara
12:55 aur aap koi hain koon
12:57 ki aapko samajh mein nahi aara
12:59 yeh deeni muaamlaat hain
13:01 yeh samajh mein aage aapko
13:03 ki fajr ki do rakat-e-fard
13:05 aur zuhr ki chaar hain
13:07 aur maghrib ke andar teen hain
13:09 batayein kyun hain
13:11 aap ek laayenge lekin hikmat-e-ilahi tak aap nahi paus sakayenge
13:13 bahut saare aise muaamlaat hotein
13:15 ki jinka
13:17 aql idraak nahi kar sakte
13:19 isliye firmaaya na fasalu ahl-e-dikr
13:21 inkun tum laa ta'alamoon
13:23 agar tum nahi jaante aal-e-ilm se pooch ho
13:25 aur kya isliye pooch hain
13:27 mujhe samajh mein nahi aara, rad kar de
13:29 ek aur maqam pe firmaaya ki
13:31 ati-u-llah-a wa ati-u-r-rasool
13:33 wa ulil-amri minkum
13:35 Allah ki itaat karo, uske rasool ki itaat karo
13:37 aur un logon ka hukum maano
13:39 jo tum mein hukum wale hain
13:41 aur fuqaha firmaatein, mufassireen firmaatein
13:43 ki hukum wale se muraad
13:45 wo ulama hain jo logon ko deen sikhatein
13:47 masayil pe unke dastrath
13:49 hoti hain, wo mujtahideen hotein
13:51 aur khusus toh torpe
13:53 jo zamane ke tabdili ke aidabaar se
13:55 masayil mein tabdili hoti hain
13:57 us par nigha raktein
13:59 ab yaha to hukum hain, ulama ki itaat karo
14:01 hukum walon ki itaat karo
14:03 waah firmaaya, sual karo, itaat karo
14:05 iska matlab yeh ki question karo
14:07 aur fir na socho, fir unhe jab keh diya hai
14:09 to ab us par amal karo
14:11 lekin main fir ik dafah yahan dhohra deta hoon
14:13 har shaks aalim nahi hota
14:15 masjid mein aap jayenge
14:17 daadi wale bohos saare milenge, har ek aalim nahi hota
14:19 har aalim mufti nahi hota
14:21 har mufti mein
14:23 ishtihad ki silahiyat nahi hoti
14:25 bohos saare muftiyaane kiram hain
14:27 wo kitab se masla dekh ke aapke bohot achha bata denge
14:29 lekin usi kitab ke andar
14:31 masal ek bahar-e-shariyat kitab hain
14:33 maulana amjad ali sahab rahmatullah lai ki
14:35 ab uske andar jo khususi taur par
14:37 naan nafqe ke, ijara ke masal hai
14:39 aur kharid-o-furokht ke masal hai
14:41 unme bohos saare masal aise hai
14:43 jo aaj kal ke daur ke itabar se
14:45 uspe amal hi nahi kar sakte hai aap
14:47 wo tabdeel hot chup hai
14:49 yeh ek aam mufti nahi bata sakega
14:51 wo to fatwa khali lik dega
14:53 aur yaad rakhein aam mufti
14:55 jisme wasf-e-ishtihad ki silahiyat nahi ho
14:57 jo apne urf mahal par aagah nahi ho
14:59 usse logon ki kaifiyat
15:01 unke mentality
15:03 aur unki sochr fikr ka idraak
15:05 hi nahi ho
15:07 humare aqabirin firmaatein yeh
15:09 fatwa dene me zarur jahil hai
15:11 fatwa dene me jahil
15:13 yani kya matlab yeh kitab se dekhe
15:15 masala bata dega, zamana kahin jaara hai
15:17 uske itabar se masala badlna chahiye
15:19 aur yeh saabiqa masala bata kar
15:21 logon ko aazmaish me daal dega
15:23 imtihaan me muftala karega
15:25 aisa hargiz nahi karna chahiye
15:27 balke ala hazrat ne to baaz jagah
15:29 isko zulm se taabir firmaaya hai
15:31 yeh zulm hai logon ke upar
15:33 yeh masala bata nahi hai
15:35 aur ek juzi beyan kar di
15:37 log khush honge wa wa bhi karenge
15:39 bahut saare bhi, aapne to dekhe
15:41 ghalati ki nishan dekhi, market me kitni ghalati ho rahi hai
15:43 arre bhai yeh masala
15:45 badal chuka hai, market ke itabar se
15:47 baaz oqaat jo aap beyan
15:49 kar rahe hai, is masala mein tabdili lazim hai
15:51 badal chuka hai masala
15:53 lekar wo chuke beyan karne wala
15:55 na alim hota hai, na mufti hota hai, na mushtahid hota hai
15:57 baaz oqaat usse khud nahi bata hota hai
15:59 aap se dekhe zarur bata raha hai, me hamare
16:01 buzurgon ne likha hai, unhi buzurgon ne
16:03 apne se pehle wale buzurgon ke khilaf
16:05 bhi bahut saare likha ho hai, aapne
16:07 yeh kyun nahi dekha ki inhone kyun unki
16:09 qaul ke khilaf likha, isliye ki
16:11 unka zamana kuch aur tha, inka zamana
16:13 kuch aur hai, aur
16:15 ab aapka zamana kuch aur hai, to fir
16:17 aapke liye bhi zaruri hai ki inke beyan
16:19 karda masayal pe ek defa kamaskam aisi niga
16:21 zarur daalai, ki aapka pata ho
16:23 ki maujooda daur ke logon ko kaunsa masala
16:25 beyan karna, kyunki ham fatwa ki
16:27 field se taaluk rakte hain, to jitne
16:29 muftiyan-e-kiraam agar koi fars kar le mujhe sunega
16:31 wo kaega mufti sahab ne bilkul hundred percent
16:33 sahi kaha, to har shakhs
16:35 yaad rakhein, khususan main aapko guzarish
16:37 karta hun, yeh kharid-o-furokh
16:39 ke masayal, investment ke masayal
16:41 zameeno ke, baghaat
16:43 ke masayal, internet pe
16:45 trading ke masayal, currency
16:47 lene dene ke masayal, yeh har shakh
16:49 se na poocha karein, yeh un se poochein
16:51 jo is kisam ke masayal ke andar maahir
16:53 hun, kyunke taghayoor-e-zamanah
16:55 ke itwaar se, urf ke itwaar se, ab
16:57 bohot saare masayal tabdeel ho chukhein
16:59 aur har aalim un tabdeeliyon
17:01 par waqif nahi hota hai
17:03 to isi liye bohot saare naadaan
17:05 kisam ke log, jinn ko jo khud fatwa
17:07 ki salahiyat nahi rakte, jab
17:09 koi shakh sahi usool ki
17:11 roshni mein, masale ko badal kar
17:13 beyan karta hai, to yeh uspe atras karte hain
17:15 budhur-gun ne to aisa likha hai, aap aisa beyan kar rahein
17:17 to jinn budhur-gun ne likha hai
17:19 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:21 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:23 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:25 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:27 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:29 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:31 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:33 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:35 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:37 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:39 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:41 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:43 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:45 zara aapke paas agar thoda sa bhi
17:47 Allahuma salli ala Muhammadin wala aanihi wa sahbihi wa sallim
18:02 Allahuma salli ala Muhammadin wala aanihi wa sahbihi wa sallim
18:17 Allahuma salli ala Muhammadin wala aanihi wa sahbihi wa sallim

Recommended